• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?

  • Total voters
    95
  • Poll closed .

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,784
17,851
189
Update-464(The Mission)

464

Uske baad kaa mujhe Kuch yaad nahi tha main khudse utha time dekha toh subah k 5 baje they main utha fresh hua and then nahaake ready hua aaj bahot important din tha hum sabke liye main woh hard disk ko headquarters takk pohanchaaney waala tha, yahaan se bus mujhe woh disk kathmandu airport takk pohanchaani thi uske baad wahaan se seedha woh disk headquarters land hogi and wahaan usko koi nahi touch kar shakta..

Iss bich Randy mere pass aaya..

Randy - Sab ready hai boss disk ready hai.. Kitane bandey caahiye iss transport mein..

Main-Bus humlog kaafi hain..

Randy - Are you sure??

Main-Yeah..

Randy - Cars?

Main-Jo bhi ho lekin most secured honi caahiye bullet proof to the max..

Randy - Got you anything else??

Main-Nope nothing special..

Randy - Are you sure?

Main-Yeah why??

Randy - Boss tumhe maalum haina woh hard disk humaare pass mojjud sabse valuable cheej hai currently, so i think humein taiyaari maximum karni chahiye..kyunki agar uss hard disk ko koi legaya toh RIP in advance..

Main-We will be fine..Trust me..

Randy-Ok if you say so..

Main-Uss tech waale bandey ko bula jo information ko uss hard disk mein Daalne waala hai..or Claire ko bhi..

Randy - Ok..

Thodi derr baad Kathmandu headquarters kaa sabse smart tech expert mere pass tha uske alawa humaari own tech expert Claire bhi wahin thi maine un dono ko instructions diye and yahaan kaa sara data uss hard disk mein daalne ki permission dedi uske baad main team se milla jo sablog ready they bulletproof vests, assault rifles, pistols, smoke grenades, stun grenades, knives etcetera.. Meri puri team wahaan mojjud thi uske alawa Sara uske right and left hand Dusty and Adya and uski team k 3-4 or members bhi wahin they jo iss mission ki start se humaare sath they..

Main-Sab ready??

Sara-Yep everything is good to go.. What's the plan..

Main-Nothing bus hum ek route pakkadenge or ussi se airport takk jaaenge league literally Nepal k uppar raaj karti hai so humlog bich sadak kuch bhi kar shaktey hain kissi ko bhi thok shaktey hain or uska jawaab yahaan ki government degi so humein kissi bhi cheej ki tension nahi hai..But humein iss dauraan humaare A+ game par rehna hai thodi c bhi galati hui and its over issliye no fuck ups needed, just focus and execute the mission, humlog obviously ek dusare se connected rahenge issliye jabtak main kuch karne kaa naa bolun tabtak gaadi se hillna bhi nahi, gaadiyaan bulletproof hain so koi issue nahi hoga bus panic nahi hona hai jo main bolun waisa kartey jaao..Or dhyaan rahe agar Tumhaari galati se woh hard disk humse cheen lee gayi toh Tumhaara kya hassal hoga ye bataane ki jarurat nahi hai samjhe..

Sab - Got you boss..

Main - Cool then thoda or time lagega uss data ko move karne mein and we will be good to go..

Ye bolke main waapis apne room mein aaya apni vests pehni uske alawa maine ek glock pistol lee with 9 bullet magazines uski 3 extra magazines lee maine uske alawa ek M4 assault rifle with a 30 bullet magazine maximum effective range 500 meters uski 2 extra magazines lee maine.. And that was it or kuch nahi caahiye tha..

6:30 am par sab kuch ready tha woh hard disk mere pass thi ek chote se glass k box mein meri car thi Range rover Vogue jisme Main Sara Randy Chang and Chloe jaane waale they car obviously bulletproof thi uske alawa baaki sab cars bhi bulletproof thi.. Mere pass ek map tha jisme mera route tha jahaan se humein jaana tha airport yahaan se total 40 kms durr tha jisme 3 type ki locations aane waali thi first humein city k bich se nikalna tha then humein main highway par jaana tha uske baad thoda kacha road tha hills k bichmein se jo sabse main issue hone waala tha kyunki most probably attack wahin hone waala tha kyunki ek toh single lane road tha uske alawa dangerous road tha thoda saa bhi idhar udhar hue toh gaadi seedhi khaai mein jaane waali thi or wahaan humaare pass cover lene ki jagah nahi thi so agar kahin attack hoga toh woh wahin hoga. Yahaan humaare pass keval ek he benifit tha jo tha woh area fully open tha toh koi bhi achanak se parkat nahi hone waala tha humaare piche humein idea hoga ki kon humaare aage yaa piche hai..

Humaara kaafila nikala headquarters se meri gaadi Randy drive kar raha tha or humlog city cross karne lage early morning thi toh traffic k naam par kuch bhi nahi tha wahaan issliye humlog easily city se nikal rahe they..

Randy - Looks clear..

Chloe - Clear he hoga i dont think koi aane waala hai i mean humne literally kal he ye sab plan kiya hai no fucking way itani jaldi information untakk pohanch gayi hogi..

Main-You'll be surprised at how fast news travel around here..

Randy-(Bt Par) Guys ab highway par speed high he rakhni hai humaari gaadi k sath rakho bus we are getting closer..

Humne city cross ki and highway par aae highway par humne speed high he rakhi kyunki again traffic tha nahi toh humlog easily nikal rahe they.. Highway kaa 25 kms humne 20 mins mein easily cover karliya tha and ab humlog uphill jaane lage they ek side jungle suru hogaya tha jo niche ki taraf he jaa raha tha ek tarah se khaai he thi woh kyunki niche gaye toh kaam khatam tha..

Main-Buckle up guys its time...

Continued..
Awesome updates
 
Naik

Well-Known Member
21,286
77,027
258

Zaberdast plan h nikal jaane ka lekin musibat kab or kaha se aa jaye kisi ko pata nahi main point yahi jagah h khaai jo hoga yahi hoga or hoga zaroor itni aasani se data disc nahi le jaane denge disc k zaroorat mand log bas dekhna yeh h ki kitna khatra uthate h samne wale ineh rokne k liye
Bahot zaberdast shaandaar lajawab update bhai
 
Top