UPDATE 103 ~
(MOTHERFUCKER II)
****
The Mirage ~ Club
Brazil ~ 10:01 PM
“Yaar, Mujhse nahi ho ga”
Victor me kehte huwe apne dost Chris se haath ko chhudwaya aur peeche ho gaya. Uske sabhi dost usko daikh ker hansne lage. Abhi wo the mirage club ki entrance per khade huwe the.
Halloween ka din tha to aur sab ne costume pehne huwe the. Victor ki umar 22 ho chuki thi aur usne uske doston ko bata diya tha ke wo ab tak virgin he tha. Ye sun uske doston ne pehle to uska mazak udaya aur uske baad usko ek sex club le ker aa gaye.
Lekin Victor abhi bhi sharma aur dar raha tha kyu ke Victor ke ghar ki financial condition kuch khaas achi nahi thi. Uske father ne business ke liye loan huwa tha. Lekin unhe usmein loss ho gaya aur wo victor aur uski maa ko chhod ker bhaag gaye the.
Victor ke paas aisi cheezon per barbad karne ke liye kabhi bhi paise nahi the aur na he uske paas kisi ke saath relationship mein rehne ke liye kuch tha.
Chris: Loosen up, man! You’re here to have fun. Not overthink...!
Chris ne dobara se Victor ke haath ko pakda aur usko apne saath andar le gaya. Lekin Chris kisi se bhi kuch bhi puch nahi raha tha. Jaise Chris yanha per regular tha.
Chris un sabhi ko ek private room ke andar le gaya aur udhar baith gye. Lekin Victor abhi bhi dar raha tha.
Chris (Sigh): Huh, Kya ho gaya hai tujhe?
Victor: Yaar, Ye sab sahi nahi lag raha! Kisi ne bhi yanha per pehchan liya to kya ho ga?
Chris (Scoff): Huh, Itni si baat? Ye mask kis liye lagaya huwa hai? Hum mein se koi bhi tujhe utarne ke liye nahi kahe ga... Mask lagane ke baad kisi ko kaise pata lage ga ye tu hai?
Chris ki baat to usko bhi sahi lagi. Victor ke half se zyada face per mask tha. Ye soch ker Victor bhi ab thoda calm hone laga aur Chris ne kisi ko kuch keh diya aur intezar karne laga.
*Click*
*Click*
Unko baithe huwe abhi kuch he samay huwa tha ke unke kamre ke andar hostesses ane lagi aur ek ek ki body ko daikh ker udhar baithe sabhi ladkon ke lund khade ho gaye. Hostesses ne bhi Halloween mask aur costumes pehni huwi thi.
Lekin Victor to ek hostess ko he muh khole daikh raha tha. Uski height lagbhag 5’8” ya 5’9”, thi. Slim yet curvy body ekdum hourglass figure, jo uski black satin dress mein aur highlight ho rahi thi. Usne ek choker bhi pehna huwa tha.
“That one’s the best here! Trust me, you’ll thank me later.”
Ekdum se Chris ne Victor ke paas aa ker dheeme se kaha to Victor chaunk gaya. Lekin wo kuch bhi keh sakta usse pehle he Chris ne hostess ko ishara ker diya. Victor ne uski taraf daikha to wo hostess uski taraf aa rahi thi aur uske saath ek aur bhi thi.
Chris uske paas se muskurate huwe dur ho ker baith gaya. Black dress wali hostess uske right aur dusri hostess uske left mein baith gayi. Uske baaki dost bhi unke saath 1-2 ko le ker baithe huwe the.
Left Hostess: You’re a quiet one! *Whisper* Let’s see if I can help with that.
Victor ke raungte khade hone lage. Left Hostess ne ek drink banayi aur Victor ke paas le ayi.
Victor: Lekin main drink nahi karta...!
Left Hostess ne uski baat sun ker ek baar Chris ki taraf daikha to usne pilane ke liye keh diya. Uska ishara daikhte he Left Hostess ne forcefully Victor ko drink pila di aur wo thookne he laga tha ke Right Hostess ne uske honton per hont rakh ker lock ker diye.
Victor ye daikh ker chaunk gaya aur usne drink ka ghoont bhad ker pee liya. Uske haath khud he Right hostess ki kamar per chale gaye aur Right hostess usko kiss karne lagi. Ye daikh ker Left Hostess bhi neeche chale gayi aur uski pent kholne lagi.
Victor: *Stunned*
Victor neeche usko feel ker ke chaunk gaya. Lekin usne dusron ki taraf daikha to udhar sab already unke kapdon se baahir aa gaye the aur unki apni he duniya mein gum the. Chris bhi ek saath 3-3 ke saath maze ker raha tha.
