• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy War of Gods

Status
Not open for further replies.

parkas

Well-Known Member
27,378
60,812
303
Update 1 (Reborn)

Mystrious Clan, ye clan apne aap mai hi ek mystry hai, na koi isse hara paya hai na hi koi isse jhuka paya hai.

Iss clan ko sabse mystry banata hai iss clan ke bilkul akhri chore pe baase ek pahad jisko sabhi "Devil mountain" ke naam se jante hai.

Kehte hai ki ye mountain khud Devil ki den hai, aur aagar ek bade se pathar ko iss pahad ke upar se niche fenke to wo bhi 19 taak ginti leti hai niche se uska girne ki awaj aane ke liye. Aur ye bhi kehte hai ki niche jane ke liye isme 18 level hai jo ki khud Devil ne hi rache hai, jisko aaj tak koi bhi bhed nahi paya hai.

Ye clan do bhago mai bata hua hai ek inner sect aur dusra outer sect, inner sect mai blood relate member hi rehte hai aur unka rehna, khana, pehen na, padhna, practice, saab kuch outer sect se bilkul alag aur ache hai.

Outer sect mai wo disciple rehte hai jo ye clan ke dwara rehne diya gaya hai, isiliye unko kuch khas diya nahi jata tha, per outer sect ek chiz mai ache thy wo thy poison ka use karne mai.

Per dono hi sect mai hidden weapon bhi bahut jyada matra mai use hote thy per alag alag, jese ki aapko bola tha ki outer sect se inner sect acha hai to jahir si baat hai unka hidden weapon inse acha hi hoga aur kuch mystrious bhi.

Ye tha kuch iss clan ke bare mai, chaliye story pe chalte hai;

Aaj mystrious Clan mai har taraf shanti hi chayi huyi thy, per ye shanti ki bich aaj kuch ho raha tha clan mai.

Ek ladka blue colour ka dress pehne baas bhag raha tha aur uske piche 8-10 white kapde mai loog aarahe thy.

aur ye blue colour ka dress mystrious Clan ka outer sect ka tha aur white colour inner sect ka.

wo ladka abhi bhag hi raha tha ki unme se ek admi ne kuch needdles ko apne qi inject karke maare uss ladke ki taraf.

Wo ladka bhi wo jaan gaya to wo bhi apna skill show karke bach gaya, jaab wo admi ye dekha to wo pehle kuch samajh nahi paya to wo ek aur baar pichli baar se jyada needdles ko apne qi ke sath mara.

Iss baar bhi wo ladka apna pichli baar ki hi skill show kiya to jaab wo admi ne wo dekha to uske munh se baas ek hi naam nikla,

Admi : Purple demon eye....

Kyun ki jaab wo ladka wo skill use kiya to uska ankhe bilkul purple colour ka ho gaya tha, aur ye inner sect ka hi ek mystrious skill tha.

per iss baar wo elder jaab ye jaan gaye to wo fir se pichle baar je jyaada qi ke sath baar kiye, per unhe kya pata tha ki aab ki baar ek aur jhatka dega wo ladka.

jaab wo admi waar kiya to iss baar uss ladke ne ek aur skill show kar diya jisse uski speed behed hi jyada badh gayi, jiske sahare wo unn waar se bach ke nikal gaya.

Jaab ye skill dekha wo admi iss baar bhi uske munh se uss skill na naam nikla aur ankho mai herani liye uske piche badhe ja tha.

Admi : Ghostly Trace, kya talented ladka hai ye bhi usne sikh liya hai.

per iss baar wo admi aur kuch waar na karke apna hidden weapon chalane ka faisla kiya aur chala bhi diya.

Admi : aab iske bachke dikhao....

jaab wo hidden weapon use hua to uske ander se ek sath kayi sare deadly needles nikle jo ki uske raste mai jo bhi aata chahe ped, pathar un sabhi ko tabah karte huye ja rahe thy.

jaab wo ladke ko uska yehsas hua to uske munh se apne aap hi word nikal gaya,

ladka : second elder (wo admi inner sect ka second elder hi thy) hidden weapon use kaar rahe hai.

fir ek smile ke sath wo apna ek aur skill ka show kiya, jisake sahare wo ladka wo sare needles ko apne bare hand se hi reflect karte huye bhag raha tha aage ki aur.

Second elder : jade hand, ye jade hand hai.....usne mera pear blossom shower ko bhi block kar sakta hai, ye sach mai ek talented kid hai.

