Bhai kabhi behtareen update Diya hai .
Mazza aa gaya ,
Finally pratik na gorkhanath ko khatam kar diya , aur usma apna pariwar ko bhi bacha liya , jo bahut hi badi baat hai , aur ab pushpa ko bhi pachtawa hua ki usna apna heera jaisa damad ko kyu , sunayaa lekin usna maafi maang Li jo ki bahut hi achi baat hai , aur ab toh aur bhi achi baat ye hai ki , pushpa na pratik ko beta keh kar pukara .
Toh wahi ek taraf home minister , dekhta hai kon hai woh jiska ilaaz pratik sa karwane chahte hai .
Aur ab toh shayad jald hi pratik apna asli ghar mai jaye , jaha par usa apna astitwa ka pata chale , ki woh kaun hai , uska maa baap kaun hai , uska family mai kaun kaun hai , aur saath hi saath pratik ye bhi Jan payega ki , uska pariwar waale kisi musibat mai hai ya nahi .
Aur akhir mai shanvi ka college mai jarur koi bahut badi gadbadi Hui hai , jisse pratik na bhaap liya hai , ab dekhta hai ki uss almirah mai kya hai akhir.
Mazza aayega next update mai .
