Uploaded 4
Sakuntala Ko aaine maye ek saap dikhai deti hai jise dekh sakuntala dar jati hai
Aryan..tum kon ho or Hamri Sonu kaha hai bato nahi to ye pal akhri hoga tum hara
Aryan gala kas ke daba ne lagta hai
Tabhi o bolti hai
...thik hai maye barati hun tum chhodo to
Aryan use chhod deta hai
Aryan ...ab bolo kon ho tum or yaha q ai
....mera Naam nagini hai or maye ek Mani dhari Nagin hun
Tabhi bich maye sakuntala bolti hai
Sakuntala... meri Sonu kaha hai
Nagini...thik hai uspe khatak ta to mere papa ne use SAB se bacha ke Rakha hai
Aryan...jab tak maye Hun uspe koi khatra nahi ab bolo kaha hai o nahi to tum hare liye khatra hoga
Nagini..acha to tum hare hote huye koi khatra nahi to ham use le Gaye or tumeh pata bhi nahi chala agr koi use mar deta or tum he pata bhi nahi chalta tum bhi tum Abhi us kabil nahi huye na hi tumhe apni or Sonu ki takat ka andaja hai
Sakuntala...ye kya kahrahi ho tum Sonu Ko kayesah khatra or kaha le kar gai meri beti Ko
Nagina...Aryan ki akho me dekhti hai or ushki akhe Neeli Ashman jayesi chamak jati hai jise dekh Aryan normal hone lagta hai.
Aryan...tum kahna kya chati ho
Nagini ....hamre baba(papa) ne hame AAp or sonu ko buri takto se bacha ne ke liye bheja hai Sonu ki takat Baadti ja Rahi thi jise Sonu samahl nahi pa Rahi ti to use hame baba ke pas le Jana pada
SajSakunt. ..kaha le Jana pada or kayesi Shakti
Nagini...naag naagrn waha use baba ushko Shikha rahe hai ki o apni Shakti kabu maye kayese kare ushki Shakt Ko