Wo ladka bhagte bhagte Devil mountain ke taraf chala gaya aur jake uss Devil mountain ke khayi ke paas khada ho gaya, kyun ki aab wo na aage ja sakta hai na hi piche.

Aage khayi hai aur piche wo saare elder ne usse gher ke khade hai, uske saare bhagne ke raste aab band ho gaye thy.

Second Elder : aab bahut ho gaya bhagna Veer, aab aapne aapko surrender kar do, tumne inner sect mai chori chipe gusske inner sect ki secret skill ko padha hai. Aab tum yanha se bhag nahi sakte.

ji han wo ladka ka naam Veer hi hai aur hamare story ka Main lead.

Veer ne second elder ki baate sunke uske chehre pe ek smile nach uthi, fir....

Veer : han mai ye manta hun ki main wo chori chipe padhi hai, aur uska practice bhi chori chipe kiya hai....

aab thoda serious hoke,

Per mai kasam khata hun iss heaven ki, mai Veer jo bhi sikha ya padha hai wo kisko nahi bataya hai.

maine ye aapko bata raha hun ye iss liye nahi ki mai aapse forgiveness ki icha rakhta hun, ye iss liye bata raha hun ki maine kabhi bhi mera roots ko nahi bhula hun.

Mai ye kabhi nahi bhula hun na kabhi bhu lunga jo bhi mujhe milla wo ye mystrious Clan ki den hai chahe wo life ho ya ability hi kyu na ho wo saab clan se hi hai.

Veer apni baate puri karke apne dress mai se ek hatiyar nikal ta hai jisse dekhne ke baad first elder,

first elder : usne clan ka no.1 hidden weapon bhi bana liya hai.

Veer : aab kuch bhi ho jaye mai mystrious Clan ka hi hissa nahi rahunga chahe mai maar bhi kyun na jaun.

Mai ye bhi janta hun aap kabhi ye allow nahi karenge ki marne ke baad bhi mera Jessa outer disciple jo clan ka rule break kiya hua hai wo clan mai rahe.

isiliye mai ye chahta hun ki mera bone yanhi clan mai hi spread ho jaye marne ke baad, issiliye mujhe jo bhi karna hai wo karke hi rahunga.

Koi kuch samajh pata Veer Usse pehle hi Devil mountain se niche khud gaya aur sath hi mai wo hatiyar ko first elder ke taraf fenk diya, aur jate jate baas yahi bolta gaya,

Veer : mystrious Clan ko mere taraf se akhri toufa....per afsos ki isko koi bhi yaad nahi rakhe hai mera kaam pura waste hi gaya. Mai ye clan mai khali haat aaya tha aur iss clan se khali hath hi ja raha hun, aur jo kitab maine churaya hai wo room mai second tiles ke niche mil jayega.

Jaab saab elder kuch samajh pate taab tak bahut late ho gaya tha Veer khayi mai kud gaya tha....

First elder : nahi!!!!!!

Nahi chilate huye first elder uss khayi ke kinare jaane lage to second elder aur kuch elder unko pakad liye.

First elder : Veer mujhe nahi pata tumne ye kyun kiya, per tumne aaj bahut se surprise diye mujhe aur baki ke elders ko bhi.

second elder jo first elder ke paas hi thy unhone wo sari baate sun li to unhone first elder ko kaha,

Second elder : brother aap uss chor ke baare mai soch ke dukhi kyu ho rahe hai.

second elder ke baate sunke,

First elder : koun kaha ki wo chor hai ?

saare elders first elder ki baate sunke unko dekhne lage,

apni baate jari rakhte huye;

tumne kabhi dekha hai ki yesa chor jo hamare clan ke secret ko pake bhi bhaga nahi ? Yesa chor dekha hai jo ki apni sincerity apne clan ke dikhate huye mout ka gale lag gaya ? Ek yesa chor jiske paas wo hatiyar thy jiske zariye wo haam sabhi ko mar sakta tha aur clan mai kya ye pure continent mai raaz kar sakta tha per wo yesa kiya hi nahi ? Yesa chor jo iss duniya ki sabse no.1 hidden weapon hai jisko 200 saalo taak koi nahi bana paya usko banaya hi nahi balki hamare clan ko gift de diya ?

Baas ye akhri baat hi tha wo saare elders kuch kuch samajh gaye ki wo jo hatiyaar abhi first elder ke hath mai wo kya hai.

second elder : first brother....kya...ye...wanhi hai mai jo soch raha hun.....

first elder : han ye wanhi hai, no.1 hidden weapon hamre clan ka jo ki aaj tak koi bhi banane mai kamiyab nahi hua....

