• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy THE FIGHTER

u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,775
189
Update No 8

..........Mega update..............


Aj pura ak week ho gya tha ghar wapis aya dad ka behaviour to meri samjh sa hi bhar tha itna pyar kuch to gar bar ha wrna pehla to mujha puchta tak nhi tha Rahul to ab bhi wasa ka wasa hi tha haan vanshika kuch changed lag rhi thi mujha kal collage bhi jana tha dad na zara si jab dehli kar ka admission karva diya tha raat ko jab 12 am ko neend main hota tha to us waqt main ghar ka samna wala park main sword ya martial arts practice kar rha hota tha pehla to socha din main karliya kar ak din gya bhi tha park main sala martial arts ka ak do move ki practice hi ki thi ka sari public mujha asa dekhna lagi jasa main koi ajuba hu dekha bhi kyu na main jis ki practice kar rha tha wo tha bhi old martial arts jo shyad duniya sa bhi mit chuka ho or upar sa itna hard well raat ko 4 hours training ki or so gya subha mom na uthya kyu ka aj collage jana tha main jaldi sa utha ready hua or nicha agya sab mujha hi dekhna lga or main man me......bc kya ha ya jab dekho ghurna lag jata hain sab ya shock kya gandmasti bna rkhi ha sab na



mom........beta bhut handsome lag rha tu kisi ki nzar na lga mera phool sa bacha ko



mom ko ab kon btay un ka phool sa bacha kya sa kya ban gya ha chaliya choriya ya sab pyar mohabbat ki battien



Dad...beta tum sach main bohat smart lag rha ho


Main....Thanks dad Thanks mom


Us ka bd mana sab ka sath breakfast kya jab sab free ho gya to


Dad....beta aj tum Rahul ka sath chla jao kal tumha ak achi si bike la du ga


Mana Rahul ki taraf dekha to mujha foran pata chal gya ya mujha la gana sa inkar karna wala ha is sa pehla wo kuch bolta



Main......no dad aj main paidl hi chla jau ja mujha Rahul ka sath nhi jana


Rahul ki to jal gyi aj dosri baar thi kab mana us ka satha ana sa inkar kiya tha us ko ya apni insult feel ho rhi thi wasa honi bhi chahiya ya sab jan bujh kar hi to kar rha tha main



Dad.......pr beta collage to kafi dur ha na to phir kas..


Dad ki baat khtam hona sa pehla hi



Main......no means no......man me.......jitna bhi dur kyu na ho us iland ka ak chakker jitna to nhi ho ga na jha us chutiya javmck na bhgga bhgga kar meri gaand mari thi sala



mera asa behaviour sa sab kafi heran tha ka ya mera atitude achanak sa itna change kasa ho gya main bhi chal diya chup kar ka collage ki taraf itna bhi dur nhi tha collage main 15 minute main pohnch gya kya collage tha ba itna khobsurat or parking main to bhains ki ponch ak sa br kar ak branded or costly car khari thi well main bhi yhi soch rha tha ka picha sa kisi na maari ak zor ki kick mujha to kick kuch feel hi nhi hui pr thora sa aga zarror ho gya main main hussa main picha palta




Main......bc kon ha ba lorrrrrrrrra

meri baat karta karta bolti hi bnd ho gi samna Rishab intha ka gussa main khra tha



Main......Rishab kasa yaar kitna badl gya ha ba tu or koi asa marta ha kya apna dost ko



Rishab ......chup chup cupp sala loramon kutta kamina sala gadha chutiya akal ka dushman kha mar gya tha tu sala pata ha sala meri kya halat thi raat ko thik sa so nhi pata tha ka meri wjha sa tu gyab hua na main tujha wha la kr jata or na ya sab hota kal mujha rasta main rahul mila or us na btaya ka to ghar wapis lot aya ha lekin to ak baar bhi mujh sa milna nhi aya ak baar bhi nhi chla ja chla ja yha sa mera koi dost nhi ha ja yha sa or ya sab bol kar wo khud rona lga main aga brha or usa gala sa lga liya


Main....gussa mat ho bhai teri koi galti nhi ha is main jo kismat main hota ha whi milta ha is ka liya koi simadar nhi hota or rhi baat tujha milna ki to main tera purana ghar gya tha lekin pata chla to shift ho gya ha to wapis lot gya kafi dar canteen main baith kar us mnana ka bd jab wo mana to



Rishab.....phela to ya bta tu tha kha itna waqt or sala ya pahaar jasi body kasi bnai tu na or height to mujh sa bhi zyda ho gi ha teri phela to tujha pehchan hi nhi pya kafi daar lagi tujha pehchana main


main....ya sab chor tuna bhi isi collage main admission liya ya sab sa zyda khushi ki baat ha wasa tuna kya chosse kya ha science ya arts



