If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
( sorry Guy's update Bada Dena chahta tha Lekin subha ek update lik bi Liya tha Lekin galti se woh delete ho gaya to abhi jaldi jaldi main Jo ho Sakha woh lik Liya Hain agar koi galti hui Hain toh ignore Karna please )
( Note : main ap logo ko Bata do ki is story main Maine tridevo ki sakti ko Kam Nahin bataya Jo dusri power Hain woh bohut powerful Hain itni ke koi soch Nahin sakti to woh kese itna powerful bana ap ko story main aghe pata chal Jayega okay
Update 20
Prithvi lok se anant door, ek aisi jagha thi jaha kaal (time) ka koi asar nahi tha. Na suraj ki roshni thi, na chand ki chandni. Vaha sirf ek alaukik prakash tha jo charon taraf phaila hua tha. Yeh jagha beinteha khubsurat thi, jahan shanti itni gehri thi ki sirf aatma ki awaz sunai deti thi. Isi jagha par, 5 mahan hastiyan baithe hue the – Devraj Indra, Agni Dev, Vayu Dev, Varun Dev aur Surya Dev.
Unke chehre par aamtaur par rehne waali shanti aur Divyata ke bajaye, aaj ek gehra chinta ka saya tha. Woh sab ek dusre ki taraf dek rahe the, jaise koi unka gehra raaz jaanta ho
Agni Dev ne us gehre sannate ko todte hue kaha
Agni dev : Kya baat hai Devraj Indra Ap aaj kuch ziyada hi pareshan lag rahe hain. Kya Bramhand main sab thek hai?
Indra Dev ne ek lambi sans li, jiske saath unke kandhe thoda jhuk gaye,
Indra dev : Kuch kass nahi Agni Dev. Bas ek purani soch phir se mann main ghar kar gayi hai
Vayu Dev, jin hone hamesha halke aur tezi se aage badne waale swabhav se baat ki, woh bhi aaj gambhir the. Unhone hawa ki halki lehar se Indra Dev ko ghere mein lete hue poocha,
Vayu dev : Aisi kya baat hai jo itna pareshan kar rahi hai? Ap jaise devon ko toh kisi chinta se pareshan nahi hona chahiye
Indra Dev ki aankhoo main ek ajeeb sa dar dikha, jise unhone chupane ki koshish nahi ki. Unhone dhere se kaha
Indra dev : Pata nahi kyun... aaj itne samay baad humain uska abhas hua hai
Yeh sunte hi mano sari hawa ruk gayi ho. Sab ke sab tharthara uthe, aur unke mathe par pasina ki boondain chamakne lagi. Unki saanso ki gati tez ho gayi. Surya Dev, jinki roshni se sara Brahmand chamakta hai, woh bhi us pal aag ki lapton se bujh gaye. Unhone apne dar ko kabu main karte hue hichkichate hue kaha
Surya dev : Yeh... yeh... ap kya keh rahe hain Indra Dev? Ap jante bhi hain ap kya keh rahe hain?
Indra Dev ne apna sir jhuka liya aur phir usse uthate hue dheme lekin mazbooti se kaha,
Indra dev : Haa... hum jante hain hum kya keh rahe hain. Lekin aj itne salon baad humain aisa ahsas hua hai jaise koi humain apne andar sama lena chahta ho... jaise koi humari shaktiyon ko khechna chahta ho
Agni Dev ne unki baat ka samarthan kiya,
Agni dev : Haa Surya Dev, Devraj Indra bilkul thek keh rahe hain. Hum sabko aisa hi ahsas hua
Unke haath kamp rahe the, jaise unke andar ki aag bhi bujhne lagi ho.