"Budha Fury Lotus"

apni baat jari rakhte huye,

Veer chor nahi hai, wo ek extraordinary genius tha pure 200 saal mai.

Second elder : per first brother, usne chupke se wo saab sikha aur....

first elder, second elder ki baato ko kat te huye,

First elder : aagar tum bhi ye Budha fury Lotus bana sakte ho, mai apni ankhe band kar lunga ye kabhi nahi puchunga ki tumne ye kese sikha, chahe chori karke hi kyun na sikhe ho.

Tum galat thy second brother, aur tumhare sath mai bhi. Aur isike sath hamare ankho ke samne hi wo chance miss ho gaya jiske madat se hamara clan ka glory ek baar fir establish ho sakta tha.

Aab aur kuch bhi nahi bolna second brother....Mera order sabhi jagah paas kar do, ek team tayar karo jo ki devil mountain ke niche jayenge Veer ko dhundne ke liye.

mujhe uska body dekhna hai chahe wo jinda ho ya fir maar gaya ho.

aaj se nahi abhi se Veer mera inner disciple hai aur aagar wo jinda hai to mere baad wo hi first elder ka seat lega aur iss clan ha head hoga.

sabhi elder : yes head....

fir sare elders wanha se chale jate hai.

dusre taraf jaab Veer niche gir raha tha to uske kaan mai kuch awaj hi paad rahi thy,

"usko lena hai to mere dead body ke upar se Jana hoga" ye ek admi ka voice tha.

"unko jane do" ye ek mahila ki voice thy.

Nahiiiii......mujhe chod ke maat jao, ye ussi admi ka voice tha wo baas ro raha tha, sayad wo mahila usko chod ke chali gayi thy.

Veer baas niche girte huye gin raha tha aur apne mout ka wait kar raha tha.

Seventeen..eighteen..nineteen.....

jaab nineteen taak ho gaya fir bhi Veer ko kuch nhi hua to usne apni ankhe khol li, aur hilne ki bhi kossis ki per wo hil hi pa raha tha, kyun ki wo bacha ban gaya tha.

Veer : mai kanha hun?

Ye pehla sawal tha uske mann mai fir jaab uske apna hath hilake dekha to wo chote chote ho gaye thy jese hi kisi baby ke ho, to dusra sawal utha tha,

Veer : kya mai bacha ban gaya hun, matlab mai mara nahi firse bacha ban gaya hun ye fir maar ke ban gaya hun?

6 saal baad

Saint village ke ek side ek behed hi sundar sa pahad ke upar ek ladka betha hua apna dhyaan kar raha tha.

ye aur koi nahi 6 saal ka hi Veer hai jo bacha ban gaya tha aur coincidently iss duniya mai bhi iska naam Veer hi rakha gaya tha.

wo uss Devil mountain se niche girte waqt hi iss duniya mai aagaya tha ek bacha banke aaj 6 saal ho gaye hai iss duniya mai usse rehte huye, aur iss duniya ke baare mai jante huye, per aab taak wo ye duniya ke baare mai jyada kuch jaan hi nahi paya hai.

Per ek baat achi huyi thy ya fir buri, Veer jo saab bhulana chahta tha wo aab kabhi aab bhula nahi payega chahe wo uska pichle janam ka naam hi kyu na ho, ye thy buri baat, per achi baat ye thy ki wo apni pichli jindegi ki sabhi yaade aur wo secret skill aur sabhi skill jisko usne padha tha aur practice kiya tha wo sabhi uske sath aab bhi thy.

Veer jaab se iss duniya mai aaya aur jaab se hosh sambhala hai taab se hi mystrious Clan ka secret ko practice karne lag gaya, per wo abhi bhi jade hand aur Ghostly Trace 1st level ke bottleneck mai hi hai dusre level mai ja hi nahi paraha hai, aur wo subha subha har roj iss pahad ke upar wanhi practice karta rehta hai aur apne pichli jindegi ki skill bhi,

Jade hand,
Ghostly Trace,
Purple demon eye.

