- 1,099
- 1,926
- 159
Main Character Introduction in Detail | Some Dialogue |
Last edited:
Main Character Introduction in Detail | Some Dialogue |
Gussa hona tow jaayeZ h lekin uss time jo halat Thai aisa kerna bhi zaroori thaUpdate--35
Gaun k rehney waley log gharon se bahir nikal aaye they kiun k achanak hi laal rang ka andheira aasman pe chaaa gya tha unho ne aasman ki traf deikha tou Aasman hulkey laal rang ka tha lekin who aur gehra hota chala ja raha tha unhey door se road pe ek car apni traf aati hui nazer aa rahi thi kiun k road kacha tha es wajah se car k speed se mitti ka ghubar udd raha tha aur sand storm ka manzer paish kr raha tha.
Rani: Hello Alia kesi hai tu meri Bachi.
Alia: Theek hn maa aap sunao baqi sab kesey hn sab theek hn na.
Rani: Haan meri bachi sab theek hn terey liey ek khushkhabri hai.
Alia: Haan bolo maa.
Rani: Beta tera bhai wapis aa raha hai tu bhi aa ja tujhey bhi miley huey 22 saal ho gaey jab se shadi kr k gai hai milney ko aaye hi nai.
Alia: Kon aa raha hai.
Rani: Akbar aa raha hai.
Alia: Aly3 ko sachayee pata chal gai?
Rani: Haan beta who bhi bas pounchney wala hai.
Alia: Theek hai maa mein nikalti hn.
Rani: Aur haan bachon ko bhi sath le aana pehli baar aa rahi hai na shadi k baad.
Alia: Haan maa mein abhi nikalti hn.
Sab haveli k dervazey pe khadey they meri gadi Haveli ki traf berh rahi thi aur kch hi deir main gadi Haveli k gate k ander gai aur ruk gai mein us main se nikla main dervazey pe bheed lagi hui thi jab mein last time aaya tha tou us waqt sirf Dada g hi miley they aur koi nai tha lekin es baar puri Family thi mein chal k un k pass chala gya sab k chehrey deikh raha tha aur ek chehrey pe nazer ruk gai aur us k galey lag gya.
Ami2: (rotey huey) Mera bacha.
Takreeban adha ghanta hum yun hi khadey rahey aur phr ander aaye hall main hum beithey mein apni maa k sath hi beitha tha aur who still mujhey side se galey lagaye beithi thi meri aankhon main es waqt aansu nai they bas ek khamoshi thi jesay toofan k aaney se pehley ki khamoshi hoti hai.
Dada g: Safar kesa raha.
Mein: Aap bataien kesa raha ho ga.
Dada g: Mein janta hn tum es waqt shadeed ghussay main ho lekin tum yeh bhi jantey ho k halat kch aesay they jis ki wajah se yeh qadam uthana para.
Mein: Bohat suna hai mein ne aap k barey main baba ne sunayee mujhey aap k kissey us k bawejood mera asli baap 24 saal se kisi ki qaid main hai.
Dada g: Tumhey kia lagta hai k mein Aehal nai hn us ko laney main aaj bhi itna dum hai k mein usey akela wapis le aaun lekin es Family ka kia jo 1000 k kareeb log hn us k es gaun main un ka kia ager unho ne Family ko nuqsaan pouncha dia tou yeh nazer nai aata tumhey mein manta hn tumhara gussa jaiz hai lekin mein bhi mazboor tha.
Ami2: Beta tumharey Dada g theek keh rahey hn werna kon maa apney jigger k tukdey ko khud se alag krti hai aur who bht khaternaak log hn tabhi tou tujhey abhi sachayee batayee hai kiun k ab terey pass 1 saal hai Plan kr kesay tu apney baba ko wapis laey ga.
Dada g: Chalo tumhara introduction krwa deta hn Yeh dono meri Bv hn yeni k tumhari Dadi yeh Badi Dadi (Ayesha) aur yeh Choti Dadi (Rani) Baqi sab bhi aa rahey hn kal tuk aa jaen gey aur es sey milo yeh humarey haan 20 salon se kaam kr rahi hai es ka naam hai Halima.
Halima chayee bana k layee thi sab ko de rahi thi jab Merey pass aayee tou meri nazer ek cheez pe gai jo k ek locket tha aur mujhey laga jhatka jab us ne chayee rakh di tou mein khada hua aur us locket ko apney left hand ki muthi main pakad k kheincha aur right hand se us ka gala pakad lia aur le ja k dewar se laga dia yeh sab itni jaldi hua k kisi ko samjh hi nai aaye sab aankhein phadey mujhey deikh rahey they sab merey pass aa gaey lekin meri aankhein es waqt full laal theen aur Halima meri aankhon main deikh kamp rahi thi.
