• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy THE FIGHTER

Punnu

Active Member
1,087
2,148
143
Ab tak ke update bdiya the brother..karan ko shaktiya mill gayi..or ab wo jald hi training pr chla jayega..bhai ye kahuga bs ki hero ko thoda dominant dikhana jo logo ne uske saath kiya wo bhi unke saath waisa kre..bhai aisa na krna jaise other story me hota hai ki hero ke sath kuch bhi ho jaye wo jldi sabko maaf kr deta hai..or bhai otherwise apki marzi..
Or to dekhte hai aage kya hota hai.. waiting for next brother..
 

Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,054
188
Update No 4





Meri Aankh khuli to main aik anjaan si jgha pr tha mujh kuch samjh main nhi aarha tha main kha hu dheera dheera mujha sab yaad ana lga ka kasa mana us aggrement pr sign kiya tha or baki sab kuch or wo sab yaad ata hi meri cheenkh nikal gyi main utha har traf andhera tha jasa hi main chlna ko hua main nicha ja gira mujha asa lga jasa mera pura jisam main jaan hi na ho kuch dair yuhi us jgha pr lata rha mana bhut koshish ki uthna ki lekin koi fidaa na hu achanak mujha kadmmo ki aahat suni di koi chl kr mera pass aya shyad 2 aadmi tha unho na mujha uthaya or lhi la kr jana lga kuch dair bd wo mujha bhair la kr aya mujha sooraj ki roshani dikhi di mujha dekhna main bhut dikkat ho rhi thi un hi na mujha ak jgha litaya is dorran meri halat itni buri thi ka main un dono sa kuch puch tak na saka ka tum kon ho ya main kha hu wgara wgara wo dono mujha litana ka bd mera pass aya or mera sir pa hath rakh kr kuch bola un dono na mujha asa lga jasa mujh main kuch ja rha ha or kuch dair bd main bilkul thik tha main khra hua or tazzi sa bola





main ......kon ho tum log!!! kha hu main!!!!!!kya tum logo na mujha kidnap kiya ha!!!!!!abhi kya kiya tum logo na mera sath !!!!!!mujha phela apna sharir ba jaan lag rha tha or achank sab thik ho gya!!!!bolo kuch bolta kyu nhi!!!!!!!!!!!



un dono ko picha krta hu ak aadmi samna aya jisa main forran pehchan gya ya to whi ha wo aagrement wala


Main.....kkk kon ha tu raat ko kya kiya tuna mera sath jjj jldi bol ......main bhut zyda ghabra gya tha usa dekh kr



wo aadmi......mera naam Jackson ha


Main......ttt to mmain kya kkkru aapna mera sath kya kkiya tha...us ko dekh kr dar ka mara jld hi tu sa sidha ap pr agya




jackson......Ghabrao mat barkhurdar ham dushman nhi dost hain tumhara or rhi us raat ki baat to wo tum na khud apni marzi sa us aagrement pr sign kya tha





main.....ha ttto main bheosh kasa ho gya




jackson .....Wo asal main tumhari atma ka kuch hisa us Aagrement main chla gya tha isliya tumha na kabila bardasht dard hu or tum bheosh ho gya




Main.......ooooh thik ha achank kkkkkkkyyyyyaaaa aaaatmaaa hisssssa kkkyaa bol rha ho or ya main phir sa bheosh ho gya




Mujha dekh kr phela aadmi bola....jack kya ya whi larka ha pakka lord ki shakti ka iklota waris itna darpook lallu mujha to shak ho rha ha is pa



jack.....bewkoofo jasi baat mat kro Daniel agr ya wona hota to us diamond ko is ka jisam pr rakhta hi ya khak ho jata or bholo mat ab is ka khoon main lord ki takat or shaktiya dor rhi hain khi gussa main agya to tumha hi na jla kr rakh kr da


jack ki baat sun kr daniel ghabra gya wo lord ka gussa ko acha sa jnta tha


main hosh main ata hua ...kitna bura sapna tha yaar soul aaatma aggrement jackson hahaha main bhi na jasa hi meri nazer samna khra teeno aadmiyo pr pari main aaaaaaaahhhhhhh tum sach main ho tum sach main hooooòoooo meri phat kr hath main agyi thi




jack......tumha ghabrna ki zarrort nhi ha karan tum safe ho or ha ham sach main or mubarkh ho


main......kis baaat ka liya mmmm mubarkh da rha hain mujha a

Jackson.....Ab to brhmmand ki sab sa kalli shaktiyo ka malik ho



MAIN... aaa chutiya smjha ha kya brhamand ki kalli shaktiyo ka malik huuu

jack .....tum as nhi mano ja na ya lo

jack na mera sir pr hath rakha or mujha dikhi di pura jungle main bathkti aatmaya insano ki or kalla kapro walla insan numa dhuaa phir alag alag planets jeev or bhut kuch jab jack na mera sir sa hath uthya tu main zor zor sa sansain lana lga


