• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy WarGod

Like it or not?

  • Yes

  • No

  • Who gives a fuck!

Results are only viewable after voting.

Baba Mechanchiii

_𝕿𝖍𝖊 𝕽𝖚𝖑𝖊𝖗 𝖔𝖋 𝕾𝖔𝖑𝖎𝖙𝖚𝖉𝖊_🎭🚬
360
1,190
139
Update 51:- (One Year Deal)

Rudra pure revolt pe utar aaya tha. QI Province ke is New Rising Star ki aankho mein Rules Kuch bhi nahi they, wo QI Province ke ander har rule ko Ignrore kar sakta tha. Rudra ko Rules se Restrict karna impossible aur bewkoofi thi aisa AK ka maanna tha. Rudra Insaano ke bich mein tiger tha, uske Chaaro taraf ek King ka Aura tha, wo Paida hi Great Destiny ke liye hua tha. Uske Future ki koi Limit nahi thi aur wo kisi bhi Divine Continent ke Super Geniuses se kam nahi tha. Aur AK ki nazro mein wo itni Ego itna Pride rakhne ke liye Qualified tha.

Rudra khud ko apne aap ko sabse upper samjhta tha koi uski Insult karne ke liye allowed nahi tha. Isliye wo aaj AK ko insult karke maarna chahta tha. Tabhi AK aage ko nikal ke aaya aur bilkul Rudra ke saamne khada ho gaya.

Uske Face pe ek Smile thi, uska Black Robe aur Silver White Hair Rudra ke Pressure ke niche hil rahe they lekin wo sidha Rudra ki aankho mein dekh raha tha Smile karte huye. Koi bhi ye dekh ke bata sakta tha ki AK ko ghanta fark nahi pad raha Rudra se naa hi usey dar lag raha hai.

Rudra "Tumhe mere se dar nahi lagta kya?"

AK "Aur mujhe tumse dar kyu lagna Chahiye? Sayad tumhe mujhse dar lagna chahiye!"

Rudra "Mujhe tumse darna chahiye, kya tum koi Joke maar rahe ho. Tumhe aisa nahi lagta ki main tumhe abhi isi waqt kisi chitti ki tarah nahi masal sakta."

AK "Hahaha, Kyuki tumhe pata hai, mera Potential tumse itna sa bhi kam nahi hai aur sayad jyada hi hai. Isliye tum mujhe maarna chahte ho, Tumhe dar hai ki main Strong ho gaya aur future mein tumhe maar diya to."

Ye baat AK ne kaafi Tez boli thi jisey Almost sabne sun liya tha, aur is baat se sabhi ko realize hua ki jo AK ne kaha hai wo sahi hai. Aur isi ke sath Crowd mein baate suru ho Gayi.

"Waise AK sahi keh raha hai uska Potential Rudra se jyada hai aur usne aaj ye dikha bhi diya hai. Aur ye bilkul possible hai ki Future mein AK Rudra ko surpass kar de. Rudra ko sayad sahi mein dar lag raha hai ki AK Strong na ho jaaye isliye wo usey maarna chahta hai."

"What a Joke, Rudra ko kabse reason ki jaroorat padne lagi kisi ko maarne se pehle. Sayad AK sach mein usey threat lagta ho kya pata?"

Crowd ke words Rudra ke kaano mein pad rahe they aur wo Rudra ke Pride ko jaga rahe they. Agar wo aaj AK ko maar deta hai to usey hamesa log kahenge ki wo AK se dar gaya isliye usey maar diya.

Rudra "AK, Tumhe samjhna hoga ki tum mere saamne ek chitti ke alawa kuch nahi ho. Jo mera Elite Status hai Uske bawjood tum mere saamne khade hoke baat kar rahe ho usey bhi apna honor samjho. Agar main Tumhe maarna chahta hu to mujhe koi reason nahi chahiye uske liye."

AK "Rudra, apne is Elite Aura ko Apne pass rakho. Mere Saamne ye Elite Aura mat dikhao. Ye mat socho ki tum hi bas is World mein Greatest Genius ho. Mujhe bas 1 saal ka time do aur fir dekhna hum dono mein se Great kon hai."

Rudra "Hahahaha, AK tum kaafi Clever ho, Jo aisi trick use ki hai tumne apni life bachane ke liye. Well Congratulations tum safal huye. Main tumhe 1 Year deta hu aur 1 Year baad aaj ke hi din main aur tum Deathmatch karenge aur tab dekhenge tum is 1 Year mein Kitna Strong huye ho."

Ye baat Rudra ne tez boli thi isliye sab ko sun gayi thi uske baad wo hawa me udke gayab ho gaya aur uske jaate hi uski aawaz piche reh gayi.

Rudra "AK, apni life ka 1 Year aur enjoy kar lo."

Rudra ke jaate hi AK ne rahat ki saans li kyuki yahi ek tarika tha Rudra se aaj bachne ke liye. AK ka Vision kaafi Precise tha isliye usey pata tha ki Rudra Kis type ka insaan hai. Rudra ek aisa insaan hai jiske Body mein Pride uski Bones tak mein bhara hua hai. Isiliye AK ne Rudra ke Pride ke sath 1 Year ka Gamble khela tha. Usne predict kar liya tha ki Rudra maan jaayega. Agar Rudra AK ko yaha maar deta to logo ko Lagta ki Rudra AK se darta hai lekin Rudra kisi se nahi darta aur yahi Prove karne ke liye wo AK ki 1 Year Deal se agree kar gaya.

