• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Taqdeer [Completed]

NewWriter23

Member
368
2,071
123
Behtareen suruwat huyi hai... Lagta hai raj kisike pyar mein hai...
Wo Kehte hai na jitni bhi duniya bhar ki khushiya hasil kar le ya paise, rutba par agar chaahne wala agar paas na ho to sab adhuri lagti hai...
raj bhi isse alag nahi.... aaj top ke business man hone ke baad bhi, itne Achievements ke baad bhi ek khali pan, ek adhura pan ushe kaatne ko daude... rah rah kar ushe uski pyar ruhi ki yaad aaye...
Shayad is baare mein anu ko pata nahi..
hmm.... shayad us anath asharam se gehra nata hai dono bhai bahan ka...
Khair...... Update kaafi dilchasp tha aur sath hi kirdaaro ki bhumika bhi...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills writer sahab :applause: :applause:
Bahot kam umr mein raj aur anu ne apne mom dad ko kho diye... wo dono kya chale gaye ye duniya chhod ke, idhar raj aur anu se muh mod liye unke hi apno ne.. unlogo ne ye tak nahi socha ki in dono bachho ka kya hoga... wo to bhala ho us ashram wale baba ka jinhone raj aur anu ko sahara diya.. di ek nayi ummid.... raj bahot hi talented ladka hai aur padhayi mein kaafi tez.... ishi baat se pata chale ki aaj jo wo hai uske piche uski mehnat, tez dimag aur sahi soch vichar hai...
So ushi daud mein ruhi se mulakat huyi thi... aur dekhte hi pyar ka ehsaas dilo dimag mein cha gaya...
Shayad ruhi bhi uske ehsaas ko bhali bhaanti mehsoos kar pa rahi thi...
baatein bhi suru huyi to paper pe likhe shadbo ke dwara, aur sath hi dono ke ehsaas bhi...
sach mein us shahar se kayi yaadein judi hai.. jin yaadon mein kabhi kabhi raj kho jata hai aaj bhi....
Khair... Bahot hi Behtareen update tha...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills writer sahab :yourock: :yourock:
Thank you naina ji
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,311
304
Thank you naina ji
Waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting for next update :rangery::rangery:
 