main....mmmmmaain maaar gyaaaa hu naa sacch bolo tummm bhi mar gya hoo kyaaa

or wha un teeno na apna sir pit liya


jack... mera baap tu mara nhi ha tu zinda tu zinda ha chup kr acha ya dekh


Achank meri Aankho ka samna sa gyab ho gya or meri phati hoi gaand or zyda phaat gyi main heran pershaan ulghaan main yha eua dekh rha tha ka

jack main yha hu bacha



jack is waqt hawa main tair rha tha


in teeno na abhi tak mera sath kuch galat nhi kiya tha or itna sab kuch dekhna or sunna ka bd mujha bhi un pr thorra thorra bhrossa hona lga tha lekin abh bhi mujha lag rha tha ya koi sapna ha jo jldi hi tut gay ga


Main....ya tum na kasa kiya yaa sach ha ya koi illusion


Jack ......ya illlusion nhi ha bacha or ya sab tum bhi kr sakta ho agr chaho


Main .....kkkya sach main main ya kr sakta hu ap sikhao ga mujha


Jb main ya bola to wo sab muskura diyaa


JACK....Han bilkul kyu nhi ham tumha sikha skta hain agr tum chaho to

Main......to sikhao na jaldi kro ya kasa krta hain wasa yrrr kal raat sa main bheosh tha lekin asa lag rha jas pata nhi kab sa pra hu yha pr main


Jack......ww wasa wo wo tum 1 saal sa bheosh tha



ya gira mujh pr bomb

main........kyyyyyyyyyyyaaaaaaaaaaa!!!!!!
Fantastic update
 

Vipul

Well-Known Member
2,242
7,300
158
Update no 3


Subha mujha minalli jana tha raat ka 11 baj rha tha 1 ghanta to mera chutiya dost Rishabh na mujha sona nhi diya or dimag ki
dhi krta rha wha ja kr ya krain ja wha ja kr wo krain ga ya krain ga us sa jaan chura kr jab main na packing kr li to pani pina lga lekin meri phutti kismat bottle khali pri thi main nicha gya pani piya or jab wapis a rha tha to mom dad ka room ki light is time on thi phela to mana ignore kya or chal diya pr abhi main room tak nhi pohncha tha ka dad ki awaz ai awaz kafi kafi kam thi mana socha khi mom or dad kisi problem main to nhi is liya main mom ka room ki tarf bhaga main darwaza kholna hi wala tha ka room sa ik awaz ai jo dad ki thi


Dad......ya sab tumhari hi galti ha agr us raat tum usa utha kr ghar na lati to aj hamin us haram ka pile ka lharcha na uthana prta or hamri halat kuch behtar hoti upr sa wo ha bhi darpook or lallu akal nam ki cheez nhi ha is larka main bs baat baat pr ansu bha deta ha



Mom......Ara ap bhi bina baat ka mujh pr chilla rha ho galti ho jati ha hr insaan sa mujha to bas rahm a gya tha us din us ki halat dekh kr mujha kya pata tha ka wo asa ho ga main to bolti hu usa hostel main bajh deta hain prhna ka liya

Asal main anita apna pati ka gussa ko janti thi usa pata tha ka us ka pati ka gussa karan ka liya din b din brhta hi ga rha tha jis ki wjha shyad wo khud nhi janta tha wo chahti thi ka karan jld sa jld in sab sa khi dur chla gay whi us ka liya acha ho ga




Dad.....shi kah rhi ho acha ho ga ager wo yha sa chla gay panoti to tla gi sir sa main kal baat krta hu mera ak dost sa jo mumbai hota ha isa whi bhj deta ha karan ko







Or bhar khra main jo ya sab sun rha tha meri to jasa duniya hi lut gyi mujh un ki baato sa andaza to ho gya tha ka ya meri baat kr rha hain pr main bs isa manna nhi chahta tha dad ko to samjh main ata ha pr mom bhi aur rhi shi kami is baat sa puri ho gyi ka main un ka beta hi nhi hoon main pata nhi kis ka ganda khoon hu isi liya dad bhai or vanshu mujh sa asa behave krta hain or mom to bs dekhava krti hain un sab ka samna lekin aj main roya nhi aj meri ankh sa ansu tak nhi nikla pr ander sa main tut chuka tha asa lag rha tha jasa ka kisi na dil main khangar mar diya ho main chup chap a kar room main late gya sari raat mujha neend na ai
Bs yhi soch soch kr ka akhir kyu ho rha ha nera sath ya sab kyu kyu kyu!!!!!!!!!!!!!!



