47.
mai or aarti kafi der tak co. ko chalu karnay kai liya he bat karatay rahey. tabhi vahan par SG puranay peon ko lai ka aa gaya.
mai. aaiya kaka kashay hain aap.
Pe. mai thik hun sahab.
mai. aap ab kahin par kam kartay hain ya ghar par he rahtay hain.
Pe. Nahi sahab mujey abhi kahin par bhi kam nahi mila hai. mai to kabhi kisi or co. mai gaya bhi nahi hun. bas ghar par he rahta hun.
mai. kaka kya aap fir sai yahan par kam karna chahengay. mai is co. ko fir sai sure karna chahta hun.
Pe. sahab mai to kam he karna chahta tha, vo to yai co. band o gai or fir bade sahab nai bola ki ab meri koi jarurat nahi hai to mai apnay ghar chala gaya.
mai. kaka SG nai bataya ki aap yahan par pahlay kam karnay waly sabhi workers ko jantay hain. kya aap un sabhi ko bhi yahan par wapis bula saktay hain. hamey is co. ko ab 3 shift mai dobara kam mai lagana hai. mai bahar sai bhi kai mashiney or yahan par mangwa raha hun.
Pe. sahab kuch ko chod kar abhi sab kam ki talash he kar rahey hain. aap kahegay to mai sab ko vapis bula loonga.
mai. kaka fir aap aaj he apna sab saman lai kar yahan par aa jaiya. or fir sabhi ko bula ligiya. sab ko bol dena ki pahlay sai 500 rs jyada salary par mai sab ko dobarabharti karna chahta hun. aap ki salary bhi aaj sai he 1000 rs bada di gai hai.
meri bat sun kar peon khus ho gaya. usko fir sai co. mai rahnay ko milega or salary bhi pahlay sai 1000 rs bad gai hai.
Pe. g sahab mai abhiapna sabsaman yahan par lai aata hun. or sath mai he sab ko bula leta hun. koi bhi yahan par kam karnay kai lya tayar ho jayega.
mai. kaka abhi sab ko bulaney kai bad ak bar pahlay sabhi machines ki safai karwa lena or parsho sai machines suru karwa dena. kal sai job hi yahan par aayega. usko kal kai kam kay pashay alag sai sham ko he mai de doonga. kal tak mai yahan par kaccha mal bhi mangwa leta hun. aage sai aarti madam ko aap sab kuch batana. yai he aage is co. ko chalanay wali hain. in kai upar manju madam hain jo ke head office mai rahti hain.vo bhi kabhi kabhi yahan aati rahengi.
Pe. Thik hai sahab ab mai jaldi sai apna sab saman yahan parlay aata hun. fir sab ko kam pay bhi bulana hai.
yai bol kar peon vahan sai chala gaya.
mai. aarti tum manju kai sath mil kar yahan par new staff kai liya paper mai dalwa do. mai jaldi he apni sabhi co. ko kam kartay huy dekhna chahta hun.
Aarti. mai subah he akhbar mai dalwa deti hun. baki co. mai bhi jitney employee kam hai . sabhi kai liya ak sath interview rakhwa lete hain.
mai. han thik hai. tum asha he karo. interview kai liya headoffice kahe address dalna.vahan par pahlay he kafi staff experienced hai. vo sab aaram sai manage kar lengay. aage sai sabhi co. mai job hi mantinence ka kam hoga uskai liya bhi sabhi staff ko interview kai liya bula lena. mai nahi chahta ki aage sai kisi bhi co. mai mentinence kai liya koi bahar sai aadmi aaye.
