• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy TMKOC Fanatsy

imaginator

New Member
7
19
4
Update 01

Raat ke kariban 8 baje jethalal godown me betha hua kisi ka wait kar Raha tha...uske table par bahot bahot sare khane ke items rakhe hue the.. jethalal man hi man sochata he " Accha hua meri shaadi Daya se hue he nahi toh muje bhi ese chup chupke masaledar khana khana padta...kon roj roj salads khayega" jese hi jethalal ne salad ke bare m socha uski aakho ke samne Anjali bhabhi aa jati he... khubsurat.. intelligent mordan lady... bahot kam aur mitha bolane vali.. jetha man me bola "Vesi Anjali bhabhi ek perfect wife bhi he... Shayad daya bhi unke jesi hoti toh Mera pet esa nahi hua hota..." Aur jethalal ko ye sab sochate hue nind aa jati he..vo chair par hi so Gaya tha...use spane m dekhai deta he ki... Vo office jane ke liye nikal raha he aur chulbuli Anjali uske samne aati he aur bolati he " jetha ji jaldi aayegaa kahi khane mat ruk Jayegaa aap ko pata de rahe he hum"

Anjali ke chote se Patle hath jetha ke gal par the aur Anjali khud ke pero pe thoda sa uper uth ke jetha ke hotho se hoth milane vali thi ki.... jethalal ko mahata ki aavaje aati he..." Jethalal utho yaar muje bula ke khud so rahe ho tum bhi bade ajib ho yaar"

Jethalal hadbadi me uthata he.. aur Samane mahata ko dekh ke hos me aata he..." Are aap aagai " jetha bolata he..

Jethalal mahata aur mahata baate karte hue khana khane lagte he ki Anjali ka call aata he "kaha he aap fir se late ho gai.." "Are baba aa raha tha ki ek argent kam aa Gaya thodi der me aata hu...tum so Jana sayad late ho.."
Mahata itana bol ke phone cut kar deta he...

" Are mahata sab thik se baat toh kariye fir khana kha lete" jethalal ko accha nahi lagta ki mahata Anjali ki thik se baat nahi ki...

Mahata - Accha ye kon bol rahe he jo Daya bhabhi ko sab ke samne dobi bol deta he (mahata sab haste hue bole)

Jatha - Lekin uske kam bhi toh vese hote he... Anjali bhabhi toh Kitana aache se baat karti he aap se itana pyaar bhi karati he...

Mahata - Dekho jethalal daya bhabhi jesi patni har kisi ko nahi milti he... sukar manao ki vo tum ko jel Rahi he...

Jethalal - Mahata sab aap pata nahi vo ek number ki Gawar aurat he.. sab ke samne kuch bhi bol deti he...aur ek aur Anjali bhabhi he aap ko Jo Mila he aap ko kadar nahi he...

Mahata - ek din jethalal ek din agar uske sath rahate toh ye nahi bolate tum...

Khana khate hue vo baate karte rahe unki baate aur deep discussion me chali jati he..dono ek dusre ki patni ki tarif ke ful band rahe the.. Vese toh dono ne ek dusare ke alawa sab ki wife ki khul ke baat ki he.. jethalal aur mahata itane khul ke baate karte the ki madhavi bhabhi babita Rosan bhabhi sab ki body figure sex life ke bare me comments karate rahte... lekin aj dono kisi aur raste nikal pade the...

Khane ke baad dono auto lete he lekin society se kuch dur hi auto wala auto rok deta he.. vo darata hua bolata he " Sab me is ke aage nahi ja sakta aap chal ke chale Jana please.."

Mahata - yaar tum Kamal ho yaar itana aake ab bol rahe ho pahle bol dete...ab koi auto vala bhi nahi milega...

Jethalal - Aeee.. bhai chal ne have... Jada bhada le Lena Natak mat kar chal...

Auto wala - are sir muje kuch important kam he please try to understand it... auto wala samne khadi Audi ko dekhate hue bola... please jaldi karo...

Mahata jethalal auto Wale ko pareshan dekh ke samaj Jate he ki kuch toh baat hogi tabhi ja Raha he vo niche utar jate he..

