- 22,461
- 19,828
- 229
Superb update..Update 25
“Hi, I am Komal from KM Industries”
Isha-“KM industries? But unhone to!”
Priya-“Jaha tak humne suna tha KM industries ne to is project se backout kar liya tha!”
Komal-“Ji! Bhale hi hum foods me naye hai par Kanishk yu backout karne walo me se nahi hai!”
Rahul-“Par ye tender to XXXXX ne jeeta hai!”
Komal-“Wo KM industries ki hi subsidiary hai! Ek hafte pehle hi humne use shuru kiya tha! (Ghadi dekhte huye) Excuse me its our time for celebration, See you in the market soon!”
Itna keh kar wo muskurati huyi waha se chali gayi. Tabhi projects ke authority member aaye aur Priya se baatein karne lage
“Miss Priya! Is baar bhi project lagbhag IGM group ko hi milta par akhir me jo aapke changes huye wo humare liye munasib nahi the!”
Priya-“Changes?”
Member-“Yes! Jo 4 din ka changes ka time diya tha humne usme aapne tender change kiya tha na!”
Priya soch me padd gayi par kuch kaha nahi! Thodi hi der me wo log waha se nikal gaye aur IGM Industries ke Office pahuche! Waha meeting me jor se halla ho raha tha.
“Ye akhir KM industries achanak se kaha se aa gayi bidding me?”
“Unki ye nayi subsidiary ke bare me hume kyu nahi pata chala!”
“Akhir hum jeet te jeet te haar kaise gaye?”
Gaurav in sab ko kuch keh nahi raha tha! Wo bas middle chair par baith kar sabki baatein sun raha tha. Tabhi Rahul, Isha aur Priya meeting room me enter huye
Meeting Member-“Aakhir ye project humare haath se gaya kaise?”
Priya(Bich me bolte huye)-“Wo actually mai kuch kehna chahti hu!”
Gaurav ne chehra upar kiya aur Priya ko dekha, Meeting ke members bhi usi ko dekhne lage.
Priya-“Kisi ne humare tender me changes kiye the!”
Saare members hairaani se dekhne lage! Sab me khusar phusar chalu ho gayi
“Kya??”
“Tender change ho gaya?”
“Kaise? Kyu?”
“Kisne kiya?”
Gaurav ne dekh Rahul niche sar karke baitha tha jaha sab is baat se chauk gaye the wahi Rahul bilkul shaant baitha tha, Gaurav ne sabhi ko shaant karte huye kaha
“Silence!!”
Sabhi members shaant ho gayi! Meeting room me sab shaant ho gaye!
Gaurav-“Ye Tender changes maine kiye the! Akhir 4 dino me!”
Meeting ke sab members Gaurav ko puchhne lage aur use blame karne lage, Rahul ne Gaurav ko dekha aur wo kuch kehne ko khade hua to Gaurav ne use ishara karke baitha diya.
Gaurav(Baaki sab ko)-“Shaant ho jaiye sab! Humare line of work me ye koi nayi cheez nahi hai agar ye project nahi mila to aage dusra mil jayega. Its fine we will come back stronger! So don’t worry about this project. Its not an end to our company!”
Itna sun ne ke baad sab shaant ho gaye aur thodi der me meeting khatm ho gayi. Priya bahar jane lagi to Gaurav ne use roka
Ab room me sirf Isha, Rahul, Priya aur Gaurav the. Rahul uth kar Gaurav ke paas aaya aur ghutne ke bal baith gaya aur kaha
“I am really Sorry bhaiya! Mere karan aapko itni baatein sunne padi. Maine socha ab jab KM industries hamare competition me nahi hai to agar hum apna Tender thoda aur strict kar de to Hume hi profit hoga. I am sorry bhaiya that I changed your Tender”
Isha-“Rahul ye tune kyu kiya? Hume ye tender...”
Itne me Gaurav ne Isha ko haath dikha kar shaant kiya aur Rahul ko upar uthate huye kaha
“Arre khade ho tu is company ka Maalik hai, Ye tera decision hai! And tere liye mujhe koi jaan bhi maang le to bhi mai khushi khushi de dunga to ye inlogo ki baate kya chiz hai. Ye bolte rahenge par tu itna stress mat le, Ye sab hote rehta hai! Abhi nahi sikhega to kab sikhega?”
Itna sun kar Rahul Gaurav ko gale laga liya! Gaurav ne uski peeth thapthapayi aur kaha
“Koi nahi! Ye first Project tha last nahi! Acha ab tum aur Ishu mere Office me baitho mai aata hu thodi der me!”
Isha aur Rahul chale gaye, Unke jate hi Gaurav phir apne chair par baith gaya aur aankhe band karke kuch sochne laga
Priya chal kar uske paas aayi! Aur uske kandhe par haath rakha aur kaha
“Its fine Gaurav! Kanishk won but humne bhi apni puri koshish ki thi aur ye to Rahul Isha ke liye ek experience tha. Unko bhi jaruri tha ye sab dekhna aur samajhna! Tum itna stress mat lo agli baar hum apna pura jor lagayenge!”
