• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy THE INHERITOR(A PATH TO DESTINY)

What do you think about the story?

  • Story needs a change

    Votes: 2 5.0%
  • I should stop writing

    Votes: 2 5.0%
  • Story is good. Should be written like this

    Votes: 37 92.5%

  • Total voters
    40
Status
Not open for further replies.

Kratos

Anger can be a weapon if you can control it use it
1,288
4,227
159
very nice update bhai maza aa gya... Armaan ka ye pyara roop dekh kar
thanky bhai accha laga padh kar ki aapko update itna pasand aaya.
 
Kratos

Anger can be a weapon if you can control it use it
1,288
4,227
159
awesome update armaan khusiyan de raha hai us unjaan mahila ko aur jab bhi hamari kosish se kisi ko khusi milti hai to dil ko sukun hota hai
thanks dude...bilkul yaar sukun to milta hi hai jab humari wajah se kisi ko khushi milti hai..
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,061
188
flashback continues:

rubal aur teeno behne sab mall pahuch chuki thi. wo log mall me samara aur rudra se bhi mikte hai.

yaha cafeteria me sab log baithe hue the aur armaan ke gift ke upar charcha kar rahe the. tab niti ne bola

niti - to kya socha aap logo ne kya gift de amy ko.

is baat par sab ek dusre ka chehra dekhne lag jate hai. tab kayra bolti hai ek kaam karte hai kyon na hum sab individual jaake gift purchase kare

bina kisi ki help ki khud ki pasand se fir dekhte hai ki sab ko kya pasand aata hai.

niti ki is baat pe sab agree karte hai aur nikal lete hai gift pasand karne.

wahi rubal mall ke 3rd floor par hota hai aur waha ki shops me jata hai gift dekhne par use khuch bhi armaan ke layak nahi lagta

rubal - kya doon use jo use pasand bhi aaye aur use yaad bhi rahe.

tabhi chalte hue wo ek game shop ke bahar aata hai. us shop ko dekh ke rubal ke face par smile aa jati hai aur wo khud se bolta hai ki idea kyon na main use ek psp doon. i think he would like. phir wo ek shop me jaata hai. but use shop me jaate hue koi dekh leta hai aur ye kaun hai aage pata chalega.

rubal amy ke liye psp purchase kar leta hai.

aur yanha niti

wo bhi mall ke chakkar laga rahi hoti hai par use kuch bhi aisa nahi dikhta jo armaan ko pasand aaye.

tabhi uski najar ek mall me bane ek pet shop par jati hai jise dekh kar uske face par wk badi si smile.

niti - yes main ye kaise bhool gayi ki use pets kitne pasand hai. dogs to uske favourite hai and also like fish too. wo us pet shop me jaati hai aur show owner se bolti hai.

niti - hello i was looking a dog for my lil brother. can you please help me.

show owner- yes màam please come this side.

kya aap mujhe bata sakti hai ki aap ko kis type ka puppy chahiye.

niti - i think siberian husky accha rahega. aur iske sath hi mujhe kuch beautiful fishes bhi chahiye.

shop owner - ok

niti is gift ko pack karne ka kah deti hai aur ghante bhar me deliver karne ko bil ke chali jati hai cafeteria me.

janha already rubal tha

niti rubal ko dekh ke kahti hai to gift le liya.

rubal - yes sis..aur tumne

niti - maine bhi le liya.

dekte hai amy ko kiska gift sabse jyada pasand aata hai. rubal ne ye baat balo me hath firate hue kahi.

kuch time baad kayra, samara aur rudra bhi aa gaye.

par amu abhi tak nahi aayi. ab dekhte hai amu kya kar rahi hai.

wahi amu ek shop me jaati hai jaha pe kai sare sorry cards rakkhe the. amu un sabhi sorry cards ko pack karwa deti hai. sath hi me armaan ke favourite flowers bhi. itna bol ke wo un items ko ghar me deliver karna ka bol deti hai.