Auto wala - Aage koi anjan lady mile toh us se baat mat karana...

Tabhi Audi me ek couple bahar aata he aur ek shop se kuch lete he auto wala bhi unke piche jata he...

To be continued....
 
imaginator

New Member
7
19
4
Update 02

Auto wala couple ke pass Jake unse kuch baat karane laga tha ki Audi vale adami ne use ek thappad mara...jetha mahata ye dekhate hue Ghar ki aur nikal jate he....

Rasta sum Sam tha dono yaar baate karte hue ja rahe...aage rasta aur andhere se bhar raha tha.. ek ajib si mahak hawa me ghul Rahi thi...thandi hawa chalane lagi thi... Dono ki baatein jese kab band ho gai pata hi na chala...aur is madhoshi bhari raat me dono apne apne khayal me khole lage the... Jethalal aaj ke dimaag me Aaj na daya tha ni na babita Aaj toh uski aakho ke aage se uske param Mitra ki ekloti biwi ki patali kamar aur Mithi aavaj ko yaar karane me laga tha...vahi mahata sab toh soch rahe the ki jethalal ki kya kismat he Bholi bhali Daya bhabhi mili he...khane ki koi rok tok nahi... Na faltu ka sak karana pati pe... uper se khubsurati me bhi kisi se kam nahi... ulta mahata sab ki toh kamjori thi gharelu aur desi aurate...

dono ke man me ek dusre ki Biwi ne jese Ghar kar lia tha...

tabhi samane se ek bahot purane jamane ke Kapde pahale hue 60 70 sal ka budha aadmi aata he... Vo jese dono ki man ki baate pad raha tha..."Lagtaa he tum dono ko bhi ek dusre se irsha he... Agar chahate ho tum karana apni man ki Murad puri... Dena hoga ek dusre ko ek vardan...aur man bhi Lena Jo chahiye ek duje se...bas bol Dena Aaj raat ko pach baar ye ho jayegi Teri Murad puri.." vo admi bolate hue chala jata he...dono bhi ghar aa jate he...

Tapu aur Bapuji toh so gai the jaldi lekin Daya abhi tak uske pati ka intezar Karate hue yaha se vaha bechan hue chal Rahi thi...vo kuch ajib tarah se bol bhi Rahi thi..Jo hume samaj nahi aayaga...

images

Jethalal aate hi daya ko dekh ke mood me aa jata he...daya ne aaj blouse bhi side se dekhe vese shoulder ka pahana tha... Daya ka gora gora badan is blouse me jese khil ke baahar aa raha thaa... jetha use piche se pakad ke bedroom ka door closed kar deta he...aur daya ko yaha vaha chum leta he... lekin daya uska jara bhi saath nahi deti aur jetha ko jor se dur kar deti he... "Tapu ke sorry vo aap nhi aai toh mene mannat mag li ki...." Daya dheere se darte hue bolati he... jethalal bahot gussa hote hue (mood ki maa bahan hone ke baad) " Dobi... Satvi fail... Itani si baat pe esi mannate kon magati he bhala... pagal aurat.."
Jethalal ye bol deta he lekin use bura bhi lagta he lekin tab tak daya so jati he... aur jethalal sochata he ki abhi Anjali bhabhi hoti toh uski raat kesi jati... thodi si nok zok lekin kam se kam use raat toh sahi jati...aur uske samne Anjali bhabhi ka nighty vala rup aa jata...he vo sochata he ki Anjali bhabhi toh mahata sab ke liye nighty pahnati hogi taki jaldi se.....aur ese me use us admi ki baat ki yaad aati he...vo man hi man sochate hue bol deta he...kas me mahata sab ki jagah pe hota kya life hoti...aur vo man hi man us admi ne jesa bola tha vo pach baar dohara deta he..." Mahata sab ki me unka man chaha vardan deta hu uske badle me muje unki jaga mil jai...muje Anjali bhabhi chaiye"

Dusari aur Anjali nighty pahan ke sofa par bethi thi aur... Tarak ka wait kar Rahi thi...

images

Anjali soch Rahi thi jese hi vo aaynge kese use utha ke hug karange use pyar se cuddle kar ke soyenge... Aur uske hath me karela ka juice tha...