  • Like
Reactions: mashish

NewWriter23

Member
368
2,071
123
Update 3
Agle din jaab Raj wapas library mai aata hai to wo sidhe jake uski kone mai khada ho jata hai aur Ruhi wala kitab utha leta, jaab uske ander wo paper ko nikal ta hai to usko shock lagta hai aur sath hi sath uske face pe gehri smile aajati hai.
Ruhi : "ji jarur mai apka naam janna chahungi. Kyun ki kabhi kabhi koi Anjaan aap ko apne se bhi jyada samjhata hai, aaj se aap mere anjaan dost", (yaad to hoga Ruhi ne kuch likha tha wo ye tha, aur uski padh ke raj ke face pe ek gehri smile aagayi thy aur shock iss liye kyun ki usko expect nahi tha ki Ruhi kuch likhegi).
Oh shit !!!!!! Aaj to iss Company ka pehla din hai aur boss hi late jayega ye nahi chalega, Ye awaj Raj ke muhn se nikla tha, kyun ki uska nind sahi time pe nahi khula tha aur bahar se kuch awaj se uske nind tuti thy jaab usne time dekha to 8:40 ho gaye thy aur usko office jane ke liye late ho raha tha.
Wo jaldi se bahar jata hai ek naukar ko bula ke usko driver ko car ready karne ke liye kehke jaldi se bathroom mai jane ke liye mood jata hai.
Naukar : sir breakfast...
Raj : mai office mai kar lunga aap jaldi se car ready karwayiye.
phir jaldi se bathroom mai guss jata hai aur fata fat 15 min mai hi ready hoke niche chala aata hai, Raj ko jaldi hi office mai pahunchna tha, kyun ki wo nahi chahta tha ki uske staff usse ye samjhe ke wo careless boss hai. Usne ghadi dekha to aab bhi 9 bajne mai 5 min hai, to wo sidha office ke liye nikal gaya.
Office mai 5 min late pahunch ta hai, fir sidhe apne cabin mai chala jata hai aur peon ko bula leta hai.
Raj : "Rohan Sir ko bula lena".
Peon : ok sir
Thodi der ke baad ek bahut hi shant ladka suit boot mai Raj ke cabin mai entry leta hai. Rohan, Raj ka bachpan se hi dost tha jaab se wo anath ashram mai aaya tha. Rohan bhi ek anath hi tha, aur Rohan hi wanhi tha jo unme se tha jo Raj ko aaj tak sambhale hai)
Raj : sorry..sorry..yaar..mai aaj late ho gaya per...
Raj baas bol hi raha tha ki Rohan sidhe jake usko gale laga leta hai.
Rohan : pata hai tujhe mile huye kitne din ho gaye hai gale mile huye, aur tu 5 min late aane pe pata nahi kya kya bakwas kiye ja raha hai, aare yaar tu boss hai ye to aam baat hai. Ye last line thoda funny way mai bola tha jisse dono ke hassi chut gayi aur dono hasne lage.
Raj : chal aab staff se mil kar naye project per kaam suru kar dete hai.
Rohan : mai sabse tera intro karwata hun, aur sabhi ko maine hi select kiya hua hai, aur sab apne kaam mai best hai.
Raj, Rohan ko pura mumbai ka kaam de rakha hai, agar Raj yanha nahi hai to Rohan hi iss company ka boss hai.
Fir Rohan peon ko bolke sabko conference room mai aane ke liye kehta hai. Aur dono dost chal dete hai conference room ke aur.
Jaab sara office staff boss se milne ke liye aaye to wo dono pehle se hi wanha bethe huye thy. Rohan ne sabko milwaya Raj se, Raj ne bhi sabhi ke sath thodi bahut baate ki fir saab bahar ki aur chal diye.
Rohan : Raj sabse to mil liya, aab baas company ka branch manager se hi milna baki reh gaya hai.
Raj : wo kanha hai..kya pehle hi din late ?
Rohan : are..nahi nahi, maine hi usse kuch kaam ke liye bheja tha, wo ye baate bahar ki aur dekh kar bol raha tha.
abhi Rohan bol hi raha tha ki koi conference room ki aur aata hua dikhayi deti hai.
Rohan : le bhai aagayi wo.
Raj : kya branch manager ek ladki hai ?
Rohan baas Raj ko ghurne laga,
Rohan : but she is brilliant yaar.
wo baas bahar ki aur dekha ja raha tha. Rohan ki yese harkat dekhke.
Raj : bahar kya dekh raha hai.
Rohan : usko aate huye.
Raj : kahi tujhe usse pyaar to nahi ho gaya na.
Rohan ko Raj ki baate pasand nahi aaya to wo usse gusse se Raj ko dekhne laga.
Rohan : maine usse behen mana hai aur wo mujhe bhai, wo mere hi ghar ke samne rehti hai aur uska koi nahi hai, aur kuch bolu ya itna kafi hai.
Raj khada ho gaya apne chair se aur Rohan ke paas jake usko shant karne laga,
Raj : sorry na yaar, mai to majak kar raha tha baas.
Tabhi conference room ka darwaja khulta hai aur ek behed khubsurat ladki entry leti hai per Raj aab tak usko nahi dekha tha kyun ki uski pith uske taraf tha. Wo ladki sidhe entry karke in dono ke paas aajati hai.
ladki : good morning Rohan sir..
Raj jaab wo awaj sunta hai to usse yese lagta hai ki wo ye awaj kahi suna huya hai, to wo piche mud jata hai, dekhne ke liye ki wo awaj hai kiski.
Jaab Raj piche mudta hai to samne Ruhi khadi thy, bilkul simple look, long hair, ankho mai thoda sa kajal, kano mai chote chote jhumke thy, jo usse kafi khubsurat bana rahe thy.
Rohan, Raj ko hila raha tha, hello...hello..bhai..kyun ki Raj bilkul shock mai khada hua tha, aur baas Ruhi ko dekhe ja raha tha.
Raj ko baas iss baat ki tasalli thy ki wo to Ruhi ko janta tha per Ruhi usse nahi (kyun aage pata chalega).
Raj, Rohan ke hilane se wapas hosh mai aajata hai.
Raj : ye...
Rohan : ye hai miss Ruhani Sharma, Branch manager.
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218
Update 1

"Jo dard chupana chahate hai,
wo dard pe pehra rakhte hai,
padhle na gham koi chehre pe,
chehre pe chehra rakhte hai."