AK is Competition ka sabse bada Winner tha ek Infamous Rouge Cultivator banke aana aur Four Big Sects ke Top Outer Circle Disciples ko Harake khud ko Prove karna. Wo aaj kaafi Famous ho gaya tha. AK ka naam jald hi purey QI Province mein failne waala tha.

Heavenly Sword Sect aur Burning Sky Pavilion kaafi Loss mein chale gaye they un dono Sect ke hi Top Disciple maare gaye they. Wahi Valley of Happiness to is Competition ki sirf Participants thi aur kuch nahi. Lekin sabse Jyada Fayda to Black Sect ko hua tha.

Lalit "Hmmm, 1 Year mein Fight. Dekhte hai tumme is Ek saal bhi jinda rehne ki Ability hai ya nahi."

Lalit ye bolke jaane ko hua ki tabhi Heavenly Sword Sect ka ek Disciple bol utha.

"Senior Brother, ye AK aur wo Dog same Team mein hai. Isko bolo ki us Dog ko hamare hawale kare."

Lailt "AK , Dog ko hamare hawale karo."

Gaurav "Konsa Dog, pagal mat bano ab tum."

Lalit "Guarav, mujhe pata hai tum is AK ko Protect kar sakte ho, lekin ye mat kehna ki tum ek Dog ko bhi Protect karna chahte ho. Aaj Agar isne us Dog ko hawale nahi kiya to mujhe attack karne ke liye Dosh mat dena."

Jo log abhi jaane lage they wo ye dekh ke ruk gaye aur sochne lage ki Ye Heavenly Sword Sect aur Black Sect ek Dog ke upper kyu lad rahe hai.

AK "Fuck, mera us Dog se koi lena dena nahi hai. Agar tum log itne hi Capable ho to jaao aur jaake pakad lo usey. Mere se kyu ek Dog ke baare mein puch rahe ho? Kya tumne kabhi mere sath kisi Dog ko dekha hai."

"Wo Dog waha pe hai." Tabhi koi chillaya aur uski is awaaz ke sath hi Heavenly Sword Sect ke Kayi Disciple kaafi Tez Speed mein us taraf badh gaya. Jo chillaya wo aur koi nahi balki Rudy se Bet hara hua ek Ladka tha.

Lekin jaise hi wo Disciple waha pahuche tab tak Rudy waha se gayab ho chuka tha aur unhe kuch nahi mil raha tha even Square ki Exit bhi khaali thi. Tabhi ek banda aur bola "Ye ladki bhi us Dog ke Sath hai." Usne Riya ki taraf ungli uthate huye kaha.

Jaise hi Heavenly Sword Sect walo ne Riya ko dekha to unki aankhe chamak gayi, beshak Riya ne apne Face pe ek veil pehen rakhi thi lekin wo uski Beauty ko rokne ke liye kaafi nahi tha.

"Speak, wo Dog kaha gaya?"

Riya "mujhe kaise pata hoga? Uske paas Legs hai aur wo kahi bhi jaa sakta hai aur main usey nahi rok sakti."

"Damm, tumhare jaise Arrogant Girl kaha se aa gayi, tumhare Father ko tumhara face dekhne do is Veil ke niche kya hai ek ladki ya koi Behrupiya."

Us Disciple ne apna Hath Riya ki taraf badhaya us Veil ko pakadne ke liye, apni tarah hath ko aata dekh Riya ki Aankhe ek dum se Cold ho gayi aur usne baithe baithe hi Apna Hath us Ladke ki taraf ghuma diya aur uske hath ke ghumte hi el Icy Frost uske Hath se nikla aur Jo Disciple Mid Mortal Core Realm mein tha wo Ek Second mein Kisi Ice Statue mein badal gaya. Wo attack karne ki hi position mein tha lekin kuch Second mein hi uski Life khatam ho gayi itni Coldness ki wajah se.

Is Scene se maujood har insaan Chauk gaya tha bas AK ko Chod ke. Kisne Socha tha ki itni Beautiful ladki itni Cruel hogi ki Ek Four Big Sect ko baithe baithe maar degi.

"Courting Death" Lalit ka chehra gusse se laal ho gaya tha aur wo Riya ki taraf badhne laga tabhi ye Dekh ke AK ka face Serious ho gaya kyuki Lalit ki baat alag thi Riya baaki sab ko sambhal sakti thi lekin Lalit usey easily maar sakta tha. Isliye Jaldi hi AK ki Back pe Blood Red Wings aa gaye aur wo Tezi se Riya ki taraf badh gaya Gaurav ko ek baat bolte huye.

AK "Senior Brother, Isey Rokne mein meri madat karo."

Gaurav ne AK ki baat Neglect nahi ki kyuki usne Dekha ki Riya AK se kam Powerful nahi thi aur wo bhi AK ke Sath Black Sect join karti hai to ye unke liye achi baat thi.

