• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy TUSHAR EK YODHA 《Incest, Thrill, Magical》

Story Kesi Lag Rahi Hai Apko?

  • Achi Hai!

    Votes: 239 95.2%
  • Bilkul Pasand Nahi Ayi

    Votes: 12 4.8%

  • Total voters
    251

imdelta

Member
410
1,024
138
UPDATE-41

Khass Admi- Boss main kya kehta hu abhi apki meeting hai kal, India ke sabse bade Don Vaibhav Sethia ke sath.. aap usse milne ki taiyari kijiye.. vo baar-baar India nahi ayega, aur ayenge toh jaruri nahi ki humse milenge hi.. agar hamari deal ho gayi toh croro ka maal hath ayega…

Lala- haan baat toh teri yeh bhi sahi hai.. tu taiyari kar milne ki.. aur maal fresh rakhna.. yeh sale Daya ka patta saaf karne ko bhi bolna hoga usse.. kuch jada hi fudak raha hai aate hi vo…

|AB AGGE|

Khass Admi- Boss lakin ek aur jaruri baat hai...

Lala- kya..?

Khass Admi- Boss kal Jaggu ki court mein peshi hogi...

Lala- (uthta hua) kya..!! (chakar lagata hua) nahi.. nahi.. nahi.. nahi.. yeh Daya usse fansi diya dega.. (apne admi ki aur dekhta hua) tu bata na kya kar sakte hai hum.. tere dimag mein hai koi plan..?

Khass Admi- (muskurata hua) haan Boss.. main keh raha hu ki jab Jaggu Boss ko thane se court mein lejaya jayega toh hum unka rasta rok lenge.. Kya kehte ho.. isse hume jada pareshani nahi hogi unn channd policewalo se nipatne mein, aur hum asani se Jaggu ko chudda lenge...

Lala- (sochte hua) hmm.. yeh plan toh tera thik hai.. par kya yeh kaam karega...

Khass Admi- bilkul karega Boss.. dekho main samjata hu ************************...

Lala- (hasta hua) hahahaha.. waaah.. waaah.. shabaashh...

|Agle Din, Day-6|

|Back To Tushar|

(Sab log utth chuke the aur abhi breakfast kar rahe the.. Tushar Siya ko dekh raha tha jo abhi Bread ko bahut sara Jam laga ke apne chote se muh mein bade-bade tukre dal usse mushkil se nighal rahi thi...)

Tushar- (Siya ko dekh, hasta hua) are gale mein atak jayega.. thora-thora kaho Siya...

Siya- nahi..!! main asse hi khaungi...

Priyal- Siya..!! kya bol rahe hai bhaiya.. unki baat nahi manti tum...

Siya- (udas hokar) mujhe asse hi pasand...

Tushar- (hasta hua) hahah acha thik hai, jaise khana hai khao...

Siya- (khush hokar) Thanks bhaiya.. aap ache ho, apko 20 number...

Tushar- hahaha acha toh mere achepan ke mujhe points diye ja rahe...

Siya- haan...

Tushar- Okay thik hai bhai...

Priyal- waise Tushar Ji aap kya karte ho.. matlab asse hi puch rahi thi main, agar aap batana chaho toh.....

Tushar- are nahi nahi aap kuch bi puch sakti ho.. (muskan ke sath) abhi aap meri bhabhi ho.. kyu..?

Priyal- (muskurati hui) Ji bilkul.. (ek hi saas mein bolti hui) toh bataiye kya karte ho aap.. Apki Family mein kon-kon hai aur kaha hai vo sab, aur yeah jo Agents hai apke sath yeh kis liye hai, kya apko koi khatra hai jo yeh apke sath rehte hai.. aur yeh Haweli apki hai.?, aap yaha akele kyu rehte ho, apni family ke sath kyu nahi rehte, kya koi problem hui hai..?

(Priyal teji-teji sab bol gayi, pas bethi Siya Jug se gilas mein pani dal Priyal ko dekhti hai.. Jab Siya ne assa kiya toh Priyal ko ehsaas hua ki vo abhi kis raftaar se bol gayi hai.. usne samne dekhta toh Tushar muskurata hua usse dekh raha tha…)

Priyal- vo….

Tushar- (muskurata hua) hmm.. kaafi sawal hai.. aur kaafi jaldi bhi hai jaanne ki…

Priyal- vo bas dimag mein chal rahe the kabse toh…..