Indra Dev ne aage kaha,
Indra dev : Haa... aur itne salon baad... kisi ne 'Sakti Chakra' ko control kiya hai. Aur woh kaun hai? Uska bhi pata nahi hai. Humko lag raha hai... woh wapas aa gaya hai
Yeh baat sunkar sabke chehron par dar aur pasine ki ek aur bond cha gayi. Aisa lag raha tha maano Yamdev abhi unki aatma lekar chale jayenge. Unke dil zoro se darak rahe the. Surya Dev ne badi mushkil se khud ko sambala aur ek gehri saans lete hue kaha
Surya dev : Shubh Shubh boliye Indra Dev. Agar aisa hua toh ap jante hain ki kya hoga?l
Agni Dev ne unki baat kaat di,
Agni dev : Wahi hoga jo barson pehle hua tha... us yudh main
Unki awaz main ek kampan tha jo saare Brahmand ko hila sakta tha
Vayu Dev ne halki si hawa banai aur kaha,
Vayu dev : Aaj bhi jab humain us yudh ki yaad aati hai toh hum sab dar ke maare tharthar kaanpne lagte hain
Varun Dev, jin ke pass saare saagaron aur nadyon ki shakti thi, unki aankhon main bhi aag ke darshan ho rahe the
Varun dev : Haa... aur yudh bhi itna bhayanak tha ki is sansar main aneko Bramhando main se ek pura Bramhand nasht ho gaya tha
Agni Dev ne aage badhte hue kaha
Agni dev : Haa... aaj tak humko sabse bhayanak avtar Bhagwan Vishnu ka Narsingh Avtar lagta tha. Lekin un dono ne jab yudh kiya toh pura Bramhand nasht ho gaya
Indra Dev ne apni awaz main ek gehra dard chipate hue kaha,
Indra dev : Aaj bhi jab humko us yudh ki yaad aati hai, toh dar jaate hain
Surya Dev ne apni aankhoo main ek anokhi chamak late hue kaha
Surya dev : Aur uska janm ke samay humne aahuti di thi... yaad hai na apko Indra Dev?
Indra Dev ne haan main sir hilaya aur unki awaz dere ho gayi
Indra dev : Haa... is Bramhand ke sabse shaktishali grah ki aahuti di thi
Surya Dev ne aage kaha,
Surya dev : Hum sabne socha bhi nahi tha ki woh itna takatwar hoga... jiske samne swayam Tridev bhi shaktiheen nazar aaye... itna takatwar tha woh
Agni Dev ne ek lambi saans li
Agni dev : Ek woh tha, jisne is sansar aur is sansar main aane wale aneko Bramhando ka astitva khatam karna chaha
Varun Dev ne unki baat poori ki,
Varun dev : Aur dusra woh, jisne apna astitva khatam kiya in sabko bachane ke liye
Surya Dev ne chinta se pocha,
Surya dev : Lekin tab kya hoga? Agar is baar bhi dono ki takraar phir se ho
Indra Dev ne unhe dekha aur unki awaz main ek alag sa dard tha,
Indra dev : Is baar toh dono pehle se bhi ziyada takatwar honge
Todi der ki khamoshi ke baad, Surya Dev ne mude ki baat par aate hue kaha
Surya dev : Acha, ap yeh bataye ki apko kuch pata chala hai ki kisne Shakti Chakra ko control kiya hai
Indra Dev ne apna sir hilaya,
Indra dev : Nahi, humko kuch bhi pata nahi chala uske bare main
Surya Dev ne todi nirasha se kaha,
Surya dev : Aur pata chalega bhi kaise? Jiska pata Tridev ki shakti milkar bhi na kar paye, usko hum kaise dund sakte hain
Indra Dev, jo ab tak chinta main the, Surya Dev ki baat sunkar thoda muskurane lage. Unki is muskurahat ne sabko hairan kar diya. Unhone kaha
Indra dev : Humare pass ek upay hai
Surya Dev aur dusre dev bhi confuse ho gaye. Unhone milkar pocha,
Surya dev : Boliye, kya upay hai?
Indra Dev ne ek hi naam liya : Narad Muni
Yeh naam sunte hi Surya Dev aur teeno dev aur bhi ziyada uljhan main pad gaye. Indra Dev ne unki chinta ko bhamp liya aur unhone kaha,
Indra dev : Lagta hai ab humko 'Kall Dhwaj' ki madad leni pad jayegi
Yeh sunte hi Surya Dev ki aankheen badi ho gayi aur unhone zor se kaha,
Surya dev : Nahi Indra Dev! Ap pagal ho gaye hain? Ap jante bhi hain ap kya keh rahe hain?
