• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Story Section ~ ChitChat Thread 3.O

Status
Not open for further replies.

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,765
117,118
354
Gulzar Sahab ki bagal mein dukaan lagwana padega. :D
Gulzar sahab ke bhi nakshatra kharaab karoge,,,, :doh:
 

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,765
117,118
354
Meri real language wahi hai.. baaki forum mein aane ke baad thodi bahot tabdeel kardi.
Matlab udhar urdu boli jati hai,,,, :D
 
  • Like
Reactions: Xabhi

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,765
117,118
354
:roflol: mujhe bhi kuch-kuch aisa hi mehsoos hua.
Sirf mahsoos hi hua hai ya uske bare me kuch socha bhi hai,,,,:hinthint2:
 
  • Haha
Reactions: Xabhi

Siraj Patel

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
136,685
113,636
354
सच मे,
तब तो आप वही बोला करो
:approve:
Mahol ke hisaab se typing mein thodi tabdeeli karni padi thi.. :D
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,302
304
Acha majak tha ....hum to khud apke revo dekh kar sikhne ki koshish karte hai ki revo kaise diya jaye par abhi tak sikh nhi paye ..apke revo sach me sabse hat ke hote hai kitni siddhant se hum update padte hai utani hi siddhant se apke review ...
parichay...
suruwat mein, aap ko samil karna chahiye kuch buniyade tathyo ke baare mein kahani ko leke, sirshak sahit, lekhak /lekhika aur unki kahani shaili,
saarnksh..
sanshep pe kahani ko charcha..... kahani, charictra, mudde, mod pehlu.... mukhya ghatanao ya samashyao.. patro ka Anubhav... aur ant mein samapti ko leke kuch charcha...

byaktigat pratibinb....

charcha..... Kahani ko leke pasand ya na pasand, koi pehlu ya mod ya kirdaaro dwara kiye gaye karya ya Karam.... kin kin vichay ko leke samarthan hai aur kin kin vichay vishesh ko virobhavash... Tulna karna ki agar lekhak aise mod pe ye muddo ko pe zyada dhyaan dena chahiye tha to zyada behatar hota etc.
ya phir udhaharan ke liye is kahani ko lekhak ki Anya kahani ko bhi ullekhit karna... kya mat bhed hain lekhan shaili ko leke etc.
kahani ke liye apne khude byaktigat Anubhav ya majuda ghatanao pe ek byaktigat ray rakhna.....


critical anylise or criticism...

lekhak ke udasya? Kya lekhak apne udasya mein safal rahe ya nahi?
kya hai kahani ki setting?kahani ke liye upayukt hai ye lekhan shaili?

Kirdaar aur kahani ki build-up? kya sathik roop mein hua? kya kirdaar sathik roop sathik mod aur pehlu pe bhumika nibhaye? Jo kiya kya wo vishasniya tarika hai...?

kahani mein kya sathik roop mein romance, thrill, suspense, drama create kar paaye ghatanao ki ummid ke mutabik? ?

vishay kya hai? ya kendriya vichar hai ki nahi kahani mein?
kahani mein ek" coda" hai, ya ek sabak? kya sikh milti hai? Kya anuman hai kahani ko leke?

kahani mein koi aprat‍yashit mod, ? Kya jarurat thi? agar haan.. to kyun? agar nahi.... to kyun nahi? Kaaran darshaya jaaye?

lekhak ya lekhika upayog karte hai kisi sahityik upakarono, upma, rupak... kya wo kisi se inspired hai?

niskarsh....
mulyakan karni hai sampurn kahani ko, phir Salah.... ya iski jarurat nahi? Kya lekhak ne jo likha wo har taraf se perfect tha....? kyun aur kaise? is par aankalan...
Kya dikha aapko lekhak ke jariye... kya mahsoos ya ehsaas hua? kya lekhak ki kahani dusro ke sifarish par nirbhar hai? ya kahani khud mein itne kabile tarif ki pathak khud dusro ko bole padhne ke liye?
kya yeh sarthak hai padhne ke liye..? naye pathakon ke liye apne vichar dijiye ispe?

Btw The king, Xabhi aur ju ne hi kaha tha in muddon gaur karne ke liye kahani sameeksha karte waqt :bow:
 
Last edited:
  • Love
Reactions: Xabhi and The king

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,765
117,118
354
Is forum ka baaki sab kuch to bahut badhiya hai lekin raat ke is waqt iski speed ke L lag jate hain. Is problem ka koi hal nahi hai kya.????:dazed:

Saala is post ko post hone me hi do minute lag gaye,,,,:banghead:
 
  • Like
Reactions: Xabhi
Status
Not open for further replies.
Top