Mast update hai bhai.
Ruhi an apni taraf se sab kuch bataane lagi hai.
Wo bhi kaafi kuch jhel chuki hai
Magar ab kia pachtave jab daana chug gayi khet , mai to ye kahunga.
Yehi sab agar Ruhi ne tab kiya hota jinn dinon Abhi wahan kaam karta tha tab baat kuch aur hoti.
Jab Abhi uss se alag ho gaya, jab Abhi ko g mein laat maar kar usski ghar se nikala gaya tab Ruhi ki dikha ke Abhi k liye ussko stand lena chahiye?
Ab khun ro rahi hai aur kyun Abhi ka wait kiya ye jaante hue k wo shadi shuda hai?
Ussne to apni aur family se buss badla liya khud ko jiwan bhar shadi na karke aur naam de diya ke Abhi ka intejar kar rahi hai. Mujhe Ruhi par koyi taras nahin araha balke gussa jiada araha hai. Main Abhi hota to bye kehta aur wo mera aakhri bye hota.
Magar haan janta hun Abhi bahut emotional aur nek banda hai so wo ruka hua hai.
Anyhow superb update bhai.
bahot bahot shukriya nayan bhai appreciation ke liye