If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Hamari pahli mulakat ek hospital me hue thi.. muje Aaj bhi yaad he unki bhari aur gahari aavaj sun ke me jese samah si gai thi.. itana gussaa mene pahle nahi dekha tha mene bhi koi kasar nahi chhodi thi unhe khub kari khoti suna di thi lekin pata nahi kyo unki aakho me dekhane se Katara rahi thi...
"Dekhiye mister hum apani Puri koshish kar hi rahe he aap ye gussa kahi aur dekhao ye hospital he aap ka ghar nahi"
Pihu ki treatment ke vakt hi Hamari jaan pahachan hue.. Jese jese mene unhe karib se samaja toh muje ahsaas hua ki vo kitane dard se Gujar rahe the.. apani hi patni ko kisi aur ke sath dekhana is se bada dukh kya hoga..
Jese jese me unke bare me jaan rahi thi mere dil me unke liye humdardi bad rahi thi aur dil ke kisi kone me dheere dheere unki aur akarshit ho rahi thi...
Apane bare me batao toh tab tak mera koi boyfriend nahi raha tha mene kabhi kisi ladke ko mere paas aane nahi diya tha aur meri umra ab 36 sal ho chuki thi muje bhi pata tha mere dil se jyda meri body ko ek mard ki jyda jarurat thi lekin me har baar is sach ko judhala deti..
Ek din Raman ji mere pass aai aur unhone Jo muje kaha vo sun ke mere hos ud gai esa laga jese kisi ne mere dil pe teer chala diya ho.. pet me ajib si gudgudi si hone lagi...
"Kya aap Pihu ki maa ban skati ho..."
Muje acche se pata tha unka kya matlab tha is baat se mere gaal shram se lal ho gai..
"Dekhiye muje ghuma ke baat karana nhi aata.. aap toh janti ho mera divorce hua he..aur Pihu ko me akale nahi sambhal paunga agar aap mera sath de.. muje galat mat samajna.."
Me kuch bol hi nahi paai aur Raman ne meri chuppi ko naa samaja aur vo chale gai...
Usi din muje aarange marriage ke liye ek ladke se milane ke liye Jana tha.. me restorant me pahuchi toh vaha ek handsome ladaka betha tha.. ye vahi tha jis se me milane aai thi..
Hamari baate hone lagi.. lekin uski nazar baar baar meri ubhari hue chuchion pe jaa rahi thi.. muje thoda uncomfortable mahsus hua..
Kuch din baad Hamari disari date hue.. raat ka vakt ho raha tha..hum chalte hue thodi khaki sadak pe aa gai the.. aas pass koi nahi tha.. thandi vaha chal rahi thi..mere baal laharate hue uske khnde aur muh pe lag rahe the...
Hum ab ek ese point pe khade the ki jaha se hume koi dekh nahi sakta tha dur se bhi.. sadak ek dam Khali thi.. ki tabhi meri kamar pe uske hath muje feel hue.. me kuch kahti us se pahle hi usne muje kamar se pakad ke apani baho me kas ke jakad Lia...meri dard se ek ahh nikal gai...
"Ahhh.. Please kya kar rahe ho"
"Chup aavaj mat karo..."
Aur uske gile hoth mere Gulabi hotho se mil gai aur usne mere hothon ko pura nichod diya.. mene jese tese use dhakka diya aur apane aap se dur kia..
"Ye kya Batmizi he..."
Ye mera pahla kiss tha aur muje itani ghin aa rahi thi.. meri aakho se aasu tapakne lage...meri lipstick tak nahi bachi thi mere hothon pe...
"Yaar itana kya kar diya kiss toh ki he"
"How can you do that without my permission get lost" mene gusse me kaha rote hue...
"Gaav ki Gavar ho kya tum thoda chum kya liya itani akad kis baat ki he..me.hi pagal hu jo tum jesi aunty se shadi ke liye maa gaya.."
Vo kab vaha se chala gaya muje pata bhi nahi chala lekin me bas vahi pe dham si gai jese samay ka kata mere liye ruk sa gaya ho..
"Sach hi toh kaha us ne tu ab ladaki nahi rahi.."
"Doctor... Doctor aunty...." Ye aavaj Jani pahachani thi.. ek chhota sa hath mere hath se laga.. aur muje jese hos aaya..mene niche dekha toh pihu muje aavaj de rahi thi... Me apane ghutane pe beth gai aur pihu ko kas ke apane sine se laga li..aur rone lagi.. me kuch der me khadi hue pihu ko utha ke...
Toh meri nazare Raman ji se mili.. unki aakho me kuch sawal the.. vo kuch bolte us se pahle hi mene kaha...
"Beta kya aap muje mummy bula sakte ho" aur ye bolte hue mene muskara ke Raman ji ki akho me dekha.. vo halka sa khusi se muskura diye...
aur fir Hamari shaadi ho gai.. vo bas 5 sal bade the muj se aur acche businessman the toh shaadi me utani dikkat nahi aai...
hum teno khusi khusi ek sath rahane lage.. lekin me bas unki beti ki maa hi ban pai thi abhi tak unki patni hone ka koi farz mene nahi nibhaya tha.. muje ye ummid thi ki vo ye kam pahali raat ko hi kar denge lekin esa hua nahi aur me tadapti hi rah gai..
Jab vo muje unki baho me utha ke lai the kamare me muje laga tha ki aaj toh muje sone nahi dnge lekin pata unhe kya hua.. kuch der baate karane ke baad hum so gai.. me kese samane se bolti ki muje aap ka pyar chahiye.. ek mahila hone ke nate meri bhi kuch maryada thi.. "Kya ramanji sirf muje unki beti ki maa bana ke yaha lai he.. kya vo aaj tak apni pahali patni ko bhula nahi paai.. nahi nahi muje bhi toh apana patni dhram nibhana padegaa sari jimmedaro unki toh nahi.. Raman ji kam se kam apani Divya ko apni baho me toh Sula lete.. thik he koi baat nahi dekhati hu kab tak dur rahoge hum se...chup ho jaa kya soch rahi he tu.. esi toh nahi thi tu pahale.. kya ho gaya he tuje haa.." me khud se baate karate hue Kab so gai muje bhi pata nahi chala....