- 6,223
- 9,598
- 174
Waise to bahut si kahaniyo me hero ki multiple biwiya hai. But aap shayad dil ka raja kahani ki baat kar rahe ho . Jisme uski 10 biwiyan thi aur badi biwi ka naam kiran thakur thaUski 8 10 biwi thi
Post in thread 'Xforum की कुछ यादगार कहानियां' https://xforum.live/threads/xforum-की-कुछ-यादगार-कहानियां.45297/post-3002365Hmmm story recommendation thread?
Koi pls aise suggest pls classic fantasy story suggest karna Hindi mein
Mujhe bas yhi recommendation thread dikha toh socha logon ko pata hoga yahan!
Ye to ek bimari haiPata nihi logo ko incest itna kyu pasand aata hai
Nhi milePost in thread 'Xforum की कुछ यादगार कहानियां' https://xforum.live/threads/xforum-की-कुछ-यादगार-कहानियां.45297/post-3002365
Check this thread
Sahi hTHE BODYGUARD
Writer: Swaraj
Writing Style: Hinglish
Thriller hai, achi rahi he. Puri complete kr li hai. Bahot hi mahe dar story hai. Jisse Thriller pasand ho use jarur se read karni chahiye. Thodi bahut grammar/words ke mistakes he jisse aasani se Nazar andaz Kiya jaskta hai.
========================================================================================================
The Mirror
Writer: Adirshi
Writing style: Hinglish
Horror story hai. Zyada badi story nahi hai, aap ek din me aaram se khatam kar sakte hai. Adirshi ji ki writing aur detailing bahut hi achi hai. Ek bar try krke jarur padhe.
========================================================================================================
The Secret Island
Writer: mrDevi
Writing style: Hinglish
Fantasy story hai. Around 30 Updates hai. World building achi hai, but aur bhi khubsurat ho sakti thi. Ek bar try kre sayad pasand aaye.
========================================================================================================
Currenly reading: प्रायश्चित
Writer: Moon Light
Writing Style: Hindi
========================================================================================================
Currenly reading: मोहब्बत का सफ़र
Writer: avsji
Writing Style: Devnagari
========================================================================================================
Baap
Writer: Riky007
Writing style: Hindi (Devanagari)
Story ek aese pita ki hai jo apni hi biwi ke khoon ke ilzaam main fasi ki saza pane wala hai. Baap Pyar or Ma ki laalach se bhari ye kahani aap ko karuna aur krodh se bhar deti hai. Riky007 ji kya khub likha hai.
========================================================================================================
वो सर्द रात
Writer: Raj_sharma
Writing style: Hindi (Devanagari)
Ek suspense thriller base story hai, Ek Imaandaar Advocate ki kese wo crime ko solve krta hai and kese khud hi ek aesa crime krta hai jise solve krne me uski puri life ulat pult ho jati hai. Story court room drama ko bade hi ache tarike se darshati hai, Suspense or thriller type pasand krne walo ke liye badi achi hai must try...
========================================================================================================