- 2,858
- 10,076
- 159
thanxx dost aaj raat update aaye gaaKaash aesa hi ho ?
thanxx dost aaj raat update aaye gaaKaash aesa hi ho ?
thanxx dost aaj raat update aaye gaaMast update bhai mohit jo jo mara hai uske bare me bataya hai usme Pooja ka nam nahi bola isse to lag raha hai ki pooja aur mohit sampark me hai dekhte hai aage kya hota hai
sorry dosto meri laparvahi se sara update kharab ho gya ab fir se dubra likhna pade gaa jis me lafi waqt lage gaa iss liye kal update aaye tha
i hope understand my problem thanku
dil dimag sajish apr update de diya hai
sorry dosto meri laparvahi se sara update kharab ho gya ab fir se dubra likhna pade gaa jis me lafi waqt lage gaa iss liye kal update aaye tha
i hope understand my problem thanku
dil dimag sajish apr update de diya hai
[/QUOT
Nice update bro chalo achchha hua Amita maan gyi dekhte hai aage kya hota haiUPDATE NO 31
mohit:*tum iss liye mujhe nhi dekhti ho naa ke main tumhra krishna nhi hu iss liye nhi baat karti ho naa kyoki main tumhra bhai nhi hu
mohit ke itna kehte hi amita mohit ki tarf palat jati hai mohit ki aakho me halke aasu the dukh tha amita hairani se mohit ko dekh rahi thi par mohit bilkul sant khada tha
kamre me puri tarh se santi thi
Ab aage..............
mohit ab puri tarh se sab samjh gya tha sayad uss ne apne aap ko iske liye tyar bhi kar liya tha
amita:*matlb main jo soch rhi thi woh sach hai
Mohit:*iss ghar me sabse hoshiyaar Tu hi hai amita aur tum yeh janti ho mujhse bhi jada ke tum sochti nhi ho kar deti ho har kaam bina kisi dar se...tumhe yeh baat kaam yakeen kab ka ho gya hoga main mohit hu naa ki krishna sayad iss liye toh baat nhi karti thi naa dekhti thi
amita:*haa main janti thi yeh par ek mint apko toh kuch yaad nhi aap kon ho abhi yeh keh rahe hai...matlb aap sab kuch pehle se jaante the
mohit:*meri yadast kabhi gyi hi nhi thi amita
amita:*toh fir itna bada jhoot itna bada dhokha
mohit:*bas apni zimmedaari nibha raha hu
amita:*kisi ko dhokha de kar....ek maa aur behan ko uske bhai ki maut chupa kar
mohit:*haa yeh sab kar ke bhi
amita:*aisa aap kyo kar rahe the......kis ne hak diya tha hamre jazbat se khelne kaam
mohit:*bilkul nhi main tumhre yaa mummy ke jazbat se nhi khel raha tha jo dard tum seh rahi ho usse main bhi bardast kar raha tha main bhi apni biwi apne pariwar apne bete se door tha
amita:*(mayus ho) aap toh laut aaye naa par mere bhaiya ka kya woh toh nhi aaye gye
mohit:*tumhre bhaiya ne mere liye jaan di main uske liye apni jaan de du toh bhi kam hoga aur fir usne mujhse vada liya tha main tumhra dhyan rakho so main karo gaa
amita:*bhaiya ne apke liye jaan di aakhir hua kya tha mere bhaiya ko
mohit:*abhi waqt nhi hua bataane ka ek baar sab ko meri sachyi pata chl jaye uske baad baata duga
amita:*toh chaliye abhi baata dijiye
mohit:*iss se kya hoga ek behan tut jaye gyi ek maa ke sapne aur mamta bikhar jaye gyi..aaur main aisa kabhi nhi hone duga waqt aane do main sabko baata duga
amita:*teek hai par aap aur bhaiya ek jaise kaise dikhte hai
mohit:*issvka jawab mere pass nhi hai par maine jaha tak pata kiya iska matlb sif ek hadsa tha ke ham dono ka sakal milti thi
Amita:*iska matlb mere bhaiya ki jaan iss sakal ki wajh se gyi hai
mohit:*haa keh sakti ho kyo ki jaane anjane hi sahi issi chehre ne tumhre bhai ko chinna hai
amita:*yeh apne acha nhi kiya baata kar apki wajh se bhaiya nhi hai
mohit:*amita dard sabke liye hota hai kya maine uss hadse me kuch nhi khoya meri pyari Gujar gyi ek maa se bhi jada pyar karne wali chachi nhi rahi....mujhe apna bagwan manti thi siya woh nhi rahi toh yeh naa kaho ke maine kuch nhi khoya bas yeh sab tumse chupya kyoki uss waqt jaruri tha varna naa tumhre pass rehta kuch khone ko naa mere pass rehta....yakeen mano agar main kuch kar pata toh yeh kabhi nhi hone deta
amita:*iss sab mai mere bhaiya toh nhi rahe hamre pass........
