• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy The Secret Island (Completed)

mrDevi

There are some Secret of the past.
928
2,080
124
Sari praja ne Rani ka bade samman ke sath antim sanskar kiya, Rani ki chitta dekh Chandralekha aur bhi roti rehti hai. Wo roti hui vahi beth jati hai, aur Rani ke sath huvi uske aakhari bato ko yaad karti hai.

Tumhe mujhse achi Rani banana hai, Rajya ke logon ko mujhse bhi jyada pyar dena aur unka khayal rakhna hai.

Rani ki khabar jaankar Govind ji gusse mein, ShairShing ke paas jaate hain, woh use jo dil mein chahe wo kehne lagte hain. Usko bura bhala kehne lagte hain. ShairShing ko gussa aata hai, aur Govind ji ka gala pakad leta hai. Woh unko jaan se maar deta hai.

===================================

Rani ke duniya chhod dene ke baad, Chandralekha mahal mein akeli thi, use apni maa ki kami har dam mehsus hone lagi thi. Unke saath rajya chalane ki shiksha lena, unke saath raat ko sine se lagakar unka sona use bahut yaad aata tha. Unki yaad mein Chandralekha kamre mein baithi baithi ro rahi thi.

Tabhi wahaan ek aurat aati hai, aur Chandralekha ke paas aa kar baith jaati hai. Yeh koi aur nahi, Lakshmi thi, rajya ki suraksha mantri.

Lakshmi: Mujhe maaf kar dena beta, maine rajya ka khayal nahi rakh paayi.

Chandralekha: Aap aisa mat kahiye, jo hona tha woh ho gaya hai. Ab aap sabko hi rajya ko chalana hai.

Lakshmi: Nahi, humein nahi, aapko chalana hai. Aap rajkanya hain. Rani ke baad aapko hi rani banna tha. Aur aap hi banengi.

Chandralekha: Par meri to shiksha bhi puri nahi hui hai.

Lakshmi: Woh aap raj karte karte seekh lengi, hum sab aapke saath hain.

Thode dinon baad Chandralekha ka rajyabhishek rani ke roop mein sabhi ritirivazon ke saath hota hai.

Chandralekha Rani ke roop mein sikhate sikhate rajya pe raj karne lagi thi. Woh dheere dheere apne rajya mein sudhar la rahi thi, par rajya mein aaye din aurton par ShairShing ki buri nazar pad jati thi.

Inhi sab bato se chintit Chandralekha apne kamre mein thi, woh khidki ke paas khadi khadi kuch soch rahi thi apne rajya ki kushhali ke liye.

Chandralekha ek sainik ko bulati hai aur usko ek sandesha deti hai. Woh sandesha ShairShing ke liye tha.

Jab ShairShing ke paas sandesha pahuchta hai, to woh use padhne lagta hai. ShairShing ki aankhen chamakne lagti hain. Woh khushiyon se jhoomne laga tha.

Raat ka samay tha, Rani Chandralekha ne mahal se sabko bahar bhej diya tha. Mahal mein sirf Chandralekha apne kamre mein thi. Tabhi ShairShing kamre mein aata hai.

ShairShing: To aakhirkaar tum mujhpe dil haar hi baithe.

Chandralekha: ShairShing, apni zubaan pe lagam laga do, ye sab meri praja ke liye hain. Agar mujhe unki chinta nahi hoti, to main tumhari taraf bhi nahi dekhti.

ShairShing ka chehra gussa se laal ho jata hai.

Chandralekha: Main sirf ek shart par taiyar hoon, main ye sab karungi agar aaj ke baad tum rajya ki kisi bhi aurat ko pareshaan nahi karoge.

ShairShing soch mein pad jata hai, uska man to mana kar raha hai, par Chandralekha jaisi jawan ladki dekhkar uska dil fisal jata hai. Chandralekha kumari thi, uske bhogne ki ichha kab se uske dil mein thi, par Rani Padmini ki wajah se aaj tak ShairShing ne usko haath nahi lagaya tha.

