Aakhir kaar basant or uski beti ne milkar ek baksoor rahem Dil aadmi ko Marwa dia Sirf uski jaidad ke
Mahindra Singh theek ho gaye badhiya
Tow pratik ne aaj apni maa ko dekha woh Lekin use abhi pakad yekeen nahi h ki yeh uski maa h ab tow uneh hosh me aane ke Baad hi poora tarah yakeen Hoga
Lekin yaha Mumbai me kaan ho gaya shanaya uski maa or uske papa ko Dilawar ne utha lia
Halanki usse pehle achcha dhoya tha shanaya Dilawar or uske bando ko
Ab dekhte h Pratik kia time se pahoch Jayega or fir uske Baad Dilawar ka kia hota h
Badhiya shaandar update