Tushar- (bich mein bolta hua) koi baat nahi.. main batata hu.. main abhi 12th ka student hu.. mere family mein mere Mummy-Papa, Meri se ek saal badi meri Arushi Didi, meri Judwa behan Tania, mere se ek saal choti meri behan meri gudiya.. haan ek aur baat meri ek nayi bhabhi Priyal, (pyar se Siya ki gaal khich ke) aur meri sabse choti aur Cute Girl Siya bhi ab meri family ka hissa ban chuki hai…

(Kisko bina jan-pehchan ke apni family ka hissa bolna, Tushar ki yeh baat Priyal ke dil par lag gayi.. asse ki uski aankho se 2 bond aansoo nikal aye, jise usne bina kisi ki najro mein aye saaf kar liya.. bahut mushkil hai iss samaj mein ek ladki, ek aurat ka bina mard ke rehna, log jhat se usse akeli dekh fyda uthana jante hai.. aur abhi toh Priyal ek bahut hi khatarnak Shehar mein thehri thi, apni phool si bachi ke sath.. abhi usse yaha siwaye Tushar ke koi nahi janta tha, aur Tushar bhi bina uska background jane baar-baar usse yeh ehsaas dila raha tha ki vo akeli nahi hai main uske sath hu meri puri family uske sath, aur aap mere family ka ek hissa ho…)

Siya- bhaiya yeah gudiya kon hai.. koi doll hai kya…

Tushar- (hasta hua) hahah haan doll hi hai vo.. itni badi ho gayi lakin uski masoomiyat aur shararte bilkul apke jaisi hai…

Siya- ohh meri jaisi.. main uske sath khelungi na..?

Tushar- haan bilkul.. vo bhi apse milkar khush ho jayegi.. meri gudiya ko bhi ek choti si gudiya mil jayegi…

Siya- vo bahut achi hai..? mujhe maregi toh nahi…

Tushar- hahaha are nahi nahi.. vo toh khud apse dar jaye assi hai vo.. (Siya ko pakad apni gaud mein bithata hua) aur mera Siyu toh bahut acha hai.. usse koi hath bhi nahi laga sakta…

(Siya aur Priyal, Siya ke Papa ka diya hua naam Tushar ke muh se sun ek dusre ki aur dekhne lage…)

Siya- (Priyal ki aur dekh) Mumma Siyu..!!

Priyal- (baat badalti hui) toh apne aage bataya nahi Tushar ji.. aap akele kyu rehte ho yaha iss Haweli mein…

Tushar- aap toh janti ho ki yeh Shehar ke halat bahut bigde hue hai.. bas samaj lo ki unhi halato ko sudharne ke liye main yaha apne Agents ke sath iss Haweli mein rehta hu…

Priyal- kya..!! Par aap toh abhi bahut chote ho.. bahut khatarnak log hai jo iss gande kaam ke piche hai…

Tushar- Ji janta hu bhabhi Ji.. aur isliye Agents mere sath rehte hai.. haan umer choti hai meri par ab bhidne ka jajba itna badh chuka hai ki piche mud kar dekhna meri bevkufi hogi..

Shivan- (bahar se ander aata hua) Boss..!! chaliye.. training shuru karte hai...

Tushar- (Priyal ko dekh) dekha.. training jari hai, ek din rang jarur layegi.. (Siya ko utha ke side karta hua) chalo Siya beta baad mein milte hai.. thore dino baad main apko apni gudiya se milyunga.. Okay...

Siya- Okay bhaiya...

(Tushar utha aur Shivan ke sath bahar chala gaya.. aaj GuruJi nahi aye the.. aaj Shivan hi Tushar ko training dene wala tha...)

Tushar- toh aaj GuruJi chhuti par hai kya Shivan..?

Shivan- haan aap assa samaj lejiye ki unka kaam ho gaya hai.. unka jo faraj tha unhone vo pura kar diya hai.. vo ayenge wapis jab apko unki jarurat padegi...

Tushar- acha..!! assa konsa faraj pura kar diya unhone.. mujhe kuch khass toh sikhaya nahi abhi.. kheer thik hai...

Shivan- (mukurata hua) Talwar...

Tushar- (piche mud uski aur dekhta hua) kya..?

Shivan- (Tushar ki Talwar usse deta hua) Talwar.. yeh Talwar jo apko GuruJi dekar gaye hai isse hasil kar pana bahut mushkil tha...

Tushar- (Talwar pakad usse dhayan se dekhta hua) kya bolte ho yaar, isse hasil karne mein kya dikkat ayi hogi.. kitne mein padi thi.. hahahah.. waise pehle se kaafi chamak rahi hai.. Jung kaise utar raha hai iska.. koi chemical-wemical chhidaka hai kya ispar..?

Shivan- (muskurata hua) apne malik ke hath mein hai toh chemical ki kya jarurat hai.. khud hi utarta hua najar ayega...

Tushar- (muskura ke) Right..!!

Shivan- aur haan Boss kal Jaggu ki court mein peshi hogi...

Tushar- kya..!! kal.. fhir toh bahut gadbad ho jayegi...

Shivan- hmm.. Jaggu ko chudane ke liye Lala koi plan jarur chalega.. toh kya karna hai...

