Introduction to acha hai bhai Ab agla update doUpdated 7
Story main Jin ki jarurat hai hi unke bare mein main aap logo ko unka Naam Bata deta hoon
Aryan ..... Hero
Shakuntala Aryan ki sauteli bahan
Sonu Shakuntala ki badi Beti
Sania Shakuntala ki chhoti Beti
Guru Aryan ke bade chacha
Kavita Guru ki patni
Kanak Kavita ki badi Beti
Nain Kavita ki chhoti Beti
Raju Kavita ka sabse chota beta
Rakesh Aryan ke Manjula chacha
Muskan Rakesh ki patni
Kajal muskan ki badi Beti
Divya muskan ki chhoti Beti
Lala Aryan ke sabse chote chacha
Shalu Lala ki patni
Sugandha Shalu ki badi Beti
Arjun saluka bada beta
Rohan Shalu ka chota beta
yeh sab Aryan ke Ghar ke Hain ab ghar ke bahar walon ke bare main Bata deta hoon
Rishi Aryan Ka Dushman hai par uski patni Aryan ko Apna bhai manti hai Aryan ne Jaan bachai thi dushmano se yeh Baat Rishi o nahi pata aage pata chalega ki Rishi Aryan Ka Dushman kyu hai
Rishi Aryan Ka Dushman
Lovely kisi ki patni
Sonam lovely ki badi beti heroine
Lucky lovely ka beta
Naan Nagar
Baba Nagar ka Raja
Nagarani Baba ki patni
Nagini Baba ki Beti
Aryan jab UKG aayega to use kaun kaun milega uske bare mein bhi kuch Bata deta hoon
Thakur dost
Akansha dost
Ruby dost
Dolly dost
Ab heroine ke heroine ke bare mein Bata deta hoon
Sonu....Aryan ki sakti hai
Pari .....Jo ek Pari lok ki Rani Hai
Sneha.... Ek jalpari hai hi
Nice update broUpdated 8
Aryan sakuntala Sonu or Nagina ek room me bate kar rahe te
Or dusre room me baba or naag Rani or ek Kala Shaya ta jo bahot Bura karne wale te unki shoch duniya Ko nark Bana ne wali thi
Sonu Ko room me acha feel nahi ho Raha ta to o nagini Ko leke Nikal jati hai room se bahar ghumte ghumte o baba ke room tak pahoch jate hai jaha se chikh chikh ke hasne ki awaj a Rahi thi nagini Ko ye hashi bachpan maye shuni de thi jab naag Raaj Ko apni atma Aryan me dalni PADI thi
Nagini Ko toda ajib Laga or o Sonu se bolti hai awaj mat karna or mere shat chalo chup chap
Dono room ke karib jate hai to unko andar jo baat ho Rahi thi o sunai deti hai
Baba.....Aab mera Sapna pura hoga maha naag Mani meri hogi or us Aryan ki Shakti bhi
Naag Rani .....tum dono Ko itna SAB mil jaye ga or mera kya mujhe to kuch nahi mil Raha
Baba ...jo mera hai o tum Ko bhi to mile ga naag Rani
Naag Rani...jo Apne bete Ko maar shakta hai o mera kayese ho shakta hai maye q bharosa karun
Kala Shaya jo ta ushka Naam Kali ta jis ne duniya mein Kali Shakti ki surwat ki
Kali...naag Rani tumko tum hari shoch se bhi Jada mile ga bas tum use UK bhej do waha Jane ke bad Aryan kamjor pad jayega ushki maa ne Jo kawach Bana ya ta o par karne ke bad use marna asan ho ga
Or ushki Shakti tum Ko gift maye tum Ko mil jaye gi or
Baba ..or maha naag Mani mujhe
Rani....par agr Aryan Bach Gaya to kya hoga
Kali ....Abhi use Apne Shakti ke bare main kuch nahi pata or Mani dhari hone ke bad bhi ushe apni Shakti jagrit karni hogi or use jagrit karne se pahle mar denge ham
Baba...agr o Bach Gaya to tabahi hogi agr ushki Shakti jagrit ho gai to kabu nahi kar payega o khud Ko or o itni tabahi kare ga jitni kabhi tum ne nahi ki Kali ham SAB Ko mar dega o