Raj bina kisiko bataye party se nikal gaya. Raat bahut ho gayi thy aur raste bhi khali tha. Magar raste se bhi jyada khalipan to uske ander tha. Wo ek sunsan jagah per jake rukh gaya aur car se bahar aagaya, uske hath mai aaj ki trophies thy. Wo Ashman ki aur dekh ke,

Raj : dekha Ruhi aaj mai desh ka sabse bada admi ban gaya hun, per tum mere paas nahi ho....paas kya tum to janha bhi hogi tumhe to pata bhi nahi hoga ki koi tumhe itna yaad karta hai. Per itni to tasalli hai mujhe ki tumhe to mai yaad bhi nahi hun. Itna bol kar wo hasne lagta hai.

Thodi der wanhi rehke wo ghar lout jata hai. Jaab wo ghar jata hai to uski behen Anu uska intezaar kar rahi thy. Jaab wo ghar mai ghusta hai aur Anu ki nazar uspe padti hai to Anu uthke jake sidhe Raj ke gale lag jati hai.

Anu : Raj bhai kanha thy aapko pata hai mai kitni dar gayi thy.

Raj (Anu ki pith sehlate huye) : aare kya ho gaya meri behen ko.

Anu : bhai aap yese mujhe bina bataye maat jaya karo.

Raj : chal thik hai meri Anu aage se tujhe bata ke jaunga, chal aab khana khila de bahut zoro se bhuk lagi hai.

Anu : thik hai aap jake pehle fresh ho jayiye mai khana lagati hun.

fir Raj apne karme ki aur chal deta hai fresh hone ke liye aur Anu kitchen mai khana nikal ne ke liye.

Rajveer Singh, aur Anu (Anushka Singh) dono bhai behen hai aur dono hi anath hai. Inke bare aage kahani mai pata chalega.

Thodi der baad Raj fresh hoke dinning table aake beth jata hai.

Raj : aur kitne der Anu.

Anu : baas 2 min, Anu kitchen se hi awaj lagati hai.

Ye lijiye bhai, aap ki favourite dish Sambar, Dosa aur gajar ka halwa. Ye thy Anu ki awaj aur wo sara plate Raj ke samne rakh deti hai.

Anu : wese bhai yesi unique choice aapki hi ho sakti hai. Ye kehke hasne lag jati hai.hehehe

Raj : sach hai mai hun hi unique. Chal hasna band kar aaja tu bhi khale.

Anu bhi Raj ke paas beth jati hai, "Bhai aap thik to ho na, aaj aap India's no.1 businessman aur most desirable man bane ho, fir bhi aap khush nahi lag rahe hai, kyun bhai?"

Raj : Anu bacha..chal khana khale aur wese bhi koi baat nahi hai aaj bus mujhe maa baba ko miss kar raha tha, aur tuna apne iss chote se dimag per jyada zor maat dala kar.
chal mun khol aur khale, aur uske baad dono ek dusre ko khilane lag jate hai aur issi tarah khana bhi khatam ho jata hai.

Raj : Anu kal mai mumbai ja raha hun, jo nayi company ki announcement ki thy maine aaj party mai usko mumbai mai open kiya hai. 1 mahine usse setup karne mai lagega to mai wanhi rahunga. Tu apna khyal rakhna aur wese bhi teri MBA ko bhi khatam hone mai 1 hi mahina baki hai fir aajana mere paas.

Anu : bhai aapna meri chinta maat karo mai apni khyal rakh lungi per aap wanha ja rahe hai to anath ashram jarur jana aur kaka se mil lena.

Raj : thik hai Anu. Chal aab so jate hai kal jana bhi hai. Good Night Anu.

Anu : good night bhai.

Dono bhai behen apne apne kamre mai chale jate hai sone ke liye.

Agle din Raj mumbai ke liye nikal gaya. Ye wanhi seher hai janha uska bachpan gujra tha. Uske dil mai bahut kuch chal raha tha. Ruhi se bhi to issi sehar mai hi mila tha ya ye kehlo ki mil kar bhi nahi mila tha. Yahi saab sochte sochte kaab mumbai pahunc gaya kuch pata hi nahi chala.

Driver car ko ek bade se banglow ke samne rokta hai.

Driver : Sir ghar aagaya hai.

Driver ke pukarne se Raj apne yaado se bahar nikalta hai, "thik hai, tum saman nikal kar le jao aur khana kha se aram karo, bahut der se car chala rahe ho. Ye car key mujhe de do mai aata hun.

Driver : ji sir.

