Mai auto mai baith kar Ghar ja rha hota hu ....
Toh wahi Rajiv mujhe bar bar phone lagane ki kosis kar rha tha lekin mera phone switch off bta rha tha ...
Uska baad Rajiv direct mera papa ko phone karta hai ...
Idhar mera ghar mai sab koi harsh aur ullas sa bhare hua tha ... Sabhi mehman dheera dheera aa rhe tha ... Hamare rishtedaar bhi dheera dheera aa rhe tha ....
Papa sabka swagat kar rhe tha aur saath hi saath jo kaam pending tha unko bhi dekh rhe tha ...
Mandap ache sa sajaya gya tha ... Ghar ko bhi charo taraf light sa achi tarike sa saja deeya gya tha ....
Mai jaisa jaisa Ghar paunch rha tha mujhe pta nhi kyu Mera dil bahut joro sa dharak rha tha ...
Rajiv papa ko bhi 1-2 baar call lekin papa kaam mai busy hone ka chalte woh phone pick nhi kar pate ....
Toh Rajiv fhata fhat Vijay ko apni gaadi mai baitha tha hai aur gaadi daura deta hai mera Ghar ki taraf ...
------------------------------------------------------------------------------
Ek taraf ranga aur uska beta dhiraj dono ache dhang sa tyaar ho rhe tha .... Dono ka saath karib 10-15 Gunda tha unn gundo na bhi apna huliya badal leeya tha ...
Kuch der ka baad ranga aur uska aadmi gaadi mai baith kar nikal jaye hai mera Ghar ki taraf ....
Mai Ghar par pauchu ussa phela hi ek problem aa gyi ... Auto Wale bhaiya na achanak break Mari meri gaadi mai
Anurag : kya hua bhaiya ...
Autowala : pta nhi bhaiya dekh kar lagta hai ki kuch bara accident wagera hua hai ...
Anurag : ruko mai dekhta hu ...
Uska baad mai auto sa necha utar ke uss bheed bhad wali jagah mai jata hu toh dekhta hu ki ek car ka accident hua tha ek truck sa ... Auto Wale sa bheed bhad wali jagah karib 400-420 m tha ...
Car ka parkache ud Gaye the ... Toh wahi sabhi log truck Wale ko pakad kar rakhe tha ....
. Mai thora aage jata hu toh dekhta hu ki uss car ka andar 4 Jan tha ... Sabhi koi hadsa ko dekh rhe hote hai ... Ki mai uss gaadi ka pass jata hu aur uss gaadi ka darwaze ko kholne ki kosis karta hu lekin accident aisa hua tha ki darwaza khul hi nhi rha tha ...
Mai khosis karta rha ...
Mera ko kosis karta dekh baki sabhi bhi meri madad karne lage .... Maina aur waha par khade logo na bahut muskil sa uss car ka gate ko khola aur jitna bhi shaks gaadi ka andar tha unko bahar nikela ...
Phela toh Jo front seat par baitha tha unko nikalne Mai thori pareshani Hui lekin maina hosh shamal ke unn sabko bahar nikala ... Toh wahi baki logo na piche jitna bhi shaks tha unn sabko utara .... Ambulance aa chuki thi uska saath saath police bhi aa gyi thi ....
As Rajiv kisi dusra kaam mai busy tha toh koi dusra police inspector aaya tha accident wali jagah pe ...
Ambulance bhi aa gyi hoti hai ... Toh ambulance mai unn sabhi ko le jata jata hai ... Toh wahi woh dusra police inspector mera pass Aya ...
Police inspector : thank you young boy ...
Anurag : woh kyu sir ...
Police inspector : maina pta keeya yaha ka logo sa toh unhone bataya ki apna sabsa phela inn car walo ki help ki unko bachane ke leeya aage aaya .... Warna toh yaha accident hota hai aur log thamasa dekhta hai ....
Anurag : ooh ... Your most welcome sir ... Sir kya mai Jan sakta hu actually mujhe kahi Jana hai ....
Police inspector : haa haa you can go .. lekin ap apna naam aur number de jaiye ...
Anurag : okk sir ... Maina apna name aur number de deeya uska baad police inspector na waha par lage traffic jam ko hataya .... Traffic jam hathe hathe karib 30-40 minute ho gya. Tha ... Kyuki police wala phela uss truck aur car ki hatwaye crane ki madad sa uska baad sabhi gadiyo ko ek ek karke nikala gaya ....