Tushar- sahi kaha.. chalo hum assa karte hai dekho *********************** Samje..?

Shivan- (hasta hua) waah Boss..!! haan yeh thik rahega...

Tushar- (muskurata hua) hm.. naadi aram se beh rahi hai toh usse behne denge, agar bich mein pathar rasta roke toh usse ukhad denge.. hahahah...

Shivan- bilkul Boss...

(Fhir Tushar apni training shuru kar deta hai.. bina dhup-chaaya dekhe, bina thake-hare, bina bhuk-pyass dekhe sirf aur sirf apni training mein dhayan lagata hai.. lakin ek baat uske dhayan mein jo thi vo thi ki akhir uss din uske sath kya hua tha.. GuruJi ne usse jo apna man shant karne ke liye dhayan lagane ke liye bola tha, vo pehle toh apni bachpan ki yaado mein khoiya hua tha fhir achanak uske sath kya hua, usne kya dekha kya nahi, usse kuch yaad kyu nahi hai.. ander hi ander uska shak GuruJi par ho raha tha ki akhir unhone usse bataya kyu nahi ki uske sath kya hua tha.. aur uske baad uski vo dil dehala dene wali halat ho jana kya tha akhir vo sab.. Tushar ke man mein kuch der yahi sab chalta raha lakin fhir uska dhyan uss taraf se hatt gaya aur wapis apne abhiyas mein lag gaya...)

|City Natir, Police Station|

Jaggu- (salaakhon ke piche se gala phadta hu) arree oyee Inspector.. nahi leja payega tu mujhe court tak.. kal tera akhri din hoga.. hahaha.. aaaaahhhh.. aaaaahhhh.. aaaahhhhh.. aaaahhhhhh...

Inspector Daya- (hawalder se, jo abhi Jaggu ki tange tood raha tha lathi se) de aur de.. sala bahut bak-bak karta hai, subhe se dimag kha gaya hai bol-bol kar.. kal hoga tere gale mein fansi ka phanda, filhal enjoy kar police ka danda...

(kuch der baad ek 29-30 saal ki ladki Police Station mein roti hui ayi.. jagha-jagha se kapde phate hue the, bikhre baal, aur ek kapde se usne apna chehra par dhaka hua tha.. vo ayi aur aakar Daya ke pairo mein gir rone lagi...)

Ladki- (roti hui) sahab.. sahab kya iss shehar ka kanoon mar gaya hai.. kya mujhe nyay nahi mil sakta.. kya unn haramjado ko unke kiye ki saja nahi milegi..?

Inspector Daya- (usko uthata hua) kya hua apko.. thik se bataiye aap...

Ladki- (chilla kar) rape hua hai mera.. mujhe.. mujhe anyaay chahiye...

Inspector Daya- (hasta hua) hahahhaahaha.. acha..!! hum kya vehle bethe hai idher.. (dhakka mar side karta hua) chal hatt, bhag ja apne ghar.. faltu kamo ke liye time nahi hai mere pass.. Chintu.!! Ek cup chai ka bol...

Ladki- (herani se) vehle bethe ho matlab.. apka yahi toh kaam.....

Inspector Daya- (bich mein, gusse se bolta hua) ek lathi marunga na sari akal thikane a jayegi.. chal bhag ja yaha se...

(Daya ke iss response se sare Policewale herain the, yaha tak ki vo takla policewala bhi gur-gur kar Daya ko dekh raha tha ki akhir iss emandaar Policewale se toh yeh umeed nahi thi.. par yeh achanak kaise badal gaya...)

Ladki- (Daya se thori duri par bethe uss takle policewale ke pau pakad, roti hui) sahab aap toh meri baat suniye.. vo 5 log the, unhe mujhe jabardasti mere ghar se utha.....

Takla Policewala- (bich mein, uska hath apni tang se jhatka hua) aree durr hatt.. Sali kamini.. ab roti kahe hai.. jo hona tha ho gaya.. ab ja ghar ja.. koi nahi hai idher teri prem khatha sunne ko...

(itna bol uss Talke Policewale ne ek latt uss Ladki ke side mein kamar par mardi jisse Ladki kas kar dur ja gir gayi.. vo giri toh uske muh par jo usne kapda lapeta hua tha vo utar gaya aur jaise hi vo kapda utra aur uss Takle ki najar uss par gayi vo wahi ghutno ke baal gir gaya...)

Takla Policewala- (aansoo bahata hua, mushkil se bola) ccchhhoottiiiii.. tttuuuu...

Inspector Daya- are oo Hawaldar.. ja iss ladki ko bahar nikal.. chal fata-fat, yeh rona-dhona nahi chahiye mujhe.. (Takle policewale ko dekh) aur aap Nitesh bhai.. aap kya ghunto pe bethe roo rahe ho.. Hawaldar tune suna nahi.. kya bola main.. chal jaldi kar...