Jesse ki Raj ne kaha tha driver sara saman nikal ke banglow ke ander chala jata hai aur Raj car leke nikal jata hai kahi aur.

Thodi der drive karne ke baad wo ek anath ashram ke samne aake rukta hai aur car se utar ke anath ashram ke ander chala jata hai. Yese hi anath ashram mai ghumte ghumte ek kamre ke aage aake rukh jata hai aur us kamre ko ache se dekhne lag jata hai.

Tabhi uske piche se awaj aati hai, "ye kamra bilkul wesa hi rakha hua hai jesa tu chod ke gaya tha Raj".

Raj jaab wo awaj ki disha ki aur ghumta hai to ek budha admi khade thy wo bhi ek dande ke sahare se.

Raj kaka kehke sidhe jake pehle uss admi ka pair chuta hai fir gale lag jata hai.

Kaka : (Raj ko gale lagate huye) mera bacha, kesa hai tu? Aur gudiya kesi hai? (Kaka Anu ko pyaar se gudiya kehte thy)

Raj : kaka mai to badhiya hun aur Anu bhi badhiya hai baas apko yaad karti rehti hai.

Kaka : hmm gudiya ko to akshar phone aata rehta hai per tera nahi aata hai kabhi bhi. Jyada hi busy rehta hai.

Raj : nahi nahi kaka, wo...wo...mai

Kaka : rehne de janta hun tujhe, tu jisse pyaar karta hai usse apna pyaar jata nahi pata hai.

Raj : hmm kaka aur yanhi mera sabse bada kamjori hai.

kaka : chod wo saab aa beth idhar, tere se bahut bate karni hai.

Fir dono kafi der tak bare karte hai.

Raj : chalo kaka aab mai chalta hun, kal office bhi jana hai, apna khyal rakhna aur bacho ka bhi.

Kaka : tu bhi apna aur gudiya rakhna, bye.

fir Raj apne ghar aajata hai aur kaam khatam karke dinner karke fir Anu se thodi der baate karke so jata hai.

Kaka : inko sabhi Rajesh kaka kehke pukar te hai. Ye ek anath ashram chalate hai.

jaab se Raj ne taraki ki hai taab se wo haar mahine ache khasse paisa de deta hi jisse ki in bacho ki ache se parvarish ho.

Good start & nice update
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218
A
Update 2

Raj ki iss sehar mai bahut se yaadein judi huyi hai kuch achi aur kuch buri.

Buri yaadon mai, issi seher mai Raj ki maa aur baap ki mout huyi thy, aur uske sabhi ristedaar no in dono bacho se apna muhn mod liya tha. Tab Anu baas 4 saal ki thy aur Raj 10 saal ka tha, tabhi Rajesh kaka ki najar in dono pe padi thy, aur wo un dono ko sath leke anath ashram chale aaye thy.

Kuch saal baad Raj ne 10th ke exam mai pure dist. mai top kiya aur usse ek bahut bade school mai scholarship mil gayi aage ki padhayi ke liye. Yahi se Raj ki taqdeer usse kisi se milwana chahati thy, yanhi tha Raj ka sabse achi yaadein.

Raj ne commerce liya aur Ruhi (ji han achi yaadein Ruhi ka hi tha, apko yaad to hoga, iska naam) aur Ruhi bhi issi school mai thy, aur wo non-medical ki thy. 6 mahine Ruhi ne baas Raj ke baare mai suna tha kyun ki Raj school ki magazine mai apna review likhta tha, jo ki Ruhi ko bahut pasand aate thy.

Ek din bahut zoro se barish ho rahi thy, kuch bacho ke maa baap unke bacho ko lene ke liye aaye thy aur kuch school bus mai bhi chale gaye thy. Raj bhi wanhi school ke paas apna sar chupa ke khada hua tha aur barish kaam hone ka intezar kar raha tha, tabhi usne dekha ki ek chota puppy (kutte ka bacha) bhig raha hai aur barish se bachne ki kosis kar raha hai.

Isse pehle Raj wanha pe ja pata uss puppy ke help ke liye, ek ladki aake uss puppy ko utha liya aur ek ped ke niche jake chod diya aur uski chatri (umbrella) bhi uske upar rakh diya taki uske upar barish na pade aur phir apna rumal bag se nikal ke puppy ke sar ke upar rakh diya taki wo aur bhi safe ho jaye. Raj baas uss ladki ko dekhe ja raha tha, Raj apna nazar uss ladki se hata hi nahi pa raha tha.