Victor: Ughhh ~
Left Hostess ne neeche uske Lund ko muh mein le liya aur Victor uski life ki first Blowjob ka anand lene laga. Uske haath khud he uske sar per chala gaya aur wo uske muh ko dabane laga. Hostess ko saans lene mein mushkil hone lagi.
Usne Victor ke haath ko sar se hataya aur lund ko bhi muh se nikal diya aur khansane lagi. Ye daikh ker udhar sabhi hansne lage. Lekin Victor ke mood ko down hote daikh left Hostess dobara seedhe ho gayi.
Left Hostess (Smile): Is this your first Time?
Victor: *Nodded*
Victor ko haan mein sar hilate daikh ker dono he muskurane lagi. Left Hostess ne uski costume ko utarna shuru ker diya. Dusri taraf Right hostess bhi khadi ho gayi aur usne bhi uski costume ko utaar diya.
Uske nange shareer ko daikh ker Victor ki bhi dil ki dhadkane badh gayi. Right Hostess aage badh ker Victor ke upar baith gayi. Ye daikh Victor ki saanse he tham gayi.
Right Hostess (Whispers): I'll take the lead! Don't worry, I'll make sure you're comfortable...!
Right hostess ne dheeme se kah Victor abhi khoya he huwa tha ke left hostess ne uske Lund ko Right hostess ki choot per rakh diya aur uske saath he wo bhi neeche ho ker baith gayi.
*Moan*
Ek siski dono ke muh se ek saath nikal gayi aur wo dono ek dusre ki taraf daikhne lage. Victor ki taraf daikhte huwe Right hostess upar neeche hone lagi aur Left Hostess uski body ke har part ko chumne lagi.
[Welcome, Player]
[Congratulations! You have been chosen to become a player]
[Your system has now been activated]
[You can access your status]
[As a reward for activation, you have been granted a ability]
[Ability Acquired: Mind Whisper]
[Ability Name: Mind Whisper]
[Type: Passive]
[This ability allows the user to continuously perceive the surface thoughts and emotions of nearby individuals. The user can "hear" what others are actively thinking, as if the thoughts are spoken aloud. It also provides an intuitive understanding of their emotional state]
[Range: A radius of 70 meters around the user]
[Limitations: Only surface-level thoughts are accessible; deeply buried memories or complex plans require prolonged exposure or specific effort
If multiple people are within range, the thoughts can become overwhelming, leading to confusion or mental fatigue.
The ability cannot be turned off, so the user must learn to mentally filter unnecessary information]
[Special Perk: Over time, the user develops an enhanced sensitivity to subtle thought patterns, making it easier to detect lies or intentions]
[Drawbacks: Constant exposure to others' thoughts may affect the user’s own mental stability]
[Good luck in your journey, Player!]
Victor ke saamne ek window ban gayi. Lekin Victor uske upar kuch dhayan deta usse pehle he Right hostess uske upar se uth gayi aur uske saame ghodi ban gayi. Victor ne notification ko bilkul he ignore ker diya.
Right Hostess ki waist slim thi, Jaise perfect grip ke liye he banu ho. Hips well-rounded aur naturally attractive the. Victor ke haath khud he uski kamar per chale gaye aur usne peeche se Lund ko uski choot mein dobara daal diya.
Right Hostess (Moans): Yes, Yes... Fuck Me...!
Victor usko zoron se chodne laga aur Left hostess usko peeche se massage dene lagi.
[Ability (Mind Whisper) Auto Activated]
[Details: This is a passive ability that remains active at all times and cannot be disabled]
“Victor ab tak ghar aa gaya ho ga! Aj uske liye bhi ek Halloween gift lena ho ga”
Victor (Stunned): Huh?
Ek awaaz ne Victor ke buri tarha se raungte khade ker diye. Victor uske Aas-paas daikhne laga. Lekin usko awaaz wala shakhs kanhi bhi dikhayi nahi diya.
“Ye ab kyu ruk gaya?”
Victor: Huh?
Victor ne uske saamne daikha to Right hostess sar peeche kiye usko daikh rahi thi. Victor ne uske half face ko dhayan se daikha to uski aankhe hairat se khul gayi.
Victor: [Wait... No, She can't be....Mom?]