uske baad wo aise hi dusri shop par jaati hai jnha par ek ladki aur ek chote ladke ka beautiful sa statue hota hai. aur waise hi drawings dekh kar amu ke aankhe halki si gili ho jati hai wo kuch soch kar wo sab bhi pack karwa kar ghar me deliver karne ka bol kar chali jati hai.

kuch hi der baad amu bhi neeche sab ke pass aa jati hai.

amu ko dekh kar koi bhi kuch nahi bolta kyonki amu kis saur se gujar rahi thi. ye sab ko pata tha.

aise hi kuch time baad wo halka fulka kuch kha ke ghar ke liye nikal padte hai.

idhar sham bhi ho jati hai. wahi armaan is time apne hostel me tha aur let kar kuch soch raha tha. aur wo kya chaliye dekhte hai.

to hua yun ki class me aaj use other classmate wish karte hai. jispar wo sirf thankyou kah ke apni bench par baith jata hai aur study karne lagta hai. kuch time baad lunch time me armaan sare teacher aur other mates ko party deta hai canteen me. aur waha se uth kar bahar aake garden ke kone me ek bench me baith jata hai. aur bolta hai.

armaan - pichle birthday par hum sab kitna khush the. kyon aap sab ne merw sath ausa kiya itna bolte hi uski aankho me aansu aa jate hai fir wo kahta hai ki aap sab ne to wish bhi karna jaruri nahi samjha kya wo sab dikhawa tha. wo aansu aap sab ka rona mujhe manana mujhse maafi mangna. i really hate you

tabhi uski najar garden me khuch door khadi ek lady par jati hai wo neeche jameen se baar baar kuch utha rahi thi. dikhne me uski condition kuch khas nahi thi. aur dekhne se lag raha tha ki wo kuch ghabrai si bhi hai.

armaan ko ye strange lagta hai. kyonki in 15 dino me usne kabhi us lady ko yanha nahi dekha tha. kyonki is garden me yahi ek jagah thi. jaha armaan baithta tha. usko is place ke alawa koi aur jagha kabhi samajh nahi aayi. friends usne koi banaye nahi the. games wo kabhi khelta nahi tha. aur na hi kisinse jyada ghulta milta. use sirf akele rahna hi pasand tha. kyonki waha ghar me use amu ke siwa koi aur dikhai nahi deta.

pata nahi achanak se armaan ko kya soojha ki wo us lady ki taraf badh gaya. aur kuch time baad uske peeche jaa ke khada ho gaya.

armaan ne dekha ki wo neeche se berries utha kar apne bag me daal rahi thi.

armaan kuch der us lady ki is activity ko dhyan se dekhta hai. aur ek baat notice karta hai ki wo berries uthate time apne aas paas baar baar dekh rah thi. par ek baar bhi us lady ne apne piche khade armaan ki taraf nahi dekha. shayad use laga ki building se door is hisse me koi student to aayega nahi kyonki play ground campus ke sath hi laga tha aur senior students ke class rooms dusri side the. kul mika ke is side aane ke chances students ke to kam the.

tabhi armaan bola ye aap kya kar rahi hai.

apne piche ek aawaj sun ke us ladybke hath me jo berries thi wo neeche gir gayi jinhe usne bady mushkil se shayad chant been kar ikattha kaiya tha. jab wo apne piche dekhti hai to pati hai ki baacha khada hai aur gaur se use dekh raha hai.

aur wo lady dekhti hai ki ek cute sa green eyes wala baccha khada tha.

wo armaan ko dekhne me khoi hui thi. aur ye tak bhul gayi ki wo yaha kya karne aayi thi.

uski tandra tab tuti jab amy ne dubara pucha ki aap kya kar rahi hai aur aap ye berries is tarah se kyon neeche se utha rahi thi. and aap baar baar idhar udhar kise dekh rahi hai.