Indra Dev ne apni aawaz main ek nishchay (determination) ke saath kaha
Indra dev : Haa, hum jante hain aur humara yakeen kijiye, hum sab kuch sambhal lenge
Surya Dev, jo abhi bhi dar main the, unhone ek shart rakhi
Surya dev : Thek hai phir. Agar baad main koi samasya hui toh hum sabko bata denge ki yeh upay aapka tha. Thek hai?
Indra Dev ne muskurate hue kaha
Indra dev : Thek hai. Humko manzor hai
Indra Dev ne apni aankheen band ki aur ek mantra padha. Agle hi pal, unke samne Narad Muni prakat ho gaye. Unki vina ki awaz se poori jagah gonj uthi
Narad Muni ne aate hi kaha
Narad Muni : Narayan Narayan! Kahiye Devraj Indra, aapne humko kyun yaad kiya Aur hum dekh rahe hain ki aapke chehre par chinta saaf dikh rahi hai
Indra Dev ne unhe puri baat batayi
Indra dev : Haa, chinta toh hogi hi na! Kisi ne Shakti Chakra ko control kar liya hai aur yeh kaam kisne kiya, kuch pata hi nahi chal raha
Narad Muni ne apni aankheen chaunkte hue kaha,
Narad Muni : Asambhav! Yeh kaise ho sakta hai? Koi Shakti Chakra ko kaise control kar sakta hai?
Indra Dev ne unko shant karte hue kaha,
Indra dev : Humko bhi samajh nahi aa raha hai. Isi liye humko apki sahayata chahiye
Narad Muni ne unhe ashwasan diya
Narad Muni : Kahiye, kaisi sahayata chahiye humse Jo ho sakega hum woh karenge
Indra Dev ne apna plan batana shuru kiya,
Indra dev : Apko sirf 'Kall Dhwaj' ke pass jaakar yeh baat batani hai ki Shakti Chakra ko kisi ne control kar liya hai. Aur kuch nahi
Narad Muni ne unki baat kaati,
Narad Muni : Kya?! Yeh ap kya keh rahe hain Devraj Indra? Ap hosh main toh hain?
Indra Dev ne dhere se kaha
Indra dev : Haa, hum bilkul thek keh rahe hain. Pehle suno humara plan
Phir indra dev apna pura plan narad Muni ko Samja deta Hain
Narad Muni ne jab pura plan suna toh woh hairan reh gaye aur unhone muskurate hue kaha,
Narad Muni : Arre wah! Yeh toh bohut achha vichar hai aapka Indra Dev
Indra Dev ne unhe us kaam ki ahmiyat samjhai
Indra dev : Haa, isi liye apko wahan jaana hoga
Narad Muni ne thoda serious hote hue kaha,
Narad Muni : Ap jante hain ki hum wahan nahi jaana chahte, phir bhi sirf aapke liye jaa rahe hain
Indra Dev ne unka abhar vyakt kiya
Indra dev : Haa, hum jante hain aur uske liye aapka dhanyawad
Wahi patal lok main :-
Patal Lok ki dunya, jahan suraj ki roshni nahi pahunchti, wahan sirf laal aur kale rang ka andera raaj karta tha. Yahan ki hawa main sadiyon se dabe hue raaz aur adhuri kahaniyon ki khushboo thi. Patal Lok ka singhasan, jise hamesha taqat aur dar ka prateek mana jata tha
us par baitha tha Kall Dhwaj, Patal Lok ka mahaan raja. Uski aankhoo main hamesha ek ajeeb si chamak hoti thi, jo dushmano ke liye ek saza thi. Lekin aaj uski aankhoo main chamak ki jagah ek gehra dar tha. Uske chehre par aamtaur par rehne wala sukoon gayab tha, aur uske mathe par chinta ki jhuriyan saaf dikh rahi thi. Uska vishal, shakti-bhara shareer bhi aaj thoda thaka hua lag raha tha.
Kall Dhwaj ke samne ek bada, kale rang ka gola tha, jismain se halki halki neeli roshni nikal rahi thi. Yeh gola koi aam cheez nahi thi, balki 'Kaal Darpan' tha, jo Patal Lok ki sabse rahasyamayi aur shaktishali vastuon main se ek tha. Is darpan main woh har cheez dekh sakta tha jo Patal Lok ke andar aur bahar ho rahi thi, aur aaj woh is darpan main kuch aisa dekh raha tha jo uski neend udaa raha tha.