Left Hostess: [Lagta hai aj kuch kiye bina he chal jaye ga]
Chris: [Victor ka ho bhi gaya? Lekin abhi bhi time baaki hai to ek turn main bhi le sakta hu unke saath]
Right Hostess: Iska ho gaya kya? Lagta hai aj jaldi free hone wali hu... Victor ko Surprise de sakti hu aj.
Victor ko ab vishwas ho gaya tha ke usko sabhi ke thoughts sunayi de rahe hai. Lekin usse zyada wo hairan ho raha tha ye jaan ker ke uska Lund abhi jiske andar hai wo uski khud ki Maa Maria thi.
Usek choker ke kaaran uski awaaz to badal gayi thi. Lekin uski body baalo ka rang aur height sab kuch same tha. Victor ke andar gussa dar aur aise he aur bhi bohat se bhav phoot rahe the. Uska shareer ab shock ke kaaran kaanp raha tha.
Right Hostess: Are you okay?
Victor: *Nodded
Victor ke andar gussa tha. Lekin uski body usko he dhokha de rahi thi. Victor ke haath khud he dobara kamar per chale gaye aur wo dobara se move karne laga.
Victor: [Ughhh, Ye kya ho raha hai?... Drink, Ye drink karwa rahi hai.... Ughhh....!]
Victor ko uski feelings khud he samajh nahi aa rahi thi aur wo reasons dhoond raha tha. Uska mind ek pal ke liye bilkul kaam karna band ker chuka tha aur wo aur bhi zor se dhakke lagane laga.
Maria: [Ab isse kya ho gaya? Ye ekdum se itna wild kaise ho gaya?]
Uske thoughts ko sun ker Victor aur bhi tez dhakke lagane laga aur Maria ki siskariyon ko sunane laga.
*Thud*
Victor ka ek aur dost ek hostess ko utha ker chod he raha tha ke uska balance bigad gaya aur usne galti se Maria ke haath per kadam rakh diya.
Maria (Screamed): Ahhhhh...!
Victor (Stunned): Kya huwa Maa?
Victor uth ker Maria ke saath baith gaya aur uske haath ko daikhne laga. Lekin uske shabdon ko sun ker Maria aur udhar baaki sab he chaunk gye. Uski awaaz ko sunte he Maria peeche ho gayi aur apne nange shareer ko chhupane ki koshis karne lagi.
“What the Fuck? Ye Victor ki Mom hai?”
“Victor ne Maa chod di?”
“Iski Maa randi thi? Papa sahi kehte hai isse dosti he nahi karni chahiye thi”
“Awww ~ Lekin iske maze to main ne bhi liye huwe hai... Yes, Ek dost ki maa bhi chod daali”
“Bechara baap ke kaaran to pehle se badnaam ho gaya huwa tha! Lekin ab to iski maa bhi randi nikal ayi”
Victor (Scream): Shuttt Uppppp!
Victor uske kaanon per haath rakhte huwe peeche ho gaya. Lekin usko uske baad bhi sab ki awaazen sunayi de rahi thi. Maria ne uske kapde utha ker pehan liye aur Victor ke paas aa gayi.
Maria: V- *Gulp* Victor...!
Victor: Stay away...!
Victor ne Maria ko uske kareeb bhi nahi ane diya aur dur ho gaya. Ye daikh ker Maria aur bhi dar gayi kyu ke Victor bohat ajeeb behave ker raha tha aur Maria ko ab dar lagne laga tha.
Victor: K-Kyu kiya ap ne ye?
Victor ne dur hote huwe kaha to Maria aur bhi dar gayi. Udhar sab unko he daikh rahe the aur sab he hostesses bhi hairan thi
Maria: Sorry, Victor! Hum ghar chal ker baat karte hai.
Victor: Nahi... Mujhe ap ke saath kanhi bhi nahi jana...!
Maria (Sobbing): Sorry... Victor main majboor thi! Hamay paison ki zaroorat thi *Sniff* Lekin main ab dobara ye nahi karungi... Ek baar maaf ker do.
Maria: [Abhi Victor ko calm karna ho ga! Uske bad usko samjha dungi]
Victor (Scream): Liar...!
Victor chillate huwe bola aur Maria se dur hota gaya. Ye daikh ker chris uske paas aa gaya.
Chris: Victor, Yanha per scene create na karo! Abhi chhup raho aur private mein baat ker lena.
Chris: [Fuck, Ye iski Maa hai?... Ye to meri favourite thi... Lekin ab kisi aur ko dhundhna ho ga. Lekin iske jaisi figure wali aur kanha he mile gi]
Victor (Scream): Liar... Liar.... Liar...!
Victor ne Chris ko bhi dhakka de ker dur ker diya.
