• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy WARGOD

Should I add sex in this story

  • Total voters
    19
  • Poll closed .

Itachi_Uchiha

अंतःअस्ति प्रारंभः
Staff member
Sectional Moderator
7,839
27,262
204
Mai puri kosis karunga ki 1 Tarik Tak naya Update post kar du.
Ab naye update se story puri mere hisab se chlegi. To ab se week me ek hi update aaya karega. Kosis karunga ki Kam din me bhi update de du.
Aur sbs important baat is story me actual me sex nahi hai. To mi aap logo se puchna chta hu ki kya mi story me sex add Karu ya jise story chal Rahi hai waise chlne du.
nd ab se mujhe apne update par Kam se Kam 60 likes cahiye hi cahiye.
 
Last edited:

Rohit1988

Well-Known Member
2,351
7,224
158
UPDATE NO - 07
Pay Me For The Casket

Mayor Mansion ke bahar bhut jada bhid jama ho gayi thi. Mayor Mansion ke bahar Atharva aur Kailashnath khade hoke unki aur aati huyi lambi parade ko dekh rahe they, aisa dekhte huye un dono ke face pe ek cruel smile aa gayi.

Atharva " Aapne dekha Father, Karamchand itni simple si wedding ke liye itni lambi parade leke aa raha hai, Karamchand sirf hamari insult hi nahi humey dabana bhi chahta hai. "

Kailashnath " Hahaha, dekhte hai last mein kon laughing stock banta hai. "

Karamchand " Hahaha, Brother Kailashnath, main Sohan ko lene aaya hu kya wo taiyar hai ? "

Karamchand ne jor se chillate huye kaha taaki puri Crowd ko ke ye baat sun jaaye.

Kailashnath " Of course, mera beta ready hai, Atharva jao aur apne elder brother ko leke aao. "

Kailashnath ne ek smile ke sath jawab diya.
Karamchand ne ek silk Red Robe pehen rakha tha wahi Jiya ne ek phoenix cronot naam ki dress pehen rakhi thi aur wo bhut jada sharma rahi thi. Jadatar log to uske face ko dekh ke Vomit karne lage they aur dubara dekhne ki to himmat hi nahi ho rahi thi.

" Step Aside. "

Kuch moments ke baad ek loud shout sunayi di jo ki Atharva ki thi aur apne shoulder pe bada sa Casket leke aa raha tha.

Bang!

Atharva ne wo Casket aise hi Door se bahar fek diya jaise usme kuch bhi special na ho. Casket ka front Parade ki taraf tha aur uspe likha tha.

" Death. "

Puri crowd Casket ko hi dekh rahi thi aur bilkul silent ho gayi thi.

' ye log kya kar rahe hai ?'
' Wedding mein Casket laana ek buri baat hai, Mayor kya soch rahe hai ? '

Karamchand ke expression ek dum se change ho gaye aur Kailashnath se pucha.

Karamchand " Brother Kailashnath iska kya matlab hai. "

Atharva " I am sorry, mere elder brother kal ek bimari ke chalte maare gaye ab miss Jiya mere brother ki corpse se ho marriage kar sakti hai. Ye yaha pe present ho isliye maine ye mehnga Casket banwaya hai aur tension ki baat nahi hai isne Casket mein wedding dress hi pehen rakhi hai. "

Atharva ne apni voice mein QI energy mix karte huye bola taki Atharva har ek person ko ye baat suna sake.

Crowd mein ek dum se jor jor se baate hone lagi thi unhone pehle kabhi bhi aisa nahi dekha tha. Jadhav Family yaha pe ladke ko lene aayi thi lekin unka welcome uski Dead Body ke sath hua tha. Isse koi fark nahi padta ko Sohan jinda hai ya mar gaya, kyuki ye act sidha sidha Jadhav Family ki insult kar raha tha. Specially jab Jadhav Family itni badi parade ke sath aayi ho aur unhe mila sirf ek Casket, unki reputation ek dum se niche gir gayi thi.