Nitesh- (rota hua, uss Ladki ki aur jakar usse uthta hua) kya bol rahe ho bhai.. behan hai yeh meri choti...

Inspector Daya- ohh behan hai yeh apki.. acha assa karo ghar le jao.. aur aage se kabhi ghar se bahar nahi nikalne dena.. thik hai jao abhi...

Nitesh- (gusse se) kya bola tu.. meri behan ke sath itna galat hua hai.. kheer chhod tu.. (Ladki ki aur dekh) bol choti, kin haramjado se tujhe hath lagaya.. main unka gala kat dalunga.. bol na.. (rota hua) sorry choti.. maine tujhe lat mari.. main kya-kya bol gaya tujhe, lakin.....

Lakdi- (roti hui, uska hath side kar, khadi hokar) lakin kya bhaiya.. chhodo main ghar jati hu.. Mummy ko bolungi ki dekh teri beti chud....

Nitesh- (apna hath kas kar uske muh par rakhta hua) bass.. kya bol rahi hai tu.. utth khadi ho.. (rota hua) meri behan assa mat bol.. kon the vo ladke mujhe ek baar bata de main unko jinda nahi chhodunga...

Lakdi- (aansoo shant kar, gusse mein) kyu kya hua bhaiya.. roo kyu rahe ho.. hmm.? Lo ek aur laat maar lo apni choti par.. kya hua abhi daya a rahi hai.. apni behan par daya a rahi hai.. agar mera chehra nahi dikhta apko toh aap mujhe asse hi lat maar-maar kar yaha se nikal dete na.. haan sahi toh kaha maine.. aur apni behan par apne itne aansoo baha diye, lakin kisi dusri Ladki ki yeh dasha dekh apke ander ka jawala mukhi nahi jalta.. (roti hui, apne bhai ke hath pakad) vo bhi toh kisi ki behan hogi na bhaiya.. uska bhai bhi asse hi gidgirate hue apke pass aya hoga na.. aur asse hi apne usse dande, late maar kar bagha diya hoga.. asse hi hai na bhaiya.. bolo bhaiya bolooo...

(Nitesh vo sab yaad karta hai jab koi maa apni beti ke liye, jab ek baap apni beti ke liye aur jab ek bhai apni behan ke rape ho jane ki khabar lekar uske pass aya tha.. sir, sir, sir, meri meri behan ko koi utha le gaya sir please mere sath chaliye sir.. beta meri beti ke sath kisi ne bahut nicch harkat ki hai, tum usse.. Nitesh- aabe koi bahar nikalo re isse.. yeh roj ka chalta rehta hai.. apni beti ko samjao ki ghar mein raha kare.. ab ladko ke dil usse dekh dooll hi jate hai kya kare maa ji.. jaiye aap, fhir kabhi anna.. hahhahaha.. Nitesh ko dhire-dhire har mod par apni galti ka ehsaas ho raha tha.. aaj khud jab uski behan gundo ke samne nangi kari gayi toh yeh soch kar hi uske ander ki aag phat ke bahar ko aa rahi thi.. vo samaj nahi pa raha tha ki vo apni galti par abhi khul kar roye, unn ladkiyon se jakar maafi mange ya abhi apni choti behan ki jisne ijjat lutti hai usse maut ke ghatt utare...)

Nitesh- (hath jodta hua, phut-phut kar rota hua) choti.. mujhe maaf karde.. main
gunhegaar hu unn sabhi ladkiyon ka jiske sath bhi galat hua hai.. jitni galti uss ladki ki ijjat lutne walo ki thi utni hi galti meri bhi banti hai.. mujhe saja milni chahiye.. main wada karta hua agge se kabhi bhi kisi par bhi julm na dekhunga, na kabhi hone dunga, chahiye usse bachane ke liye meri jaan hi kyu na chali jaye.. (Daya ki taraf dekh) Daya bhai.. aap kyu badal gaye.. aap toh ache aur immandar Police Wale ho na toh meri behan ke liye apko daya nahi ayi.. apne asse kyu kiya...

Ladki- (muskurati hui, Nitesh ki aankho se aansoo saaf kar) bhaiya.. vo immandar hai, aur unhone apko bhi shayad ek immadaar Policewala bana diya hai...

Nitesh- (na samajta hua) matlab.. kya matlab hai tumhara choti.. (chair khich kar uske samne karta hua) yaha betho tum, (wapis a rahe aansoo saaf kar) aur mujhe mere kiye ke liye maaf kardo.. haan main maafi ke kabil nahi hu par...

Ladki- (char par bethti hui, bich mein boli) ghabhrao mat bhaiya, apki choti ko kuch nahi hua hai.. aur main khush hu ki main safal hui apko badalne mein, iss shehar ko immadaar police walo ki bahut jaurat hai.. shayad ab aap bhi unn meinse ek ho.. aur haan yeh sab Daya Sir ka plan tha...