Maria: Victor... Please, Calm down! Ab main aur ye kaam nahi karungi *Sob* Lekin tum mujhe nafrat na karna.
Maria: [Victor ko kaise bataun ke ya kaam karne ke sivaye aur koi raasta nahi hai! Loan ki ab monthly installment dene ka time aa raha hai aur abhi bhi paise kam hai... Lekin 3-4 din kaam kiye bina bhi paise ho sakte hai.... 3-4 Din ke baad daikhe gaye]
Victor (Scream): Stop Lying...!
*Thud*
*Scream*
Victor ne aage badh ker table se ashtray ko uthaya aur Maria ke sar per maar diya. Maria chillate huwe gir gayi. Lekin victor ruka nahi aur uske upar aa ker uske sar per lagatar ashtray maar ker uska sar he phaad diya.
*Panting*
Victor ko saans chadh gayi. Uske chehre per Maria ka khoon laga huwa tha aur uske neeche Maria ki laash thi. Lekin usko daikh ker Victor muskurane laga.
Victor (Smile): Huh, Ab ap sach mein ye kaam aur nahi karo gi! Huh, Ab ap sach keh rahi ho.
Victor ye kehte huwe hansne laga aur khush hone laga. Lekin usko udhar aisi halat mein daikh ker baaki sab ki halat patli ho gayi thi.
“Madarchod ne apni Maa ko he maar diya?”
Victor: Huh?
Victor ek khayal ko sun ker baakiyo ki taraf daikhte huwe khada ho gaya. Lekin usko apni taraf daikhte daikh sabhi dar gaye.
Chris (Trembling): V-Victor, Y-Yaar tujhse galti ho gayi hai! L-Lekin hum promise karte hai ke hum kisi ko bhi n-nahi bataye gye.
Victor: Liar... Every Lie deserves one punishment... Facing the truth! And truth is death.
Victor ki baat ko sunte he Chris khud he uski taraf bhaagte huwe pehle vaar karne aa gaya. Lekin uske thought ko sunte he Victor pehle he move ho gaya aur side per ho gaya aur usne ashtray uske bhi sar per maar di.
Chris (Scream): Behanchod...!
*Thump*
*Thump*
Victor ek ke baad ek vaar karne laga aur Chris ki bhi saanse ruk gayi.
“Head”
Ek aur ladke ne uske paas ate huwe uske sar per vaar karna chaha to Victor ne ghoomte huwe uske muh ke neeche ashtray maar di. Usko bho ghayal ker ke Victor khud darwaze ke paas khada ho gaya.
Uske darwaze per hone se koi bhi baahir nahi nikal sakta tha.
Victor: Yanha per sab baahir nikal ker sab ko sab kuch batane ka soch rahe hai! *Sigh* Lekin yanha se zinda baahir kaise jao gye?
Victor ne kehte huwe ek knife bhi utha li aur ek ek ker ke sab se ladne laga. Uski strength lagatar badh rahi thi. Victor bhi ghayal ho raha tha. Lekin adrenaline ke kaaran Victor ruk he nahi raha tha.
*Grin*
“Fuck, Socha nahi tha ke ek aisi weakness mile gi”
Kamre ke andar he ek taraf kone mein Aarav khada huwa sab kuch daikh raha tha. Aarav Mnemosyne's Gaze se Game Master ki memories mein usko trigger karne ke liye kuch dhoond raha tha.
Lekin usne bhi expect nahi kiya tha ke usko kuch aisa mile ga.
****
Carnival of Death
Dungeon ~ Stage 1
[The Game Master has failed to provide a truthful answer]
[The Game Master attempted to harm Corpse during the challenge]
[Violation Detected: The Game Master has lost]
[Penalty: The Game Master will now die]
[The Carnival shows no mercy to those who break its rules]
Game Master (Stunned): Huh?
Victor (Game Master) ko vishwas nahi ho raha tha ke wo aise marne wala hai. Victor uski Maa uske sab doston ko maarne ke baad ek criminal ban gaya tha. C.O.D mein usne bohat se logo ko maut ke ghat utara tha.
Lekin usne kabhi nahi socha tha ke wo aisi trick se haare ga. Uske saamne Malphas khada huwa tha aur wo usko maarne ke liye taiyar tha. Victor bhi dodge karne ke liye taiyar ho gaya.
*Thump*
Ek haath Victor ke muh per tha. Usne dhayan se daikha to ye haath Malphas ka he tha. Lekin Victor uske thoughts ko sun he nahi saka tha. Malphas ek ke baad ek thapar Victor ke muh per maar raha tha aur Victor ek bhi dodge nahi ker pa raha tha.