Rishab...apan na to arts liya ha bhai science ham jasa logo ka liya nhi bni or tuna



main...haa ba mana bhi arts hi rkha ha yaar aj to jo gya party isi khushi main


Rishab.....bilkul ja la kar a samosha coll drink or kuch mitha bhi lata iyo


Main.....abe sala tu party da ga mujh pa bill kyu phar rha ha ja la kar ba



Rishab.......main nhi da rha wapis to lot kar aya ha to party bhi tu hi da na main kyu du ba



Main......hat hat sala kangus makhi chus bhaag yha sa



Rishab .......tu bhaag ba sala jhandu or haan main kangus hu tu to khi ka raja ha na ja la kar ana phir




Main....chal chor rhna deta hain phir kabhi kar lain ga party


Rushab......agya na line pa sala



Main......bs ab zyda lorapanti na kar mera sath wasa is collage main ragging wgara to nhi hoti na



Rishab.....abe collagr or ragging na ho freshers ki ya ho kasa sakta ha ba chal isa pehla koi handu ragging lana aya nikla lata hain apan log



Main....idea bura nhi ha ya bhi chal



wasa to mujha koi dar nhi tha lekin jack mamu na bola tha kisi ki nzar main nhi ana ka lekin apni photti kismat ham nikal hi rha tha ka ak ganduo ka group agya or jas hi nzar ham pa pari wo bola ajao gaand dana phir kya thachal diyaham bhi un ki ya tarf aj tak mana larkiyo ko gandi nzar sa nhi dekha tha mager ajj in seniour boys ka sth jo 3 larkiya thi maa ki aankh mera ander vasna bhar rhi thi










Jagdish urf jaggu.......ha ba new admisson ha kya


kapro sa hi sab sala ammir baap ki najaiz auladain lag rha tha


main..ji bhai bilkul new



Jaggu nam kya ha ba tum dono ka

Rishab .....ji mera naam Rishab



jaggu or tera naam kya ha ba low bujjet ka hero


main.....Karan ujla




jaggu.....kya bola ba




main....mera matlb ha bhai karan sharma



jaggu .....zyda hero na ban nhi to teri


mera gussa phir sa jag gya sala ya sab in kalli shaktiyo ki wjha sa tha bina baat ka gussa atitude or bhi bhut kuch


main.....nhi to nhi to kya bol bol na ba


rishab mujha ghur kar dekhna lga ka isa achank kya ho gya mujha bhi jaldi hi apni galti ka ahsas ho ga ka jack na bola tha gussa kabu main rakhna warna isa mera apno ko hi nukssan ho ga jaggu ka gussa bhi bharak gya tha is sa phela wo kuch bolta us sa phela hi main bol pra


Main...nhi to nhi to tu janta ha na rishab wo kya kar sakta hain tu janta ha na wo kya cheez hain sir ki body dekh ham to in ka samna macher hain....man me .....is sala ki to isa to main ak phonk mar kar mar du is chutiya ko or ya ya body ha .........or in ko dekh kar to lagta lagta ha ya collage in ka apna ha dekh sir ka handsome face......man me ......as lagta ha kisi hathi na bra sa kadu pr paon rakh diya ho.......in ko chal to dekh jasa shair jasi.....man me .....sala lrkiyo ki tarha Gand hila hila kar chal rha ha sala gadha.....or tu tu in ka samna sina tan kar khra ha ba chal chal sar jukha sar la samna izzat sa baat kar sira sa samjha kya



Rishab bechara mu phara mujha dekh rha tha ka ya kya baka ja rha hu main udhar jaggu jhandu sala apni tarif sun kar phoola nhi sma rha tha


jaggu khush hota hua......ya larka mujha kafi samjhdar lagta ha isa asli hira ki prkh ha jana do inha koi bhi ham main sa in ki ragging nhi la ga





Karan......makkhan lgata hua...... mujha to phela hi pata tha ap ka to dil bhi gold ka ha sar kya sakhi insan hain ap waaah waaah main to fan ho liya ap ka par sirham kisi na tang kiya to ham kya krain ga phir

massom shakl bnata hu main na ya kha


Jaggu....in dono massom bacho ko koi rang nhi kara ga warna gand mar du ga sab ki smjha



Sab.....ji



Shyad jaggu in sab ka leader tha is loya sab chup tha



Main...to ham jain sir class ka liya late ho rha



jaggu....haan haam zarror kuch bhi problem ho sidha mera pass ana bhulna mat tumhara jaggu bhai abhi zinda ha



