Update - 4
....2 saal baad....
Yen ab 5 saal ka ho gaya tha.
One ne usko pas ke ek school Main bhi bharti kar Diya tha.
Kyun ki one nehi chahta tha ki wo kisi bisay main piche rahe.
Yen padhai main bohot acha tha. uski padai traning dono ek sath chal Raha tha.
..11 saal baad...
Yen ki secondary exam ka result A gaya tha wo jila main top Kai hain.
Is liye use Mandir SE thodi dur ek high secondary school Mai bharti Kara dia gaya..
School ka pehla din.
Yen langra te hue school a Raha tha
Tenzin(yen ka sabse acha dost) yen ko ate dekh.- Tu langda kue Raha hain.
Yen - r a kaal training karte bakth ek chipkali pair ke paas a gaya tha use bachane gaya to pair se thoda awaj nikal gaya is wajah se papa ne pair pe kut dia.
Tenzin - itni choti wajah se. Chal pair dika.
Yen ke dono pair pe do Gau dikh raha tha
Tenzin - itna buri tarah se koi kisi ko pit ta hai.
Yen - chor na yaar. Kal to or bhi gehra tha Aaj to bohot sukh Chuka hain. Chal class pe chal te hain.
Tenzin - chal.
Pehla English class tha.
Yen or Tenzin ek sath baithe the tabhi class me ek aurat dakhil hua. Sab khade ho gaye yen ko chod kar. Wo baith kar ek dhyan us aurat ko dekh Raha tha. Uska dil teji se dhadak raha.
Yen - itna khubsurat koi kaise ho sakta hain. Kon hai ye.
Tenzin (usse dekhte hue)- English teacher Sapna choudhury
To be continued...