Kali....tab bhi mera hi fayeda hai agr o ish dunya Ko tanah kar de to mujhe bhi to yehi karna hai par meri Shakti itni nahi par ushki hai
Kali...Aryan ab tum mera kaam karo ge jo maye kabhi nahi kar paya
Baba...to kya ab Aryan Ko nahi marenge
Kali....nahi ab o shayetan bane ga use maye kal apni bhi Shakti Dunga or jo tum hare pas hai o bhi Dena hoga o itni Shakti samhal nahi Sakta to kaam or ashan hoga
Or SAB has ne lag te
Nagini or Sonu dare huye te or nagini gusshe me thi o room me Jane hi wali ti ki Sonu rok leti or use dusre room me le jati hai
Or bolti hai ye wakt hos se kaam Lene ka hai Jos se nahi
Nice update bhaiUpdated 9
Sonu...nagini hame kuch karna hoga warna Aryan Ko ham kho dengge
Nagini....pure guseg main thi or o naag Raaj ke bare main soch Rahi thi o bahot pyar Karti thi naag Raaj se
Sonu ushko shoch se bahar lati hai
Sonu ....nagini ye wakt soch ne ka nahi Shubha tak hame kuch karna hoga warna
Nagini .... Nahi Sonu Aryan Ko kuch nahi hoga hoga to unko mera bhai to mujhse chin Liya par mera pyar nahi chinne dungi
Sonu....to ham kya karengge hame bhag Jana chahiye yaha se
Nagini....ek rasta hai par ushke liye hame bandhi gah pe Jana hoga Abhi
Sonu....par waha Jana khatra hai waha SAB Bandi rahte hai
Nagini ...ha par hame Wahi kuch mil Sakta hai or Aryan ke liye hame ye khatra lena hi pade ga
Sonu ...par waha kya hai
Nagini. waha hamre kul gurun hai Abhi tak main unko Galt samjh Rahi thi par Galt o nahi baba hai
Sonu ..... Guru Ji Ko Bandi q Bana Liya
Nagini .....jab hamre nagar pe hamla hua to ham har rahe te hamre jahr ka koi Ashar nahi ho Raha ta unpe
Jab ye baat pata karne guru Ji ke pas Gayen to unho be Bata ya ki hare raja ne hi unko jahar nas buti di hai
Ye baat sun SAB shoch maye pad Gaye fir baba ne ye bol ke ki o raja Banna chate hai ishlye o baba pe iljam Laga rahe hai or unko gadddar bol ke Bandi Bana liye
O hari madat kar Shakte hai
Sonu ...to chalo fir
Nagini or Sonu Jane ka soch hi rahe te ki o dono gayeb ho jati hai
Or o Guru Ji ke pas pahoch Jatin hai
Guru Ji...kayeshi ho beta mujhe pata ta tum Ko shach pata chal hi jayega ishlye maye yaha ruka hun
Nagini...kya AAP mujhse gussha to nahi hai na guru Ji
Guru Ji...beta ishme tum hari koi galti nahi main to yaha tum hari madat ke liye ruka hun Ane wala wakt Bura hi nahi bahot Bura hone wala hai
Nagini...guru Ji AAP hari madat karo ham kya Karen agr maha naag Mani daran na ki gai to naag wans khatre main pad jayega or dharn kar Liya Aryan ne to o sab Aryan Ko kuch or hi Bana denge
Guru Ji...jo ho Raha hai hone do Aryan o nahi jo tum samjh Rahi ho
Aryan to ek Khuni dharinda hai ushki kismt hi yehi hai tum Ko shuba hone se pahle ek ladke Ko Lana hoga o mandir ke SAB se niche wale room me hai or use le Jake Aryan ki jagah PE Sula dena
Or kuch mat soch na jo bhi Bura karna chaha hai ushi ka Bura hua hai
Or ha us bache Ko lane se pahle us se kahna wakt a Gaya hai
Sonu. . Par guru Ji o ladka hai kon
Guru Ji.....o