- 457
- 833
- 94
Last edited:
Update bas kuchh hi der men deta huUpdate ka basebri se intagar
Thanks bro for your lovely comments aise hi sath bane raheBhut hi shandar update
To Shanaya ko apni company ko loss se bachane ke liye 50 crore ki jarurat hai
Aakash partik ko nicha dikhane ki koshish kar raha hai dekte hai ki partik kese aakash ko sabak sikhata hai
Ha bata to sakta hai lekin abhi batane me maja nhi aayega kyuki akash jo bichh me aa raha hai wo bhi puspa ke madat se to agar abhi pratik kuchh batayega to puspa ko yahi lagega ki akash se jalan ke karan pratik usse jhuth bol raha hai is liye aap sahi samay ka intezar kijiye kyuki sahi samay aane par sabka hisab hoga aur barabar hisab hogaBhai
Mera kehne tha sachhi na batya bhala pr kam se kam yeah to dikha sakte hai na ke settle ho raha hai ya ho gya hai
Bas yeah bol kar dil khus kar diya baki intezar kar raha update ka bhaiHa bata to sakta hai lekin abhi batane me maja nhi aayega kyuki akash jo bichh me aa raha hai wo bhi puspa ke madat se to agar abhi pratik kuchh batayega to puspa ko yahi lagega ki akash se jalan ke karan pratik usse jhuth bol raha hai is liye aap sahi samay ka intezar kijiye kyuki sahi samay aane par sabka hisab hoga aur barabar hisab hoga![]()