- 19,221
- 22,214
- 229
Rulana he to hota hai3 update already draft me pade hai....
Ek mahine me ek update dunga,,, readers phir rone lagenge....bas yahi sochkar reh jata hu
Rulana he to hota hai3 update already draft me pade hai....
Ek mahine me ek update dunga,,, readers phir rone lagenge....bas yahi sochkar reh jata hu
Everything reminds you of her kya?Baat badhna chahiye,,,kya lafda karne ka sara jimma ek ladki uthayegi forum par
Usne ek mahine se jyada wait ki hai , baat bhi ki hai fir hi aage badha hai, dusri baat is rayte ki vajah 2 log hai mostly ek ko to ju ne bol hi diya, dusre ke liye story padho. Melody Khao khud jaan jaaoRules ke according chalna hota hai! Baat ye nahi hai ke story ruki hai ya band hai, Baat rules ki hai, Agar ek ko bina baat ke permission di to Baaki sab bhi ye he kare gye aur rayita faila de gye.
Phir to likhni padegi....Rulana he to hota hai
Uss thread pe bakchodi chal rahi hai pahle se.....Are kahe baat badha rahe ho, ek banda Shanti se ruki hui story poori kar raha hai, or wo bhi badhiya tarike se, to hone do na bhai
Tu kahe dukhi do raha hai samru bhaiya?? Bole to bulau use.?Baat badhna chahiye,,,kya lafda karne ka sara jimma ek ladki uthayegi forum par
Ye rule sahi hai, lekin wo story lagbhag ek saal ss band hai, aur writer online hone ke baad bhi kabhi koi jawab nahi deta.Uss thread pe bakchodi chal rahi hai pahle se.....
Ye hamari jimedaari hai ki hum kisi ko bhi kisi aur ke creativity ko badalne naa de.....
Original writer ne kya soch kar wo story start kari thi ye bina jaane, bina uske permission ke story aage nahi badhai jaa sakti hai
Apko parody likhni hai alag se thread banao waha pe saaf saaf likho aap uss writer ki story se prabhavit hokar usko aage badha rahe ho....aur usme bhi agar writer ko pareshani hui to hum apki story band kar sakte hai
Plot same ho sakta hai characters ke naam likhne ka tarika ye sab mein to difference hogaYe rule sahi hai, lekin wo story lagbhag ek saal ss band hai, aur writer online hone ke baad bhi kabhi koi jawab nahi deta.
Iss case me kya rule hai?
Suppose koi naya Banda aaye idhar, aur koi story shuru kare, kahani lagbhag aadhi likhne ke baad pata chale ki kabhi kisi ne iss plot par ek kahani shuru ki, par kuch hi update ke baad bhai sahab hibernation me chale gaye, aur ab jab wo story aage badh gai to unko yaad aa gai apni story ki.