Nitesh- kya..!! plan tha matlab.. toh matlab jo tab se chal raha tha vo sab natak tha..?

Inspector Daya- (uske pass aata hua) haan bhai.. yeh sab natak tha.. paise kha-kha tere ander jo haivaniyat bhari thi usse insaaniyat mein badalna jaruri tha.. isliye maine teri jaan se pyari teri choti behan ke sath milkar yeh khel khela.. jab maine teri asliyaat isse batai toh pehle toh isse yakin nahi hua ki uska bhai paise aur aram ke chalte kisi pe daya nahi khata.. usse kisi ki ijjat, kisi ki majburi nahi dikhti.. dikhta hai toh sirf aur sirf paisa.. mushikil se maine isse yakeen dilaya aur yeh ready ho gayi.. fhir aage ka jo plan aap jante hi ho.. lakin aap ek assi halat karoge ek assi halat mein bhi ladki ko laat maroge.. main yeh soch bhi nahi sakta tha.. ttthhhaaaaaaaarrrrrrrrr (aur ek thapper ki awaj pure thane mein jungh uthi jo Daya ne Nitesh ko mara tha..)

Nitesh- (apni laal ho chuki gaal pakad) sorry Daya bhai.. main apni galti ke liye sharminda hu.. kasam hai mujhe uss uperwale ki, jab tak iss sharir mein jaan rahegi mere samne toh kya meri pith piche bhi koi kisi ladki ko hath nahi laga payega...

|Tushar’s House|

(Tania Annika ke room mein jakar dekhti hai toh Annika hath uper hawa mein uthiye apne hatho mein Tushar ki tasveer liye leti thi, aur kuch badbdha rahi thi...)

Annika- gande kahi ke.. bhul hi gaye na mujhe.. baat bhi nahi karte.. apni gudiya ki koi fikar nahi.. phone toh kar hi sakte ho na.. kitne din ho gaye apne mera haal bhi nahi pucha.. aap bure ho gaye ho.. mujhe nahi baat nahi apse.. (smile karke, tasveer mein Tushar ke honto ko gaur se dekhti hui) haan mein apke inn honth......

Tania- (ander aati hui, bich mein boli) oohh.. (Annika ke hath se tasveer chhin kar) toh iss londo ko yaad kiya ja raha hai.. hmm.. bigad gaya yeh ladka.. ab hamari kaha fikar hai isse.. pata nahi kaha-kaha kya-kya karta phirta hoga.. ghar ayega toh jutte khayega merese.. dekhna dono tange bandh kar chhat se niche ulta latka dungi...

Annika- (jo kab se bura ka muh bana ke Tania ki baate sun rahi thi boli) didi..!! aap bhaiya ko kuch nahi karoge.. vo kisi kaam mein phase honge.. vo mujhe kabhi nahi bhul sakte.. aur apko bhi nahi bhul sakte.. vo ache hai.. vo bigade nahi hai...

Tania- lo ji.. ek pal mein idher ek pal mein udher.. abhi toh maharani aap kudh unki tasveer liye unhe daant rahi thi, aur ab maine kuch bol diya toh apko bura lag gaya.. chalo chhodo beeti baato ko.. (gana gungunati hui) jab koi apna prayaa ho jaye, toh usse bhi sath hi latka do chhat se...

Annika- aaye didi yeh konsa gana hai.. aap mujhe tang kar rahi ho.. (uthti hui) main abhi Mumma se apki shikayat kar ke aati hu...

Tania- (usko pakad rokti hui) are kya karti ha yaar.. ab vo bandar toh ghar mein hai nahi toh thora maze le rahi thi tere.. chal a tujhe kal kahi ghumane le chalti hu...

Annika- (udas hokar) mujhe nahi jana kahi.. mujhe bhaiya ke sath hi jana hai...

Tania- acha thik hai kal usse milne chalte hai.. Okay...

Annika- (khush hokar, Tania ke gale lagti hui) Okay.. Thanku didi...

《3208 -words》
Bs ab jldi se action sequence la do.
Aur siyu ko kuch bol ne bhi diya karo.
 
ZK 21

TāYLøR åkcêNt OnLÿ💯
1,611
1,955
143

Wah yaar aj ka update to kafi bada hy
 
Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,367
150,099
304
Lala and a special man together are making a new plan to save Jaggu, but let me tell you the truth, I do not want Jaggu to be punished by the court, our Tushar will punish Jaggu, So I think, now everything is in your hands. Tusshar is also making a different plan. Now let us see who among succeed Tusshar, Lala and Daya.
Tusshar is a good boy and what he is doing with Priyal and Siya shows his goodness. Tusshar rightly said that my Anika is more beloved than innocence and love.❤ I miss Anika again and again. Now slowly Priyal's mind is feeling here.
Nitesh has made a mistake today, Nitesh comes to know that the girl is his sister, so he wakes up to help. It would not have helped if there was no sister, it is wrong. I did not like it. Wrong, whether with your own or with non, the police should always do their job. Daya is doing a good job but he is really honest ??
Anika said right, how many days passed, but not everyone has spent time together yet.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.

