- 2,860
- 13,863
- 159
2 ki to lanka lag chuki h ab bss 3sra apne bill se nikle to uski bhi band bajayi jaaye...waise ye vikraal ke locket me kuchh to lochha h hi..jo vikraal iss trha se bebas najar aa rha h...kya pta yhi uski kamjori ho...ab dekhte h vikraal surya ki bat maankr apni kamjori sach sach usko btata h ya kuchh chaal khelega..waise lgta to nhi h ki wo kuchh chaal khelne ki condition me h filhal...to dekhte h kya hota h aage kya surya usko wo locket waps kr dega ya kamjori pta chlte hi maar dega...tb tk ke liye intzaar rhega brother🗡🗡🗡![]()
Ha bhai filhaal bahut kuch hai jo hone ja raha hai ya fir hone wala hai. Sawal bahut saare hai or jawab sabhi ke ek ek karke milenge. Bas sath bane rahe. Or aaj dekhiye kya hota hai inki fight me. Kya vikraal surya per bhari padega ya fir surya usper bhari padega. Janne ke liye sath bane rahe ..