12 A
Sona ami rubi aur saif ko le gye
Ab aagy
Sahil ghutno ke bal betha tha usky ankhen num the
Sahil khud se...mujhe chuna gya tha burai mitane ke lye insaniyat ko bachany ke lye lakin ma to khud ke ami aur dost ko be nh bacha paya to kya ma as duniya ko bacha paoga
Nh ma as duniya ko nh bachaoga meri dada meri abu aur ab ami rubi aur saif sabko to kho diya ha many to ku bachao ma as duniya ko
Ab tak ma 1 acha insan bankar apna farz nibha raha tha lakin ab ma bura banoga ke ya duniya meri aagy jhukge chun chun kar maroga sabko aaj ke bad mujhe duniya burai ke lye yaad krege hahahahahahahahaha
Sahil waha se uth jata ha aur weapon room ma jata ha
Waha se wo rdx uthata ha aur katana utha leta ha
Bag ma rdx rakh wo baki sara saman apne dono cars ma rakh deta ha aur phr waha pe har jaga bomb fit kar deta ha
Phr apny watch se dono bike aur 1 car ko auto mood pe set kar 2sre car ma khud beth waha se nikal jata ha
Kuch door jate ha sahil ka undrgrownd base aur ghar 1 ke bad 1 dhamake hote hen aur sab khatam