- 1,288
- 4,227
- 159
ab tak aapne padha ki armaan apna admission london me karwa leta hai.
ab aage
update -25
Rakk....Rakk....Rakk....RakkRakkaRakk
Dhadhim...Dhadhim...Dhadhim
puri parvat shrankhla me ye dhwani gunjit ho rahi thi. wahi un pahado par khada ek ladka jiske muh se ye mantra baar baar uccharit ho rahe tha. us jagah par iska kampann araam se mahsus kiya jaa sakta tha. usi pahad pe us ladke ke samne ek murti rakkhi thi. jiske saamne ek taang par khade hokar wo ladka yah mantra uccharit kar raha tha. chand ki praypt roshni ke bawjood wo jagah dhundh aur andhere ke asgosh me thi.
![7c4ee18d972f57a6fbd9616be00761ee 7c4ee18d972f57a6fbd9616be00761ee](https://i.ibb.co/qd97GLL/7c4ee18d972f57a6fbd9616be00761ee.jpg)
![20200625-225028 20200625-225028](https://i.ibb.co/5GQ1c9Q/20200625-225028.jpg)
![20200620-021458 20200620-021458](https://i.ibb.co/qByQDwF/20200620-021458.jpg)
us ladke ko badkhi hui dadhi aur baal dekhkar koi bhi pahli najar me bata dega ki ye kaafi samay se aise hi khada hai. aur nirantar aisi awastha me mantra jaap kar raha hai. uske chehare ko dekhkar andaja lagaya jaa sakta hai uski drinta ka
saanp , bicchu aur keedo ne ghar bana rakkha tha uske sharir par unke kaatne ke nishan is baat ki gawahi de rahe the ki kitbe hi varsho se in jeevo ne uske sharir ko apna aahaar banane ki koshish ki hai aur ab bhi prayasrat hai. kyonki is baat ka anumaan uske charo aur rengte hue saanp bicchu aur keedo ki sankhya se lagaya jaa sakta hai.
par in sab ke bawjood uske chehre me ratti bhar bhi pida ki jhalak na dikhi. wo aisi hi ek taang par khada us mantra ka uccharan kar raha tha.
us mantra ki urja us jagah pe rahne wale jeev jantuo ko bhi prabhavit kar rahi thi. kyonki us jagah ke jaanwar apne ausat aakaar kafi bade aur bhayanak dikh rahe the. par un sab jaanwaro me ek cheej samanya thi aur wo thi unki laal aankhe.
bhediyo ki aawaje us jagah ko aur bhaywah bana rahi thi. chalo ab inko chodhte hai. aur chalte hai kahi aur kaha pe.
door tak dikhne wale barf ke pahad aur un pahadon ke upar faila hua neela aasman apne sath liye hue khili khili dhoop aur dhoop ka hath pakde halki halki chalne wali thandi hawaye. us jagah ki khubsurati ko shabdo me bayan nahi kiya jaa sakta. aur ye jagah hai manali..himanchal ki wadiyo me basa manali apni khubsurati ke liye puri duniya me mashhoor hai. iski khubsurati khud kudrat bayan karti hai. wahi isi khubsurati me prvato ke kinare ek be inteha khubsurat ladki aone dono hath failaye kudrat ki is khubsurati ko apne andar sama lena chahti ho. usko dekh kar aisa lag raha tha ki wo is ahsaas ke har jarre ko jeena chahti ho...us halki dhoop me uska gulabi nikhar alag hi khil kar aa raha tha. wo thandi hawaye jab uski julfo ko chukar hilati hai..to dekhne walo ke dil tham jaate. uski khubsurati matlab kudart ke haseen nazare ke upar ek tilak..dilkash haseen thi wo ladki.
tabhi peeche se koi use aawaj deta hai. Oh mrs. beautiful jaldi chalo hume nikalna hai thodi der me kab tak aise hi khadi rahogi. hume wapas nikalna hai aaj tumhe yaad bhi hai ya bhul gayi to apne is nature ke najare ko alvida kaho aur chalo we're getting late.
usus ladki ki baate sun kar us beautiful girl ke chehare par smile aa jati hai. aur wo palat ke ek najar us ladki ko dekhti hai.
jane - haaye...is tarah mat dekha karo yaar main control nahi kar paati...soch lo jab ladki hoke meri ye halat hai agar kahi main ladka hoti to ab tak mar hi jaati meri beautiful.
******* - shut up jane kitna bolti ho. aur main koi itni bhi beautiful nahi hoon. samjhi
jane - jaise tumhe to pata hi nahi hai..college me boys ko to chodho humare teachers bhi tumhare kitne deewane hai pucho hi mat. kitno ne tumhe propose kiya par tumne hans ke reject kar diya aur jab pucho kyon tab ek hi answer ki hai aur jiski koi umeed nahi
uski is baat par wo ladki kahti hai.
ladki - Kin Lafzo Mein Likhu Main Apne Intezaar Ko Tumhein,
Bejubaan Hai Ishq Mera Dhhoondta Hai Khamoshi Se Tujhe.
jane - haa yahi shayari har bar aur kuch pucho to sirf ek smile..tabhi peeche se dusri ladki boti hai. is baare me isse baat kar ke koi faayda nahi hai..chalo time ho gaya hai nikalne ka. iske baad jane aur ye ladki dono us dusri ladki ke peeche chale jaate hai. aur kuch der baad airport me baithkar waapas apne ghar.
inko ab thodi der yahi rokte hai. aur chalte hai america
subah ke waqt is samay sadko par kuch gadiyo ka kafila chala jaa raha tha. us kafile ko dekhkar uske maalik ki hasiyat ka andaja lagaya jaa sakta hai. kuch nahi to tab bhi kam se kam 15 se 20 gaadiya to hongi hi. aur un gadiyo ke beech thi ek shandar si limousine. kuch hi der me wo lafila apne gantavya par pahuchta hai jo thi ek badi si imarat. gadiyo ke rukte hi bhagte hue kuch guards aate hai aur us jagah ko cover kar lete hai. tabhi un guards me se ek car ka door kholta hai. us car me se white line suit pahne ek ladka bahar nikalta hai. aankho par dark brown glass kano par bluetooth sath me kuch log speed se chalte hue wo building me enter karta hai..uske enter karte hi waha ke sabhi log good morning sir kahte hue use morning wish karte jiska jawab wo apne hath ko baithe ke ishare se hilate hue morning kahta hai..wo sath me chakte hue aadmi se roy deal ka kya hua..
roy - sir wo log ready nahi hai..unka kahna hai ki wo land sell out nahi karenge chahe keemat kuch bhi ho..
***** - tumhe pata hai ki ye project mere liye kitna jaruri hai..ye mere liye sirf isliye important nahi hai ki issse mujhe koi profit hoga ya iske nahi milne se mujhe koi loss hoga no...not a tall mujhe jara sa bhi fark nahi padega bas ye project jiske naam se shuru hone jaa raha hai mujhe us naam se fark padta hai and tum jaante hi hoge ki wo naam mere liye kitna important hai...
roy - i know sir...and i 'll try me best sir.
***** - koshish nahi result chahiye. agar nahi maane to fir james ko bhejo. wo samjhayega.
iske baad unme aise hi business ki baate hoti hai. aur wo ladka bhi aone cabin me chala gaya aur jaate jaate bol gaya ki mujhe disturb nahi karna.
cabin me jaate hi wo apni chair par baithta hai aur bolta hai...*************tabhi kuch soch kar phone karta hai..aur kahta hai ki kuch pata chala. jisme saamne wale ki baat sun kar kahta hai ki main baad me baat karta hoon.

Last edited: