• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?


  • Total voters
    95
  • Poll closed .

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,776
17,836
189
Update-453(Planning)

453

Main-So issliye they are going to Kathmandu..They want to remove league from kathmandu..

Randy - Yeah but kaise?? I mean halwa thodi hai.. I know wohlog gajab hain and all but League kathmandu mein bahot jyaada strong hai yun he usko koi league se cheen nahi shakta..

Main-Obviously unlog ne kuch naa kuch toh soch he rakha hoga warna aise he thodi Kathmandu chale jaaenge bina plan k..

Chloe - Itane time se gayab they wohlog usme obviously plans he bana rahe honge, They are master planners unhone ek ek point already plot karliya hoga..

Randy - Makes sense..

Chloe - Remember guys this is bigger then a nuclear threat for us, kyunki agar wohlog succeed hue isme toh we all are gone no one will give a fuck about us or league we will be history, everything people built over the years will be burnt to the ground..

Sara-Yeah so let's give everything we got to this mission..

Kevin - Quick question.. Agar unhe kathmandu jaana hai toh wohlog yahaan kya kar rahe they and yahaan se pehle Mumbai mein??

Main-Obviously Contacts ikattha kar rahe they sources create kar rahe they equipment ikkatha kar rahe they.

Chloe - Yeah..

Main-Because kathmandu obviously league k liye big hai but Kathmandu itani developed city nahi hai jo harr cheej unhe wahin mill jaaegi issliye wohlog woh sab ikatha kar rahe hain..

Kevin - Yeah samjha..

Sara-Then what's our plan..

Main-Ab obviously baaki 6 ko pata lag jaaega Jay ki death kaa or unhe bhi maalum hai Jay ki habit kya thi or unhe ye bhi pata hai ki Jay koi important information toh dega nahi maximum humein woh location he De shakta hai Kathmandu ki toh ab wohlog jaldbaaji karenge jo kaam unka yahaan baaki hai usse pura karenge jitana jaldi ho shake utana jald or jaldbaaji mein obviously mistakes toh hongi he or wahi mistakes humein unka next clue dengi. And jahaan takk main unko padh paaya hun uske hissab se wohlog 2 teams mein divided honge ek team yahaan hogi or dusari Kathmandu chali jaaegi yaa most probably jaa chuki hogi..

Chloe-Yep 100%..

Main-So humlog bhi yahi karenge.. Kathmandu humaare liye jyaada important hain yahaan unka koi clue millna important nahi hai kathmandu mein jaake sab setup karna important hai kyunki humaare liye ab priority wahi hai issliye Main Yahin rahunga Chang yahaan already task par laga hai woh rukk jaaega or jahaan main hun Chloe mam wahin rahengi warna Harris cicha aajaaenge, so hum 3 yahaan rahenge baaki tumlog nikalo Asap..

Sara-Only you 3?? I mean kathmandu mein abhi bus setup he karna hai humein or yahaan wohlog bhi hain and uppar se remember tumhaare Harris cicha and uski team so main bhi yahin rukti hun Randy can take the team to Kathmandu or woh sabkuch easily setup karlega mere hotey hue bhi setup ussi ko karna hai.. So i'll also stay here..

Main-Randy tu sambhaal lega kathmandu??

Randy - Easily..

Main-Good then get the fuck off my face..

Randy - Jeez chill be nikal jaaenge.. Lunch toh karlein..

Main-Lunch Kathmandu mein he karna..Tumlog 20 minute mein nikal rahe ho get the fuck out of this room and get ready..

Wohlog wahaan se turant gayab hue or wahaan bache main Ajit ji Chloe Sara and Sunaina..

Main-Sunaina mujhe Kathmandu mein league ki sab details caahiye humlog kaa wahaan kya hai kyun hai or kitana hai..

Ajit - Details caahiye toh main hun naa..

Sara-Oh yeah we forgot Ajit ji is here, Ajit ji Kathmandu headquarters k incharge they kaafi time takk..

Main-Perfect then mujhe sab details caahiye..

Ab Ajit ne mujhe kathmandu k baare mein bataaya Kathmandu ek hissab se headquarters kaa post office tha saare records, orders, hits, tasks, missions and other important stuff Asia se Kathmandu aata tha or wahaan se fir Headquarters mein jaata tha. Kathmandu mein humaara sabse important part tha ek Data center jahaan League se related bahot saari information thi specially money se related. Accounts department tha wahaan League headquarters kaa ek hissab se.Ye kathmandu ki sabse protected jagah thi toh isko target karna easy nahi tha even un 7 k liye bhi 7 kya 6..Uske baad sabse important tha ek or center jisko information hub bol shaktey hain jo asia ki saari information ikkatha karke headquarters takk pohanchaata tha jisme missions or tasks ki permission bhi shaamil thi..Uske baad sabse important they High Ranking officials, bahot saare Rank 6 and 7 even kuch toh rank 8 and 9 k league officials they jo Kathmandu mein he rehtey they because wohlog he ye Data center, Funds department and information hub etcetera sambhaaltey they or league kaa ek bahot jyaada important hissa they.. Uske alawa choti moti cheejein toh bahot saari thi but important ye 3 he they Data Center, Information Hub and High ranking Officials.. 75% league ki activity kathmandu k andar ye 3 cheejon mein he thi so humaara focus yahi hone waali thi kyunki jo hoga inmein ye hoga..

Magnificent 7 beta aajao dady is waiting.. 7 nahi Magnificent 6 by the way.



Continued..
Awesome updates
 
Last edited:
Top