UPDATE: 2
Jaise hi Park pahuchi to dekha ki bhuru bhi peeche- peeche bhagta hua aa raha tha. Park ke pas ek tea-shop thi Mohsin vahi mera intjar kar raha tha. main bhi tea-shop par aa gayi. Vo dono tea order kar chuke the or mera hi wait kar rahe the.
Mohsin: Chay?.
Me: ok,
Mohsin: bhaiya ek chay dena. (waiter se)
Waiter ek tea dekar chala jata h. Hum sab chay pite hue bat karne lag jate h.
Me: Batao na kya bat karni thi. itni urgently kyon milna tha.
Mohsin: are baitho to, sab batata hu
Mohsi: ye Hina h, abhi 1 mahine pahle Rohtak se aayi h or is sal isne IInd year me admission liya h. ye bhi beauty contest me hissa lena chahti h.
Me: Hi, Hina.
Hina: Hi, How r you.
Me: me too. you are looking good. Tumhe dekhkar lagta hai college me bhi kafi popular rahi hogi tum. (uske kan me pas se bolte hue.)
Hina: ha, mujhe college me best cute face ka title mila tha jab me first year me thi.
Me: ok, main ek modeling agency ke bare me pata kiya tha vo log abhi kuch dino me miss karolbagh competition ke new batch le rahe h. tum mujhse bat karte rahna jaise hi batch chalu hoga me tumko bata dungi.
Hina: ok baaji. Vaise maine beauty-parler ka course bhi kiya tha.
Me: ye to bahut achchha h.
Me- (Mohkin se) Tum mujhe kal sham ko office ke bad milna vahi bate karenge. Sorry Hina me aaj jyada nahi bat kar paungi but me tumko call karungi.
Useke bat maine un dono ko bye kiya or apne ghar chali gayi. kambakht din to kat jata h Bas ye rat hi nahi sone deti.
Next day maine Hina ko call kiya or usko sham ko park me aane ke liye kaha. Sham ko me office khatam hone ke bad Mohsin ko call kiya vo free hi baitha tha or maine usko bike par ghar le jane ke liye kaha. And me office se uske sath bike par chal di. Mohsin bada hi smart ladka h or meri khas ijjat karta h. mujhe pata h vo mujhe pasand karta h. but mere liye ye sab bahut alag h. me jab tak jindgi me ek mukam hasil na kar lu mujhe ye sab soch kar kisi ke pyar me nahi padna tha.. ha thoda masti karne ke liye meri koi manahi nahi thi isiliye me kabhi kabhi usse bike par chipak kar baith jati to vo khush ho jata tha. Isse aage maine use kabhi jane nahi diya.

Last edited: