Update-29(A) (Megha Update)
wo thode der tak phone pe hello hello karta hain magar udher se aasma ki koi awaaz nahin aati.................wo jaan gaya tha ki aasma aab sukoon ki neend soo chuki hain................ussey aab baat karney ka koi fayda nahin......magar hari ko aaj bahut zyada maza aaya tha................wo aaj ka yadgaar din kabhi nahin bhool sakta tha....................
Ab Aage.....................................................................
Aasma subeh tak bin kapdon ke aise hi der tak soti rahi...................waise kal raat wo bahut gehri neend mein soyi hui thi.....................bilkul relax aur tension free hokar........................jab subeh uski aankh khuli uske chehrey par sharam aur ek pyari si muskaan fir se tair gayi.............fresh hokar usney pehle apne liye naasta taiyaar kiya aur hari ko yaad karke fir se wo muskura uthi..................subeh ke 8 baje shanti apne kaam pe akeli aayi..............hari aaj uske saath nahin aaya tha.......................hari ko na dekhkar wo munn hi munn thodi udaas aur chintit hone lagi............magar usey yakeen tha ki hari uske paas zaroor aayega............
shanti aayi aur hari ki tareefein karney lagi.............do chaar idher udher ki baatein hui aur wo apne kaam pe lag gayi............kareeb 10 baje tak shanti ghar ka sara kaam khatam karke wapas apne kamrey mein jane lagi..............roz ki tarah usney aasma ka kapda fir wahin baramdey mein sukhney ke liye chodh rakha tha.............wahin aasma ander hi ander hari ka intezar kar rahi thi...........................dopahar hone ko aayi aur wo aab tak aaya kyon nahin tha yehi sawal baar baar usey aab pareshan kar raha tha.................jaise jaise waqt guzar raha tha aasma hari ke liye bechain hoti jaa rahi thi........reh rehkar usey hari par aab gussa bhi aa raha tha................ek baat to usey khyaal aaya ki wo hari ko phone karke pooch le magar durr aur jhijhak ki wajah se wo aisa kar nahin payi.................
kareeb 11 baje uske ghar ka door bell baja aur aasma ka jo chehra aab tak murjhaya hua tha aab uske chehrey par fir se ek pyari si muskaan tair gayi.................wo fauran jakar darwaza kholi to samney hari khada tha................ aapne haathon mein laal gulaab liye hue................aasma ki jab nazar uspar padi uski palkein sharam se khud ba khud neechay ki taraf jhuk gayi.............hari muskurata hua ander aaya aur aasma apne ghar ka main door band karti hui haal mein aayi aur aakar wahin hari ke samney khadi ho gayi..............kal raat ki ghatna ko yaad karke wo thodi hari se sharmaa rahi thi..................magar hari to aab aasma ke samney poori tarah se khul chuka tha..................
" ye lijiye ......memsaheb.................phool..............ya khaas main aapke liye hi laya hoon...................." aur hari is baar aasma ke haathon mein wo laal gulab dheere se thamata hua............uski taraf ek ada se muskura diya wahin aasma khud ko na rok payi aur hari ke hathon mein thama wo laal gulab apne paas rakh liya...............wahin hari apni jeet par munn hi munn dubara se muskura pada.................waise usey poora yakeen tha ki aasma uske laye hue gulab ko mana nahin karegi...............
" in sab ki kya zaroorat thi hari................" aur aasma dheere se gulaab ki ore ek nazar dalti hui fir hari ki taraf bade pyaar se dekhney lagi wahin hari jawab mein bus muskura pada....................wo fauran apna ek haath aasma ke gore haathon par rakhta hua................us gulaab ko uske chehrey ki taraf le jane laga aur uske galon par apne galon ko rakhta hua.............uske gurden aur kanon ke un hisson par apne garam garam saans chodhney laga ..................hari ke badan se uthney wali garam saansein aasma ke tan badan mein jaise fir se aag laga rahi thi..............uski dhadkanein fir se bekabu hoti jaa rahi thi.................wahin uska kaleza ek baar fir se zoron se dhadak utha tha....................aaj pehli baar wo hari ko apne itne kareeb mehsoos kar rahi thi............
apne kareeb ek mardana ehsaas se aasma ka rom rom sihar utha..........ander hi ander wo ek baar fir se dheere dheere machalney lagi..............hari ke badan se uthney wali wo smell fir se aasma ko bekabu karti jaa rahi thi..............na hi aab wo hari ko rokna chahti thi........aur na hi aab khud rukna chahti thi..............magar hari ka to irada kuch aur hi tha................wo aasma ko poori tarah se haasil karna chahta tha.................usey apne isharon par nachana chahta tha .............apni raand banana chahta tha...............taki kal ko aasma bina kisi jhijhak ke wo sab kuch kare jo hari ussey chahta tha..................is liye wo koi bhi kadam jaldabazi mein nahin uthana chahta tha...................