Karamchand " Kailashnath, ye kya tum koi majak kar rahe ho ? "

Karamchand se ab apna gussa control nahi ho raha tha

Atharva " Uncle Karamchand tumhe ye kyu lag raha hai ki hum majak kar rahe hai ? "
" Tum yaha ladke ko lene aaye, aapne ye to bataya hi nahi ki Jinda chahiye ya mara hua. "

Paas mein khade logo ko lag raha tha jaise abhi unke mouth se blood bahar aa jaayega, ye kis type ki explanation thi.

Karamchand " Kailashnath tum aur tumhara beta bakwas mat karo. Sohan QI JING REALM ke 9th level ka warrior hai aur wo kal alive aur ek dum thik tha. Aise kaise mar gya ? "

Atharva " Agar tumhe vishwas nahi hai to khud hi ye Casket khol ke dekh lo. After all wo tumhare hi Family ka member hai ab. "

Atharva ne Friendly tone mein Karamchand se kaha. Kailashnath Atharva ke bagal mein silent khada tha aur sab kuch Atharvako handle karne de raha tha. Kailashnath Atharva se kaafi khus tha kyuki wo Karamchand jaise person se ek dum Normal aur Calm tone mein baat kar raha tha aur usse Argue bhi kar raha tha jo koi Normal 16 saal ka ladka Nahi kar sakta. Atharva ko pata tha ki Karamchand uspe attack nahi kar sakta kyuki Kailashnath aur Karamchand dono hi QI HAI Realm ke peak par they aur dono ki strength same thi.

" Fuck, hum yaha pe ladka lene aaye they aur Mayor humey ek Casket de raha hai, ye Jadhav Family ki insult hai. "

Jadhav Family ke ek Young man ne jor chillate huye kaha.

Atharva " hahhaaha, bilkul sahi kaha mere Friend, Lekin Jadhav Family thi jisne pehle humari insult ki hai. Sab log dhyan se dekho is Jiya ke Face ko, kyu Jadhav Family aise Sincerity dikhati hai humari Family ko? Main yaha sabhi men se puchta hu agar mein tumhe chance du is Jiya se Marriage karne ka wo bhi free mein to kya tum log insulted nahi howoge. Aur jo isse marriage karna chahte hai wo aage aaye."

Atharvane pehle jor se hasa fir ye baat boli aur Crowd ke saamne puri situation clear kar di uske paas koi reason nahi tha apne enemies ko respect dene ka.

Ye baat sunne ke baad waha khade har aadmi ka face green ho gaya tha.

' Shit, main khud suicide kar lunga is ladki se marriage karne se pehle. Jadhav Family itni badi Family hai aur unhone itni ugly Girl select ki hai marriage ke liye. Ye clearly ek insult thi Mayor Family ke liye. '

Ye baat kisi ne Crowd mein boli.

Atharva " Aur mujhe to doubt hai ki ye Ugly Girl tumhari daughter hai bhi ya nahi ? "

Atharva ne ek Cruel smile ke sath kaha.

Karamchand " Aaj se Jadhav Family aur YADAV Family enemies hai. "

Karamchand ek dum gusse se ubal raha tha wo ek dum differently Atharva ko dekh raha tha. Karamchand ek smart person tha to usey ab samajh aa raha tha ki suru se hi wo Atharva ke plan mein fas chuka tha Atharva ne Sohan ka use karke usey yaha parade laane pe majboor kar diya taaki wo inki insult kar sake.

Atharva " Good, mujhe koi fark nahi padta hum enemy hai ya nahi bas is Casket aur mere brother ko apne sath le jaana. Aur mujhe is Casket ka price dena mat bhulna ye bhut mehnga hai. "

JIANG Family ke sabhi member apne Young Master ki performance dekh ke ek dum surprise they. Unhe aisa lag raha tha jaise ye koi stranger ho. Jis useless Atharva ko wo jaante they usme kabhi itne guts nahi they ki wo Karamchand ke saamne aise baat kar sake. Waise Master Sohan kaise marr gaye? Lekin is baat se koi fark nahi padta kyuki Mayor waise bhi Atharva ko hi Pyar karta hai.

'Shameless, despicable, talented'

YADAV Family ke young Master ne Jadhav Family ki reputation ko mitti mein mila diya tha. Jo lambi Parade Jadhav Family leke aayi thi wohi abhi sabse bada laughing stock thi puri Fragrant Sky City ki.

