Mera naam Mahesh hai. Mai himalya kai pass ak choty sai kasbay mai rahta hun. Jiski aabadi jyada nahi hai. Bus 100 kai karib ghar hain. Mere mata pita bachpan mai he pahari sai fisal kar mar gaye thay. Mai apnay dada g kai sath unkay ghar mai rahta hun. Jo ki yahan par ak choti si dukan chalaty hain.jo ki ghar kai bahri hisay mai he hai. Unkai pass a sab ka bagicha bhi hai jo ki unhonay mere naaam kar rakha hai. Ghar mai ak kam wali subah sham ghar kai kam kai liya rakhi hui hai. Jo ki subah aa kar khana banati hai . fir safai karnai kai bad kapry dho kar vapis chali jati hai. Mai abhi ------ sal ka hun.
Jasay ki many pahlay he bataya ki mai jab 2 sal ka tha mere mom dad dono he pahar par land slide kai karan mar gaye thay. Tab sai dada g nai is kam wali ko ghar par rakh liya tha. Yahi mujey sambhalti thi. Or mere sabhi kam karti thi. Mere ghar mai kisi or kai na hony kai karan mai kafi sarmila or daboo saw tha. Kyonki mujey bachpan sai he yai kamwali nahlati thi or mere sabhi kam yahi karti thi. To mai isko he apni maa ki tarah manta tha. Iska nam bindu hai. Iska bhi ab koi nahi hai. Iaka pati bhi isay bacha na honay kai karan isko chod kar bahar kam karnay kai liya chala gaya tha. Jo ki kabi bhi wapis lout kar nahi aaya. Yai akaeli rahti thi to dada g nai isko apnay he ghar mai bahri side ak kamray mai rahnay ki jagah de di or isko kam par rakh liya.
Pichlai 15 salo sai yai hamary ghar ko sambhalti aai hai. Bindu nai he mujey pala hai. To mai isko ma ki tarah he manta hun. Gav kai school mai mai 10th tak padai kiya hun. Or ab mai 12th ki padai open sai ghar par bath kar hre kar raha hun. Mere is kasbay mai koi jyada dost nahi hain. Kyonki mai jyadatar apnay khet ya ghar par he rahta hun. Hamara khet or bagh ghar sai thori duri par he hai jiskai ander 1 kamra hamnay vahan par saman kai liya banaya hua hai. meri kad kathi koi jyada to nahi par mai 6 feet lamba or khet mai bachpan sai he kam karnay karan sahi ssehat ka hun. jab sai mai 12 sal ka hua hun tab sai jyadatar samay mera khet kai kamry mai he raha hun. kyonki ghar par dada g sirf dukan par he samay de sakty hain vo ab bahar ka kam nahi dekh paty.dr. nai unko jyada chaalany firnay sai mana kiya hua hai.