Uski aankhoo main ek aag jhalak rahi thi, jaise woh ek anjaani shakti ko mehsoos kar raha ho, aur uski bechaini har guzarate pal ke saath badhti ja rahi thi. Pura darbar sannate main tha. Sab darbaris ko pata tha ki unka raja ajeeb tarah se bechain hai, aur is bechaini ka karan kuch aam nahi ho sakta. Unki sansein bhi dhimi ho gayi thi, jaise woh aane wale tofan ki shaanti ko mehsos kar rahe ho
Sannate ko todte hue, achanak darbar ke beech ek prakash chamka. Is prakash se ek adbhut aur ajeeb aabha prakat hui. Yeh koi aur nahi, Narad Muni the. Unke aate hi unki vina ki awaz pure darbar main gonj uthi, jo Patal Lok ki nishabd dunya main bilkul ajnabi lag rahi thi
Narad Muni ne pranam karte hue kaha,
Narad Muni : Narayan Narayan! Kahiye Raja Kall Dhwaj, kya Patal Lok main sab thek hai? Humne swarg main bhi aapke darbaar ki chinta ki khabar suni hai
Kall Dhwaj, jo Narad Muni ke achanak aane se hairan tha, usne unhe baithne ka ishara kiya. Narad Muni ne baitha hi kaha,
Narad Muni : Devraj Indra ne humain ek sandesh dekar bheja hai. Hum unki chinta ko samajh sakte hain
Kall Dhwaj ne unhe gaur se dekha aur uski awaz main ek alag sa gussa tha
Kall Dhwaj : Kya hua? Tum yahan kyun aaye ho? Kya koi naya yudh shuru hone wala hai
Narad Muni ne unhe shant karte hue kaha,
Narad Muni : Nahi, Raja Kall Dhwaj. Lekin ek aisi ghatna hui hai jo Patal Lok aur swarg lok dono ke liye chinta ka vishay hai
Kall Dhwaj ne unhe anjan hone ka natak kiya
Kall Dhwaj : Hum kuch nahi jante. Kya baat hai?
Narad Muni ne bina kisi hichkichahat ke kaha
Narad Muni : Shakti Chakra ko kisi ne control kar liya hai
Yeh sunte hi mano Patal Lok ki zameen kamp uthi ho. Kall Dhwaj ki aankhoo main aag jhalak gayi. Usne apne haath uthaya aur bola
Kall Dhwaj : Aakhir kaun hai woh jisne Shakti Chakra ko control kiya hai
Uski awaz pathar ki tarah kathor thi, lekin usmain dar ki ek ajeeb si gonj thi. Har koi dar gaya. Kyunke agar koi aur shakti chakra ko control kar raha hai, toh iska matlab tha ki koi aisi shakti paida ho chuki hai jo Kall Dhwaj se bhi ziyada powerful hai
Narad Muni ne unhe dekte hue kaha
Narad Muni : Hum bhi yehi jaane aaye the. Devraj Indra ne humain bataya ki ap iske bare main zaroor kuch jante honge.
Kall Dhwaj ne unhe dekte hue gusse se kaha
Kall Dhwaj : Hum kuch nahi jante! Hum iske bare main bilkul andhere main hain!
Kall Dhwaj ki baat sun kar, darbar ke sabse anubhavi aur gyani darbaris ko bhi pasina aa gaya. Unhone kabhi nahi socha tha ki is bramhand main bhi koi aisi shakti aa sakti hai jo unke raja ko bhi pareshan kar de aur woh bi kalyug main
Kall Dhwaj ko bohut gussa aa raha tha. Woh sirf ek hi cheez soch raha tha
Kall Dhwaj ( sochte hue ) :Jis shakti ko main itne salon se hasil karna chahta tha, woh shakti ab kisi aur ke pass hai
Narad Muni ne uski chinta ko aur bhi badha diya. Unhone muskurate hue kaha,
Narad Muni : Devraj Indra bhi yehi soch rahe the. Unko lagta hai ki is shakti ka control kisi aise ke haath main hai jo bahut hi shaktishali hai
Yeh baat sunkar darbar main ek bhay ka mahaul ban gaya. Kall Dhwaj ko pata tha ki agar woh Shakti Chakra kisi aur ke haatho main pad gayi, toh Patal Lok ka astitva khatra main pad sakta hai. Usne apne dimag main ek plan banaya. Usne socha ki agar woh us admi ko pakad le, toh woh uski shakti ka istemal kar sakta hai.