Thank You...
???
 
Naughtyrishabh

Well-Known Member
9,684
29,050
218
UPDATE-33

Arushi- (uthti hui) thik hai main lati hu...

Harshika- (jaldi-jaldi utth ke) ruk Arushi, tu beth main lati hu banake...

Harleen- (dhire se Arushi se) kya baat hai.. shadi se pehle hi...

Arushi- (dhire se usse bhi) bas chup karja abhi.. bahut bolti hai tu...

(udher Siya, Savana aur Safal hospital ja rahe the.. lakin abhi waha dukho ka samandar unka intjar kar raha tha....)

|AB AGGE|

(Siya, Savana aur Safal Hospital pahunche toh unhone dekha ki Hospital ke ander se bahut log ghabarae hue se bhag-daud kar rahe bahar a rahe hai.. Savana aur Safal yeh dekh thora herain ho jate hai ki log aase haala kyu macha rahe hai.. teeno ander jate hai toh dekhte hai ki doctors tak hadbadae hue ghum rahe hai.. sare rooms ke doors close the bas ek samne wale room ka door tha jo khula hua tha, aur waha se rone chilane ki awaje a rahi thi.. Savana jaldi se uss aur jane lagti hai, Safal bhi Siya ko gaud mein uthata hai aur jaldi se room ki aur jane lagata hai.. room mein enter hote hi Siya samne dekh jor se chila padti hai...)

Siya- (chilati hui) Muuummmmaaaaaa...

(samne niche jameen par Siya ki Mumma padi hui thi jiske pet mein goli lagi hui thi.. vo khoon se lath-path shayad duniya ko alwida keh chuki thi.. uske sath Siya ke Papa jo bed par bade the unhe bhi ek goli unke pet mein mar di gayi thi lakin abhi vo jinda the shayad abhi kuch hi saase bachi thi unki.. aur goli chalane wale 3 admi abhi bhi wahi the, unmese ek abhi bhi Siya ke Papa par Gun tane kahada tha aur usse kuch sawal kar raha..)

Admi.1- nahi bataega yeh le fhir...

(vo Admi shoot karne wala tha ki Siya chheekh padi.. yeh wahi waqt tha jab Siya, Savana aur Safal room mein enter kiye the.. Siya jaise hi chheekhi toh unka dhayan uss taraf chala gaya...)

Siya’s Papa- (dard se aur herani se) betiiii.. tum yaha kyu ayi.. (Savana aur Safal ko dekh) aap log kyu laye isse yaha.. kyuuuu..!!

Admi.1- (hasta hua) oyee tu chup kar ladke.. hahaha.. yeh toh bahut acha hua, (Safal ko dekh) la oye ladke iss ladki ko mujhe dede...

(bas yeh iss ladke ki last line thi.. Safal ne roti hui Siya ki aakhon pe hath rakha aur Savana ko ishara kiya, Savana ne apni jacket ke ander se 2 Pistol nikale aur samne khade teeno Admiyo ke mathe par ek baad ek Goli chala di.. teeno shanti se jameen par gir gaye aur kabhi na uthne wali neend soo gaye...)

(Safal ne Siya ke aakhon se hath hataya toh dekha Siya behosh ho gayi thi.. ab uske Mamma-Papa samne Goli kahye pade hai toh ek nanhi si jaan kaise yeh dekh bardash kar sakti thi.. Safal ne Siya ko ek bed par letta diya aur jaldi se Siya ke Papa ke pass gaye...)

Safal- (unhe lagi Goli aur behte khoon ko dekhta hua) aap.. apko kuch nahi hoga.. main doctor ko bulata hu.. chinta mat karo aap...

Siya’s Papa- (dard mein bolta hua) Shukriya meri beti ki jaan bachane ke liye.. meri ahhh hhhaa meri baat suno.. apne bataya tha ki aap Agents ho dekho main ab nahi bachunga...

Safal- (bich mein) Savana Doctor ko bulao jaldi...

Savana- haan main bulati hu Doctor ko...

(Savana ne pehle jameen par padi Siya ki Mummy ko bed par letaya aur daud kar bahar chali gayi Doctor ko lane...)

Siya’s Papa- meri baat kyu nahi sun rahe aap log mere pas waqt nahi hai.. bas itna kehtna hai ki Siya ko bacha ke rakha yeh koi aam ladki nahi hai.. kuch log isse pana chahte hai.. mujhe vada karo ki isse kuch nahi hone doge.. vada karo.. (rota hua) please meri bachi ko kisi ko mat dena chahe koi kitni hi mang kare.. hamesha isse apne pass rakhna.. bolo kya aap karoge aasa..?