subha main sab ka uthna sa pehla hi nikal gya jab school pohncha to abhi tak koi nhi aya tha bath kr intezzar krna lga thiri daar main sab a chuka tha or ham sab ho liya apni manzil ki taraf sara rasta rishab mujh sa puchta rha ka kya hua tu udass kyu ha lekin mana usa koi jawab nhi diya kya btata usa ka mera maa baap mera apna nhi hain main kisi ki na gizz olad hu ham na minalli pohnch kr ak hotel main rukna ka socha kyu ka sab kafi thak chuka tha raat ko 12 pm mujha neend a rhi thi neend ati bhi kasa main hotel sa bahir nikla or tu hi thori walk krna lga or ja kr ak bench pr baith gya or kal raat ki mom dad ki battain yaad krna lga mera sath wala bench pr ak Aadmi betha tha mana us pr dhyaan nhi diya jab tuk us na ya nhi kha


Aadmi.....Sirf sochna sa tumhari mushkilat hal nhi ho gain gi

main bri hi herani ka sath us aadmi ko dekha jo is waqt ak hat pehna hua tha jo raat ka andhera main us ka face ko chupa rhi thi or main ba yakini sa us ki tarf dekh rha tha ka ya bnda ha kon or is kasa pata main kya soch rha hy khair mujha bhut ajeeb laga main wha sa uth kr jana ki hua kyu ka meri usa dekh kr thori phat bhi rhi thi ka itni raat uper sa ya aadmi jo ajeeb battain kr rha ha




Aadmi....tumhari sari problems ka hal ha mera pass


or ya sun kr mera kdam whi pr jam gya main na plat kr us shaks ko dekha jo muskura rha tha us ki age shayd 40 ya 45 ka as pass ho gi lekin ak perfect body wala wo bnda jis ki bast sun kr main thora heran bhi tha or pershan bhi



Main.........ap kuch nhi janta meri zindgi ka bara main so please



Aadmi....main sab janta hu karan ka kasa lagta ha jab apna hi ap ko praya kr deta hain

or ta lga mujha ak or shock


Main...ap mera naam kasa janta hain or meri family ka bara main ap ko kasa pata

wo admi meri baat sun kr bs muskura diya

Admi.....Point ya nhi ka main kya janta hu point ya ha ka main tumhara liya kya kr sakta hu


Main thora ghabratahua......kya kr sakta ho


Admi......Bs ak SOODA ak simple si deal which will change your life !!!!!!!

Main....kasi deal or mera pass kuch bhi nhi ha ap ko dana ka liya

Admi...tumhara pass bhut kuch ha



Main....kya lgta ha uncle ap pagl ho gya hain or main jana lga


Admi ......mujha chahiya tumhari aatma tumhari Soul



Main .....log mujha chutiya or lallu khta hain pr yha to hahahaha soul aaatma hahaha

main mzakh krta hua .......acha thik ha thik ha la lo meri soul meri atma hihihihi


Wo admi bhi hans diya or us ki hansi sun kar meri hansi gayab ho gi bc itna dravna hans rha tha wo sala meri to phat kar 8 nhi 12 ho gi us na apni pocket sa ak kara nikla jis pr aggrement type kuch likha hua tha mana jaan churvana ka liya bina dekha smjha us pr sign kr diya or sign krta hi jb main picha hta to


Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhh!!!!!!!!!!!!!!!


ya cheekh meri thi mera ander sa kuch nikal kr ja rha tha us kapra ka ander or mujha na kabila bardasht dard ho rha tha jo ka hr lamha brhta hi ja rha tha achank suppppppppppppppp!!!!!!!

Wo sab rukka mujha asa lag rha tha jasa kisi na mujha nichor liya ho main bheosh ho chuka tha us aadmi na mujha uthya or la kr gyab ho gya or kisi andheri jgha pr pohncha jha us na mujha ak bra sa pather pr lita diyaor chillaya


Aadmi .........jldi lao usa wrna ya maar gay ga


Dusra aadmi bhgta hua aya ua ka hath main ak bra sa box tha jisa us na la kr phela wala ko diya or us main sa nikla us na ak dark colour ka diamond jo kalli roshni sa chamak rha tha or mera sina pr lga diya wo diamond mera dil ka pass apna ap pohnch kr ander jana lga or bheoshi main hi meri bhyanak cheenkh nikal gyi mera pura jisam hawa main tair rha tha kuch dair yu hi kala sa dhua mera as pass rha or meri body wapis apni us pather pr a giri!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Wow bhai matalab yeh ghost rider banega ya phir kuchh aur sachi main yeh to ghost rider se inspired hain
Nice update bhai ab maja aayega jab karan chun chun ke sabako marega
 
Top