Chaliye thoda iss duniya ke baare mai bhi jaan lete hai,

iss duniya ko soul land kaha jata hai. Saab jaab janam lete hai iss duniya mai unke sath sath unka ability bhi janam leti hai aur usko yanha martial soul kaha jata hai. Aur wanhi soul ko train karke ye takatwar hote hai. Kisi ka bahut acha hota hai to kisi ka martial soul bekar hota hai. (Jese jese aage kahani badhegi iss duniya ke baare aap sabhi jante jaoge)

abhi Veer dhyaan mai hi betha hua tha aur uske charo aur ek purple colour ka dund ho raha tha wo bhi behed hi halka sa, Veer pichle 6 mahine se jade hand aur Ghostly Trace ka 1st level ko paar karne ke liye kosis kar raha tha per haar baar nakamiyab.

abhi thodi der hi huya tha ki Veer ka ankhe khul jati hai, aur uska ankhe khulne se pehle hi wo dund bhi mit jata hai.

Veer apna ankhe khol ke : fir se fail. Mai abhi taak jade hand aur Ghostly Trace ka 1st level ko bhi successfully paas nahi hua hun, aaj pure 6 mahine ho gaye hai.

kyun ho raha hai ye?

per purple demon eye jo ki depend hai purple air se wo bhi in dono se thoda improve ho gaya hai.

per abhi tak jade hand improve nahi hua aur iske sath hi Ghostly Trace bhi.

maine jaab ye pichle jindegi mai training liya tha maine yesa situation kabhi bhi face nahi kiya tha.

Isme kul 9 level hai per mai abhi tak 1st level ko bhi successfully paas nahi ho pa raha hun to baki level mere liye behed hi muskil hone wala hai.

kya ye mere pichle duniya se alag hai issliye yesa ho raha hai?

yese wanha beth ke Veer kuch der sochta rehta hai fir Sun rise dekhta hai, yanha pahad ke upar se wo nazara kuch aalag aur behed khubsurat lag raha tha.

Chalo jaane ka samaya ho gaya hai aur ye bolke wo pahad ke niche ke aur utarne lag gaya. Wo pahad koi 100 meter uncha hoga hi, aagar koi abhi usse dekhta to wo dekhta hi reh jata ek 6 saal ka bacha wo itne ashani se pahad se utara raha tha jesse wo uska roj kam ho, kahi na khai wo Veer ka roj ka kaam hi tha.

Veer apne ghar ke aur tezi se bhagta hai pahad ke niche aane ke baad, uska ghar iss village ke akhri kone mai tha wo bhi tuta futa sa makan. Uske ghar ke darwaja pe hi ek hathoda ka symbol laga hua tha lohe ka jo ki iss duniya ka Blacksmith ko hi milta.

jaab wo ghar ke ander gaya to usko khane ka acha khusbu aaraha tha, wo khana jo wo subha pahad ke upar jane se pehle hi aag mai rakh ke gaya hua tha.

Fir wo khana nikal ke apne papa ko bulane laga khane ke liye.

Veer : papa, khana tayar hai aajao....

ye uska roj ka kaam tha khud ke liye aur apne papa ke liye khana banana. Jaab se Veer khana banane laga hai taab se uske pita nahi banate hai, aur pehle jo thoda pite thy aab wo jyada ho gaya hai, uske pita baas din bhar sote rehte thy aur fir dopeher ko thoda kaam karte fir sham se raat tak pite thy fir so jate thy ye unka duty tha, iske alawa aur kuch nahi chahe unka beta khaye ya na khaye aur usko jo bhi ho jaye unko koi parwah tha hi nahi.

Fir bhi Veer ne iska koi bhi apati nahi jatayi wo har sambhav kosis karta ki uske papa ko khus rakh sake. Chahe jo ho jaye, uske iss duniya mai apna kehne wala tha chahe jesa bhi ho, kyun ki pichle jindegi mai to wo ek anath hi tha.

Jaab Veer ne apne papa ko bulaya to wo ander ke room se bahar nikle ankhe pure laal, baal bikhre huye, gande fate huye kapde pehne.

aake sidhe table pe beth jate hai Veer bhi bina kuch kahe khana parosh deta hai aur fir dono khana khane lagte hai.

abhi khana kha hi rahe thy ki unka darwaje pe khat khat ki awaj hoti aur ek admi bahar se hi awaj lagaye ja raha tha.

admi : beta, Grandpa aaye hai..tumhe lene ke liye.

jaab Veer ne ye suna to wo apne papa ko dekha,

thodi der baad,

Veer ke papa (Mohan) : jao per dopeher taak wapas aajana.

fir kya tha Veer ne jaldi jaldi khana khatam karke nikal gaya ghar se uss admi ke sath.

chaliye ek din piche chalte hai ki ye janne ke liye ki Veer kanha ja raha hai aur wo admi kon hai.