Karamchand " Good, Very Good, Kailashnath tum aur tumhara beta thoda sa wait karo thode hi time tum dono is City mein ruk nahi paaoge. Let's go. "

Karamchand abhi bhut gusse mein tha, wo ek wise man hai aur aaj ek 16 saal ke bache ne uski réputation kharab kar di thi. Baat sirf réputation ki hi nahi thi uski insult bhi huyi thi puri City ke saamne.

Horse ko kick karte huye Karamchand waha se nikal gaya ab wo yaha ek minute bhi rukna nahi chahta tha.

" Atharva ek true man kabhi bhi aise method use nahi karta. Agar tumme himmat hai akele fight karne ki to main Suraj tumhe itna pitunga ki tumhare Father bhi tmhe nahi pehchan paayenge. "

Ek young ladke ne apne horse se niche utarte huye Atharva se kaha. Suraj Jadhav Family ka ek talented young man tha, halanki Karamchand yaha se chala gaya tha lekin wo Atharva ko itni asani se jaane nahi dena chahta tha. Unke paas khone ko kuch bacha hi nahi tha agar wo ab fight karke Atharva ko hara deta hai to kam se kam kuch to honor wapas aayega ye dikhake ki Jadhav Family ke Geniuses YADAV Family ke Geniuses se better hai.

"That's right, Atharva kya tumhare andar himmat hai challenge accept karne ki ? "

Jadhav Family ke doosre young man ne chillake kaha uske face pe arrogance saaf dikh rahi thi. Sabki nazaro mein Atharva ek useless Fool tha, beshak usne Jadhav Family ki insult ki ho lekin Jadhav Family ka koi bhi Genius asani se hara sakta tha aur maar bhi sakta tha.

Atharva " All right, tum mujhe fight karna chahte ho to main tumhara challenge accept kar lunga. Lekin main bina kisi Bet ke fight nahi karne wala. "

Atharva ne smile karte huye kaha. Yaha tak ki Kailashnath bhi jor se has raha tha, uske alawa kisi ko bhi Atharvaki real strength nahi pata thi. Sohan jo ki 9th level pe tha wo bhi Atharva ka koi match nahi tha. Aur Suraj to sirf 8th Level pe hi tha.

Suraj " Thik hai batao tum kya Bet lagana chahte ho ? "

Suraj ek dum khus ho gaya tha ye sunke ki Atharva uska Challenge accept kar raha hai.

Atharva " Hum log is Casket pe Bet lagayenge. Agar main harta hu to ye Casket Mayor Mansion ke front door pe 3 din tak latka rahega. Aur agar tum haare to tum is Casket ko us Sedan Chair pe rakh ke le jaaoge aur apne Front door pe 3 din ke liye latka doge. Agar aisa nahi kiya to Jadhav Family ke sabhi members bastard hai. "

Atharva ne jaanbujh kar jor se chilla ke kaha taaki sab sun sake. Ab Suraj fas chuka tha aur wo Bet ko cancel bhi nahi kar sakta tha kyuki Puri City ne sun liya tha. Agar wo haarke Casket leke jaate hai to wo aur bhi jada laughing stock ban jaayenge aur agar Bet accept nahi karte hai to aur insult hogi inki aur wo bastard kehlayenge. Fark nahi padta result kya ho insult Jadhav Family ki honi thi.

Suraj " Deal "

Suraj ne bina hesitation ke answer de diya jaise Atharva uske saamne koi Ant ho aur wo ye Bet jeet hi jaayega. Isliye usey Bet se koi matlab nahi tha.

Is event ko dekhte huye Crowd mein ek baar firse shor hone laga tha. Unhe laga tha Karamchand ke jaate hi maamla khatam ho jaayega lekin yaha dono Families ke young man aapas mein Fight karne ko ready they aur inki Bet inki Family ki reputation thi. Lekin logo ki attention Atharva pe thi ki ye Useless Fool Suraj joki 8th level pe hai usse kaise Fight karega.

TO BE CONTINUED….

