UPDATE 2
Mr bansal buri tarah se cheekh rahe the
aur sath mein Mrs bansal bhi
dikhne mein khubsurat bhi thi
safed ranga tha
badi badi chuchiya thi
45 saal umar thi unki
ab Mr bansal is liye cheekh rahe the
kyunki Arjun ne unke left pair ka ek angutha kaat Diya tha
Arjun
Mr bansal mujhe dhokha pasand nahi hai
aapko mujhe dhokha nahi dena chahiye tha
Mr Bansal dard se tadap rahe the
Mrs Bansal ne jab Arjun ko dekha
toh pata nahi kyun woh uski taraf aakarshit hone lagi
pehli baar Mrs bansal ne kisi gair mard ko itne dhyan se dekha tha
Arjun
toh ab aapki dusri ungli ki baari
Mr Bansal ne hath jod diye
aur rone lage
Arjun
yeh hui na baat
ab jaldi se woh news band karwaiye
aur sabko yeh bataiye
ki aap kya kar rahe the
kya tha woh shabd Haan
prank kar rahe the
Mr Bansal
main news band bhi karwa doon
toh government tumhein nahi chhodegi
Arjun
woh main dekh lunga
aur phir Arjun room se bahar chala gaya
Arjun ke jaate hi ek doctor room mein aagaya
aur mr bansal ka bandage karne laga
ab Jo news har tv channel pe dikhaya gaya tha
woh bahut se logo ne dekha tha
unmein se hi ek seema ki saheli thi
usne pehle bhi Arjun ko dekha tha
aur woh use pehchaan gayi
uska naam avni tha
avni ne seema ko Arjun ki news waali photo send karke use call ki
ek hafta beet chuka tha
ghar ka ek ek mard khatam ho chuka tha
bache the toh sirf Vijay Singh
seema ne call uthaya
aur avni se baat karne lagi
seema ne jab photo dekhi
toh shocked ho gayi
apne Bhai ki photo itne saalo baad dekhke
woh bhavuk ho gayi
aur rone lagi
woh bhaagte hue apne dada ji ke paas gayi
jo garden mein baithe hue the
woh din bhar garden mein baithe rehte the
unhone chief minister tak se madad maangi thi
lekin chief minister ne yahi kaha
ki ranvijay bahut khatarnak aadmi hai
uska koi kuchh nahi bigaad sakta
woh is Desh ka sabse bada drug dealer hai
15 saal se kayi logo ne koshish ki
usse bhidne ki sab khatam ho gaye
seema ne dadaji ko sab bata diya
dadaji ne jab Arjun ki photo dekhi
toh fut fut ke rone lage
unka ek lauta waaris bacha tha
is duniya mein
dadaji
beti yeh baat kisi ko mat batana
agar ranvijay ko pata chal gaya
toh ranvijay use bhi khatam kar dega
seema bhi samajh gayi
ki yeh baat agar kisi ko pata chali
toh uske bhai ki jaan ko khatra ho sakta hai
lekin apne Bhai se Milne ko woh bechain ho chuki thi
woh apne Bhai se lipat ke rona chahti thi
use batana chahti thi
ki uske sath kya hua
lekin use yeh bhi dar tha
ki kahin uska bhai badle ka na soche
kayi din beet gaye
seema ne tay kiya ki woh apne Bhai se Milne jaayegi
woh bhi bina kisi ko bataye
aur woh Mumbai pahuch gayi
lekin apne Bhai ko woh kaise dhundhe
use nahi pata tha
upar se woh pehli baar sheher mein. aayi thi
use dar lag raha tha
tabhi usne kayi bachcho ke tshirt pe Arjun ki photo dekhi
use apni aankhon pe yakeen nahi hua
usne ek bachche ko roka
seema
beta yeh photo kiski hai
us bachche ne seema ko ghura
aap Arjun bhaiya ko nahi jaanti
Seema
nahi kaun hai yeh Arjun bhaiya
Arjun bhaiya hum sabke bhaiya hain
wohi humein paal rahe hain
unhone hum anath bachcho ko goad liya hai
Seema
Kahan rehte hain
yeh tumhare Arjun bhaiya
apne ghar mein
seema
tum mujhe unke paas le Jaa sakte ho
us bachche ne seema ko dekha
aur phir woh seema ko leke Arjun ke Ghar pahuncha
Arjun ke Ghar ke bahar lambi line lagi thi
kam se kam 500 log the
woh bachcha seema ka hath pakde
andar jaane laga
tabhi ek aadmi ne bola
Kahan Jaa Rahi ho madam
line mein aao
us bachche ne us aadmi ko dekha
chal na bhadwe
us aadmi ka khoon bahut khaula
Lekin woh kuchh nahi bola
