- 583
- 1,580
- 124
Ab se Volume II start hogi. Volume 1, pichhle chapte ke sath khatm ho gayi thi.
main aaj ek chapter aaj post kar raha hu.
Chapter 01: Killer

Last edited:
Nice update bro excellent
Lagta hai agle update mein kuch dhamakedar karne wala hai hero
Lazawab update tha
Nice update
Awesome update
Nice update
Ekdm mast update agle part ki waiting
Waiting
Waiting for your next update?
Waiting
Waiting
Writer Bhai late hoga kya update mein?
(Problem nai hai koi bas puch Raha hu kab Tak aayega)
Waiting
Update Bhai
Writer Bhai gussa ho Gaye kya?
Aaj Sunday ko update deke funday bana do yaar
Very very nice update
Koi update Milne ki gunjaish??
Waiting
Waiting for update
Story likhne ke liye shukriya achhi thi story
Writer Bhai koi problem hai kya story continue karne mein?
Agar break Lena hai ya discontinue karna hai Kam se Kam bata toh do please
Thankyou friends.
Main abhi campus interview me busy tha. Ab kuchh dino me semester exams bhi shuru hone wale hai. To main idhar weekly update hi dunga. Please bear it. May ke dusre saptah se daily updates milenge.
NiceChapter 15: Sabhi vyast hai.
Aaj din bhar se thake hone ke karan hum dono jaldi hi nind ki agosh me chale gaye. Maine bahut achha sapna dekha.
****
Main yaha par soya hua tha lekin koi tha jiski nind udi hui thi. Shreya abhi apne bistar par ulat palat kar rahi thi. Use yah baat sata rahi thi ki kahi main koi chal to nahi chal raha hu.
Kal maine usse shadi todne ki baat ki thi aur aaj maine apne purane andaj se hatkar uske aas paas se security ki puri team hata di thi.
Wah yahi soch soch kar pagal hue jaa rahi thi ki main aage kya karne wala hu. Jab usse raha nahi gaya to usne Seema ko call laga diya.
Seema: hello mam.
Shreya: chalo aaj ki puri details batao.
Seema: yes mam. Sir ek ladki ke sath aaj ofice aaye the. Sir ne bataya tha ki unki sauteli bahan hai. Uske baad sir office me baithkar purani files padh rahe the. Unhone aaj iske alawa koi bhi kaam nahi kiya.
Shreya: okey thik hai tum uspar najar rakhe raho. Mujhe daily wo kya karta hai iske baare me details chahiye.
Seema: yes mam.
Shreya: tumhara bhai kaisa hai?
Seema: mam, theek hai. Ab wah hostel me raha raha hai aur achhe se padhai bhi kar raha hai.
Shreya: maine tumhari maa ki ilaj ke liye paise dalwa diye hai. Bas tum mera kaam karte jao.
Seema: chinta mat kijiye mam.
****
Jangal ke bicho bich ek shahar basa hua hai. Yah baki duniya se alag bahut sandar jagah hai. Yaha chidiyo ki chahchahat hamesha sunai de sakti hai.
Jyada bade bade imarat na hokar lakdi ke ghar bane hue hai. Yaha ke log prakriti se jude hue hai. Aisa nahi hai ki yaha ke log adhunik sukh suvidhawo se pare hai.
Harek ghar me TV, sabhi ke hatho me mobile dekhe jaa sakte hai.
Inhi sabhi gharo ke bich ek bada aur shandar aur bada ghar bana hua hai. Ek kurshi par ek 60 - 70 saal ka vyakti baitha hua hai. Uske samne ek jawan ladka baitha hua hai.
Jawan ladka koi aur nahi Suraj hai aur uske saamne batha vyakti koi aur nahi Gadud Samuday ke mukhiya Ramkrishna hai.
Suraj: Master, aapne kyon bulaya tha yaha. Aap phone par bhi to bata sakte the.
Ramkrishna: nahi beta. Ye baat phone par batane wali nahi hai nahi to main tumko yaha nahi bulata.
Suraj: kya baat hai master jo aap mujhe phone par nahi bata sakte.
Ramkrishna: beta, tum to jante ho maine thodi bahut bhavishwani karni sikhi hai. Kuchh din pahle hi bina karan maine ek chitra dekhi jo mujhe chinta me daal diya hai. Tum mere priya shishya ho to main tumse ek gujarish hai.
Suraj: boliye master main kya kar sakta hu.
Ramkrishna: beta main chahta hu ki tum Kantipur ke aaspas ke saare ilake par kabja karo.
Suraj: thik hai master. Main bhi yahi sochkar waha gaya tha. [(Apne man me) waise bhi main waha se nahi jane wala us malhotra pariwar ki ladki ko main paa kar rahunga. Us jaisi ladki main aaj tak apni jindagi me nahi dekhi hai.]
Ramkrishna: beta ye lekar Kantipur ke Malhotra pariwar me jaana, waha ke mukhya Satyajit Malhotra ne apni poti ki suraksha ke mujhse sampark kiya tha. Tum waha bodyguard ki job karne jaoge.
Suraj yah sunkar khush ho gaya. Use to bina mange aaj sab kuchh mil raha tha. Suraj ki is khushi ko dekh Ramkrishna bhi khush ho gaye. Unhe laga ki Suraj iss kaam se lekar bahut khush hai.
Unhe kya pata tha ki Suraj ke dimag me abhi kaam dusre number par thi, Abhi uske dimag me Shreya bhadi padi thi.
Suraj: ji master main yah kaam achhe se kar lunga.
****
Kalu teji se car chalata hua jaa raha tha. Aaj usne bahut pi rakhi thi. Aaj uski chandi ho gayi thi. Use underworld ke boss Pushkar se milne ka mauka jo mila tha.
Wah nashe me gadi chalata jaa raha tha. Usne nahi dekha ki samne mod hai. Gadi sidha jakar sadak ki railing se takra gayi hai.
Wah takrate hi behosh ho gaya. Uska bhagya kahiye ki aas paas se ek gadi gujar rahi thi. Gadi wale ne uski madad ki aur use ulti hui car se bahar nikala. Usne ambulance ko call kar diya. Kuch der me ambulance aayi aur Kalu ko utha kar le gayi.
****
Ek andheri jhopdi me ek kali libas pahne aadmi baitha hua tha. Uske samne laptop khuli hui thi. Uspar Shreya Malhotra ki photo lagi hui thi. Sath hi sath uski details bhi thi. Yaha tak ki wo roj kab kya karti hai ye sab bhi tha.
Upar dekhne par ye ek baounty list thi. Jispar kisi ne panch crore rupaye ki inam likha hua tha. Ye site kisi killer group ka tha. Jo paise lekar kisi ki jaan lete hai.
Note:
Main abhi campus interview me busy tha. Ab kuchh dino me semester exams bhi shuru hone wale hai. To main idhar weekly update hi dunga. Please bear it. May ke second week se daily updates milenge.
Koi nahi bhai hum aapke sath hai aur aap apne carrier per dhayan de yah sab secondary cheez hai.Chapter 15: Sabhi vyast hai.

Koi nai writer Bhai sabki apni life hai busy ho jate hai sab kabhi na kabhi, par Iss baat ki Khushi hai ki story continue rahegi
Aur haa, Exam ke liye good luck writer Bhai
Nice
Nice update
Koi nahi bhai hum aapke sath hai aur aap apne carrier per dhayan de yah sab secondary cheez hai.
Best of luck for your exam n carrier.