• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Sci-FI Surya The Protector. (WAR Between Two Immortal.) (Completed)

Rahul0087@

Well-Known Member
2,860
13,856
159
Superb update bro...
:claps:

To aakhirkaar dimag ki ganti baj he gayi surya ki :D

Bakre ki maa kab tak khair manayegi... :evillaugh:
:10:


Ha Bhai sahi kaha aapne. Kab Tak KHair manati hai inki Amma. Lekin itna Tay hai jis din Surya ke hathr Chad gye. Us din bhukaal macha dega Surya..........




Keep supporting............
 
  • Like
Reactions: ashish_1982_in

janu2016

Well-Known Member
2,792
4,349
159
superb update bro...
:applause:

yeh dron wala case to gajab ka tha..
:10:

lekin bhai konsa khana 30 ghanton mein aata h :D

Maine khana order Kiya and aadil or Harry apne kamo me lage hue the. Karib 30 ghante me khana aagya to Maine serve Kiya
 
Last edited:

Rahul0087@

Well-Known Member
2,860
13,856
159
UPDATE 70










Senoy- yaar ye hai Kya cheez Sala hamare har mansubo per Pani fer deta hai.





Kaal- Sach kaha tumne. Sala bahut hi tez hai. Isko harane hamare liye sambhav nahi ho pa raha hai.





Senoy- bahi to. Mujhe to uske aas pass Jane SE bhi dar lagta hai. Sale ne mere dono hi clone ko itni buri mout Mara hai. Mera to soch Kar hi bura haal ho jata hai.





Kaal- me to Teri hi bajah se shan't baitha hu. Verna abhi Tak uski band Baja deta me.





Senoy- rehne do. Usne abhi Tak tumse nipatne ke sare intjaam Kar rakhe honge. Tabhi vo tumhe seedhe seedhe lalkar raha hai. Jab tum or vo pehli baar lade the. Tabhi usne tumhari kamjori or takat ko bhamp liya hoga. Or usi KE aadhar per apni tayyariya ki hongi. Isiliye me tumhe uske samne nahi Jane de raha hu.








Kaal- to fir Kya aise hi usse Haarte rahe. Sala ab to mujhe Sharm aane lagi hai. Soch raha hu bapis Chala jao yaha se. Baise bhi yaha rehke kuch ho to hai nahi raha hai.





Senoy- bhag Kar jaoge bhi kaha. Isse achha yaha raho or kuch tagde planes banao usko harane ke liye.





Kaal- usko harane ka ek plan hai mere pass. Or mujhe ummid hai ye 90% work karega.





Senoy- 90% Kyu

Pora 100% Kyu nahi karega.




Kaal- kyuki mujhe aisa doubt hai ki usne is plan KE hissab se bhi tayyariya Kar rakhi hongi. Isliye ye plan hame bilkul Shanti se anjam Tak pahuchana padega. Use agar bhanak lagi to sab bigad Kar rakh dega vo fir SE.






Senoy- fir to rehne hi do. Kyuki hame usme safalta milegi bhi to bhi vo kuch hi der KE liye hogi. Kyuki uske pass kuch aisi technology hai jiske bare me kisi ko bhi nahi pata hai.or vo usi ki madad se kahi bhi pahuch jata hai and dunia KE kisi bhi kone ki jaankari turant jaan leta hai. Ab vo Kya hai or kaise kaam karta hai ye nahi pata. Lekin hame abhi Tak Jo haar mili hai. Ho na ho isme bahut bada hath is technology ka hai Jo Surya ke pass hai.






. kaal- to fir Kya Kare.





Senoy- kuch aisa jiske bare me Surya soch bhi na sake.


Baise Mera ek sawal hai. Jiska jawab me bahut Dino se soch raha hu. Lekin mujhe Mila nahi hai.





Kaal- Kya.




Senoy- yahi ki mujhe lagta hai tumapne aap is jagah nahi aaye ho balki kuch or hua hai jiski bajah se tum yaha pahuche ho.





Kaal- baise Sach kahu to iska jawab mere pass bhi nahi hai. Me to kisi or timeline me ja raha tha. Lekin jab me yaha pahucha or Maine us aadmi SE Jana ki ye to vo time line nahi hai. To thoda jhatka mujhe bhi laga tha. Lekin mujhe isse jyada Fark nahi pada.