Ab Victor ko bhi ehsaas tha ke Dungeon ne agar usko punishment de di thi to uske paas ab udhar se kisi bhi tarha ka escape route bacha he nahi tha.
Malphas aage badha aur usne Victor ke muh per haath rakh diya. Ye Victor ka ab ant tha aur uski ye kahani yanhi per khatam ho rahi thi.
“Stop”
Malphas uske peeche khade huwe Aarav ki awaaz sun ker ruk gaya. Usne peeche daikha to Aarav unki taraf he aa raha tha. Aarav seedhe aa ker unke saath khada ho gaya.
Malphas: *Head tilt*
Aarav: Ye game main jeeta hu na? Lekin jeetne ke liye mujhe kuch bhi nahi mil raha tha! Lekin kam se kam main isko khud maarne ka reward to deserve karta hu na? *Grin*
Malphas (Laugh): Kekekeke, Fascinating! Lekin ye main kyu tumhe karne du?
[Deathwatcher #4 has pledged $20 million to support Corpse's request]
[Deathwatcher #7 has pledged $10 million to support Corpse's request]
[Deathwatcher #3 has pledged $21 million to support Corpse's request]
[Deathwatcher #6 has pledged $10 million to support Corpse's request]
[Live broadcast viewers have pledged a total of $123,075,980]
[Total Amount Pledged: $184,075,980]
Aarav (Smug): What about...Now?
Malphas (Laugh): Interesting... Kekekeke...!
[The Carnival has accepted the request]
[Corpse is authorized to execute the Game Master personally]
Victor (Frowns): Y-Ye kya chal raha hai? Yanha itne samay tak wafadari ke saath kaam karne ke baad bhi ye ker rahe ho tum sab mere saath? Fuck you...!
*Woooosh*
*Slash*
Victor aage badhate huwe uski gun ko uthane he laga tha ke Aarav ne dagger nikalte huwe Victor ke haath ko kaat ker alag ker diya. Victor udhar he gir gaya aur dard se idhar udhar hilte huwe tadapne laga.
Ek vaar mein he Aarav ne usko aage ladne layak he nahi chhoda tha. Victor ne Malphas ki taraf umeed bhari nazar se daikha. Lekin uske saamne Malphas bhi muskurate huwe sab kuch enjoy ker raha tha.
Victor khud ko protect karne ke liye Aarav se dur sadakne laga. Lekin Aarav uski taraf badh he nahi raha tha. Aarav wapis ghoom ker opposite side per khadi uski team ki taraf chal diya. Uski team bhi ye daikh ker hairan ho gayi.
Aarav chalte huwe seedhe Caroline ke paas aa ker ruk gaya. Caroline ko bhi samajh nahi aa rahi thi ke Aarav uske paas aa ker kyu ruk gaya hai. Aarav ne apna dagger Caroline ke haath mein pakda diya.
Caroline: Ye kya hai?
Aarav: [Take your revenge...!]
Aarav ne Caroline se telepathically baat karte huwe kaha to wo bhi samajh gayi ke Aarav ye baat kisi ko pata nahi lagne dena chahata.
Caroline: [Revenge? Kaisa Revenge?]
Aarav (Nod): [He's the one who killed your father]
Caroline (Stunned): Huh?
Ek pal mein Caroline ki aankhe hairat aur gusse se fail gayi. Aarav se apne father ke baare mein sun ker to Caroline chaunki he thi. Lekin uske father ka killer itni der se uske saamne tha ye jaan ker usko aur bhi gussa aa raha tha.
Aarav ne Caroline ke kandhe per apna haath rakh diya aur aankhen band ker li.
[Ability (Mnemosyne's Gaze) Activated]
[Sharing memories…]
Aarav ke saath he Caroline ki bhi aankhen band ho gayi aur Aarav usko uske father ke last moments dikhane laga. Caroline ko ye to pata tha ke uske father C.O.D ke andar he mar gye the.
Lekin usko ye nahi pata tha ke unhe maarne wala kon tha? Lekin Aarav ko Michael se pata lag gaya tha ke wo kon tha aur Aarav usko ye dikha bhi raha tha.
Aarav: [Just do it....!]
Aarav ne Caroline ko peeche se dheeme se push kiya aur usko badha diya. Aarav ke kahe anusar he Caroline ne aur socha nahi aur sirf uske andar ke bhadak rahi aag ko shaant karne ke baare mein sochate huwe Victor ke paas aa gayi.
