Mast update hai bhai .
Ek taraf mrityunjay ka dad ko marwa diya gaya , poornima ka pita ka dwara , dekhta hai dono baap beti ki sachai mirtunjay ko pata lagegi ya nahi .
Uska saath saath , Finally , Pratik apna mummy sa Mila, aur milte hi uska samne woh sari ghatnaye aane lagi jo , bachpan mai hua tha , ab sayad , jald hi pratik apni mummy ko thik karega aur maa beta ka milan hoga .
Pratik ko jab pata lagega ki uski maa , aisi koma mai hai toh ek beta ka dil rona jaisa ho jata hai, apni maa ko kisi bhi khast mai dekh kar.
Ab Shanaya aur uska pariwar kidnap ho chuke hai , dilawar ka dwara , ab dekhta hai aage kya hoga
Kya pratik ka dosto ko pata lagega ki Sanaya ki pura pariwaar kidnap ho chuka hai ya nahi dekhta hai aur uska saath satah , kaisa Sanaya bachegi aur kon bachayega kya pratik ya fir koi aur .
Dekhta hai agle update mai