Bohat Shandar and jandar update kuch dino ki kami ko bharpoor pura kia aur story ko kai grade upar le aaye. Bohat kuch khaas hua Reed family se nazdiki aur woh apne wadey ke pakke nikley plus Atkins and Platchi se ab usko shield mil gaya hai lekin kab tak?
Idhar sab se mushkil jo hai woh hui hai Suraj ke sath coz choti choti jalan hi kisi badey dhokey ki taraf le jaati hai jabki uska jalna bhi jayaz hai lekin woh nahi janta ki Sikendar to mar chuka thaa yah to system generated Sikendar hai. Jo ki ab insaan hatya ka shaukeen hota jaa raha hai aur kabhi kabhi kisi say nafrat aapko un jaisa bana deti hai aur yah Sikendar per bhi laagu hota hai ki kahi supernatural se nafrat usko bhi wohi haiwan na bana de jo aam insaan ko insaan na samjh kar keeda makoda samjhey.
Lekin shayad tabhi aapko dosto ki zaroorat banti hai aur usko waha suraj n Adhara ki zaroorat padegi magar suraj kia apni jalan se bahar aa payega?
Plus kaun thee woh lady jo wine pee kar Sikander and Adhara ko jata dekh rahi thee shayad woh teacher jo inke sath Faraday gayi thee coz woh bhi Sikendar ke taraf attract hui thee aur woh bhi ek mysterious character hai.
Thanks bro for review and like..
Is update mai mai ne zada details nahi likhi. Bs jaldi jaldi story ko ahge braya. Warna details likhya ke kese stones ka use kiya kese poweup howe etc to 1 2 updates aur ban jate.
Mai bs ab ye families wala kissa khtam karna chahta tha.
Ab University mai be transferred ho gaye hai.
Ab full moon wala rah gaya wo be koshish karon ga mega updates ke sath wo 2 updates mai end ho jaye.
Pir 1 mission ahna hai kafi important aur maze wala. Full moon ke foran bad.
Us mission mai boht kuch hone wala hai.
Wo larki wo be next update mai aap ko pata chal jaye gah..
Bas bane rahiye sath..