Gaurav ne apna haath Priya ke haath par rakha aur kaha
“Thankyou Priya for being on my side!”
Priya-“Mujhe thankyou mat bolo! Mai to tumhari Dost hu na!”
Idhar Office me Rahul aur Isha udaas baithe the!
Rahul thodi der yuhi shaant baitha raha phir wo turant Gaurav ke chair par baitha aur Gaurav ka system on karke kuch karne laga
Isha-“Rahul kya kar raha hai tu?”
Rahul kuch nahi bola
Isha chal kar uske paas aayi
Isha-“Kya kar raha hai?”
Rahul-“Kuch nahi! Just hacking into KM industries”
Isha(Gusse me)-“Kyaa?? Pagal hai kya tu?”
Rahul-“Kya tu nahi jaan na chahti ki us Kanishk ne kaise hume haraya! Usne bina humari company ke secrets jaane bina to humare against ye chaal nahi chali hogi!”
Isha thoda soch me padd gayi
Rahul-“Mai bas ye dekhna chahta hu ki uske paas humare company secrets to nahi hai!!!”
Rahul phir apne kaam me lag gaya! Rahul ek expert hacker tha usne bade asaani se KM industries ke servers me entry kar li.
Rahul-“Itni badi company aur itni low security! Huhh!”
Rahul ne bina soche samjhe seedhe unke servers me files khojne laga usne dekha ek folder tha jiska naam tha Confidentails
Rahul ne thoda ruk kar soch kar us folder par click kiya aur usme kayi saare companies ke files the! Usme usne dekha IGM industries ka bhi naam tha
Rahul-“Dekha maine kaha tha na is Kanishk ne humari company ke kuch information rakhi hai!”
Isha bhi utsukta ke saath screen par dekhne lagi! Rahul ne un files ko download karna shuru kiya uske system me files aane lagi par tabhi uska system shutdown hone laga! Rahul ghabra kar apne keyboard me commands enter krne laga! Par uska keyboard bhi stuck ho gaya! Usne Isha ki taraf dekha aur Office ke bahar baki employees ke bhi system hang hone lage! Gaurav aur Priya bhi hulchul sun kar bahar aaye aur bhag kar Gaurav ke Office me gaye
Gaurav-“Humara server kaise crash hua?”
Rahul-“Bhaiya we are hacked!”
Gaurav aur baki sab ghabrahat se Rahul ki aur dekhne lage! Sabhi ke chehre par darr tha
Dusri aur Kanishk apne system me baitha muskura raha tha
“Kids these days! They never learn!”
Aur uske system me ek notification aaya
“Downloading files....”
Nice update bro,Update 25

Nice update bhai kachchhi chal chali kanishk ne dekhte hain gaurav kya khel khelta hainUpdate 25

Fantastic update bhai maza aa gya ab dekhte hai ki aage kya hota haiUpdate 25

laajwaab kar diya bhaiUpdate 24
KM industries me raat ke 2 baje Kanishk apne office me tha. Tabhi ek ladki uske Office me aayi.
Ladki-“Sir kaafi raat ho chuki hai! Shayad ab hume ghar jana chahiye”
Kanishk ne koi answer nahi diya aur apne file ko dekhne laga! Ladki ne ek dinner parcel Kanishk ke saamne rakhte huye kaha.
“Sir! Aapne aaj kuch nahi khaya hai! Kha lijiyega!”
Itna keh kar ladki jane lagi
Kanishk-“Komal!!!!”
Wo ladki piche mudi
“Yes Sir!!”
Kanishk(File me dekhte huye)-“Kuch dino me ek Project ki bidding hai.. Tumhe us ke liye jana hai”
Komal-“Ok sir! Jaisa aap kahe!”
Kanishk-“Hmm!!”
Itna keh kar wo Kanishk wapas apne kaam me lag gaya! Komal usko ek baar dekh kar Office se bahar aa gayi!
“Kya hua madam? Aaj bhi usne tumhare taraf ni dekha??”
Ek ladki, jo Komal ke saath hi kaam karti thi, Komal ko chhedne lagi! Komal bas muskurayi aur kaha
“Arre aisa kuch nahi hai”
Ladki-“Bas rehne de! Office me sab jaante hai tere one side love ke bare me! Bas us khadus ko chhod kar”
Komal-“Oye! Khadus nahi hai wo!”
Ladki-“Tu pyar me andhi hai re! Kitna khadus hai wo aadmi. Apne maa baap tak ko vridhashram me marne ke liye chhod diya! Kitne hi ghar barbaad kiye apne shauk ke liye”
Komal ye sab sun kar udaas ho gayi,
Ladki-“Pata nahi tujhe kya dikhta hai us khadus me”
Komal-“Chhod na! Mat kehna unko kuch!”
Komal waha se apna bag uthaya aur chal di apne ghar ki taraf! Komal apne ghar me jate waqt raaste me Kanishk ke bare sochne lagi. Usne apni gaadi side me roki aur apna phone nikala aur kisi ko call karne lagi.
Komal-“Hello!”