Fantastic update bro
 
Smart killer

Romeoo Rajkumar 💘
171
646
108
Boht ala maza a gya bachary karamchand ka to rona nikal aya ho ga hahahhaba
Waiting for next
 
Ramesh628

Active Member
562
1,470
138

Sandar update hai bhai
 
andyking302

Well-Known Member
6,076
14,331
174
UPDATE NO - 05
Let's Calculate Our Debt

Yaha tak ki Atharva ne bhi nahi soch tha ki The Dragon Transformation Skill itni strong hogi. Sirf 4 hours cultivate karne se hi wo QI JING REALM ke 9th Level pe pahuch gaya tha.

Sath hi sath uski Yuan Energy badhne ki wajah se uski body bhi strong ho gayi thi aur isliye Atharva ki strength aur Defense mein kaafi fark pada tha.

The Dragon Transformation Skill ko Cultivate karte time ek baar firse 2 whirlpool ek doosre ke opposite create ho gaye they. Dono whirlpool Atharva ki body mein flow hote huye uski DANTIAN mein enter kar gaye aur ek Red Colour ka Dragon Mark form karne lage.

Waise abhi jo Mark form hua tha wo abhi bhut fika tha ek dum bright Red hone se kaafi dur tha. Atharva ki single thought se Red Dragon Mark bhut jor se shake hone laga.

HAA!

Atharva ne jor se chillate huye hawa mein ek bhut fast punch maara, punch ka pressure itna tha ki Air mein bhi friction hone lagi thi aur fir ek dum se BOOM ke sound ke sath samne ki Wall crack ho gayi.

"Good, mere punch ki power abhi 5000 pound thi, halanki abhi first Red Dragon Mark half complete hua hai. Ek baar Red Dragon Mark complete ho jaaye to mere har punch ke pich 10,000 pound ka force hoga. QI JING REALM 9th Level ke ordinary cultivators ke punch mein 3000 pound force hota hai, aur Genius hote hai unke punch ke piche 4000 pound hota hai. Lekin The Dragon Transformation Skill se mein sirf Half Red Dragon Mark ke hote huye bhi 5000 pound ke punch throw kar sakta hu. Incredible!"

{ Writer Note:- jo bhi punches aur uske force ki baat huyi hai wo sirf ek mark ki jaise jaise mark badhte jaayenge force badhta hai jaayega.}

Ek lambi saans lete huye Atharva ne Cultivate karna rok Diya. Usey Cultivation ke baare mein is world mein sabse jyada Knowledge thi, aur usey ache se pata tha ki Foundatain ko Strong karna kitna Important hai. Usko sab kuch step by step karna hoga bina ek dum se aage badhe. Usne abhi The Dragon Transformation Skill Cultivate karna start ki hai aur usey half Red Dragon Mark mil gaya hai aur wo is result se abhi ke liye khus hai. Kyuki Fragrant Sky City kuch bhi nahi hai.

Aapko bata du ki :-

{ SAINT ORIGIN UNIVERSE mein 5 Continent hai.
1. Northern Continent.
2. Southern Continent.
3. Western Continent.
4. Easter Continent.
5. Divine Continent.

Jisme sabse strong Divine Continent hai jisme Pichli Life mein Atharva ek Saint tha aur wo issi Continent se tha. Sabse Weak Eastern Continent hai jisme Filhal Atharva hai.
Eastern Continent mein 30 provine hai jisme sabse Strong Martial Saint Dynasty hai Aur Sabse weak QI Province hai jisme Filhal Atharva hai.
QI Province ke baare mein aage detail mil jaayegi Proper.

QI Province ka outer part hai jaha QI Province ke Log bhi dhyan nahi dete waha pe 28 City hai. Isme sabse Strong hai Red City aur sabse Weak hai Fragrant Sky City jisme filhal Atharva hai. }

Ek warrior ko Cultivate karne ke Liye PILLS, POTIONS, ELIXIRS ki jaroorat padti hai. The Dragon Transformation Skill ko practice karne ki liye ko Sabse jada jaroorat padegi kyuki Ye skill kisi bhi Bloodline kisi bhi Soul ko Absorb kar sakti hai. World Mein bhut saare Demon Beast hai, jinme se kaafi kam Rare Bloodline ke hote hai aur kuch to Ancient Time ke Rare Beast bhi hote hai, agar kisi rare Bloodline ke Demon Beast ki Soul ko Absorb karta hai to The Dragon Transformation Skill ki Wajah se usey use Beast ki Ability bhi millegi.

