77th up
vristi to apna kaam karke jaa chuki thi lekin tension de gayi thi mousi ko....aaj poora din aur poori raat mousi sochti rahi...aur wo bahut kuch sochne ke baad kuch natijo par pahuchi aur usne tay kiya ki abhi raj college ke 1st year me hai...use abhi padhayi likhayi par dhyaan dena chahiye na ki mujhpar suman par ya vristi aur baaki logon par...ye sochkar agli hi subah usne suman ko bulaya....
suman-aapne bulaya tha na didi...
mousi-haa baitho....
suman-boliye kya baat hai...
mousi-maine bahut socha...aur maine ye tay kiya hai ki abhi vikky ki shaadi 7-8 saal kisi se nahi hogi...pahle wo apni padhayi poori karega fir kahi job karega...fir jab wo 28-30 saal ka ho jayega saari duniya apne najro se dekh lega samajh lega tab uski shaadi kisi achhe se ladki se kara denge...ho sakta hai tab tak ise kisi khubsurat aur achii ladki se pyaar bhi ho jaye...aur haan mujhe tumse bhi kuch kahna hai....
suman-boliye....
mousi-mai chahti hoon uski padhayi me koi bhi rukawat na aaye aur jab uski shaadi hogi tab tum bhi sirf uski maa bankar rahogi....kyonki mai nahi chahti vikky ki jindagi barbaad ho jaye....dekho maine aur tumne ek tarah se apni jindagi barbaad hi ki hai...tune apne ghamand me akar aur maine bhi ek tarah se wahi kiya hai....
suman-ye nahi ho sakta mai ab vikky se door nahi rah sakti...kabhi bhi....
mousi-dekho suman vikky ne har wo chij kiya jisse tumhe khushi mile tumpar koi anch na aaye...tumhare liye wo sikandar se lada fir tumhare bhai se lada...aur kitne chote mote gundo se lada...tum uski maa ho....tum 10 saal baad budhi ho jaogi jab vikky jawan hoga....na to tum use khushi de paogi aur na hi sukh....kyon ki tab tum na to ek achhi patni ban paogi aur na maa...kyonki tumhari umra ho chuki hogi...isliye tumhe bhi decision to lena hi hoga ki tum apni khushi chahti ho ya vikky ki bhi khushi chahti ho....
ye sun kar to 2-4 minut ke liye suman bhi soch me pad gayi kyonki mousi ki baat to ek tarah se thik hi thi....
suman-chaliye aapki baat maine maan liya...mai dheere dheere use samjhaungi ki mai uski maa hoon aur ab use bhi apne liye ek achhi ladki dekhni chahiye lekin aapka kya hoga...aap kya akele jindagi gujar dogi...
mousi-dekho bhale hi maine vikky ko janm na diya ho lekin ek tarah se mai uski maa hi hoon aur maa ka kaam hota hai apne bachho ko achhe sanskaar aur shiksha ke saath use jimmedar banana...jo vikky ban raha hai....mera kya hai...mere liye mera gaav hai.....
suman-lekin vikky ko job ki kya jarurat hai humara sara paisa to uska hi hai na.....
mousi-haan uska hai...lekin agar wo bahar ki duniya nahi dekhega to fir wo utna samajhdaar nahi ban payega....aur sirf paisa hi sabkuch nahi hota...akal bhi to hona chahiye...experience bhi to hona chahiye ki paisa kamane me kitne mehnat lagte hai aur use bacha kar rakhne me bhi kitne mehnat lagte hai....mai ye thode na kah rahi hoon wo poori jindagi kaam kare lekin 2-3 saal to kar hi sakta hai...wo uske bhalayi ke liye hi hai...
suman-mai bol rahi hoon ek baar soch lijiye....aapke bhai aur chacha ki bas yahi akhiri khawahish hai ki aapki shaadi ho jaye....
mousi-duniya me sabki khwahis poori nahi hoti....kuch log ke adhoore bhi rah jate hai....mai unlogon ko mana lungi....
mousi-achha mai chalti hoon vikky se bhi baat karni hai....aur haan vristi ko bhi bol dena apne padhayi par dhyan de isme usi ka bhala hai....aur use bolna mai dopahar ko usse baat karna chahti hoon...
suman bhi uthi aur bhari kadmo se chalte hue apne room aa gayi....kyonki unke andar bhi lalach tha jo baar baar bol raha tha ki vikky jaisa pati use jindagi bhar khush rakhega...lekin suman ki baat bhi sahi thi...vikky to use khush rakh lega lekin wo kahi vikky par bojh na ban jaye....jis jawani me sab bachhe aish mouj karte hai us jawani me kahi vikky ko hum jaise budhe logon ka pati kahlana kitna boora lagega use....ye to maine kabhi socha hi nahi..sachme mousi kitna sochti hai vikky ke khushiyon ke baare me....ek mai hoon selfish....upar se use ye bhi baat sata rahi thi ki mousi ne vristi ko padhai me dhyaan lagane ko kyon bola....halaki use kuch kuch sak ho raha tha ki kahi na kahi vristi ho sakta hai vikky se pyaar karne lagi ho...aur iska bhi doshi suman apne aap ko hi man ne lagi kyonki jab maa hi bete ka pati ban baithi hai to vristi to uski bahan hai wo bhi aisa soch hi sakti hai......ye sab sochte hue wo bed par baithi hui thi ki wahan vristi aayi....
vristi-maa kya hua itna tension me dikh rahi ho subah subah...
suman-kuch nahi beta bas aise hi...aur haa tum sab apne kapde pack karna suru karo4-5 din me humlog wapas jayenge....