Victor ne Aarav ki jagha per Caroline ko daikha to wo bhi hairan ho gaya. Usko samajh nahi aa rahi thi ke Aarav chah kya raha hai. Lekin Aarav ki jagha per Caroline ko daikh ker Victor aur bhi confidence mein aa gaya.
Victor (Grin): Did I kill someone you cared about? So tragic... Sach kahu to mujhe yaad bhi nahi ho ga ke wo kon tha? *Giggle* Probably just another pathetic insect, squirming for his life... Maybe, Just another liar, He deserved to die...!
“Lekin tumhara kya?”
Victor: Huh?
Aarav ne dur se he khade huwe kaha to Victor ke saath Caroline bhi ruk gayi.
Aarav: Lekin tumhara kya? Ab tak tu bhi to khud se jhoot he bolte aya hai... Ye jhoot ke tera sab ko marna sahi nirnay tha... Uss dost ko marna jisne hamesha tera saath diya... Uss Maa ko marna jisne bure samay mein khud bhookhi reh ker tujhe kabhi bhookha nahi rehne diya... Kya sach mein wo tere haath se marna deserve karte the?
Victor (Trembling): Nahi... Nahi... Nahi... Sab jhoote sirf maut he deserve karte hai! Haan, Maut ke baad wo jhoot kaise bole gye?
Aarav (Sigh): Huh, You still don’t get it, do you? People lie, and yeah, they do terrible things...! but it’s for the people they love the most. That doesn’t make them bad. It’s just what love forces them to do.
Aarav ke shabdon ko sun udhar Victor aur Caroline dono he hairan reh gaye. Victor dar se kaanp raha tha aur Caroline ki aankhon se aansu chhalak pade the.
Victor (Scream): Liar... Liar... Liar...! Yanha sab ke sab Liar hai... Haan, tera apna bhi ek jhoota he tha usne tujhse bhi hamesha pyaar ka jhoot he bola ho ga.... Main ne sirf tujhe bachaya hai. Yanha sab ko mera ehsaa-
Caroline (Tearful): You took him from me...! *Scream* You... You took my everything from me...!
*Stab*
*Stab*
*Stab*
Caroline ne dagger ko seedhe Victor ki chhati mein ghusa diya aur usko nikal ker dobara uski chhati mein ghusa diya. Victor ke muh se khoon nikalne laga tha. Lekin Caroline ruki nahi aur rote huwe aankhe band kiye uski chhati per dagger se stab karti rahi.
*Crying*
Aarav aur baaki sab dur khade usko daikhte rahe aur uski rone ki awaazon ko sunte rahe. Aarav uski feelings ko ache se samajh sakta tha ke uske mann mein abhi kya chal raha hai. Aarav ne uss ehsaas ko khud bhi mehsoos kiya tha.
Aarav: Revenge is really sweet...!
****
Level Up Tower
Floor 39th ~ 2 Weeks Ago...,
“Aarav?”
Michael 39th floor per ek mask lagaye huwe akela aage badh raha tha. Ek baar dobara Demon Wolves ke den mein aa gaya tha. Usko uske saamne he Aarav bhi baitha huwa dikh gaya aur uske saath he Peter khada huwa tha.
Michael: Ye?
Aarav: Peter hamari side per he hai! Iski tumhe chinta karne ki zaroorat nahi hai.
Michael (Nod): Fine...!
Michael aage badh ker unke paas he baith gaya.
Aarav: Haan, Ab batao ke kyu bulaya hai? Tumhe bhi pata hai ke mera yanha ana easy nahi hai.
Michael: I'm sorry, Lekin main ye baat khud tumse Personally karna chahta tha...!
Aarav: Nevermind, Kya baat hai?
Michael: Kya tum C.O.D mein Caroline ko bhi apne saath le ker ja sakte ho?
Michael ki request ko sun ker Aarav bhi thoda sa hairan huwa. Aarav ko pata tha ke Caroline ek bohat he important person hai association ke liye aur valuable bhi.
Lekin uske paas kisi bhi tarah ki khaas combat skill ya ability nahi thi. Caroline Aarav ke liye ek burden to ban he sakti thi. Lekin usko ye samajh nahi aa rahi thi ke association usko aise khatre mein kyu bhej rahi thi.
Aarav: I can't... Aur sirf mere saath he nahi main tumhe usko kisi ke saath bhi bhejne ke liye nahi kahu ga...!
Michael (Sigh): Huh, Main ab tak usko rok he to raha tha! Lekin ab main usko aur rok nahi sakta...!
