- 490
- 874
- 94
Last edited:
Thanks broShandaar bhaipratik to doctor ban gya
Thanks bro for your lovely comments aise hi sath bane raheBahut hi mast update hai bhai .... Yaha par sab pratik ka upar parshna utha rhe hai ki woh acha doctor nhi hai ... Lekin pratik inn sabki bato ko chor ke apna kaam mai dhyaan de rha hai aur apna kaam kar rha hai ... Wahi Mamta na ek opportunity gawa deti hai pratik ka assistant bane ka leeya .... Toh Divya ab assistant ban jati hai pratik ka ... Dekhta hai Divya ko kya kya Sikhn apko milega .... Aur ye Jo hone minister hai jab woh thik ho jayenga toh woh pratik ko kya bolenga ... Dekhta hai agle update mai Mazza aayega![]()