धन्यवाद आपका महोदय।Wonderful update mahi ji
Manisha ke muh se galti se nishu ka jikra hote hote rah Gaya
Sarita ab bhi ha ya na ke antardwandwa me lagi huyi hai usko har wakt nishu ka hi chehra dikh raha hai
Ab dekhte Hain Manisha dono hatas aur nirash premi jodo ko kaise milati hai
Waiting for next update
धन्यवाद आपका महोदय।Aaj itni jaldi update kaise aa gaya
Par lajawab update diya hai![]()
धन्यवाद आपका महोदय।।nice update ..manisha ne sahi kaha samaj ke baare me ..khushi me sab saath denge par dukh me taana maarne ka kaam karenge .
manisha ne galti ne bol diya ki sarita ko koi pasand karta hai ,wo to achcha hua nischal ka naam nahi liya ..waise usse sirf sarita ko farak padta ,,maa baap to khush ho jaate ..
ab sarita bhi pyar me padne lagi hai jo sone ke liye aankh band karne par nischal ka chehra hi dikh raha hai ..
धन्यवाद आपका महोदय।Bahut hi badhiya update diya hai Mahi Maurya ji....
Nice and beautiful update....
धन्यवाद आपका महोदय।Superb Updatee
Yeh toh pura paasa hi palat gaya. Pehle kaha Nischal baat karne ke liye tadapta tha aur Sarita kaam ki baat karke phone cut aur ab wahi chiz Sarita ke saath horahi hai.
Idher Manisha ne indirectly Nischal ke baare mein apne ghar mein bata diya hai. Ab dekhna yeh hai ke directly kab sabko pata chalegaa.
धन्यवाद आपका महोदय।।Manisha n mohalle waalo k gusse k chakker m sab ugal ker rakh dia
Yeh bhi sahi hi huwa
Sarita ko sab jagah ab nishchal hi dikhayi de raha aankh band karo ya aankh kholo tab bhi
Baherhal dekhte h manisha n kia kerne ko kaha h Nishchal se
Badhiya shaandaar update Mahi ji