Chandralekha: Aaj ke baad tum rajya mein nahi rahoge, tum mahine mein 10 din aoge aur mere saath jo karna chahoge, woh tum kar sakte ho. Agar tumhe yeh manzoor hai, to theek hai, warna tum abhi yahan se ja sakte ho.

ShairShing soch mein pad jata hai, aur bolta hai.

ShairShing: Muje tumhari saari shartein manzoor hain, par main jo chahunga woh sab karunga, par pichli Rani ki tarah tum kabhi apni jaan nahi dogi. Agar tumhe bhi manzoor hai to haan kaho.

Chandralekha: Muje manzoor hai.

ShairShing khushi se jhoom uthta hai. Woh Chandralekha ko be-tahasha chumne lagta hai. Uske saath woh sab karta hai jo woh Rani Padmini ke saath karta tha. Chandralekha ko marta-pitata hai, aur usko jee bhar ke bhogta hai.

ShairShing ke saath raat bitane ke baad, Chandralekha ki halat aisi hoti hai ki woh theek se chal bhi nahi pati. Uske pure badan par ShairShing ke maar ke nishan chhap jate hain. Jisse dekhkar koi bhi ro deta. Par Chandralekha apni praja ke liye sab kuch seh leti hai.

Chandralekha apni kuch vishvasi logon ko hi ye batati hai, jo ShairShing ke jaane ke baad uska khayal rakhte hain. Jab Chandralekha ke badan par nishaan chale jate hain, to apne logon ke samne aati hai, aur raj karne lagti hai.

Logon ko bhi kuch shak hota hai ki har mahine rani kahan kho jati hai, par ShairShing ka atank khatam ho chuka hota hai, to koi zyada dhyan nahi deta. Unhe bas yeh lagta hai ki unko sab dukhon se chutkara mil gaya hai.

Vasundhara rote hue apni baat khatam karti hai.

Vasundhara: Jis rani ko tum sab rani maanne se inkaar kar rahe ho, woh pichle 10 saalon se aap sab ke liye har mahine ye dard sahan karti hai, aur tum sab haram ki jaani usko apna maanne se inkar kar rahe ho.

Rani ka sach jaankar sabke aankhon mein aansu hain, unka dil khud ko kosh raha hai.

Maya rote hue Vasundhara ke kadmon mein gir jati hai, Vasundhara usko uthati hai, mere kadmon mein nahi, rani liye ab dobara mat sochna, tum sab ke liye usne kya saha hai, uska tumhe andaza nahi hai.

Idhar mahal mein ShairShing Rani Chandralekha ko ghasitkar darbar ke bich mein lata hai, aur dhakka dekar girata hai. Rani uthkar uske samne khadi hoti hai. ShairShing unki saree ko kheenchta hai, aur utarne lagta hai, Rani chupchap bas khadi rehti hai.

Unki saree utarne ke baad ShairShing Rani ke stano ko chhoo leta hai, tabhi ek kisi ne khun se sana hath se mukka uske gal par mara, ShairShing ka hath rani ko chu nahi pata aur woh gir jata hai. ShairShing bokhalate hue khada hota hai, uska sar ghoomne lagta hai. Woh apne samne ek shaksh ko khun se sana hua khada dekhta hai.
 
Last edited:

Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
19,339
40,087
259

Unki saree utarne ke baad ShairShing Rani ke stano ko chhoo leta hai, tabhi ek kisi ne khun se sana hath ka mukka uske gal par mara, ShairShing ka hath rani ko chu nahi pata aur woh gir jata hai. ShairShing bokhalate hue khada hota hai, uska sar ghoomne lagta hai. Woh apne samne ek shaksh ko khun se sana hua khada dekhta hai.
तो विक्रम उठ खड़ा हुआ....
 
  • Like
Reactions: mrDevi
Top