Wo saab kaam karke wo ladki apne car mai beth ke chali gayi. Raj baas usike baare sochta reh gaya. Wo ladki bahut hi zyada khubsurat thy. Iss baat ko bahut din ho gaye Raj usse bhula hi nahi pa raha tha usse baas uska chehra yaad aata rehta tha. Ek din kisi kaam se wo library gaya hua tha to usne wanha Ruhi ko dekha, Ruhi ko dekhne ke baad Raj ka khushi ka koi thikana hi nahi raha.

Jaab tak Ruhi wanha se chali nahi gayi tab tak Raj baas usse hi dekhe ja raha tha. Ruhi to chali gayi apne kitab ko rakh ke per kitab rakhne se pehle uss kitab se kuch gir gaya tha jo ki Raj ne dekh liya tha.

raj wanha jake uss paper ko utha ta hai aur kitab bhi nikal leta hai, wo kitab ek love story ki kitab thy aur wo paper pe Ruhi ne apna jajbat likhe huye thy.

"Agar aapka pyaar itna hi Sacha hai to kabhi bhi uske liye jhukna mat, kyun ki wo kabhi apko jhukne nahi dega, wo hi apki sabse badi takat banega." Raj ye padke uss paper ke niche kuch likhta hai fir usko kitab mai rakh ke library se chala jata hai.

Agle din jaab Ruhi wapas aati hai library aur kitab nikal ti hai padhne ke liye to wo paper pe kuch likha hua pati hai.

"Agar tum kisi se pure dil se pyaar karte ho to uski ek khushi ke liye jindegi bhar bhi jhuk jaoge aur agar nahi to tumhara pyaar kabhi sacha tha hi nahi". Ye mere bichar hai Ruhi ji, apka naam mujhe iss kitab pe likha mila aur wese bhi pure library ke iss kone mai ye kitab kisi aur ne nahi padhi hai. Wese mera naam..........
Agar aap puchogi to hi bataunga warna nahi.

Ruhi shock mai thy ki kisne uske jajbat ko samjha aur kuch samjhaya bhi, fir Ruhi kuch uss paper pe likhi aur kitab mai rakh ke chali gayi.

Awesome update
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218
Update 3

Agle din jaab Raj wapas library mai aata hai to wo sidhe jake uski kone mai khada ho jata hai aur Ruhi wala kitab utha leta, jaab uske ander wo paper ko nikal ta hai to usko shock lagta hai aur sath hi sath uske face pe gehri smile aajati hai.
Ruhi : "ji jarur mai apka naam janna chahungi. Kyun ki kabhi kabhi koi Anjaan aap ko apne se bhi jyada samjhata hai, aaj se aap mere anjaan dost", (yaad to hoga Ruhi ne kuch likha tha wo ye tha, aur uski padh ke raj ke face pe ek gehri smile aagayi thy aur shock iss liye kyun ki usko expect nahi tha ki Ruhi kuch likhegi).
Oh shit !!!!!! Aaj to iss Company ka pehla din hai aur boss hi late jayega ye nahi chalega, Ye awaj Raj ke muhn se nikla tha, kyun ki uska nind sahi time pe nahi khula tha aur bahar se kuch awaj se uske nind tuti thy jaab usne time dekha to 8:40 ho gaye thy aur usko office jane ke liye late ho raha tha.
Wo jaldi se bahar jata hai ek naukar ko bula ke usko driver ko car ready karne ke liye kehke jaldi se bathroom mai jane ke liye mood jata hai.
Naukar : sir breakfast...
Raj : mai office mai kar lunga aap jaldi se car ready karwayiye.
phir jaldi se bathroom mai guss jata hai aur fata fat 15 min mai hi ready hoke niche chala aata hai, Raj ko jaldi hi office mai pahunchna tha, kyun ki wo nahi chahta tha ki uske staff usse ye samjhe ke wo careless boss hai. Usne ghadi dekha to aab bhi 9 bajne mai 5 min hai, to wo sidha office ke liye nikal gaya.
Office mai 5 min late pahunch ta hai, fir sidhe apne cabin mai chala jata hai aur peon ko bula leta hai.
Raj : "Rohan Sir ko bula lena".
Peon : ok sir
Thodi der ke baad ek bahut hi shant ladka suit boot mai Raj ke cabin mai entry leta hai. Rohan, Raj ka bachpan se hi dost tha jaab se wo anath ashram mai aaya tha. Rohan bhi ek anath hi tha, aur Rohan hi wanhi tha jo unme se tha jo Raj ko aaj tak sambhale hai)
Raj : sorry..sorry..yaar..mai aaj late ho gaya per...
Raj baas bol hi raha tha ki Rohan sidhe jake usko gale laga leta hai.
Rohan : pata hai tujhe mile huye kitne din ho gaye hai gale mile huye, aur tu 5 min late aane pe pata nahi kya kya bakwas kiye ja raha hai, aare yaar tu boss hai ye to aam baat hai. Ye last line thoda funny way mai bola tha jisse dono ke hassi chut gayi aur dono hasne lage.
Raj : chal aab staff se mil kar naye project per kaam suru kar dete hai.
Rohan : mai sabse tera intro karwata hun, aur sabhi ko maine hi select kiya hua hai, aur sab apne kaam mai best hai.
Raj, Rohan ko pura mumbai ka kaam de rakha hai, agar Raj yanha nahi hai to Rohan hi iss company ka boss hai.
Fir Rohan peon ko bolke sabko conference room mai aane ke liye kehta hai. Aur dono dost chal dete hai conference room ke aur.
Jaab sara office staff boss se milne ke liye aaye to wo dono pehle se hi wanha bethe huye thy. Rohan ne sabko milwaya Raj se, Raj ne bhi sabhi ke sath thodi bahut baate ki fir saab bahar ki aur chal diye.
Rohan : Raj sabse to mil liya, aab baas company ka branch manager se hi milna baki reh gaya hai.
Raj : wo kanha hai..kya pehle hi din late ?
Rohan : are..nahi nahi, maine hi usse kuch kaam ke liye bheja tha, wo ye baate bahar ki aur dekh kar bol raha tha.
abhi Rohan bol hi raha tha ki koi conference room ki aur aata hua dikhayi deti hai.
Rohan : le bhai aagayi wo.
Raj : kya branch manager ek ladki hai ?