Ham jab wha sa nikal kar class ki taraf pohncha to ham dono sa hansi control nhi hui ham dono pat pakar kar hansna laga main to hansta hansta nicha gir gya or Rishab sa to hansi bardasht hi nhi ho rhi thi wo dewaar pr mukka marata hua bola



Rishab.....kya kya chutiya bnaya tuna usa hahahahahahah sala handsome face shair ki chaal hahahahaahaahah jd ha yaaar hahahahahah



Main....hahahaha kam to ho gya na apna chal ab class ka liya late ho rha ha clasa main aj sab ka introduction hi hota rha aj sara din kisi na ragging to dur dekha bhi nhi hamin shyad jaggu chutiya ki achi khassi pehchan jab collage sa chutti hoyi to chal diya ham bhi Rishab na bohat bola tujhamain chor ata hu lekin mana bhi bol diya ka paidal chla jau ga bohat manana ka bd wo gya main aj kafi dino bd aj khush tha jab ghar jana wali road pr tha jo is waqt kuch zyda hi sunsan tha achank 6 7 gadiya a kar ruki mera samna kuch dori par or us main sa log bahir ana lga jo ka sb professional gunda lag rha tha bilkul south indian filmo wala wo sab bahir nikal kr meri tarf dekhna lga hatho main kisi ka bat yha kisi ka hockey or wo south indian film main jo sword type kuch hota hain wo in sab ko dekh kar mujha kuch hd tak yakeen ho gya tha ka ya meri gaand marna ki firakh main ja pr bechara nhi janta tha ka un ka pala kis sa pra ha
Shandar update brother :good:
keep writing....
keep posting......
:rock1: :rock1: :rock1: :rock1:
 

u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,775
189
Update No 8



Main abhi un sab ko dekh kar situation ko samjhna ki koshish hi kar rha tha ka un main sa ak gunda ko gaand main zabrdast khujli hoi or wo bola

gunda.....dekh ka rha ho ba maro sala ko


main chahta to in sab bhen ka bhaiyon ko yhi mar sakta tha lekin is trha road pa main kisi ki nzar main nhi ana chahta tha is liya mana dor lga di jungle ki taraf jo ka kuch duri pr hi tha mujha bhagta dekh wo sab mera picha holiya


gunda 2....kya bhai is bacha ka liya ham sab ko la kar aya is ka liya to apna kallu hi kafi tha



gunda 1.....man me......biss na to bila tha ka ya bhut khatrnak ha asa ha wasa ha or ya ya to sala bhag rha ha apn logo sa hamin kya is ko tapka ka apna pasa la kr niklta hain..............pakro ba sala ko



Ab main bhagta hua jungla ka bich pohnch gya tha main wha pa ruka or un sab chmman chutiyo ka intezar karna laga itna wo sab lambi lambi sansain lata hua wha pohncha main to aaram sa khra tha sala itna bhgya tha jack na ab to kuch feel hi nhi hota jitna marzi bhag lo jab un sab ki sansain kuch thik hoi to main bola






Main.....kyu picha pra ho ba mera


gunda ........hamm hamm ak minute zara sans la lu hufffffff

kuch waqt bd jab sansain darust hoi sab ganduo ki




gunda......ham tera murder krna aya hain



Mana apna sir pit liya....to tab sa yha khra kya lorupanti kar rha ho jldi kro ba mujha ghar bhi jana ha


sab gunda mujha hairani sa ghoor rha tha ka ya kya bak rha ha phir sab meri taraf bhaga or ya mana nikali apni dagger phir kya tha ho gyi shuru maha bharat wo tha karib 40 50 or main akela main un ki tarf tazzi sa bhaga or wo meri taraf jha sa bhi main guzrta ga rha tha kisi ka hath pr cut lagata ja rha tha kisi ka sina pa jo bhi samna ata khi na khi dagger usa lag hi jata ab hal ya tha ka gunda dar sa aga nhi arha tha or main pura khoon sa sana pra tha gundo ki to halat hi patli ho gi thi koi yha pra tha to koi wha or main aaram sa khra tha baki jo 5 10 bach gya tha wo bhagna ko hua lekin main phela hi un sab ka pass pohnch chuka tha 9r phir kya tha


khacccccccccccccccch
khaccccccccccccchhh
khaccccccvccccccccvccccch

or sab nicha pra ro rha tha


Gunda1.....bhai bhai plz chor da plz chir da hamin ak baar sirf sirf ak baar chor da hamara biwi bacho ka kya ho ga


Main......salo bhenchodo nikammo phrla khyal nhi aya tum sab ko ka tumhara biwi bacha bhi hain maderchodo ab maro sab ja sab