Other Side-“....”
Komal-“Papa! Aap kidhar hai?”
Komal’s Dad-“.....”
Komal-“Wahi rukiye mai aa rahi hu aapko lene!”
Komal call cut karke chal di apne papa ko lene. Sheher ke thode bahar komal ek food stall ke saamne pahuch kar gaadi roki aur wo apne papa par baras padi
Komal-“ Kya Papa? Aapko time ka koi andaza hai? Raat ke 2:30 baj rahe hai! Abhi tak aap dukaan me kya kar rahe ho?”
Komal ne dekha dukaan ke saamne chair par kuch bache baithe the aur khana kha rahe the!
Komal ke papa Komal ke paas aate huye kaha
“Bas in bacho ko bhuk lagi thi to inke liye khana bana raha tha!”
Komal ka gussa thoda shaant hua. Ye kuch anath bache aksar Komal ke Papa ke shop par aate the khana khane ko! Komal kuch der un bacho ko wahi dekhti rahi! Bacho ne khana khatm kiya aur Komal ke papa ko gale lagate huye unhe dhanyawaad kaha aur chale gaye.
Komal-“Ab chale papa? Kaafi raat ho chuki hai!”
Komal’s Dad-“Haa ek min sab samet lu?”
Phir Komal aur Komal ke papa Dukaan samet kar wapas jane ke liye Komal ki gaadi par baithe hi the ki ek aadmi waha se gujarte huye pucha
“Kya hua Shankar ji? Aaj itne late kaise ho gaye!”
Shankar-“Bas yuhi aaj thodi der ho gayi dukaan sametne me!”
Itna keh kar Shankar aur Komal waha se nikal gaye apne ghar ki aur.
Dusri aur Rahul aur Isha bahut mehnat se apne bidding ke liye quotation prepare kar rahe the! Unhone project ko samajhne aur us par kaam karne me din raat laga di aur kuch hi dino baad finally wo din aa gaya jab Rahul aur Isha ne apna Tender submit kiya par ab bhi Tenders submit karne ki date me 2 din ka samay aur bacha tha.
Rahul-“Bhaiya abhi tak kitno ne Tender jama kar diya hai?”
Gaurav-“List to kaafi lambi hai! Par itna pata chala hai ki KM industries ne ab tak apne Tender submit ni kiya hai!”
Rahul-“Ok!”
Do din aur nikal gaye aur Tender submit karne ki date bhi chali gayi par KM industries ki taraf se abhi tak koi bhi Tender nahi aaya tha. Gaurav ke ghar par sab dining hall me baithe the
Mohan-“Gaurav! KM industries ne last time me backout kar liya?”
Gaurav-“Haa papa! Unhone Tender to nahi daala! Pata nahi achanak se usne kyu change kar diya apna mind!”
Rahul-“Matlab ab humara koi competition nahi hai na!”
Isha aur Rahul khush ho gaye aur ek dusre ko gale lagate huye kaha
“We did it!”
Gaurav-“Abhi se itna khush hone ki jarurat nahi hai! Abhi 4 din ka time milega saare Tenders ko final hone me, To isme agar kisi ko changes karne hai apne submitted Tenders me to wo changes kar sakta hai! Par jab tak ye Project mil nahi jata abhi se khushi mat manao!”
Isha-“Par phir bhi bhaiya humara competition hi khatm ho chukka to ab aur kaun humari company jitni capacity rakhega!”
Gaurav ne haa me sar hilaya aur apne soch me chale gaya. Rahul aur Isha apne me khush hone lage aur jashn manane ki taiyari karne lage!
Dekhte hi dekhte Tender declare hone ki date aa gayi, Rahul aur Isha savere se hi kaafi khush the! Seema ne bhi unko savere savere dahi shakkar khilaya! Dono phir nikal gaye jaha Tender ke result declare hone the! Waha baki tenders daalne wale bhi maujood the! Aaj Gaurav unke saath nahi tha, Usne Priya(Gaurav’s Secretary) ko Rahul aur Isha ke support ke liye bheja tha
Rahul-“Priya! Ye Tender ke result kab declare honge!”
Priya-“Bas kuch hi der me! Wo to acha hai ki KM industries ne backout kar liya! Ab humare chances bahut jyada hai!”
Tabhi waha Project ke authority member aaye aur unhone result declare kiya, Result dekh kar Sab hairaan the! Tender mila tha ek bahut hi nayi aur chhoti company ko. Rahul aur Isha udaas ho gaye!
Isha-“Ye kaun si company hai jisne hume beat kar diya?”
Rahul waha Project ke members ke paas gaye aur usne pucha
“Excuse me! Ye iss company ka CEO kaun hai?”
Member-“CEO is unavailable today, But aap unke representative se mil sakte hai!”
Itna keh kar usne ek ladki ki taraf ishara kiya, Rahul, Isha aur Priya chalte huye us ladki ke paas gaye
Rahul-“Hello! I am Rahul Sharma from IGM Group of Industries”
Wo ladki piche mudi aur usne kaha
“Hi, I am Komal from KM Industries”