Senoy- kyuki tumhare aane ke pehle ek or Banda yaha aaya tha.jo ek alag hi dimensions se tha. Uska naam electro tha. Vo jaise hi yaha se gya tha. Theek usi portal se tum andar aaye the. Usi samay.





Kaal- to fir vo Banda yaha kaise aaya tha. Kyuki jaha Tak Me janta hu. Ki ye portal apne AAP nahi khulte hai. Inhe kholne KE liye bahut power ki jarurat hoti hai.




Senoy- yahi baat to Meri samaj me nahi aayi thi. Jab electro se me Mila tha. To usne bataya tha ki vo bahut pehle time travel karne ki kosis Kar raha tha. Tabhi uski energy Kam pad gyi and vo timeline me hi Dad Kar rehgya tha. Or ek din usi timeline ne usko yaha lake patak Diya tha. Ye sab apne AAP to ho nahi sakta tha.matlab ki us timeline me is Earth ma portal apne AAP kaise khula.jiski bajah se vo yaha aaya tha.






Kaal- ye baat to hai. Lekin fir vo yaha SE gya kaise tha.





Senoy- uski power light se aati thi. Usne 3-4 Dino Tak alag alag sehro ki bijli ko apne andar liya and jab use laga ki uski energy ab sahi hai. To usne usi energy ki madad se us portal ko khola or usme Chala gya. And vo jaise hi usme gya. Theek uske agle pal tum yaha tapak pade.





Kaal- hmmm me samaj gya.mujhe lagta hai ki. Jab vo yaha aaya tha. Us samay kuch aisa hua hoga jisper kisi ki khas najar nahi gyi hogi.jis bajah se vo portal khula hoga.





Senoy- kuch Kya hua hoga. Any idea.





Kaal- theek se to nahi keh sakta. Lekin Jo bhi hua tha. Vo that bahut Shakti shali. Jisbajah se vo portal khula tha.





Senoy- Kya tum apne jaise ya tumse bhi khatarnak logo ko yaha la sakte ho. Taki ham Surya ko unme busy karde.





Kaal- me aise kisi bhi insan ko nahi janta. Jo itna takatvar ho. Ha lekin tum unhe bana sakte ho. Apne dimag ke ghode doudao or kuch insano per experiment Karo. Or unhe acha khasi power KE sath banao. Or unko apni army bana lo. Baki mujhse Jo madad chahiye vo me karne ko ready hu. Agar hamne achhi aarmy bana li. Jo bakai me Surya ko tagdi takkar de saki. To ham bahut kuch Kar sakte hai.





Senoy- tumhara idea to achha hai. Lekin Maine ye idea pehle try Kiya tha. Lekin vo jyada safal nahi hua tha.





Kaal- us time tumne unhe jyada powerful nahi banaya hoga. Lekin ab me bhi hu. Maine abhi Tak anginat logo ki life energy ko sokha hai. Jisse mujhe asimat power mili hai. Me is power ko kisi or insan SE nikal bhi sakta hu. Or usme dobara daal bhi sakta hu. Isliye ab tum ye Karo ki apne Jo formula hai unko thoda advance karke kisi per experiment Karo. And baad me Main usme kuch logo ki life energy ko bhi daal dunga jisse definitely usme bahut power aayegi. And agar us jaise hamne bahut bana liye to Surya Kya use koi bhi nahi rok payega.or ham baithe baithe hi is dunia per raaj karenge.






Senoy- agar aisa hai to me abhi is per lag jata hu. Ek hafte KE andar me ready ho jaoga experiment karne KE liye. Or is dauran tumhe ye karna hai ki. Mujhe jinda logo ko lake Dena hai. Jinper ham experiment Kar sake. Filhal kuch hi Lana. Agar hamara experiment safal raha to or bhi le aana fir. Samaj gye.





Kaal- achhi tarah se. Tum iski chinta bilkul mat karo. Me le aaoga jinda logo ko.




Senoy- ok to fir koi baat hi nahi hai. Ab tum dekho Mera Kamal.






Uske baad senoy lag gya apni lab me.


Uske pass purane formule the. Jinme vo or power bharne ki kosis Kar raha tha. And usne ek experiment adhura chhod Diya tha. Vo energy ball Bala vo usko bhi isi me add karne ki kosis karne laga. And kaal apna pora huliya badal Kar cities me aagya or raat me ek ek karke logo ko kidnape karke unke base par lane laga. Or unko bahi bandi banane laga. Ye sab chalta hi raha.