ek ke baad ek questions se wo thoda pareshan ho gayi.

fir boli

lady - son main ye berries utha rahi thi. kyonki aaj meri freya ka birthday hai. aur mere paas itne paise nahi hai ki main use kuch gift de saku. ye baat karte time uski aawaj se aansu bahne lage.

armaan - pahle aap chup ho jaiye. aur ye bataiye ki aap dar kisse rahi hai.

lady - yaha ke guards se

armaan - guards se magar guards ne aisa kya kiya ki aap itna dar rahi hai.

lady - wo isliye kyonki agar main market se ye berries kharidti to aaj meri freya bhuki rah jati.

isliye maine guards se bola ki kya main kuch berries tod loon.

par guards ne bola ki nahi aur mujhe bhaga diya aur ye bhi kaha ke agar yaha aas paas bhi dikhi to police me de denge.

but freya ko berries kafi pasand hai. isliye maine yaha piche ki wall jump kar ke yaha berries todne aayi.

par please son tum kisi ko mat batana nahi to wo pata nahi mere sath kya karenge and main bas kuch berries hi lungi.

armaan ne jab us lady ko dekha to paya ki wall jump karne se uske hath chil gaye hai. aur shayad kahi aur bhi chot aayi hogi

uski ye halat dekh ke armaan ke ankho me aansu aa gaye. ki koi aoni daughter ke liye aisa kart hai.

idhar armaan ki aankhe gili thi. aur wanha us lady ki.

tab armaan bola

armaan - aap tension mat lo aur ye berries bhi mat lo main kisi se kuch nahi kahunga. aur ye beeries isliye kyonki kya aap freya ko neeche pada hua khilaoge.

lady - but agar main ye nahi le jaungi to fir freya ko kya dungi aaj ke din and mere paas itne paise bhi nahi hai ki koi gift de saku.

armaan - uski tension aap mat lo aur yahi ruko main abhi aata hoon. and trust me ye birthday freya ka sabse accha hoga.

itna bol ke armaan waha se daudte hue school ki taraf gaya aur call karke apne manager ko bulaya aur kaha ki car leke building ke andar aao.

kuch hi der me car armaan ke paas aa gai.

armaan usme baith ke driver ko bola ki car gardene ke backside le chalo

driver ne bhi instruction follow kiye tab armaan ne kaha ki us lady ke paas roko itna bolte hi armaan utar kar lady ke paas bhaga aur usse bola ki aao mere sath chaliye jaldi.

lalady armaan ko shocked se dekh rahi thi. par boli kuch nahi kyonki armaan ne use freya ki kasam de di lady armaan ke sath car me baith gayi. in sab me armaan ne lady ka hath nahi chodha.

tab armaan ne manager se kaha ki

william cae ko market ki taraf le chalo

kuch time baad car market me thi. jaha armaan ne willam ko bol ke ek accha sa birthday cake purchase karwaya aur sath me khane aur party ka kuch aur saman wo lady abhi bhi shocked me hi thi ki suddenly ye ho kya raha hai.

jab sab items purchase ho gaye tab armaan ne kaha ki aaoka ghar kaha hai. lady ne bola ki nahi main ye nahi le sakti ye sab bhaut costly hai main iske paise kaise de paungi.

tab armaan ne kaha ki aapne thodi der pahle mujhe beta kaha tha. to please mujhe karne dijiye aur bataiye ki ghar kaha hai ya fir main fir freya ki kasam doon.

itna sunte hi lady ne use apna address bata diya.
Fabulous update bhai
 
DarkKnightKing

You didn't come this far to only come this far.
2,217
2,395
158

:reading:
 
DarkKnightKing

You didn't come this far to only come this far.
2,217
2,395
158
Nice Update brother. Shayad Rubal ko Armaan ne hi dekha hoga gift shop ke bahir.
 
Status
Not open for further replies.
Top