Pichle sham ki baat hai, abhi Mohan apne work area mai kaam kar raha hota hai ki Grandpa Jack (ye wanhi admi hai jiske sath Veer gaya tha) aajate hai,

Grandpa Jack : Veer...Veer...

Veer : Grandpa Jack aajayiye ander....

jack ander aata hai aur mohan ke taraf dekhta hai, wo kabhi bhi mohan ko pasand hi karte thy, aur hamesha sochte thy ki ek yesa pita ke paas Veer jesa acha beta kesse ho sakta hai.

fir mohan ke dekhke,

Jack : kal soul Awakening ceremony hai, aur Veer aab 6 saal hai to usko jana chahiye.

jaab Veer ne ye suna to usko ek umid nazar aayi ki sayad iske jariye wo apne skill ko next level mai le ja sakta hai.

per idhar jack ki baate mohan ko kuch pasand nahi aayi to wo sidhe hi mana kar diya.

fir kya tha jack aur mohan ki bich tu tu mai mai ho gayi fir gusse mai jack chale gaye ye bolke ki kaal aayenge Veer ko lene aur mai bhi dekhta hun ki tum kesse mujhe rokh te ho.

jack ke jane ke baat mohan aur Veer ke bich me iss baat ko leke thodi bahut baate huyi fir mohan apne bete ke ankho mai sayad kuch dikha jiske chalte wo maan gaya aur aaj jaab jack aaye to Veer ko unke sath bhej diya.
Nice and excellent start of the story...
 
ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,116
158

jabardast update bro
ye veer ne inner world ki technics to sikhi but outer world ka hone se use apni jaan deni pdi
but usne jaan dene se phle clan ke liye esa hathiyar diya jo koi nhi bna paya
ab iske baad 1st elder ne jo announcement ki h uska kuch frk pdta h aage ye dekhna hoga
wese veer marne ki bajay phir se baccha bn gya
or phle ki apni abilities ko phir se nikharne ke liye mehnat kr rha h
but abhi tk success nhi mili h use
dekhte h kb tk use success milti hj
philhaal to apnoi soul ko jaannne ke liye jane wala h kya use wha se koi madad mil payegi
 
NewWriter23

Member
368
2,071
123
Last edited:

NewWriter23

Member
368
2,071
123
:congrats: For starting new story thread.....
congrets for new story bro
Awesome Update tha bhaii. Maza aagaya padh keee.

Toh hum keh sakte hai humara hero bahot talented hai aur uska punarjanm hua par usko apne pichle janam ki saari baate aur skills yaad hai.

Aur kismat se dono janam mein hi uska naam Veer hai. Par mujhe lagta hai Mohan Veer ka pita nhi hai. Shayad Veer usko kahi se mila ho. Yeh bas mera khayal hai.

Dekhte hai Veer Soul Awakening Ceremony mein kyaa kyaa karta hai.
Bahot behtareen shuruwat bhai
Zaberdast shaandaar lajawab
congrats for new story
very nice update bhai
Awesome update
Thank you everyone
 
NewWriter23

Member
368
2,071
123
Nice and excellent start of the story...
Awesome update bro
jabardast update bro
ye veer ne inner world ki technics to sikhi but outer world ka hone se use apni jaan deni pdi
but usne jaan dene se phle clan ke liye esa hathiyar diya jo koi nhi bna paya
ab iske baad 1st elder ne jo announcement ki h uska kuch frk pdta h aage ye dekhna hoga
wese veer marne ki bajay phir se baccha bn gya
or phle ki apni abilities ko phir se nikharne ke liye mehnat kr rha h
but abhi tk success nhi mili h use
dekhte h kb tk use success milti hj
philhaal to apnoi soul ko jaannne ke liye jane wala h kya use wha se koi madad mil payegi
Mast update bro
:congrats: for start new story
Thank you everyone 😊
 
NewWriter23

Member
368
2,071
123
Awesome Update tha bhaii. Maza aagaya padh keee.

Toh hum keh sakte hai humara hero bahot talented hai aur uska punarjanm hua par usko apne pichle janam ki saari baate aur skills yaad hai.

Aur kismat se dono janam mein hi uska naam Veer hai. Par mujhe lagta hai Mohan Veer ka pita nhi hai. Shayad Veer usko kahi se mila ho. Yeh bas mera khayal hai.

Dekhte hai Veer Soul Awakening Ceremony mein kyaa kyaa karta hai.
Nahi bhai wo uska asli pita hi hai.
 
Status
Not open for further replies.
Top