Safal- haan fikar mat karo.. mujhe nahi pata aap aasa kyu bol rahe ho lakin apki beti ko kuch nahi hoga.. yeh mera wada hai apse...

Siya’s Papa- meri Wife ko bacha lena please.. vo bach sakti hai...

Safal- Chinta mat kijiye hum apko bhi.....

Siya’s Papa- (bich mein, dard mein bolne ki koshish karte hue) aahh nahi.. mera bach pana namumkin nahi hai.. mujhe zeharili Goli lagi hai.. lakin meri Wife bach..........

(Bas itni hi keh paye the ki Siya ke Papa ne dam tod liya.. ab kya hi likhu..? ek * saal ki nanhi si jaan ke Papa nahi rahe yeh baat Safal usse kaise bataega..? Safal Siya ke masoom chehre ko dekh raha tha.. uske reshmi baal hawa mein udd rahe the, ek choti si pyari si naak, chote-chote hoth, badi badi aakhen jo abhi band thi, pyara sa uska face.. Safal ki aakhon mein pani baraas raha tha, yeh soch kar ki ab yeh bachi kisko apne Papa kahegi, kisse apne liye khilone mangegi, chhot lagne par jo Papa usse gaudi mein utha ke chup karate the vo kon karega ab, apni vidaii par kisko gale se laga kar royegi, abhi toh itni choti si hai, kaise apni bakki jindgi apne Papa ke beggar, unki yaadon mein gujaaregi.. itne mein Savana 2 Doctors aur 3 Nurses ke sath a gayi.. unhone aate hi sabko bahar jane ko kaha.. Safal ne rote-rote hi Siya ko uthiya aur usse apni gaud mein utha kar bahar chala gaya aur ek bench par beth gaya.. Savana pani lekar ayi aur Siya par chhidka toh vo hosh mein a gayi.. Siya hosh mein aate hi wapis rone lagi...)

Siya- (roti hui) bhaiya.. bhaiya. Mumma aur Papa kaha hai.. (jor-jor se roti hui) unhe kisi ne mar diya...

(Siya ne jab yeh baat apni roti hui surat se itne dard bhari awaj mein boli toh Savana aur Safal ka dil bhi jor-jor se roo pada.. Savana bhi khub rone lagi.. Safal ne ek side se Siya aur ek Side se Savana ko apne se laga liya...)

Safal- nahi beta Doctors gaye hai ander vo apke Mumma-Papa ko kuch nahi hone denge.. thik hai, chinta mat karo tum...

Siya- (thori umeed se) kya vo Mumma-Papa ko thik kar denge..?

(Safal Savana ko dekhta hai aur soch raha hota hai ki kya bolo aur kis muh se bolo main, jab khud usne uske Papa ko apni aakhon ke samne dam todte dekha hai...)

Safal- (apne aansoo bahata hua) haan beta, vo thik kar denge tumhare Mumma-Papa ko...

(yeh bolte hue Safal ki aankhon se jharna beh nikla.. vo utth kar bahar jana chahta tha taki vo ek baar khul kar roo sake lakin vo bajaye assa karne ke uss nani si jaan ko hosla dena chahta tha uske aansoo pochna chahta tha...)

|Back To Tushar|

Harshika- (kitchen se coffee lati hui) yeh lo a gayi coffee...

Harleen- (hasti hui) hmm.. pehle apne MR. ko dijiye kahi naraj na ho jaye...

Harshika- (herani se) kya boli...

Harleen- (tedhi aakh se Tushar ko dekh) maine kaha pehle inn MR. ko coffee do kahi naraj na ho jaye...

(Tushar sab samajta hua bhi masoom bana fhir raha tha, vo uper-niche aur idher-udher najare ghuma raha tha jaise usne toh kuch suna hi nahi.. Harshika trey lekar Tushar ke pass jati hai aur thora jhuk kar jab trey uske samne karti hai toh Tushar ka dhyan Harshika ke boobs ke bicho-bich ban rahi line par tik jati hai.. bas kuch seconds tak hi sahi lakin Tushar ka man ander se khush ho gaya.. usne jaldi se apni najare uper karli aur coffee ka cup pakad liya.. Harshika ko kuch pata nahi chala tha lakin koi tha jisne uski iss harkat ko ache se dekh aur note kar liya tha.. vo mand-mand muskura rahi thi aur kuch sochne bhi lagi thi.. Harshika ne sabko coffee di aur apni coffee ka cup bhi lekar jan-bujhkar ek sofa chhod kar Tushar ke samne wale sofe par akar beth gayi...)

(sab coffee pe rahe the ki Arushi ke mobile par Annika ka call a jata hai...)