Kall Dhwaj ne apne sabse bharose mand asur ko bulaya. Ek asur jo kale aur neele rang ke vesh main tha, uska naam tha
Karkash. Karkash Patal Lok ka sabse bayanak aur sabse tez asur tha. Uski aankhoo main ek ajeeb si jalan thi, jaise woh hamesha aag main rehta ho. Uski shaktiyan bahut ajeeb thi. Woh ek hi pal main hawa main ghoom kar gayab ho sakta tha, aur uski awaz itni zor se thi ki woh kisi ke dimag ko hila sakta tha.
Karkash Kall Dhwaj ke samne aaya, uski ankheen ek dum laal thi. Kall Dhwaj ne use kaha
Kall Dhwaj : Karkash, main tumhain ek zarori kaam ke liye bulaya hai. Shakti Chakra ko kisi ne control kar liya hai, aur hamain uske bare main bilkul nahi pata. Tumhain is Bramhand main se kahin bhi us shakti ka pata lagana hai ki kisne us Shakti Chakra ko control kiya hai, aur usko dundna hai
Narad Muni, jo Kall Dhwaj aur Karkash ke beech ki baat sun rahe the, unhone muskurate hue kaha
Narad Muni : Raja Kall Dhwaj, apko bhi apna dhyan rakhna chahiye. Yeh shakti koi aam shakti nahi hai
Kall Dhwaj ne Narad Muni ko dekha aur kaha
Kall Dhwaj : Hum jante hain, isiliye humne apne sabse shaktishali asur ko bulaya hai
Karkash ne kaha : Maharaj, apko chinta karne ki zarorat nahi. Main us shakti aur us insan ko dundh kar launga
Kall Dhwaj ne apni aankhoo main ek gehrai laate hue kaha
Kall Dhwaj : Lekin ek baat yaad rakna, Karkash Woh koi saadharan insan nahi ho sakta Tum uske saath yuddh nahi kar sakte. Tumhain uski kamzori dundhni hogi aur phir iska faida utha kar usko yahaan Patal Lok lekar aana hai. Samjhe
Karkash ne apni aankheen band ki aur kaha
Karkash : Thek hai, maharaj. Main jald se jald us insan ko dundh kar uski kamzori ka pata lagaunga
Kall Dhwaj ne Karkash ko ek anmol patthar diya, jise 'Nirjal Pathar' kehte the. Is pathar main aisi shakti thi ki woh Karkash ko kisi bhi mushkil se nikal sakta tha. Is pathar ko istemal karke, woh kisi bhi jagah par ja sakta tha aur kisi bhi shakti ko shant kar sakta tha.
Karkash ne Nirjal Pathar liya aur ek pal main hi gayab ho gaya, jaise woh kabhi wahan tha hi nahi
Narad Muni ne Kall Dhwaj ko dekha aur kaha,
Narad Muni : Hum Devraj Indra ko yeh sandesh de denge. Ab hum chalte hain
Kall Dhwaj ne Narad Muni ko dekha aur unke jaate hi apne darbar main ghutne tek diye. Uska dar saaf dikh raha tha. Use lag raha tha ki agar woh Shakti Chakra uske haath se nikal gaya, to uske sare sapne toot jayenge.
Kall Dhwaj ne akele main apne ap se kaha,
Kall Dhwaj : Main is shakti ko hasil karke rahonga. Chahe iske liye mujhe kisi bhi had tak jaana pade
~~~ aj ke Liye itna hi ~~~~
Pasand aye toh like aur comment lazmi dena agar koi galti hui Hain toh maaf karna
Bahot badhiya
Tow sabki Hawa Tite h ki Kisi ne Shakti Chakr ko control kar lia or in sabse ziada takatwar ho gaya h
Dekhte h kia yeh Asur Karkash dhoondh payega or la payega use
Zabardast shaandar update