vristi-mousi ki shaadi....
suman-unhone shaadi ke liye mana kar diya hai....
vristi-man me-yess-matlab meri shaadi hogi usse....
suman-aur haan mousi ne bola hai vikky hostel me rahega...aur apni padhayi poori karega....fir uski shaadi uske pasand ke ladke se kar di jayegi.....
vristi ko to jaise ye baat samajh me hi nahi aaya....
vristi-matlab....
suman-matlab abhi ab koi shaadi nahi hai jaise humari jindagi chal rahi thi...waise hi chalegi....tu bhi padhayi par dhyaan de tumhare bhi bahut classes miss ho gaye hai....
vristi-maa aap kya bol rahi ho...vikky hostel me kyon rahega....ghar me kyon nahi...ye kya mousi ne bola hai....
suman-nahi ye mai bol rahi hoon....vikky hostel me rahega...ghar me wo achhe se padh nahi payega....
vristi-ye galat hai...vikky ghar me hi rahega....
suman-thoda kadak awaz me-maine jo bola tumhe samajh me nahi aaya....vikky tumhara bhai hai...aur mera beta....ye baat achhe se dimag me rakh lo....aur koi problem hai to dopahar me mousi se baat kar lena....ab jao apna kaam karo....
vrsiti to kuch bol hi nahi saki maa ke samne aur chup chap apni anshoon bahate hue room se bhagi aur apne room me akar bed par rone lagi.....
jahan jikita pahle se baithi hui thi....
nikita-kya hua ro kyon rahi hai....
vristi kuch nahi boli bas bed me mooh chipaye ro rahi thi....
nikita-arey hua kya kisi ne kuch bola kya...ro kya rahi hai bata to.....ye bol kar nikita vristi ko fuslane lagi....
vristi to aur jor jor se subak subak kar rone lagi.....
nikita to dar gayi aur wo bhagte hue suman ke pass gayi....
nikita-maa dekhona vristi ko kya hua hai wo roye jaa rahi hai....
suman-kuch nahi use rone do...thoda ro legi...fir sab thik ho jayega.....tum jao uske pass hi rahna....
nikita ko kuch samajh me to nahi aaya lekin itna pata chal gaya ki kuch to maa aur vristi ke bich hua hai....
idhar suman bhi confirm ho gayi ki ye pyaar ka hi chakkar hai aur suman bhi apne aap pe rone lagi....
suman-man me-maine pata nahi kab apne hi hatho se apne ghar ko barbaad kar diya...mujhe pata bhi nahi chala.....kahi priya aur vristi bhi vikky se pyar karte honge tab kya hoga....sab meri hi galti hai...na mai vikky se shaadi karti aur na ye sab hota.....ye sab soch kar suman bhi rone lagi....
karib aahde ghante baad jab vristi roti hi rahi to nikita use jabarjasti uthayi aur bed par baitha di.....
nikita-arey kuch batayegi tab na bas roti rahegi to kaise chalega....kuh bata to hume....tab tak priya bhi aa gayi....
vristi rote hue boli-mujhe vikky se shaadi karna hai....
nikita-tab thik hai tu role man bhar kar.......
vristi-agar meri shaadi vikky se nahi hui to mai jaan de dungi....
nikita-thik hai mai tumhe ek injection la kar de dungi..aram se mar jana....
priya-ye kya pagalpan hai ...wo ro rahi hai aur tu use chup karane ke bajaye ulti sedhi baat bol rahi hai...
nikita-mai kahan kuch galat bol rahi hoon ye hi pagal hui padi hai....ek to wo iska bhai hai..chalo is baat ko bhool jao to bhi wo ab humare maa ka bhi pati hai...chalo is baat ko bhi bhool jao to bhi uski shaadi mousi se hone wali hai....wo bhi bhool jao..to bhi is ladki se koi guna jyada pyaar usse lata karti hai..rani karti arfa hai rati...list bahut lambi hai..sab pyaar karte hai lekin shaadi ki jid to koi nahi kar raha ....arey pagal use pyaar karne wale bahot hai lekin vikky to ek hi hai na...hum jis se pyaar karte hai hum humesha kosis karte hai ki uski jindagi hum asan bana sake....use saari khushiya de sake...bina uske jaane...bina uske kahe..na ki us par hak jama kar use apna noukar bana le....tum to yahi chahti ho na ki teri shaadi us se ho jaye fir tu use apne isharo par nachaye....agar aisa nahi hai to kyon karna hai shaadi tumko.....arey sachha pyaar wo hota hai jisme wo tumhare pass aaye aur tumko apna humsafar banaye...wo nahi jisme 2-4 din bahla fusla kar pyaar ka natak kiya aur shaadi kar liya fir use apne isharo par nachaye....
nikita ki baat sunkar to dono bahne nikita ko dekhne lage...kyonki saaf dikh raha tha ki wo kitna pyaar karti hai lekin kisse karti hai pata nahi....
priya-tujhe to bada pata hai pyaar ka lekin tune to bataya hi nahi tujhe kaise pata hai ye sab kahi tjhe bhi to pyaar nahi hai na kisi se....
priya-nahi nahi aisi baat nahi hai mai to bas bol rahi thi....
ye sab sunkar vristi ko achha to laga lekin uska dil nahi maan raha tha to use yaad aaya ki use to mousi se baat karne jana hai....wo fatafat apna chehra dho li aur ashoo saaf karke chehre pe thoda muskan lane ki kosis karte hue wo chal di suman ke pass...................