- 12,300
- 38,428
- 259
Kuch din beete Dinesh ke pass Upasana ka number nhi tha, dono pariwar ek dusre se baat krne lage, Poonam ne apni samdhan sadhana se kaha ab rista pakka ho gya h to dono bache ek dusre se baat kr liya krenge.
Sadhana – samdhan ji m Upasana ko bol dungi Dinesh ko phone kr legi.
Dinesh ek din khet pr gya hua tha ki tabhi ek unknown number ki call aai, dusri taraf se ladki ki aawaz aai.
Ladki – Hello mai Upasana bol rhi hu.
Dinesh ki khusi ka koi dhikana nhi rha.
Dinesh – Hello ji kaisi ho aap
Upasana – mai theek hu aap bataiye
Dinesh – mai bhi theek hu.
Dinesh ko badi hichkichahat ho rhi thi Upasana se kya baat kru usse samjh nhi aa rha tha, Haal chal puchne k baad Dinesh chup ho gaya, Upasana bhi chup ho gyi. Dono taraf khamoshi thi.
Upasana ki maa Sadhana ne Upasana ko pura trained kiya tha ki shaadi se phli kitni or kaise baat krni hai, Dinesh ko koi mooka nhi dena apne karib aane ka.
Dinesh baat aage bhadhane k liye pariwar k logo k bare m baat krne laga, Upasana ka bhai bhabhi maa baap.
Upasana ne Dinesh ki baat ka jawab diya, phle din dono ke bich bas itni hi baat hui.
Dono ke bich bato ka silsila chala, raat ko aksar massage me baat krte, lakin koi bhi gandi baat ka topic start nhi hua.
Upasana Dinesh k dil ka haal ache se jaan chuki thi, wo jaan chuki thi Dinesh uske liye mara ja raha h.
Dinesh mn hi mn pagal ho rha tha ab uski imagination ko ek chahra mil gya tha, uski hone wali biwi Upasana.
Dinesh jo khud ko loveguru se kam nhi samjhta tha mn hi mn apni imagination me doobne laga.
Dinesh raat ko Upasana k bare m sochta mn hi mn – Upasana mai janta hu aaj ke iss kalyug me koi doodh ki dhuli nhi h, tumne bhi apni jawani ke maze liye honge, kon hoga wo khusnasib insaan jisne tumhari chut ki seal todi hogi, kiska land tumne apne gulabi hontho ke bich liya hoga, kitne ladko ke sath tumhara affair rha hoga, tumhari chuchiya jo kisi pahad ke jaise legti h kis kis ne inhe masla hoga.
Dinesh apni imagination me Upasana ko soch soch kr muth marta, muth marne k baad khud pr gussa krta kyu kiya maine ye ab meri shaadi hone wali h ye maal meri Upasana ki chut m girna chahiye tha.
Din beetne lage Dinesh Upasana se sexy baat krna chahta lakin Upasana Dinesh ko saaf – saaf mana kr deti or apni sarafat ka natak dikahte hue phone ko kaat deti.
Dinesh ko lagne laga Upasana mumbai sahar m jarur rhi h lakin legta nhi apni maa marayada kabhi bhang ki hogi, jo ladki gandi baat tak nhi krti wo kya galat kregi, wahi dusri taraf Upasana Dinesh ki baate apni maa Sadhana or bhabhi Mohini ko chatkara leke batati or teeno Dinesh ki baato pr haste.
Upasana ek baar apne pariwar ke sath Dinesh ke ghar aai, ye ilaka bahut purana tha, aas pass kuch nhi tha, Upasana ko mn vyakul hone laga mai kaise rhungi yaha mujhse nhi hoga, mujhe mumbai pasand h, ek aisa sahar jo kbhi sota nhi.
Upasana mn hi mn – mai yaha 2 minutes bhi saans nhi le sekti or shaadi krke mujhe yaha rhna hoga.