Dada g: Aly3 yeh kia kr rahey ho shodo isey esi waqt.
Mein: Jasoos hai yeh aap ki pal bhar ki khabrein doosron ko pouncha rahi hai.
Meri baat sun k sab herat se mujhey deikhney lagey k es sey miley huey 5 min bhi nai huey aur isey pata kesay chala lekin who yeh bhi jantey they k Halima 20 saal se kaam rahi hai who aesa kiun karey gi.
Dada g: Yeh kesay ho sakta hai 20 saal se kaam kr rahi hai pehley es ki maa kaam krti thi us k baad yeh aaye yeh aesa kiun karey gi.
Mein: Yeh locket jo meri mutthi main aap deikh rahey ho na yeh Underworld ka hai jo k as a Bug kaam krta hai mtlb es k samney aap jo bhi bolo gey who kaheen aur beitha insaan sun le ga es ki range 2 km tk ki hoti hai (Halima se) Bol Kon hai who jis k kehney pe tu yeh sab kr rahi hai (chillatey huey) Jaldi bol.
Halima: (kamptey huey) Mujhey nai maloom mujhey tou yeh bhi nai maloom jo aap ne es locket k barey main bataya haan mein manti hn k mein yahan ki khaber bahir deti thi phone k zariey lekin es ka istemaal mujhey nai maloom yeh usi ne pehney ko kaha tha aur yeh bhi kaha tha k isey kisi bhi keemat pe utarna nai hai bas mujhey itna hi pata hai aur kch nai maloom.
Mein: Apna phone de.
Halima: G who merey room main.
Mein: Koi ja k es k room se phone le k aao.
Tabhi choti Dadi g jati hn aur Halima ka phone le aati hn mein Halima ko shod deta hn aur ek kaprey se us ka Muh band kr deta hn aur hath peeshey ki traf kr k bandh deta hn es purey time main who locket meri mutthi main hi tha tabhi mein apna mask hata deta hn mera chehra deikh k wahan kayeon ki cheikh nikal jati hai Halima darr k marey cheikhi thi jo k muh band honey ki wajah se ghutti ghutti si thi aur baqi sab ki dard bhari cheikh thi.
Ami2: (rotey huey) Beta yeh sab kia hai.
Mein: Abhi bata doon ga aur tu (Halima) Mein bht zyada khaternaak hn duniya mujhey Djævel k naam se janti hai tujhey filhal ek room main band kr raha hn ager tu ne kch bhi chalaki ki tou tujhey kesi mout doon ga mein nai janta bas kch kaam kr loon us k baad tu aazad hai tujhey khana mill jaya karey ga pani mill jaya karey ga badley main tu chup chap ek room main band rahey gi samjh gai.
Halima ne haan main sir hilaya tou mein ne kisi se usey ek room main band krney ko kaha usey le jaya gya aur hum phr se hall main beith gaey es baar Neelum merey chehrey ko pyaar se deikh rahi thi us ki aankhon main aansu they us ne mera chehra chumna shuru kr dia tabhi Helicopter ki awaz aaye tou mein ne apna chehra theek kr lia kch deir k baad sab ander aa gaey.
Maryum: Babaaaaaaaaa.
Maryum dortey huey merey pass aaye mein ne usey utha lia aur us ka chehra chumney laga.
Maryum: Mujhey wahan shod k kiun aaye aap yahan jao mein aap se baat nai krti.
Ami2: Beta yeh kon hai.
Mein: Ami yeh meri beti hai.
Update--35

Badhiya shaandar intro: Family Introduction :
1. Aly: (Dada g) [Businessman (Billionaire)]
2. Ayesha: Aly's Wife
3. Komal (Rani): Aly's Wife
4. Aly2: Aly's Son
5. Neelum: Aly2's Wife
6. Akbar: Aly's Son [Businessman (Billionaire)]
7. Raheela: Akbar's wife
8. Aly3: Robotic Scientist + Businessman
9. Alisa: Akbar's Daughter
10. Alia: Aly's Daughter
: Aly3's Friends Introduction :
1. Mueed: Businessman
2. Imran: Doctor
3. Jhon: Security Head
4. Sierra: Mystery
5. Azalea: Mystery
: Mamu Family Introduction :1. Bilal: (Raheela Brother) (Mamu) Businessman
2. Sana: Bilal's Wife
3. Rida: Bilal's Daughter (Aly3's Wife)