Sexy launda
Active Member
- 683
- 1,162
- 138
Leon bhai lekhika mahodaya fir se manali aur rahul ke bich relationship ko justify karengi .ab dekhna hai kaka kya decision lete hai ...
aur manali ye sab jaankar ki kaka ko pata chal gaya hai to aage kya karegi ..
waise agar manali ye saari baate sach jo hai wo ajit ko batati to me usko galat nahi maanta ..
par usne apni dost ki baat maanke ye sab kiya hai sirf apne satisfaction aur shayad bachcha paida karne ke liye to wo galat hi lagti hai ( sirf mera view ) ..
kya usne ye nahi socha ki ajit ko bhi pata pata hai wo baap nahi bann sakta to agar manali pregnent hoti hai to wo ajit ko kya jawab degi ...
agar usko maa banna hi tha to directly ajit se baat karti ki usko rahul ke saath soke bachcha paida karna hai kyunki ajit wo nahi kar sakta ..
Hdd ho gyi yrr
Let's see aage kya hota hai