woh jaanta tha ki agar usne bachche ko hath lagaya
toh uske sath kya hoga
kuchh der baad seema ki najar padi
Arjun pe
use apni aankhon pe vishwas nahi hua
uska bhai itna handsome ho gaya tha
ek pal ke liye uska bhi man dol gaya
wahan Jo log the
woh apna naam aur pata bata rahe the
aur apni pareshani bata rahe the
ek ladka woh sab computer mein note kar raha tha
tabhi us bachche ne Arjun ke pair chhue
Arjun
Raju tum yahan school nahi gaye
mar Gaya
Arjun
school nahi gaye
woh woh yeh didi aapse milna chahti thi
isi liye main inhein aapse milane le aaya
Arjun ne seema ko dekha
Arjun
theek hai tum jaao
woh bachcha chala gaya
Arjun
ravi
ravi
jee bhaiya
Arjun
sab kaam nipta lo
Ravi
jee bhaiya
Arjun
aaiye andar
Arjun seema ko leke ek room mein aagaya
seema Arjun se lipat ke rone lagi
kuchh der baad woh shant hui
Arjun
baithiye
seema baith gayi
Arjun
yahan kaise aana hua
seema
mujhe maaf kar do Arjun
mujhe tumhara sath dena chahiye tha
mujhe maaf kar do
Arjun
purani baatein chhodiye
aur yeh bataiye kaise aana hua
seema
bas aise hi news mein tumhein dekha
toh Milne aagayi
Arjun
ghar mein sab kaise hain
seema
sab theek hain
tabhi Arjun ne seema ke hatho ko dekha
hatho pe zakhmo ke nishaan the
Arjun
hath mein kya hua didi
seema
kuchh nahi
Arjun
didi kya baat hai
seema
kuchh nahi
bahut hatte katte ho gaye ho
Arjun
hmm
seema
shaadi hui ki nahi
Arjun
hui thi
wife aur do bachche bhi the
lekin teeno mar gaye
yeh sunke seema rone lagi
seema
kaise hua yeh sab
Arjun
woh purani baatein Hain
seema
Arjun mujhe maaf kar do
Arjun
galti meri thi
main hi paagal tha
apni hi behen se pyar kar baitha
saza toh mujhe milni hi chahiye thi
waise kaisi hai woh chudail
seema
theek hai
Arjun
aur aap ke pati
Seema
woh ab is duniya mein nahi rahe
Arjun ne apni didi ko dekha
seema
theek hai ab main chalti hoon
Arjun
ek do din ruk jaaiye
phir jaaiyega
tabhi Ravi room mein aagaya
ravi
bhaiya ACP madam aayi hain
aapko arrest karne
seema
arrest
Arjun
aap baithiye main aata hoon
Arjun room se bahar nikla
toh hall mein ACP vanshika apne officers ke sath aayi Hui thi
vanshika
chalein is baar aapki bail bhi nahi hogi
Arjun
main toh nahi Jaa Raha
jismein dum hai mujhe yahan se hila ke dekh le
Vanshika daant peeske reh gayi
aap toh jaante hain
humari majburi hai
court ka order aaya hai
Arjun ne kisi ko phone lagaya
yeh ACP madam aayi hain
mujhe arrest karne
Arjun ne phone Vanshika ki taraf badha Diya
saamne se commisioner ne jo daant lagayi vanshika ko
Vanshika
but sir court ka order hai
commisioner aur sunaya vanshika ko
Vanshika ne bura s munh banaya
aur phone zameen pe patak di
Arjun
are Mera phone kyun Tod diya
20000 ka tha
Vanshika ke sath aaye officers ki Gand fat gayi
tabhi vanshika ko ehsaas hua ki usne kya Kiya hai
vanshika
sorry main kal laa dungi
Arjun
ok bye
vanshika aur baaki officers jaane lage
Arjun
waise rishta hone waala tha aapka
tay hua ki nahi
vanshika ne Arjun ko ghurke dekha
Arjun
nahi hui
ho jaayegi Dil chhota mat kijiyega
vanshika chali gayi
aur phir Arjun wapas room mein aagaya
seema ne chain ki saans li
seema
woh tumhein kyun arrest karne aaye the
Arjun
ki hogi kisi ne complaint
seema
kya tumne sach mein us aadmi ko maar diya
Arjun
haan
seema
lekin kyun
Arjun
woh kisi ki pareshani tha
jise maine khatam kar diya
seema
main samjhi nahi
seema samajh gayi ki uska bhai
koi normal insaan nahi hai
Arjun
waise aapke pati ki maut kaise hui
seema ka man Kiya ki woh cheekh cheekh ke bataye apne Bhai ko
lekin usne apne aapko rok liya
seema
accident mein
ek photo le loon
Arjun
le lijiye
seema ne Arjun ke sath ek photo li