Mai bhi auto mai baith kar Ghar ka leeya nikal gya tha ....
Toh wahi Rajiv mera ghar par paunch jata hai kyuki woh ek shortcut sa gya hua tha ....
Rajiv jaisa hi mera ghar mai enter karta hai car mai toh dekhta hai ki barat already aa chuki hoti hai ...
Barati mai karib 10-15 aadmi bahar aa rhe tha koi bhi mahila najar nhi aa rhi thi ...
Rajiv car sa utar ta hai aur sabko ignore karta hua mera papa ka pass paunch jata hai ...
Mera papa ranga urf Verma ka saath kuch baat kar rhe tha ...
Rajiv : excuse me uncle ...
Papa Rajiv ki taraf mudte hai ...
Papa : are Rajiv tum yaha .. toh anurag jaha par hai ...
Rajiv : uncle mujhe apsa kuch baat karni hai ...
Papa : haa haa baat hoti rahegi ... Insa miliya ye hai mera samdhi Verma ji ...
Rajiv : uncle suniye toh ...
Papa. : Haa bolo beta ....
Rajiv : uncle kya app Mera sath thora idhar aayenga apse important kuch baat karni hai ...
Papa : hm. Chalo ... Verma ji mai 2 minute mai aaya ...
Verma ( has ke ) : are shekar ji inko saya daose koi jaruri baat karni hogi isliya ye bula rhe hai ao jaiye phela insa baat kar lijiye uska baad toh ham hai hi baat karne ka leeya ....
Papa : sukriya Verma ji .... Chalo Rajiv ...
Phir Rajiv aur papa upar roof par ja rhe hota hai ki unn dono ko meri mummy mil jati hai ...
Mummy : aji sunte ho ... Jara pta lagiye na Mera beta kaha hai phone bhi nhi pick kar rha hai ....
Mummy na Rajiv ko nhi dekha tha .... Ab Jake jab mummy mera papa ki taraf dekhti hai toh woh Rajiv ko bhi dekhti hai ....
Mummy : are Rajiv beta tum yaha ... Toh anurag kidhar hai ...
Rajiv : aunty mai apse aake baat karta hu ... Uncle sa kuch jaruri baat karni hai ...
Mummy : sab thik hai na ....
Rajiv : haa anuty ... Uncle chaliye ...
Papa : chalo ....
Phir dono Ghar ka roof par aa jate hai ....
Papa : batao Rajiv kya baat karni hai ...
Rajiv : uncle mujhe Varma ji ka baare mai baat karni hai ....
Papa : konsi baat beta ...
Rajiv ( hich kichata hua ) : uncle dada sak baat ye hai ki ... Ye Varna ji koi aur hai ...
Papa ( ka hasta hua chera shakt hi gya ) : tumhare kehna ka matlab kya hai Rajiv ...
Rajiv : uncle actually baat ya hai ki ye Verma ji koi aur nhi balki MLA ranga hai .....
Papa sun ke ye shock ho gye : kyyyyyyaaaaaaa .....
Rajiv : haa uncle ...
Papa : lekin inhone apna naam kyu badla aur ye Rita ki shaddi ye kya hai ...
Rajiv : bahut bhadi chal hai uncle ... Actually ye Rita didi sa shaddi ka dhong rach rahe hai ... Ye shaddi nhi karna chate hai ...
Papa : toh kya karne chahte hai ( aasu aane alaga ) ....
Rajiv : uncle ye log badle Lena aay hai ...
Papa : kaisa badla ... Aur mera Inka saath kabhi kuch hua hi nhi hai ...
Rajiv : uncle apse nhi Rita didi sa badle Lena aaye hai ...
Papa : matlab kya hai tumhara Rajiv sab khul ka bolo ...
Rajiv : uncle maina aur anurag na aj hi ranga ka bade beta Vijay ko pakda ... Jab ham dono na Vijay kk pakda toh ham dono vinay sa puch rhe tha ki woh ranga aur uska chota Bhai kaha hai ... Toh anurag ki Rita didi ka call aa gya ur woh yaha par aane ka leeya nikal gya ... Woh long route pakad leeya galti sa... Lekin uska jaane ka baad mai jab Vijay sa pucha toh usna Jo bataya ussa mujhe jhatka lga ...
Papa ( rote hua ) : aisi konsi baat kar di thi ... Bolo beta bolo ...