Sadhana ne apni beti ki taraf dekha, Upasana ke mathe pr aai sikan Sadhana se chupi nhi thi, Sadhana ne Upasana k kaan me kaha – chup chap waisa kro jaisa maine sikhaya h.
Upasana dil pr pathar rkh kr ek sanskari ladki ka dikhawa krne lagi or apni saas ki gher ke kaam me madad krne lagi.
baat chit or milne k baad Upasana apne pariwar se sath wapas jane lagi.
Dinesh k ghar se kuch dur aate hi Upasana ka gussa fat pada.
Upasana chilate hue – mujhe nhi krni ye shaadi, MOM mai 1 minute bhi saans nhi le sekti uss ghar me.
Bhawani or Sadhana apni beti ko samjhane lage, lakin Upasana ka gussa satve aasmaan pr tha, Upasana ne gaadi rukwai ye sumsaan ilaka tha Upasana gusse me ek tree k niche jaker baith gyi, bhawani apni beti k pass jane laga tabhi Sadhana ne rook diya tum ruk jao meri beti hai m khud samjhaungi.
Bhawani – samjhao apni beti ko 500 crode ki malkin bnegi, kuch waqt ki baat h.
Sadhana apni beti k pass baith gyi.
Upasana – MOM mujhse nhi hoga.
Sadhana – beti hmne tumhari merji k khilaf kabhi kuch nhi kiya, tum chahti ho to shaadi nhi krni to mat kro, lakin ek baar thande dimag se socho ager tumne ye shaadi nhi ki to tum ek choti moti job krogi zindagi bhar, apne kharche kaise uthaogi tumhe jo branded chize pasand unhe kaise kriRockyi, yaha tumhare pass ek sunhera mooka h apne sare sapne pure krne ka, mai tumhe shaadi krne k liye kh rhi hu kuch krne k liye nahi, beti jara thande dimag se socho tum jo faishla logi mai tumhare faishle me sath rhungi.
Upasana – MOM mujhe wo chutiya bilkul pasand nhi ek dum jahil gawar h.
Sadhana muskurate hue – Upasana tum meri hi beti ho na.
Upasana apni mom ki traf dekhti hui – kya mom
Sadhana – mai issliye kh rhi hu kyuki tum baat hi kuch aisi kr rhi ho, Dinesh chutiya h mai manti hu, lakin maina jo dekha wo tumne nhi dekha kya.
Upasana – kya
Sadhana – wo pagal h tumhare liye, uski aakhon me dekho tumhe tumhari kimat pata chalegi, tum jo kahogi ek gulam ki tarah tumhari baat manega, ek maa ki jaan basti k apne ladke me, ager Dinesh tumhare kaboo m hoga to uski maa tumhare kaboo me hogi.
Upasana muskurate hue – or susur
Sadhana muskurate hue – tumhara sasur tumhare pati jaisa nhi, tumhare susur ko dekh kr legta hai bahut pahuchi hui chiz hai, lakin tum tension mat lo ek baar shaadi hone do uske baad tumahre susur ka kya krna wo bhi dekh lenge.
Upasana apni MOM k sath gaadi m lout aai or apne ghar nikal gye. Dinesh or Upasana k bich baato ka silsila chalta rha, kabhi kabhi saas bahu (Poonam – Upasana) baate krti.
Dusri taraf Upasana ki maa Sadhana jab se gaon wapas aai thi Nasruddin Khan uski taakh me apni aakhen bichai hua tha.
Sadhana k affair k bare me Upasana ko pata tha lakin Sadhana ko legta tha ki Upasana uske bare me kuch nhi janti, isse maa beti k bich ki saram kh lo ya maan marayada, Sadhana chudai krwati lakin chori chipe or Upasana bhi apni mom ko sarminda nhi krna chahti thi issliye hmesa hi anjaan ban kr rhi, Upasana ko Mathur uncle or apne Santosh mosa ka pata tha lakin Nasruddin Khan ka usse kuch pata nhi tha.