meri aankh subah khuli aur maine mobile dekha to sunil ka gd morning ka msg tha maine bina reply kiye mobile rakha aur fresh ho kar ek salwar suit nikala.jo.ki green colour ka tha aur usi se matching ek bra nikali aur pahan li fir maine apne husband ko uthaya aur kitchen me chali gayi chai banane ...
chai banate hue mai sunil.ki baaton ko sochne lagi ki use itna yakeen kyu hai ki tailor ki niyat b pandit ji ki tarah hi hai..jab ki mjhe aaj tak aisa nahi laga..tabhi chai ubal kar bahar aane ko hui maine gas band ki aur tray me do chai rakh kar kitchen ke bahar aayi to dekha mere sauhar pahle hi sofe par baith kar mera wait kar rahe hai maine unhe chai di aur wo chai pee kar kuch der baat ki aur kaam.par nikal gaye..
fir maine mobile.uthaya aur sunil.ko hi kaha..
sunil.ka turant msg hi ka aa gaya..
saba...kaise ho
sunil..bas tmhari yaad me tadap.raha tha..
saba..acha wo q
sunil..pata nahi tm batao tailor ke paas kab jaogi.
saba..bahut jaldi hai tmhe tailor ke pass mjhe bhejne ki
sunil..jaldi to mjhe shart jeetne ki hai
saba..to wo bhul.jao
sunil..wo q
saba.kyunki shart to mai hi jeetungi
sunil..wo to waqt bataega
saba..ha
sunil..acha jaogi kab
saba..kaam kahatam karne ke baad ghar ka
sunil..acha jab jana to msg karna
saba..ok bye ab kaam.kar lu ghar ka mai
sunil..thik hai
maine sunil.ko bye bola aur kitchen me aa kar bartan dhone lagi aur saaf safai b ..inhi sab kamo me kab 11.30 baj gayi mjhe pata hi nahi chala..
maine socha chalo ab lage hath kapde b de aau..maine mobile nikal kar sunil.ko msg kiya aur kaha ki ab ja rahi hu
maine jaise hi phone ka net band karne ke liye mobile shutter page niche kiya ki msg ki tone baji..
maine dekha to sunil.ka hi msg tha..
sunil..kya pahna hai
maine use reply kiya
saba.suit aur kya
sunil..matlab kaun se colour ka
saba..green
sunil..aur andar
saba...bra panty aur kya (maine abhi b sunil.ko nahi bataya tha ki mai panty nahi pahanti )
sunil..wo kis colour ki hai
saba..matching hi hai green
sunil..utar do
saba.what
sunil..acha ek baat batao
saba..kya
sunil..jo mai kahunga pahnungi
saba..nahi
sunil..mere liye plz
saba..mai bas suit hi pahanti hu to sorry
sunil..suit hi pahanne ko kahunga bas colour mere pasand ka hoga..
( mjhe sunil.ki baat kuch samajh me nahi aa rahi thi..akhir.wo suit hi pahanne ko kah raha hai to itna req kyu kar raha hai..maine dimag par jyada jor na dalte hue use fir msg kiya)
saba..thik hai bolo lakin bas ek baar
sunil..ok tmhare pass white salwar suit hai jo ki fit ho
saba..ha
sunil ..to use pahan kar jao but
saba..ab but kya
sunil ...bra panty white mat pahanna
saba..to fir
sunil.black
saba..nahi bilkul.nahi
sunil...q ab kya hua
saba...usme se meri bra thodi thodi jhalkegi
sunil...usse kya hua...mai sirf bra pahanne ko nahi kah raha na..aur fir tabhi to tailor ki niyat ka pata chalega..
saba...fir b
sunil..fir b kya..ya maan lo tm.haar gayi ya tmhe us tailor par bharosha nahi
saba..harne jeetne ki baat alag hai..lekin wo tailor aisa nahi hai
sunil..to proof karo
saba..ok batao kya pahnu(maine ye gusse me faisla.le liya tha..mjhe bas sunil.ko galat sabit karna tha)
sunil...white suit aur black undergarments
saba..ok.wait karo mai change kar lu
sunil..thik hai
mai apne room me gayi aur ek white suit nikala jo ki plain tha aur ek black bra aur pahan kar khud ko shishe me dekha to mera bra ka shape kuch kuch dikh raha tha maine use dupatte se dhak liya..lekin mai ye bhul gayi ki maine aage ka to dhak liya lekin piche meri bra patti visible ho rahi thi..
maine apne baal thik kiye aur bahar ja kar ek bag uthaya aur mobile on kar ke Sunil ko msg kiya ki ja rahi hu ab..
uska turant msg aa gaya .
sunil..pahan liya
mai isse pahle.kuch type karti ki bahar ki bell baj gayi..maine socha ki ab kaun aa gaya aur mobile hath me liye bahar ka gate open kiya to pandit ji aur unki wife thi..
(oh god inko b abhi aana tha maine bina mann ke unhe andar aane ka rasta diya)