Bang~

Gaurav ne apne attack se Lalit ko aage badhne se rok diya aur uske saamne jaake khada ho gaya. Wahi AK Riya ke Bagal mein land hua aur usne apna ek Hath uske Kandhe pe rakhke Un Heavenly Sword Sect walo ki taraf Jor se Chillaya "Get Lost"

Aur uski awaaz se hi un logo ko pasine aane lag gaye aur unke Chere peele pad gaye. Wo AK ko maarna chahte they lekin wo usse dare huye bhi they unhe ye dar bhi tha ki wo AK ko Provoke na karde aur fir kahi AK unhe ek Strike mein hi na maar de. AK ne Riya ko Uthaya aur ud ke Black Sect ke Logo ke Paas aa gaya.

Lalit "Gaurav, mere raste se hat jaao, Heavenly Sword Sect ke Disciple ko Koi Outsider aise hi nahi maar sakta."

Gaurav "ohhh wo Ladki bhi Black Sect ki Disciple hai! Aur usne tumhare Sect ke Disciple ko maara kyuki usne isko Respect nahi dikhayi. Aur fir bhi Tumhe lagta hai ki Tum Rules se upper uth ke humse lad sakte ho. To aaj hum Black Sect wale bhi War ke Liye Taiyar hai. Aur mujhe to baaki sab ki Jaroorat hi nahi hai, Main, AK, aur Karan hi yaha Maujood Har Heavenly Sword Sect ke Disciples ko maar sakte hai."

Lalit "Fine, Bhut dum hai tumme Gaurav, Next Time hum jab bhi milenge to main pakka tumhe maar dunga."

Guarav "Ye bhut jaldi ye batane ke liye ki kon kisko maarega."

Lalit "Heavenly Sword Sect ke sabhi Disciples abhi isi waqt wapis Sect laut jaaye aur haa aaj se AK hamair Kill on Sight List pe hai aur wo purey Heavenly Sword Sect ka Death Enemy hai."

Itna Bolke Lalit aur uske Piche Heavenly Sword Sect ke sabhi Log Jaha se aaye they usi taraf nikal gaye. Iske baad Valley of Happiness aur Crowd bhi dheere dheere nikal gaye.

Karan "Brother, kya tumhe hamara introduction nahi karwana is Person se. Aakhirkar hum ab Same Sect mein hai."

AK "Ohh ye Riya hai meri Fiancee."

AK ki is baat se Riya sarma gayi wahi Black Sect ke Disciples hooting karne lage.

Gaurav "Alright Hum sab bhi ab Jaldi se Chamber of Commerce tak chalenge aur waha se Demon Beasts pe Baith ke jaldi se Black Sect pahuchenge."

Abhi AK haa bolne hi wala tha tabhi Riya ne uska hath pakad ke khich liya aur Divine Sense se AK ke dimag mein boli

Riya "AK, Rudy ne jaane se pehle bola tha ki is Whirling Sun City mein Treasure hai. Aur usne humey abhi jaane se mana kiya hai.

Treasure ka naam sunke hi AK ki aankhe chamak aur wo bhi Rudy ke Dwara Sense kiya hua Treasure normal to hoga nahi.

AK "Senior Brother, main abhi aap logo ke sath nahi aa sakta abhi mujhe kuch kaam hai. 2 din mein main apne kaam nipta lunga aur uske baad sidha Black Sect aa jaunga."

Gaurav "Thik hai lekin tumhe Careful rehna hoga, tum Burning Sky Pavilion aur Heavenly Sword Sect ke enemy ho."

AK "Main Careful rahunga."

Uske baad hum sab Black Sect ke Chamber of Commerce pahuche aur waha pe hi mere aur Riya ke rukne ka bandobast hua aur baaki sab waha se turant hi nikal gaye kyuki unhe Report deni thi Sect mein jaake. Abhi Courtyard mein main aur Riya ek Table ke Paas Chairs pe baith ke baat kar rahe they.

Riya "Ye Rudy kaha chala gaya hai. Hum yaha pura din baith ke wait nahi kar sakte."

AK "tumhe uski chinta karne ki jaroorat nahi hai, wo Dog bhut tez hai wo Raat tak yaha aa jaayega humey dhundhta hua.

Riya " AK tum ye dekho."

Aur itna bolke Riya ne table pe ek Yellow Storage Bag rakh diya. AK ne wo bag uthaya aur apni Divine Sense se dekha ki kya hai usme. To uska muh khula ka khula reh gaya kyuki usme Almost 30,000 Mortal Restoration Pills thi 100% Effectiveness wali. Riya ne AK ko bataya ki Kaise Rudy ne uske upper Bet laga ke ye sab jeeti hai. Iske. Baad ye dono pyar bhari baate karte rahe aur Rudy ke aane ka Wait.

TO BE CONTINUED...
Excellent update Brother 🔥...

Waiting for next update 🙂...

Keep posting 👍....
 
Rohit1988

Well-Known Member
2,269
7,212
158

Mast update bhai ji
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,096
218

Fantastic update
 
Top