"Main 100 years se Dead tha is time mein bhut kuch badal gaya hoga. Agar meri Memory sahi hai to Fragrant Sky City Sabse small City hai QI Province ki, pata nahi Divine Continent yaha se kitni dur hoga. Past life mein The GREATEST SAINT hone ki wajah se maine kabhi is Small Eastern Continent pe dhyan nahi diya tha kyuki Meri aankho mein ye kuch bhi nahi tha."

Atharva apne Mansion se Nikal ke apne Father ke Mansion mein aa gaya aur sidha unke Room mein bani Library mein ghus gaya. Yaha pe kisi ko aane ki izzazt nahi thi yaha tak ki Sohan bhi bina permission ke enter nahi kar sakta tha lekin Atharva ki baat alag thi wo Mayor ka eklauta beta tha to wo pure Mayor Mansion mein kabhi bhi kahi bhi jaa sakta tha.

Atharva ne waha pe rakhi Martial Arts Skill ki books ko dekha bhi nahi kyuki usey pata is universe ki sabse small city mein Trash hi millega. Isliye wo sidha ek book ki taraf badh gaya jiska naam tha "History of Saint Origin"

Is Book mein saare History events se they Pure Saint Origin ke aur saari geographical condition.
Atharva ne jaisa hi first Chapter khola uske Face pe smile aa gayi. kyuki jo first Chapter tha wo Ek Greatest Saint ke baare mein tha jisne Apni Big Sword ki Ek Strike mein Heaven ko kaatte huye Immortal Realm ke Gate khol diye they 100 years pehle. Unfortunately wo Greatest Saint us din usi SAINT CLIFF pe khatam ho gaya.

100 year pehle Atharva ne apni Saint Blood ki last drop ko Use karte huye Immortal Realm ke gate khol diye aur wo iske backlash se wahi khatam ho gaya tha. Uske baad kya hua usey kuch nahi pata. Usne aisa isliye kiya tha kyuki Saint Origin Universe mein koi bhi person Saint Realm ke aage Cultivate nahi kar paata lekin Atharva ko pata tha ki Saint Realm ke baad bhi Realm hai jo is Universe mein possible nahi hai, isliye usne apni saari strenght ko use karke doosre Universe ka Gate khol diya tha Jiska naam hai Immortal Origin Universe ya Immortal Realm jisme Immortals rehte hai.

History ke according us event ke baad bhut kuch badal gaya tha. Jab Atharva ne Immortal Realm ke Gate khole to Jo baaki ke Saint they jo Atharva ko aisa karte dekh rahe they wo Atharva ki Death ke baad Gate se Us Realm mein enter kar gaye. Aur aisa hone se is Universe mein ek bhi Saint nahi bacha aur Saints ki protection hatne ke baad is Universe mein. Monsters, Beasts, Devils, Demon har jagah badh gaye they. Aur jo Clan Saint ki protection aur management they unme War start ho gayi thi aur uski Wajah se kayi Ancient Clan completely Wipe Out ho gaye they Aur New Clan ban gaye they.

Ek Smile ke Sath Atharva ne Book band kar di Usey pata tha wo is life mein ek baar firse Divine Continent mein apne kadam rakhega aur Fir Apne past Records ko todte huye Immortal Realm mein chala jaayega aur aisa hone ke liye abhi bhut lamba time tha kyuki abhi wo ek weakling tha aur uski age bhi abhi 16 years hi thi, uske paas puri life thi suru se start karne mein. Atharva ki life ka sabse bada regret tha ki wo immortal Realm mein enter nahi kar paya.

Library se nikalne ke Time Raat ho chuki aur Atharva apne Mansion ki Opposite direction mein jaa raha tha kyuki usey kisi se milna tha.

Atharva ko pata tha ki Sohan na to Jiya se Shaadi karega aur na hi JADHAV Family mein. Atharva confident tha kyuki wo bhi ek Man tha Sohan ki tarah. Ye bhut simple tha Jiya se shaadi karne se acha Sohan suicide kar lega.

Kal Wedding Ceremony hai aur agar Atharva ka guess correct hai to Sohan aaj ki raat hi usko maarne aayega.