Bahi Surya and party





Surya ne Jo kaam aadil or Harry ko diye the vo pore ho gye the.lekin inse abhi Tak Surya ko koi khas madad nahi mili thi. Na hi senoy internet ka istemaal Kar raha tha. Or nahi kisi alag insan me kaal or senoy Harry ko mil rahe the. Lekin inki kosis jari thi. Surya bhi samaj chuka tha ki. Ye log kuch alag plan Kar rahe hai. Jisme unko time lag raha hai.or usi KE liye ye log samne nahi aarahe hai.




Aadil- Suri yaar usdin ke baad ye log kaha gayab ho gye. Kahi bhag to nahi gye kahi.






Main- bhage to nahi honge. Lekin mujhe lagta hai ki kuch tagda plan Kar rahe hai ye log. Or usi ki tayyariyo me lage hue hai. Jiski bajah se ye abhi samne nahi AA RAHE hai. Lekin jaise hi Inka kaam pora hoga. Ye log bada dhamaka karenge.






Aadil- agar aisa hai to hame ready rehna chahiye.





Main- ready to rehna hai. Lekin usse pehle hame ye Janna hoga ki inke dimag me akhir chal Kya raha hai.





Aadil- ha to socho. Ye kaam tumhara hi hai.





Main- Jara anuman lagao ki ye log ab Kya Naya Kar sakte hai.





Aadil- hmmm. Dekho agar ye koi virus failane ki kosis karenge to uska ilaj hamare pass hai. Agar ye zombie ko bhejenge to uska bhi ilaj hai. Kahi bombs bagera ye sayad nahi karenge.ha nuclear attack jarur Kar sakte hai. Lekin uske liye Harry hai.





Main- ye to tumne vo cheze batai Jo ye nahi Kar sakte hai. Ye batao Jo ye Kar sakte hai.





Aadil- nahi yaar mere palle kuch nahi pad raha hai. Tu hi soch kuch.




Main- agar mujhe samaj me aata to tujhse Kyu puchhta.mujhe bhi nahi aaraha hai kuch samaj me. Ki ye Kya Naya kand Kar sakte hai.





Aadil- to abhi isko chhod do. Jab kuch hoga tab dekhenge.




Main- me bhi yahi soch raha hu. Baise Harry sab jaagha mahol theek hai na. Kahi kuch gadbad to nahi ho rahi hai.





Harry- nahi sir. Sabhi jagah sab theek hi chal raha hai.na ho kaal ka koi surag hai na hi senoy ka.





Aadil- baise alag Kya dhund rahe ho tum Harry.




Harry- kuch bhi. Jaise logo ki mout hona kuch alag tarike se. Ya fir kahi achanak se koi bimari faili ho.




Aadil- ab jab kahi kuch ho hi nahi raha hai to filhal hame Ghar chalna chahiye. Bahut Dino se bacho SE bhi nahi Mila hu me to.





Main- baise theek keh rahe ho. Lekin ek baat to batao aadil Miya. Ki aage tumhara shadi ka Kya irada hai. Karni bhi ha ya nahi.





Aadil- yaar karni hai lekin koi ladki mil hi nahi rahi hai. To Kya karu.




Main- milegi bhi kaise. Sara din hamare sath hi to ghumte rehte ho. Jara jao akele ghumo or ladkiyo ko dhundo. Kahi na kahi to hogi Jo tumhara intjaar Kar rahi hogi.nahi to mujhse bolo me dhundta hu kisiko.





Aadil- rehne de Bhai me dhund lunga. Baise idea achha Diya hai. Ek kaam Karo tum jao Ghar me baad me aaounga. Yaha me ghumunga. Or agar koi achhi ladki takra gyi to fir seedhi khuskhabri sunaoga tujhe.






Main- idea achha hai. Theek hai yahi Karo. Me chalta hu. Baki Meri madad jaha lage mujhe Bata Dena. Me foran aajaonga.





Aadil- done.





Uske baad me to chala gya Ghar. And aadil bahi Mumbai me hi reh gya. Is ummid KE sath ki sayad use uski life partner mil Jaye.












To be countinue………...
 
Top