- 22,281
- 19,739
- 229
Ju to bura maan gye men..Ju ko kya lagta hai apan ko spammer award jaise dibbe ki khwaaish hai. Apan yaha sirf enjoy aur time pass ke liye aata hai. Apne ko na kisi dibbe ki chaah hai na hi kisi aur cheez ki. Apan wo insaan hai jo kisi ke shifarish ke tahat dilaye gaye dibbe ko fauran hi apni ID se hatwa deta hai. Kisi ka Ehsaan ya kisi ki daya kisi bhi keemat par nahi chahiye apan ko...
Laundiya.. night club.. daru..Sanivar ko kaisi naukri be