Aarav: Lekin wo participate karna he kyu chahati hai? Mujhe nahi lagta ke usko khatre ka andaza nahi ho ga...!
Aarav ko bhi pata tha ke Caroline idiot nahi hai aur usne kisi aisi bewakoofi ki umeed Carolin se nahi ki thi.
Michael: Hum ne C.O.D ko investigate karne ke liye dusri baar bhi team bheji thi! Lekin ab tak tumhe bhi andaza ho ga ke ab tak hum fail he hote aye hai.
Aarav: Hmm ~ Investigators mein koi ek Caroline ka relative bhi tha kya?
Michael (Nod): Haan, Caroline ke father aur main players ke ane se pehle bhi same department mein he the! Uske father bhi uski tarha he ek righteous person the... Lekin Caroline uski khud ki beti nahi ek adoptive daughter thi... Lekin uski wife adoption se khush nahi thi aur usne James ko Caroline ke kaaran chhod diya.
Aarav: Hmm ~
Michael: Ye baat Caroline ko pata lagi to ye uske liye kaafi shocking tha! James ne usko hamesha jhoot he kaha tha ke uski Maa ne usko kisi aur ke liye chhod diya tha. Unke beech ek badi ladayi James ke C.O.D mein jaane se pehle bhi huwi thi aur Caroline ne usko bohat bura bhala keh ker behja tha... Lekin uski maut ki khabar ne Caroline ko bhi tod diya tha.
Aarav (Sigh): Usko khud se nafrat ho gayi thi! Lekin ab tak usko kuch zinda rakhe huwe hai to wo hai uske badle ki khawahish?
Aarav ne beech mein Michael ki baat ko kaat diya aur bolne laga. Lekin uski kahi huwi sab baate he sach thi.
Aarav: Ab ap kya chahate ho?
Michael: Caroline ko rokna ab possible nahi ho ga! Lekin main chahta hu ke tum usko protect karne ki puri koshish karo...! Lekin agar tum usko protect na bhi ker sake to tumhari sirf koshish he kaafi ho gi.
Aarav (Nod): Hmm ~ Theek hai! Main usko saath le jaunga... Lekin agar hum andar ja rahe hai to main uski khawahish puri karne ki bhi koshish karunga.
Michael: Huh?
Aarav (Smile): Kyu ke mujhe pata hai ke wo ehsaas kaisa hota hai...! Revenge is sweet ~
****
“Master, Ap kya Victor ko aise he marne do gye?”
Dungeon Master ke saath mein baithe huwe Vyakti ne uski taraf daikhte huwe pucha. Unke saamne Caroline Victor ko maar rahi thi aur wo kuch bhi nahi ker raha tha.
Dungeon Master: Ab tum kya chahate ho ke main usko bacha lu? Victor ne uske opponent ko shuru se underestimate karne ki galti ki aur khud ke ahankar mein haar gaya hai. Dungeon sab ke liye barabar hai... Haarne walo ke liye yanha per ek he saza hai aur wo hai maut...!
Dungeon Master ye keh to raha tha. Lekin wo bhi situation se kuch khaas khush nahi tha.
Dungeon Master: Lekin meri Dungeon mein aa ker mere he servant ko maarna? Ye mujhe bardasht nahi hai... Mujhe humiliate karne ki saza to un sab ko he mile gi ...!
Vyakti (Smile): As you wish... Master...!
****
Carnival of Death
Dungeon ~ Stage 1
[Deathwatchers are thrilled by the spectacle]
[For delivering an unforgettable show and becoming the first to kill a Game Master, Corpse has gained massive sponsorships]
[#3 Deathwatcher sponsors Corpse with 200 dungeon points]
[#8 Deathwatcher sponsors Corpse with 100 dungeon points]
[#4 Deathwatcher sponsors Corpse with 400 dungeon points]
[Total sponsorship received: 950 dungeon points]
Aarav ko Deathwatchers ne sponsor karna shuru ker diya tha. Lekin uske saath Aarav ko andaza tha ke kayi Deathwatchers ne uski difficulty bhi badhane ki koshish ki ho gi.
C.O.D ke andar abhi sab ki nazar sirf Aarav ke upar he thi. Lekin Aarav uske liye bhi bilkul taiyar tha aur puri attention ko grab ker ke rakhne ki koshish ker raha tha.
*Panting*
Caroline ka pura armor Victor ke khoon se bheeg gaya tha. Uske muh aur haatho se bhi uske khoon ki bunden tapak rahi thi. Becky ne aage badh ker Caroline ko uthaya aur usko le ker waapis aa gayi.