Sohan ke jaisa person jiska Hard Work destroy ho gaya ho wo itni asaani se jaane nahi dega. Wo Atharva se nafrat karta tha, sirf Atharva se hi nahi balki Mayor Mansion ke har member se Nafrat karta tha. Uske Talent ko dekhke wo Is City ko Chod bhi dega to wo ek achi life ji sakta tha.

Lekin Atharva apne kisi bhi enemy ko bhaagne ka, surrender ka aur maaf karne ka mauka nahi deta. Kyuki usey pata hai baad wo hi enemy strength gain karke wapis Revenge lene aa sakta hai. Aur jis Path pe Atharva jaane wala hai uspe uske Countless enemy honge aur wo ek ko bhi jinda chodne ka risk nahi lega.

Sohan ne is time ek black outfit pehna hua tha aur moon ki taraf dekh raha tha uski eyes bilkul snake jaisi lag rahi thi jo strike karne ke liye kabhi bhi taiyar ho.

"Atharva tumne mere saare plan waste kar diye, aaj tumhe maarke yaha se nikal jaaunga aur strong hone ke baad is Mayor ko bhi maar dunga aur JADHAV FAMILY ko bhi destroy kar dunga."

Sohan ne apni fist ko tight karte huye ye baat sochi. Lekin koi aur tha jo usey itni asani se nahi jaane dega.

Atharva " Hey Brother, apne aisi dress kyu pehen rakhi hai jaise aap kahi bahar jaane wale ho. Kal aapki wedding Ceremony hai aapko rest lena chahiye. "

Jaise hi Sohan ki nazar Atharva pe padi wo ek dum gusse mein aa gaya uska killing intent bhi nikalne laga tha uski body se.

Sohan " Atharva tumne aaj mujhe kyu fasaya. "

Sohan ne ye baat ghuraate huye boli. Yard ke bahar ek aur Aadmi tha jo in dono ki baate sun raha tha. Wo aur koi nahi balki Kailashnath tha jo Sohan se baat karne aaya tha lekin inki baate sunke wahi ruk gaya aur apni presence hide kar li.

Atharva " Aapko kyu fasaunga main? Mujhe to laga JADHAV Family mein shaadi karna aapka sapna tha. Jiya ki body to dekho mujhe pata hai future mein aapko kamane ki jaroorat nahi padegi. Aapko to mujhe Thanks kehna chahiye. "

Sohan " Enough, us ladki ka mere samne naam mat lo, tumne kal bas mujhe replace hone ke liye kaha tha JADHAV FAMILY mein marriage ki baat kaha se aa gayi thi. Atharva maine tumse abhi tak pyaar hi kiya hai agar tum mujhe bhagana chahte ho to saaf saaf bata do ye gande method use karna chod do."

Sohan ki aankho mein Atharva ke liye Hatred chupaye nahi chup rahi thi.

Atharva " Mujhse pyaar karte ho, chalo tumhe expose karte aur apna score settle karte hai. "

Atharva ne apne Father ko pehle hi sense kar liya tha bahar jo ki Sohan nahi kar paaya tha kyuki uski sense Atharva se bhut weak hai ya ye kahu Atharva ki senses kaafi jada strong hai. Atharva ne apna attitude badalte huye Sohan ko expose karne ki sochi taaki wo yaha se bhaag na paaye aur usko opportunity bhi mil jaaye Sohan ko maarne ki.

Atharva " Mujhe ye batao tumne hi Yuan aur Shuang ko mujhe deserted area mein le jaane ke liye aur mujhe maarke mera blood pine ke liye kaha tha ?
Mere marne ke baad tum hi ho jo legally YADAV Family ko Heir ban jaoge. Isi liye tum mujhse pyaar se paish aate they? Kya maine kuch galat kaha My Dear Brother. "

Atharva ne ek Cruel look ke sath Sohan ko dekhte huye ye baat kahi. Wahi Kailashnath shock ho gaye they to jo Atharva ne kaha usey sunkar lekin wo fir bhi bahar hi khade rahe kyuki wo aur Sunna chahte they...

TO BE CONTINUED....

Aaj ke liye bs itna hi dosto !!

Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through !!
Apna pyar aur support aise hi banaye rakhiye !!
Fabulous excellent fantastic update brother
 
Bhupinder Singh

Well-Known Member
2,001
4,975

Nice update
 
Top