Gunda....nhi nhi nhi bhai plz plz chor da ham teri gulami krain ga bhai plz plz chor da


Mujha in sab pr taras agya wasa bhi main in sab ko marna wala to tha nhi bs dara hi rha tha or ya sab fattu dar bhi gya or gulami walli baat sun kar ak idea aya mind main



Main.....thik ha main tum sab ko zinda chor du ga lekin aj sa tum mera liya kam kro ga wo bhi puri wafa dari ka sath ager koi ulta sidha plan kiya mera khilaf to main tum main sa kisi ko nhi maru ga janta ho kisa maru ga main




Gunda...darta hua...kis ko bhai


Main....tum sab ka ghar main ghus kar tumhara pura khandan ko kaat kar un ka tukra kar ka kutto ko khila du ga or tumhara har chahna wala or jan pehchan wala ka hath pair kaat kar road par bhik mangvau ga meri baat sun kar un sab ki phar 4×4 ho gyi sab darta hua


jiii bhai ham sab ap ka liya kaam krain ga



Main.gooood sab kafi samjhdar lgata ho to jhanduo tum sab ganduo ka koi kotha(Adda) ha kya or tum sab ka leader kon ha



Gunda 1...bhai haan hamara ak adda ha or in sab ka leader main hu


MAin....acha ha bhut acha to tera naam kya ha ba loru leader


Gunda...Parkash naam ha mera bhai




main .....to apna adda ka address do mujha kal main wha par au ga koi bhi wha ager mojjud na hua to sab ki gaand mari jai gi samjh or kal sab apna huliya bdal kar ana bhenchodo kya hal bna rakha ha ba khuda ka itna lamba baal irni lambi darhi
or ya gold chains bhenchod kya ha ya or apna hathyar dekho ba sala aouth indian movies sa inspired ho kya sab kal acha kapra phen kar or clean shave ho kar pohnch gana adda pa or ya sab main kal tum logo sa discuess karu ga ka kon lora mujha marna chahta ha or ha ba tum main sa koi jao or shopping maal sa branded kapra or shoes la kar ao jaldi bhago ak gunda jisa thori kam chot lagi thi wo forran gya or kuch dair main kuch acha kapra la aya mana purana kapro sa khoon wgara saaf kiya or ak side ho kar new kapra or shoes phana or chal diya ghar ki tarf aj in sab ka chakker main pura 2 hours late ho gya tha main jab ghar pohncha to mom gate pr hi khari thi


Mom....kha tha tu kab sa darwaza pr kharri hu asa karta ha koi mujha lga to phir sa mujha cho......or ya bol kar wo rina lagi mana bhut mushkil sa mom ko chup karwaya or ander chal diya ya din bhi asa hi guzr gya agli subha main khushi khushi collage ki taraf chal diya main jab collage main enter hua to mujha rishab dikha jo thori hi door tha main us ki tarf hi ga rha tha ka achank zooooooooooooom or ya mainurta hua ja kar dur gira
Jabardast update brother :superb:
keep writing...
keep posting.....
:rock1: :rock1: :rock1: :rock1:
 

u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,775
189
update no ...9


main kafi buri tarha sa gira tha lekin mujha koi khass chot nhi lagi Rishab or kuch or students meri taraf bhaga main bhi kuch sambhl chuka tha is liya sidha khra hua


main.....man me......kya gandi kismat ha apni har koi meri bjana chahta ha bc har koi mujha hi tohkta phir rha ha aj is ki chachi chod du ga mc halwa ha kya jo hr koi thok da ga ya sab sochta hua main khra hua or





Main......abe andha ha kyaa dikhai nhi data



itna main ak khooburat . si larki bahir nikli sach main bhut beautiful larki thi ak bar to main bhi kho gya



larki......... sorry sorry sorrry sir ap ko lagi to nhi na wo actually mujh sa car zara out of control ho gyi i m sorry sir ap khi chot nhi ai na



Main.....nhi nhi its ok main thik hu zyda nhi lagi mujha ap ko car zara aaram sa drive karni chahiya aj ap kisi ki jaan bhi la sakti thi


meri baat sun kar us larki na apna sar nicha kar liya mana bhi baat ko zyda nhi brhaya pehla to socha tha koi larka ho ga nikalta hi sala ki gaand mar lu ga but ya to larki ha upr sa maffi bhi mang li to choro kya bhasad machani ha faltu main


Main bhi Is ka bd kuch na bola or kapra saaf karta hua chal diya Rishab ka sath canteen ki taraf


Rishab......waah bhai to bhut samjhdar ho gya ha ba ab to tu kafi alag lagta ha mujha pehla sa




