Dil kaise na pighalta, mera dil to ro pada jab Aruhi ne Abhi ko ussi jagah khade hokar Abhi ko papa phukara jahan 25 saal pehle shweta utarti huo arahi thi Abhi k paas jab wo pehli baar uss ghar mein aya tha. Tab shweta bachi thi aaj shweta ki bachi hai shweta ki jagah.
Abhi haisa emotional aadmi kaise nahin pighalta.
Thapad khane par koyi aur hota to bawaal khada kar deti. Magar Shweta ka khamosh rehna usska gehra pyar saabit karti hai Abhi k liye. Aise aurat ko koyi kaun chodd sakta hai?
Mere khayal se ab to Abhi aur bhi bandh gaya Shweta k saath.
Bahut hi badhya update casi ji.