Aarti thik hai. mai office sai sab pata kar leti hun fir jo staff kam hoga ham bharti kar lengay.
mai. thik hai ab mai chalta hun. mujey us manager ki co. mai kuch kam hai . tum yahan dekh lena. sham ko samay par ghar aa jana. agar koi bat ho to mera no. tumharay mobile mai hai he.
fir mai vahan sai dusri co. kai liya nikal gaya. thori der mai he mai us co. mai tha. mujey dekhtay he guards nai gate khol diya . mai bhi apni car ko sidha office kai pass lai gaya. jab mai office mai pahucha to vahn Jyoti kai sath hr manager kai files ko dhya sai dekh rahey thay. unko mere office mai aany ka bhi pata nahi chala.
mai. kya bat hai jyoti asha in files mai kya hai jo tumko mere aany ka bhi pata nahi chala.
jyoti. in files mai yahan ka sara purana data hai. ham bas inko he check kar rahey thay. aapko pata hai ki original sai jyada yahan sai duplicate maal banaya jata hai. inki demand bhi bahut jyada hai.
mai. ab sai sabmal original he banega. dono co. kai mal ko mila kar dono ka ak he rate kar do. mal mai sikayat nahi honi chaiya. is bat ka dhyan rakhna.
mujey aaj bhi is co. mai aaty he kuch alag feeling ho rahi thi. par yai kis vajah sai hai yai samaj mai nahi aa raha tha.
mai vahan saiutha kar ak bar poori co. ka chakar laga kar aaya. jab mai co. office kai pass dobara pahucha to mujey vahi feeling fir sai honay lagi.
mai charo or gor sai dekhnay laga. par mujey asha kuch bhi najar nahi aaya ki mai sak kar sakun. mai co. mai charo or gumta raha par mujey kuch samaj mai nahi aaya . mai bhi apna sir jhatak kar office mai aa gaya. abhi muey sab kuch chod kar co. kai kam par focush karna tha.
many jyoti sai yaha ki sab files mangi.jo vo jaldi he lai aai.
many ak bar sabhi files ko ghur kar dekha or apnay kam mai lag gaya. agala ak ghanta maiun files mai he uljha raha. ab mujey in do co. kai kam ka poora pata chal gaya tha.to many jyoti ko kuch instructions diyey or fir vahan sai vapis apni gadi lai kar main office kai liya nikal liya. abhi office ko band hone mai samay tha. maijaldihe apni gadi sai head office pahuch gaya.
vahan mai apnay offce mai gaya to vahan par dada g bathay huy thay. or unkai sath he chacha g or kuch hr department kai sath manju bhi thi. mai bhi ja kar apni chair par bath gaya. vahan sabhi co. ki he charcha chal rahi thi.
mai. chacha g many kal papaer mai workers or staff kai liya aarti ko ad dalnay kai liya bol diya hai. vo aaj manju kai sath final karkay subah kai akbar kai liya add dawa degi. ab ham sabhi co. kai liya mentinence ka kam bhi apnay pass he karwayengay. inkai liya bhi ad dalni hai. hamari sabhi co. mai jitna bhi mentinence ka kam hoga vo sab ab apni co. mai he hoga.
ch g. yai to tum sahi kah rahey ho. ab itni co. ho gai hain to sabhi kai liya bahar sai kam karwana mujey bhi thik nahi lag raha. iskay liya apni he isi co. mai mentinence department kholana sahi rahega,
mai. mai chahta hun ki yai department co. no. 11 mai khol diya jaye. ak to vo co. sabhi co. kai bich mai hai. or fir usmai jagah ki bhi dikkat nahi hai. vahan par ham ak badi workshop aaram sai khol saktay hain.
dada G. to thik hai fir kal vahan kai liya bhi wrkers ka add akhbar mai dalwa dete hain.
mai. dada g . sabhi co. kai liya interview yahan headoffice mai he liya jayengay. inkai liya yahan par kafi staff hai. to sab aaram sai manage ho jayega. parso sai co. 10 or 11 bhi suru ho jayengi. or ak bat. co. 11 mai uski kimat sai bhi 2 una mal pahlay sai he godown mai rakha hai. aapko dekh kar herani hogi ki jis co. ko hamnay 50 cr mai kharida hai vahan par 100 cr sai bhi jyada ka mal godown mai pahlay sai he hai.
dada g. asha kese ho sakta hai. agar itna mal us co. kai godown mai pahlay sai he hai. to fir usnay co. ko band kyon kiya or fir itnay kam rate mai kyo de diya.
mai. dada g . mai aapko ghar par bata doonga. abhi hamey sabhi co. ko full running mod parlana hai. pahlay is kam ko poora kartay hain.