Arushi- (call utha ke) hello meri barfi kaisi hai...

Annika- (narajgi se) huuuhh.. mujhe barfi kyu bola.. main barfi hu kya..?

Arushi- (muskurati hui) haan barfi hi toh hai itni mitthi c.. ek din main tujhe kha jayungi...

Annika- nahi main mitthi nahi hu mujhe mat khana...

Arushi- (hasti hui) hehehe.. acha thik hai nahi kahti.. chal bata kyu call kiya...

Annika- (wapis naraj hokar) mujhe bhaiya se baat nahi karni...

Arushi- alle kya hua.. Tushar ne kuch bola tumhe..?

Annika- bola nahi hai isiliye toh baat nahi karni.. hhuuhh...

Arushi- yeh huuhh-huuhh karna chhod aur (Tushar ko gusse se dekh) bata kya kiya usne, main abhi khabar leti hu uski...

Harshika- yeh apki baat kar rahi hai na.. kya kiya apne..?

Tushar- (ghabhrata hua) mujhe, mujhe khud nahi pata...

Annika- nahi didi.. bhaiya mujhse baat nahi kar rahe, issliye main gussa hu.. vo mere call bhi nahi utha rahe.. (nam aakhon se) main unke liye important nahi hu kya..? (aur rone lagi)

Arushi- are nahi mera bacha rone kyu lagi aap.. dekho meri baat suno Tushar ka mobile... (apni kahi baat ko kosti hui) vo vo uska mobile...

Annika- kya didi.. bhaiya ka mobile kya...

Arushi- vo tu Tushar se hi puch le.. (aur mobile Tushar ko de diya)

Tushar- (ghabrata hua) hello gudiya.. kaisi hai tu..?

Annika- (khushi se) main thik hu bhaiya.. (wapis naraj hokar) lakin mujhe apse baat nahi karni...

Tushar- lakin kyu..?

Annika- aap mujhse baat nahi kar rahe the.. na call ki na hi meri call uthai.. kya main ab apke liye important nahi rahi..?

Tushar- (relax hota hua) oohh.. assi baat thi.. sorry meri guddu mera mobile.. aah aah.. vo kahi kho gaya tha.. haan.. warna kya main apni gudiya ka call asse hi chhod deta.. bilkul bhi nahi...

Annika- (confirm karti hui) pakka..?

Tushar- (man mein) nahi gudiya.. ab tumhe kaise batau ki mobile Haweli mein hai.. agar Haweli ke bare mein bata diya toh sab kuch batana padega. Aur main nahi chahta ki tumhe kisi tarah ki tension mein dalu...

Tushar- haan pakka meri jaan...

Annika- (khush hokar) fhir thik hai.. toh aap mujhse baat kar sakte ho.. heheheh...

Tuhsar- ohh toh ab mujhe permission mil gayi.. acha kya kar rahi hai meri pyari gudiya, aur vo kaha hai aag ki pudiya.. kahi tujhe tang toh nahi karti..? karti hai toh batana uski tange tood dunga main.. hahaha...

Annika- (hasti hui) hihihi.. aap bahut joke marte ho bhaiya.. main toh apse baat kar rahi hu na toh main aur kya karugi.. Aur Tania didi mujhe tang nahi karti.. mujhe bahut sambhal ke rakhti hai.. didi idher hi bethi hai mere pass hi...

Tushar- (ghabhrata hua) ohh.. vo bhi udher hi hai.. (apne gale se thukkh nigalta hua) aahhumm toh kya mobile.....

Annika- (bich mein bolti hui) bhaiya apko ek good news du.. vo na mobile speaker par hai.. heheheh...

Tushar- vo.. vo.. vo...

Tania- (gusse se) ab vo vo kya karta hai, bol ab.. tu tange todega meri.. tu ghar a teri tango ko asse modungi na ki baba ramudev bhi sharma jayega...

Annika- (pet pakad hasti hui) heheheheh.. bhaiya abhi ghar aane se pehle 2 baar soch ke aana...

Tushar- isme sochna kya hai.. main nahi ayunga ghar...

Tania- aase kaise nahi ayega.. tu nahi ayega toh main a jayungi waha, ek baar teri khabar toh leni hai mujhe...

Tushar- thik hai le lena meri khabar.. acha batao tum sab thik ho, ghar mein koi problem toh nahi, aur school mein koi tang toh kar raha...

Tania- (herani se) nahi assi toh koi baat nahi hai.. lakin asse kyu puch raha hai tu...

Tushar- kuch nahi bas asse hi.. acha thik hai apna dhayan rakho.. BYE...

Tania- BYE...

Annika- BYE bhaiya, hum apse milne ayenge...

Tushar- haan mera guddu mujhe bhi milna hai tumse, dil nahi lagta tere bina.. BYE...

《1983 -words》

Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.

Aaage ka intjaar
 
Top