Rohan baas Raj ko ghurne laga,

Rohan : but she is brilliant yaar.

wo baas bahar ki aur dekha ja raha tha. Rohan ki yese harkat dekhke.

Raj : bahar kya dekh raha hai.

Rohan : usko aate huye.

Raj : kahi tujhe usse pyaar to nahi ho gaya na.

Rohan ko Raj ki baate pasand nahi aaya to wo usse gusse se Raj ko dekhne laga.

Rohan : maine usse behen mana hai aur wo mujhe bhai, wo mere hi ghar ke samne rehti hai aur uska koi nahi hai, aur kuch bolu ya itna kafi hai.

Raj khada ho gaya apne chair se aur Rohan ke paas jake usko shant karne laga,

Raj : sorry na yaar, mai to majak kar raha tha baas.

Tabhi conference room ka darwaja khulta hai aur ek behed khubsurat ladki entry leti hai per Raj aab tak usko nahi dekha tha kyun ki uski pith uske taraf tha. Wo ladki sidhe entry karke in dono ke paas aajati hai.

ladki : good morning Rohan sir..

Raj jaab wo awaj sunta hai to usse yese lagta hai ki wo ye awaj kahi suna huya hai, to wo piche mud jata hai, dekhne ke liye ki wo awaj hai kiski.

Jaab Raj piche mudta hai to samne Ruhi khadi thy, bilkul simple look, long hair, ankho mai thoda sa kajal, kano mai chote chote jhumke thy, jo usse kafi khubsurat bana rahe thy.

Rohan, Raj ko hila raha tha, hello...hello..bhai..kyun ki Raj bilkul shock mai khada hua tha, aur baas Ruhi ko dekhe ja raha tha.

Raj ko baas iss baat ki tasalli thy ki wo to Ruhi ko janta tha per Ruhi usse nahi (kyun aage pata chalega).

Raj, Rohan ke hilane se wapas hosh mai aajata hai.

Raj : ye...

Rohan : ye hai miss Ruhani Sharma, Branch manager.

Amazing update
 
Kaam ke silsile mein matlab naye project start karne ke liye Mumbai aaya raj purani yaadon mein kho gaya tha... waise yaadein ruhi se hi judi thi... par ye kismat kahe ya sanjog, ruhi usike office mein kaam karti hai bataur ek branch manager ke roop mein.... par afsos ruhi ushe nahi pehchaanti....
Well.... har update ke sath kahani interesting hoti jaa rahi hai...

Top