Rajiv : actually uncle jab maina uss Vijay ko pakda aur pucha ki ranga aur uska bhai kaha hai toh suna bataya ki woh dono yaha par hai ranga Verma ji banke aur uska beta dhiraj ki shaddi Rita didi sa hone wali hai ..
Papa : lekin ye log meri Rita ka piche kyu pade hai ... Kya bigada hai Rita na Inka ...
Rajiv : actually jis din Rita didi yaha par aayi thi new delhi ghumna toh uska agle din woh aur unko saheli ek mall mai shopping karne gya tha ... Waha par ranga ka chota beta dhiraj mojud tha .... Dhiraj uss samay waha par ek ladki ka saath tha ... Aur woh bech shopping mall mai uss ladki ko mar rha tha ... Toh Rita didi na uss dhiraj ko thappad mare tha jiska chalte uss Rajiv ki bezaatui ho gyi thi ... Suka baad dhiraj waha sa chala gya tha lekin uska andar abhi bhi badla Lena ki bahvna thi aur usna app baap ranga ko ye baat bataya .... Ranga dhiraj aur vijay na ys decide keeya ki dhiraj ka shadi Rita didi sa hogi .... Takj shaddi ka baad Rita didi ko woh teeno kuttaa nich ka jha jaye .... Aur unki hawas bhi Puri ho jaye ....
Papa ye sun Tut chuke tha ... Unka ankho sa aasu nikal rhe the .... .
Papa ko jab asliyat pta laga toh unko laga ki woh apni phool si beti Rita ko kis musibat mai dalne ja rhe tha ... Achan hua bhagwan ki Rajiv na ussa sab sach bata deya ....
Papa : mai abhi jaka r ye shadi rukwata hu ...
Rajiv pap ko rokte hua : nhi uncle agar apna abhi kuch keeya toh woh ranga ka aadmi bhi waha par hai unka pass bandhuka bhi hai toh sabko khatra hai ...
Papa : toh mai aur kya karu Rajiv beta ....
Rajiv kuch sochne lagta hai ...
Rajiv : hmm uncle ap aunty ko bulaiye yaha par ...
Papa apna phone nikalte hai aur niche mummy ko phone karke bina kisi ko bataye upar aane ko bola ...
Mummy bhi upar aa gyi ...
Mummy : haa shekar boli kya hua mujhe ya...
Mummy upar aa gyi thi aur papa ko rota dekh unko kuch thik nhi laga isliya woh jath sa papa ka karib jati hai aur unhe hug kar leti hai aur unka ankho sa aansu pichne lagti hai ...
Mummy : kya hua shekar ap ro kyu rhe ho ... Shekar shekar shekar boliye na ao ro kyu rhe ho ....
Papa jo ro rhe tha woh apna ankho ka aasu saaf karte hai ... Aur mummy ka haath pakad leta hai ...
Papa : dipali mai apni phool si bachi Rita ki zindagi barbad karne ja rha tha ....
Mummy us sun thori shock hoti hai ...
Mummy : ye all kya kah rhe ho shekar ... Saaf saaf batao kya hua ...
Papa : di... Di... Dipali woh Verma ji hai na ...
Mummy : haa kya hua
Papa : dipali woh Verma ji Verma ji nhi hai
Mummy : toh kon hai ... Shekar mujhe khul ka batao baat kya hai ...
Papa : woh Verma nhi balki MLA ranga hai ... Jo apna chote beta dhiraj ki shadi Rita sa karwane aaya tha ...
Mummy ye sun shock ho jati hai aur wahi baith jati hai ...
Mummy : iska matlab ham apne beti ka rishta ka khooni aur ghuneghar sa karwa rhe tha ...
Papa : haa dipali ...
Mummy : nhi nhi aisa nhi ho sakta .... Ab ham kya kare shekar ...
Rajiv ji bahut set sa chup tha ... Woh bola ...
Rajiv : uncle aunty mera pass ek idea hai ... Agar ap log haa bolo toh ...
Mummy: kaisa idea beta tu bol tu bhi toh hamara beta hai ....
Rajiv : uncle baat darasal ye hai ki ...
Papa : bol beta bol ....
------------------------------------------------------------------------------
Dosto maaf karna ye chote sa update de rha hu kyuki Friday ko board exam hai toh uska preparation mai busy hu ...




... Like karna aur comments bhi ...