" memsaheb................aap bahut haseen hain..............kasam se................." aur hari aasma ki aankhon mein aankhein dalta hua dheere se bol pada wahin aasma taktaki lagaye hari ke munn ko padhney ki koshish kar rahi thi...............magar wo uska irada nahin samajh paa rahi thi.................hari ki aisi baatein usey romanchit kar rahi thi.................
" tumhara dard kaisa hain.........lawo apna haath main aabhi dressing kar deti hoon...................." aur aasma hari ke haathon ki taraf dheere se ishara karti hui bol padi wahin hari jawab mein dheere se muskura pada...............
" haathon ka dard to theek hain memsaheb...............magar jahan dard hain uska ilaaz to sirf aap hi kar sakti hain...............kisi aur ke paas us dard ki dawa nahin hain.............siwaye aapke.............." aur hari aasma ke taraf bade gaur se dekhney laga wahin aasma ka kaleza zoron se dhadak utha.................
" tum bhi na hari...................kuch bhi bolte ho.............." aur aasma thodi normal hoti hui bol padi wahin hari jawab mein aasma ki taraf dekhta hua muskurata raha...............
" memsaheb....................main sach bolta hoon..................waise..............main ek baat poochun......................aap sach kahengi naa.................." aur hari apna zakhmi wala haath dheere se aasma ke taraf badhata hua bol pada wahin aasma uske haathon par lage un zakhmon par dressing karney lagi.............ek nazar wo hari ki taraf dekhti hui dheere se haan mein apni gurden hila di.................
" maalik aapko khus rakhtey hain ki nahin!!!!!!!!!!!!..........." aur hari ne jaise is baar bomb fod di...............wahin wo bilkul khamosh hota hua aasma ke haseen chehrey ki taraf bade dhyaan se dekhney laga.......jaise wo uske dil ki baat janana chaah raha ho................wahin aasma ka chehra kuch feeka padh gaya,...........jawab mein wo ek nazar hari ki taraf dekhney lagi fir wo apni nazrein neechay ki taraf jhukati hui hari ke patti ko badalney lagi..............
" ye kaisa sawal hain hari................main unke saath bahut khus hoon...............aur wo mujhe bahut khus rakhtey hain...................." aur aasma haule se bol padi magar uski nazein aabhi bhi neechay ki taraf jhuki hui hi thi................
" aap jhoot bol rahi hain memsaheb......................yehi baat aap mujhse aankhon mein aankhein dalkar kahiye...............ki maalik aapko khus rakhte hain...............aapke jism ki garmi ko wo thanda karte hain................fir mujhe yakeen ho jayega.................kyon ki mujhe aisa nahin lagta........ki aap jaisi garam maal ko wo sambhal bhi paate hongey........." aur hari poorey confidence se bol pada wahin aasma ek nazar hari ke chehrey ki taraf fir se dekhney lagi aur bina kuch kahe waise hi chup rahi................usey samajh mein nahin aa raha tha ki wo hari ke is sawal ka kya jawab dein.....................aaj pehli bar hari ne aasma ko maal kaha tha........................
" maaaainnnnnnn............. khus hoon............hari..............." aur aasma fir se apni nazrein neechay ki taraf jhukati hui bol padi wahin hari taktaki lagaye bus aasma ke chehrey ko niharta raha...............hari fauran apna ek haath aasma ke chin par le gaya aur uske jhuke hue sir aur nazreion ko upar ki taraf uthatha hua.....................bade gaur se uski aankhon mein ek tuk dekhney laga.....................wahin aasma bhi hari ke aankhon mein bus dekhti rahi...............lab bhale hi khamosh they magar nazrein sab kuch bayan kar rahe they...................
hari fauran apna wahin haath dheere se aasma ke komal aur gulabi galon ko dheere se choota hua ...............usey sehlata hua.............bade pyaar se uski julfein jo uske chehrey ki ore jhuk rahi thi ...........usey upar ki ore karta hua.............aasma ki aankhon mein aankhein dale bade gaur se dekhney laga.................wahin aasma bilkul khamosh thi.........uska dil ek baar fir zoron se dhadak utha tha................