Lekin mahata sab ne bahot din ke baad masaledar khana khaya tha so bahot overeating ki thi so aate hi sone lagate he...aur karela ka juice bhi nahi pite...dono bich bahot kaha suni hoti he... aur Anjali rote hue so jati he...mahata ko bhi aacha nahi laga lekin vo Sara dos Anjali ke diet food ko Dene lagata he...aur vo bhi sochata he ki kas uski shaadi daya bhabhi se hoti toh esa kuch hota hi nahi...roj Ghar ka khana khata khus rahata...aur vo bhi...vo sab dohara deta he... lekin use itana kuch esi chizo pe kabhi bharosa nahi tha lekin esi situation me adami jis se man halak ho vesa kar deta he...

Subhah ke 5 baje...

Jethalal so Raha tha ki use koi pyaar se kiss karate hue utha raha hota he...jab jethalal ki aakh khuli uski baho me uski bhabhi uske param Mitra ki biwi uski chest par leti hue uske chume ja Rahi thi... jethalal ko malum hua ki Anjali ki Pataki kamar uske hatho me hi thi...use uski kismat vishvash nahi hua...vo shock ho jata he....fatak se utha jata he... dekhta he toh ye mahata sab ka Ghar tha...vo bahot dar jata he ki kahi mahata sab ne use Anjali ke sath ese dekh liya toh kya hoga...vo bhagata hua Ghar se bahar aata he...aur jese hi vo Ghar se bahar aata he uske samne ek aur jethalal bhagata hua aata he...dono ek dusre ko ese dekh rahe the jese pahli baar dekh rahe ho lekin baraso se sath ho...

dono chup ho jate he... tabhi bhide uper se jethalal ki aur dekh ke bolata he..."kyu mahata sab Aaj apne param Mitra ko bhi walk par le ja rahe ho..." Jetha ko ajib laga ki vo uski aur dekh ke use mahata sab kyu bola...aur uska ham sakal he kon uske samne...

tabhi Anjali aati he aur Jethalal ki hath me apna hath dal ke uske chipak ke baat karane lagati he...jetha ke ye dekh ke halat patali ho jati he ki sab ke samne Anjali bhabhi ese kyu kar Rahi he... tabhi daya bhi bahar aati he aur vo kuch esa reaction nahi deti jesa jetha soch raha tha...vo jab jethalal Anjali ko bolane hi vala tha ki bhabhi aap kya kar rahe ho ki uski nazar khud par jati he...uska mota pet gayab tha...vo khud ko thik se dekhta he toh samaj paya ki vo uski body me nahi tha vo uske Mitra ki body thi...vo kuch nahi bolata...ab Tak Tarak bhi sab samaj jata he...vo bhi kuch nahi bolata....

....To be continued
 
Premkumar65

Don't Miss the Opportunity
11,101
12,147
213

good start.
 
Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
28,881
26,703
304
Annual Story Contest - XForum
Hello everyone!
We are thrilled to present the annual story contest of XForum!
"The Ultimate Story Contest" (USC).

"Win cash prizes up to Rs 8500!"

Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 8000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 25th March ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th April 2025 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Important Links:
- Chit Chat Thread (For discussions)
- Review Thread (For reviews)
- Rules & Queries Thread (For contest details)
- Entry Thread (To submit your story)

Prizes
Position Rewards
Winner 3500 ₹ + image Award + 7000 Likes + 30-day Sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 2000 ₹ + image1 Award + 5000 Likes + 15-day Sticky Thread (Stories)
2nd Runner-Up 1000 ₹ + 3000 Likes + 7-day Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-Up 500 ₹ + 3000 Likes
Best Supporting Reader (Top 3) 500 ₹ (Each) + image2 Award + 1000 Likes
Reporting Plagiarized Stories imag3 200 Likes per valid report

Regards, XForum Staff
 
Top