Shandar jabarjast action se bharpur raha ye update..
sabse pahle aarav aur Bela ka Subah hote hi us Khai se bahar nikal Aana Chamatkar Se Kam Nahin tha..
Waha khai ke uper Daisuku ,,You jung Aur Vansh ek battel me ghire hue the...jinko aarav aur bela ke aane bahut madad mili ...
ERZA...kya ye ek player hai??? Singhasan par baitha wo vayakti jisne erza ko hamla karne ya Aarav ki team ki sakti ko jachane ke lie bheja ..
Ek time par Aarav and team ne Aisa laga ki Erza ko mar diya ....lekin Erza ki saktiya inki soch se bhi kayi aadhi thi...
Dekhate hai aage kya hota hai...