amita bol kar rone lagti hai mohit bhi chup nhi karta woh janta tha iss waqt amita ko kitna dard ho raha hoga
thodi der rone ke baad mohit amita ke pass jata hai aur uske chehre ko utha kar uske ashu poch deta hai
mohit:*tumhra bhai iss aakho me aasu nhi khushiya dekhna chahta tha aur main uska yeh sapna kabhi adhura nhi hone duga.... Main janta hu amita main sayad krishna ki jagah kabhi naa le pao par main puri kosis karo gaa ke main tum sab ka krishna bann saku
amita kuch nhi bolti bas mohit ko gale laga kar rone lagti hai mohit pyar se uske pith par hath ghuma kar chup karane lagta hai
uske aakho me bhi halke aasu the par mohit ne unn aashu ko bahar nhi aane diya
sayad ab woh wala mohit nhi raha tha jo baat baat par ro deta tha aaj usse pata tha uske uper kitni zimmedaari hai aur agar uske hi aashu niklne lage toh woh sayad apni zimmedaari nhi nibha paye gaa
mohit:*chup ho jao amita jo guzar gya usse ham badal nhi sakte par kya tum apni bhai ki aakhri icha puri nhi kar sakti
amita:*kya thi bhai ki icha
mohit:*tum sab ki khushiyon.... Woh bas tum sab ko duniya ki har woh khushi dena chahta tha jo woh de sakta tha... Jo woh de naa saka aur yeh jiski wajh se hua woh abhi zinda hai jab tak main usse maar naa du meri saaso ko chain nhi aaye gaa aur issi kasam ki vajh se main uss se door hu jis se chah kar bhi nhi ho sakta jiski aakho me katra nhi dekh sakta uski aakho me aashu ki nadiyaan dekhta hu.... Jis pholo ki sejh par sulane laya tha yaha usse kaato ki sejh par sula raha hu main hi janta hu kaise door rehta hu apni jaan kavita se par jab tak main apki kasam puri kar leta tab tak kavita ke pass nhi jao gaa
amita mohit ki baat sunn kar mohit se alag ho mohit ko dekhne lagti hai
mohit:*aise maat dekho amita... Main apne dost apne bhai ka badla le kar rahu gaa
amita:*kis ne mara hai mere bhaiya ko
mohit:*woh main dekh luga behan Tu bas krishna ke liye muskura diya kar aur iss baat ko bhool kar aage chl aur apne liye nayi zindgi jee jo tujhe krishna dena chahta tha
amita:*mujhe kuch nhi paata mohit bhaiya mujhe uss haramjade ka naam baato
mohit:*meri behan main issi kaam me laga hu aur jab usse pakad luga toh tum hi usse maut ki ghhat utar dena
amita:*uss kutte ko mere samne jarur lana bhaiya
mohit:*yeh tere bhai ka tujhse vada hai amita uss kutte ko ham woh maut denge ke woh apne paida hone par pachtye gaa
amita kuch nhi bolti woh mohit ke fir gale lag jati hai
amita:*bhaiya aap itne pyar karne wale pariwar se kaise door reh liye woh bhi hamre liye... Hamre liye sabki baate sunnte rahe itne bade mehal ko chhod hamre sath uss jhopdi me rehte rahe kaise bhaiya
mohit:*pyar se amita pyar se iss pyar me badi takat hoti hai yeh sab kuch bardast kara deti hai aur yeh jo bhi maine kiya woh tum sab ke pyar ki wajh se kiya
amita:*haa issi liye apki sagi behne hi apse itna pyar karti hai ek behan toh apki biwi bann gyi hai
mohit:*janta hu yeh samaj aur logo ki nazro me paap hai par main apni behan ki khushiyon ke liye kuch bhi kar sakta hu woh besak paap ho yaa kuch aur mujhe fark nhi padta aur besak maine yeh sab pehle apne halat ke karan kiya par baad me woh pyar mila mujhe meri behno se jo sayad hi koi aur de pata sayad woh bhi nhi de pate
amita:*hammm.........
mohit:*tum jada maat socho jab tumhe pyar hoga tab tum samjh jao gyi aur haa meri ek baat yaad rakhna besak tumhra bhai krishna iss duniya me nhi hai par tumhra yeh bhai bhi krishna hi hai jo hamesa tumhre sath rahe gaa tumhre har khushiya dega
amita:*vada kijiye aap nhi jaye gyi krishna bhaiya ki tarh chhod kar vada kijiye
mohit:*vada karta hu kabhi nhi sath chhodo gaa
amita:*vaise bhaiya ek baat pocho apse bura naa maano toh
mohit:*tujhe jo pochna hai poch liya kar mujhe acha lage gaa
amita:*aap kis kis se shadi karo gye
mohit:*(hairani se) matlb........
amita:*matlb aap kavita didi se shadi kiye ho
mohit:*haa....
amita:*siya didi se bhi apki shadi ki huyi thi komal bhi apko pyar karti hai madhu didi bhi apki biwi hai... Matlb itni sari biwiyon hai yaa koi aur bhi hai
mohit:*)(muskura kar) woh kya hai ki jis behan ne mujhe pyar kiya main bhi badle me usse pyar de diya aur haa iss line me joyti aur priya aur sayad alka didi bhi hai
itne naam sun kar amita ki aakhe bahar niklne ko ho jati hai par ab woh pehle se bahut acha feel kar rhi thi
amitahairani se) itni sariya aap sambhal bhi pao gye
mohit:*tumhra bhai kisi se kam hai kya main sabko sambhal luga aur sabko khush bhi rakho gaa
amita iss par kuch nhi boli bas ajib se tarike se mohit ko dekhne lagi par mohit ne iss par kuch nhi bola bas halka sa muskura diya
mohit ne bahut ache tarike se sab kuch sambhal liya tha uske iss room me aate huye kafi dar lag raha tha par ab usse acha feel kar raha tha
usne amita par bhi apni baato ka jadu chla ke usse bhi apne bhai ki yaado se bahar mil diya tha
dono kafi der aise hi baate karte rahe amita ko jo bhi pochna tha woh poch leti hai mohit bhi bahut ache se uske sabaawlo kaam javab de raha tha jis se amita jo kafi jada ro rhi thi thodi der pehle ab bilkul muskura rahi thi
jaise woh janti thi uske muskrate huye chehre ko dekh kar hi sab khush ho jaye gye iss liye amita ne bhi apni kismat ko apna kar aage badh gyi kyoki janti thi uske rone se woh kabhi nhi aaye gaa haa par uski atma ko santi bahut mil jaye gaa