seema
ab main jaati hoon
Arjun
theek hai
seema chaunk gayi
kyunki abhi thodi der pehle Arjun ne bola tha
ki ek do din ruk ke jaaiyega
Seema mud gayi jaane ke liye
Arjun
didi aati rehna
aapko dekhke aaj bade dino baad achcha laga hai
seema bina kuchh chali jaati reh gayi
agle din woh apne gaon pahuch gayi
dadaji uspe bahut gussa hue
kajal ne use thappad bhi maara
kajal
khabardar agar aaj ke baad
kahin Bina bataye gayi toh
seema
maaf kar dijiye maa
aur seema apni maa ke seene se lipat gayi
shaam mein seema ne apni majhli maa payal ko dekha
jo gum sum baithi thi
seema uske paas gayi
seema
kya hua majhli maa
payal
kuchh bhi toh nahi
seema ne payal ko uski aur Arjun ki photo dikhayi
payal ne apne bete ke chehre pe hath fera
Payal
kaisa hai Mera bachcha
seema
bahut achcha hai
aapko pata hai
jaise yahan dadaji ki bahut izzat hai
waise uski bhi bahut izzat hai wahan
sab usse bahut pyar karte hain
Payal rone lagi
seema
majhli maa aapko usse mil Lena chahiye
bahut dukhi hai woh
use dekhke lagta hai
ki uske jeene ki wajah khatam ho gayi ho
Payal
nahi main usse kabhi nahi milungi
seema
uski shaadi bhi Hui thi
do bachche bhi the
biwi bachche mar gaye uske
Payal yeh sunke behosh ho gayi
aur phir jab use hosh aaya
toh woh apne sasur ke paas gayi
Payal
pitaji mujhe apne bete se milne jaana hai
mujhe aagya dijiye
dadaji
bahu main kaun hota hoon
aagya Dene waala
tumhara beta hai
usse Milne ke liye aagya lene ki jarurat nahi hai
lekin agar tum usse Milne gayi
toh uski Jaan ko khatra ho sakta hai
dheere dheere yeh baat poore Ghar mein sabko pata chal gayi
Nisha apne room mein baithi yahi soch Rahi thi
ki use apne aapko khatam kar dena chahiye
kyun woh Zinda hai
tabhi komal uski nanad uske paas aayi
komal
bhabhi dekhiye na Arjun bhaiya mil gaye hain
Nisha
yeh Arjun kaun hai
Komal
woh majhli maa ke bete hain
aapke Jeth lagenge
aur komal ne Nisha ko photo dikhane lagi
jaise hi Nisha ne photo dekha
woh buri tarah se chaunk gayi
kyunki Arjun bilkul shlok jaisa dikhta tha
shlok aur uska chehra bilkul same tha
Nisha ke dil ki dhadkan tez ho gayi
payal ka dil ghabra Raha tha
kyunki seema ne use Arjun ka number Diya tha
Payal ne phone apne kaan mein lagaya
ring Jaa Rahi thi
Arjun ne phone uthaya
Arjun
Hello
payal ne apne munh pe hath rakh diya
uski aankhon se aansu behne lage
woh kuchh nahi boli
Arjun
maa chup rehne ke liye phone ki ho
toh phone rakh do
Payal rone lagi
Arjun
chup ho jaao maa
rone se kya hoga
bp aur badh jaayega
Payal
beta
Arjun ka dil buri tarah se tadap utha
itne saalo baad apni maa ke munh se beta sunke
Arjun
main aaraha hoon maa
aur Arjun ne phone rakh diya
kuchh der baad Arjun flight mein baitha
aur phir subah Tak woh apne gaon pahunch chuka tha
tabhi woh ek chai ki dukaan pe ruk gaya
kaun ho Bhai lagta hai naye aaye ho gaon mein
Arjun
jee
kiske paas aaye ho
Arjun
thakur sahab ke yahan
yeh sunke sab ek dusre ka munh dekhne lage
beta meri maano toh wapas chale jaao
Arjun
kyun
us budhe ne sab bata diya
kaise Vijay Singh ke sabse chhote pote ki shaadi ho chuki thi
tabhi shaadi ki raat haveli se goliya chalne ki awaj sunayi di
aur phir subah pata chala
ki Thakur Sahab ke ghar ke ek ek mard ko maar diya gaya
Bach Gaye toh sirf thakur sahab
yeh sunke Arjun hansne laga
sab use aise dekhne lage jaise unhein lag raha ho ki Arjun paagal ho gaya hai
chai waala
bhaiya ajeeb aadmi ho tum
yahan hum tumhein itni dukhad khabar suna rahe hain
aur tum hans rahe ho
Arjun
maaf kijiyega
bade samay se apne asli roop mein nahi aaya tha
achcha banne ki koshish kar raha tha...