Main.....waqt ka sath sab bdal jata ha mera dost main to bs ak simple sa insan hu




Rishab....chl ab zyda dialouge bazzi na kar or wo dekh corner wala table pr kafi haryali ha apni o kismat hi phutti ha ba koi milti hi nhi




main.....abe sharam kar sala haryali dekhta dekhta andha na ho jaiyo



Rishab.....chup ba kalli zuban tera ko kya tu to aaram sa larki pata la ga sala mc asi body bna rakhi ha jasa koi wrestler ho lekin meri tarf dekh apan ko to dekh kar hi guzara krna ka ha ba manhoos




main....acha acha zyda bakchodi na kar




us ka bd ham logo na classes attend ki free lecture main apn log canteen main hi baitha tha ka wo subha walli larki jis na car thokki thi wo ka hamara pass baith gyi





Larki......Subha ka liya phir sa sorry sir plz mujha maaf krdain


main.....its ok u don't need to say sorry mana ap ko subha hi maaf kardiya tha





Larki......kya ham dost ban sakta hain




main....of course kyu nhi




larki......By the way my name is Mishal singh Thakur





us ka naam sun kar Pata nhi kyu Rishab ki aankhain bari ho gi




Rishab......Kya ap ka dad ka naam Vishal singh thakur ha




Mishal.....ji bilkul



main...to kasa janta ha in ka dad ko





Rishab.....ara un ko kon nhi janta ha yaar wo bhut bra buisnessman hain un ka naam to india ki jani mani hastiyo main ata ha lekin wo to dusri city main hota hain na or ap yha




mishal.....wo actually main yha prhna ka liya is city main ai hu mujha ya collage bhut psand ha us ki ak wjha meri friends bhi hain jo yha rehti hain is city main or is collage main hi prhti hain wasa apna naam nhi btaya apna





Rishab.....ooioh haan my name is Rishab sharma or ya ha mera bachpan ka dost karan


Mishal......nice to meet u karan and Rishab acha main ab chlti hu meri friends wait kar rhi hain


ya bol kar wo ak dosra table pr ja kr apna friends ka sath baithu gyi or asa hi collage time bhi khtam ho gya jab ham parking sa nikal tha yha to ham na mishal ko jata hua dekha wo ak yellow colour ki lamborgini main ja rhi thi or spn log muu khola usa dekh rha yha subha to itna dhyan nhi diya is pr par ab lagta ha rishab shi bhoonk rha tha is ka baap sach main koi raees ho ga aj main bhi mom ko bol kara aya tha ka rishab ka sath jana ha late ho gya gi pr asal main mujha un gundo ka adda pa jana tha is liya rishab ko by bol kar chl dya main bhi un ganduo ka kotha pr main jab wha pohncha to ak tuta photta sa ghar tha jisa in lorouo na apna adda bna rakha tha main jb ander gya to sab na mujha slam kiya ak baar to pehchan main hi nhi aya kafi acha dikh rha tha sala cleean shave upr sa acha kapra




main.....bhencho ya adda ha tum logo ka laant ha ba tum sab pr sala paapi log




gunda.....bhai jo bhi incone hoti ha mushkil sa ghar chlta ha kha sa adda bnay ga apn log




main.....aj sa tum sab ki kismat bdla gi tum sab ki kismat main likhu ga us sa pehla mujha btao apn ko matna kis na bajha tha tum loru log ko




gunda.....bhai ....bhai woooo woo
bhut khtrnak ha choro na usa ham koi ooo

us ki baat khtam hona sa pehla .......chup ba gandu jitna pucha utna bol bs wrna yhi gar du ga




meri baat sun kar wo bhut ghabra gya or bola




gunda 1.....bhai wo ham Rana kuldip singh ka ak admmi na ap ko marna ki supari di thi


main......kon ha ya kuldip singh................
Shandar update brother....
keep writing.....
keep posting.......
:rock1: :rock1: :rock1: :rock1:
 

Beast

Member
422
1,688
124
Awesome update..❤
Bahut hi khubsurat update bhai
Nice update
Apne past ke baare main janene ka time aa gya
Keep posting
nice update bhai maza aa gya ab dekhte hai ki aage kya hota hai
nice update bhai maza aa gya ab dekhte hai ki aage kya hota hai
Nice update bro
Superb Update Bro...
Waiting For Next

5400, member: 1326"]
Behtareen update,
[/QUOTE]
Mast update h bhai
Nice update bhai
:congrats::congrats::applause::applause:

Congress for new story bro
Thanks bhai logs asa hi support or comment karta rhiya
 
Top