Aarav ki team ke sivaye ab baaki sab ko he Aarav ek khaufnak rakshas lag raha tha. Unke beech mein se kisi mein bhi usko kuch bhi kehne ki himmat he nahi thi.
[The Game Master has been eliminated]
[The stage is now over]
[All players who have cleared the stage may proceed to the next level]
[All remaining players, including those who have not yet participated or cleared the stage, will be eliminated, and will die here]
“What? That’s not fair! We didn’t even get a chance to play”
Notification ko daikhte he ek team se ek player dar bhari awaaz mein bola. Unko game khelne ka bhi mauka nahi mila tha aur wo yanhi per mar rahe the bina ek bhi chance diye.
“This is bullshit! We didn’t sign up to die like this!”
“So we all die... just like that? How is this even fair?”
“We didn’t even get a chance to clear the stage”
“Wait a minute, Ye sab tumhare kaaran ho raha hai! If you hadn't challenged the Game Master, we wouldn’t be in this mess”
Ek saath sabhi ki nazre Aarav ki taraf ho gayi. Ab tak khamosh khade player ek saath Aarav cheer ker rakh dene wali nazron se daikhne lage.
“Ab tumhare kaaran hum kyu mare? If you’d just stayed quiet, we might have had a shot at clearing the stage”
“We’re all gonna die because of you, you bastard! If I'm going to die, then I’ll take you with me...Die you fucking bastard”
Ek saath kuch players unke weapons uthaye huwe Aarav ki taraf badhne lage. Carnival ne unko rokne ke liye kuch bhi nahi kiya tha aur na he Malphas kuch ker raha tha.
Aarav bhi samajh gaya ke ye uske un sab ko mock karne per kiya ja raha hai. Dungeon Master usko ye saza de raha tha. Un sab ki maut ka reason Aarav ko bana ker wo usko guilty feeling dena chah raha tha.
*Woooosh*
Ek player Aarav ke paas pohanchne he wala tha ke Yoo-Jung ne ek arrow nikal ker usko bina bow ke ek spear ke tarha phenk diya aur wo seedhe player ke sar mein ghus gaya.
*Woooosh*
*Crack*
Aarav ne bhi aage badh ker dusre player ki gardan ko pakad ker tod diya aur usko udhar he neeche gira diya. Ye daikh ker baaki unki taraf aa rahe sab players khud he ruk gaye.
Unko ab kuch samajh nahi aa rahi thi ke wo kya ker sakte hai. Unke liye to aage kuan aur peeche khai ho gayi thi. Lekin unhen bhi andaza tha ke Aarav per gussa nikal ker bhi kuch nahi hone wala tha.
[Stage Cleared!]
[You’ve made it through. Prepare for the next stage]
[Teleporting your team to Stage 2, Floor 1]
Ek saath sab stage clear karne walo ke paas ek circle ban gaya. Ek ek ker ke sab teams 2nd stage ke liye teleport hone lage. Lekin Aarav ki team ab tak circle mein he khade huwe the.
[Elimination of all remaining players begins now]
[All players who failed to clear the stage will be killed immediately]
Aarav ki team abhi udhar he thi ki sab players ko marna shuru ker diya gaya. Malphas ne ek ek ker ke remaining players ko kaatna shuru ker diya aur unhen react karne tak ka samay nahi mila.
Ek saath sab udhar he tukaron mein kaate huwe shareer ke saath gir gye. Unke haath alag aur sar alag gire huwe the. Dungeon Master Aarav ki team ki teleportation delay ker ke un ko sab ko zabardasti dikha raha tha.
Lekin uske baad bhi Aarav bilkul he unfazed khada huwa tha. Uske chehre per guilt ki ek shikan tak nahi thi.
[Deathwatchers are sponsoring Corpse for his shamelessness in standing unaffected by the deaths of all remaining players]
[#4 Deathwatcher sponsors Corpse with 170 Dungeon Points]
[#6 Deathwatcher sponsors Corpse with 190 dungeon points]
[Total sponsorship received: 1310 dungeon points]
.
.
.
.
.
.
.
.
[Aj ke liye itna he, Ye update tha 5.5K update ka aur iske saath he Aarav ki team 2nd stage per pohanch gayi hai. Umeed karta hu ke ap sab ko ye update bhi pasand aya ho ga. Target hamara ab bhi wohi hai 130 Likes ke liye aur target agar monday 11:59 AM tak huwa to next update Wednesday night ko aye ga. Ab milte hai agle update per aur tab tak ke liye, Sayonara!!!]